Kya experience hota h life me vipasna karke...kya sanyasi ya budh bhikshuk ban jate h ya nastik ban jate h ....aisa hota h kya...plj guide me on this.....mujhe v jana h but i am little confuse
I am regretting means it would have been better had i been to this technique earlier in life. But u are right it teaches us to be remain in present and equanimity. Also just by attending 10 days course one cant get rid of all impurities. Its just beginning
गोयनका जी के द्वारा बनाए गई विपश्यना पर 10 दिन की वीडियो सीरीज देख लीजिए जो यूट्यूब पर पहले से ही निशुल्क उपलब्ध है। वहां पर भी इसे ही दिखाया जाता है और गहन विपश्यना ध्यान का अभ्यास कराया जाता है।
This 10 days silent course of vipassana is wonderful to attend in human life. It’s based on truth , reality, SATYA, In this moment. It’s free from blind faith, dogma or Philosophical argument, it’s logical, scientific, experience based, result giving, here and now, free to attend each month at more than 200+ global centres. What are you waiting for ?
@@abhishek_jaiss aap dham Vipassana meditation Jha aap join krna chate h vha ka naam jaise patna add kr k online registration form filling kr sakte h . easily ho jata h
Tumhara state me koi vipassana centre hoga.. Search maro.. Then unka official website rehga, usme jao, waha course available rehga.. Apply bhi wohi se ho jayega..
@Ankitjaiswal-hd7pv bhai Mai abhi aaya hu finish krke Mujhe physically bahut benefits mila Subah uthhne ka timing or Sone ka timing achha ho gya Waha khane ki diet bahut jabardast thi us se bahut benefits mila Or 10 din Bina bole rahne se kuchh chijo k bare me sochne ka time mila Tension bahut had tak km huyi h but schedule bahut strict hai Subah 4:30 se rat 9:00 tak Agar ese follow kr skte ho tab hi jana Kyoki mobile bhi waha submit ho jayega Khud ke bare me sochne ka time tumhe waha jarur milega ,
Bhai sab karke dekh liya. This is ultimate. Rest are good but not as effective as Vipassana. If u try Vipassana you will not like any other thing as far as meditation is concerned.
I am student preparing for jee but its not about study its something different i want to be in that centre can you tell me how much i will need in total?
Bhai na nastik banoge na bhikshuk acche insaan ban jaaoge and productivity badh jaaegi, decision making accha ho jaaega . Ye sabke liye hai isme koi jaati and dharm ka bhed bhav nahi hai.
भैया जी मैने 10 दिन शिविर के पूरे कर दिए ,अब मैं वापस कितने दिन के बाद अप्लाई कर सकता हु,और वापस अप्लाई करू तब new student से अप्लाई करू या old student से अप्लाई करू प्लीज बताए
Bhai , vipasana meditation centre koi bhul kar ke bbi mat jana , ham bhi aise hi 7-8 saal pahle sandeep Maheshwari ke kisi video me sun ke vipasana meditation karne chale gaye ... Pahle mai bahut spritual insan hua karta tha ,krishna bhakt tha ...naam jaap ..har dam man me chalta hi rahta tha ...jeewan ekdam badhiya ..sukhi ,sukoon. .. achcha sab kuch .... Vipasana ka concept hai ,god ko manta hi nahi hai ye ... Bhagwan ka koi astitv hi nahi hai ,aisa bataya jata hai ... Aur 10 din me tum convence bhi ho jaoge ... Woha se aane ke badh tum Ghar me jo pooja path hota hai ,jo log pooja karte mummy papa ,ya jo bhi ...sab ko tym bevkoof samjhne lagega , Ye log sab pagal hai ..aisa ... All and all tum totally nastik ho jaoge . Aur mai woha se aane ke badh lagbhag 2 saal tak , confused raha .... zindagi totally confused hi ho gaya .... Phir dheere dheere maine , premanand baba ka video dekhna chalu kiya , ab 2 saal se mai phir se Radha rani me , bhagwan me vishwas karne lga ..,abhi bahuta jaida naam jaap nahi karta hu ...par thoda bahut achha ho jata hai .... bahgwan ki kripa hai mai phir se bhagwan ko manne wla ban gaya ...and now i am feeling happy and khus hu .. life me .. bahut achha.. Vipasna karne ke badh apne aap ko sab log khud ko sab se intelligent samjhne lagta hai ,aur pure duniya ko bevkoof ... Aisa lagne lagta hai ,saari duniya bevkoof sirf aur sirf ham hi samajhdaar hai ... Mera bhi soch aisa hi ho gaya tha ... Ishliye vipasana totally disturbing hai ... Agar apni life ka , Dhaazzi urana hai toh woha jao ... Ek do saal ke badh jab life me pareshani aayga toh bhagwan ke charan me jana ... naam jaap ka sahara lena au kaena .. phir se ,1-2 saal me time lagega ,par tab thik ho jayga , Usbke badh kaan parkar lena ,ish tarah ka apne life ke sath experiment se ...
Atma hoti hai kya agr hoti hai to tumne dhka hai ya feel Kiya hai kabhi ki tmhr body mein koi ayse chiz hai jo marega nhi Ya bs duniya ka lauda wala gayan ki sarir marega atma amar hai ye bol kr apne aapko spiritual mante ho
Mai khud patna se hu bhut kosis ki ki jaugi but ldki hu to sochti hu akele nhi jaugi or agar friend log jayege bhi to ldki sef hai ya nhi ye soch kr kv try nhi kiya😂😂😂
Mat jao ,agar tum spritual ho toh , regret karoge ... Vipasana totally nastik bana dena .. disturb ho jaoge , bhagwan ke astitv ko manta hi nahi hai ... Baaki tumhari marzi...
You won’t be the only girl there, and girls section is completely separate in all the centres. Or friends ke sath jane ka koi fayada nahi hai kyonki waha baat nahi karni. Or agar baat karoge to beshak mat jao time waste hoga aapka.
Life changing experience. I have completed 4 10 day course. I regret that i got to learn about this course so late in my life at the age of 30.
@@FinTax still it’s not late
@@FinTax can you please help me on this?
If you are regretting it then you haven't learnt, keep practicing and keep understanding! Mangal ho ❤
Kya experience hota h life me vipasna karke...kya sanyasi ya budh bhikshuk ban jate h ya nastik ban jate h ....aisa hota h kya...plj guide me on this.....mujhe v jana h but i am little confuse
@@anamikasingh2559 sanyasi ya budh bhikshuk kaise aur kaha se bante hai?
Great explain Sadhu Sadhu Sadhu 🎉
Vipassana is excellent for peace
Very Neat And Clean 👍
Yes, thank you
I am regretting means it would have been better had i been to this technique earlier in life. But u are right it teaches us to be remain in present and equanimity. Also just by attending 10 days course one cant get rid of all impurities. Its just beginning
गोयनका जी के द्वारा बनाए गई विपश्यना पर 10 दिन की वीडियो सीरीज देख लीजिए जो यूट्यूब पर पहले से ही निशुल्क उपलब्ध है। वहां पर भी इसे ही दिखाया जाता है और गहन विपश्यना ध्यान का अभ्यास कराया जाता है।
@@anuragpriyadarshi970 गहन ध्यान कैसे होता है कैसे करे?
@@abhinavkumar9905 इसकी ट्रेनिंग विपश्यना केंद्र में होती है.
This 10 days silent course of vipassana is wonderful to attend in human life. It’s based on truth , reality, SATYA, In this moment. It’s free from blind faith, dogma or Philosophical argument, it’s logical, scientific, experience based, result giving, here and now, free to attend each month at more than 200+ global centres. What are you waiting for ?
मैं विपासना मेडिटेशन सेंटर कैसे ज्वाइन कर सकता हूं
Why not ?
Online
@@abhishek_jaiss aap dham Vipassana meditation Jha aap join krna chate h vha ka naam jaise patna add kr k online registration form filling kr sakte h . easily ho jata h
Aeroplane ka sound aata hai kya yaha ?
Lagta hai tum thikse vipasana nehi kio ho. 10th day ko baat karne ko man nehi karta.. Tum itna baat kaise karte ho.
Join kaise kre
Very nice sir
Mai gaya hun yaha
❤️
Share your experience❤😊
Bhai yha course ke liye kese contact kare ????
Pls answer
Tumhara state me koi vipassana centre hoga.. Search maro.. Then unka official website rehga, usme jao, waha course available rehga.. Apply bhi wohi se ho jayega..
@@LoknathGhosh1502 thanks bro
@@LoknathGhosh1502fee kitna hota h?
Free hai
Sadhu sadhu sadhu
❤❤❤
Bhabtu Sabb Mangalam 🙏😊
Kitna paisa dena parta hai....10 din ke liye
Or 1 ya 2 din ke liye kitna charges lagta hai...
Free
Mai ja raha hu 4th December ko
Kaisa tha bhai experience
@Ankitjaiswal-hd7pv bhai Mai abhi aaya hu finish krke
Mujhe physically bahut benefits mila
Subah uthhne ka timing or Sone ka timing achha ho gya
Waha khane ki diet bahut jabardast thi us se bahut benefits mila
Or 10 din Bina bole rahne se kuchh chijo k bare me sochne ka time mila
Tension bahut had tak km huyi h but schedule bahut strict hai
Subah 4:30 se rat 9:00 tak
Agar ese follow kr skte ho tab hi jana
Kyoki mobile bhi waha submit ho jayega
Khud ke bare me sochne ka time tumhe waha jarur milega ,
Mohit sir yha pr 10 days rehne aur khane ka kya charge aata hai? Mujhe attend krna hai please btaye
@@shubhamyadav-vv4rh free
@@FinTax fir bhi kitna donation karna hota hai at the end day
Kitna paisa lgta hai 10 days ka.
Ek bhi nhi.....
@@Badal02020 ranchi jharkhand me hai kya
@@KritiSingh-zb3go Haan prabhu
Ranchi me kahan?
@@KritiSingh-zb3go free hai
Bhaiyaa aapne fees and experience ye sab to btaya nahi, kese yha ja sakte h , nearest transport?
Thanks for the suggestion bhai will take care in future videos.
Wow Ramdev ji attended Vipasana
Isse chakras healing hoti hai kya
@@abhinavkumar9905 sab heal ho jaati hai. This is ultimate
@@FinTax what about other styles of vipassana such as mahisi vipassana & kriya yoga
Bhai sab karke dekh liya. This is ultimate. Rest are good but not as effective as Vipassana. If u try Vipassana you will not like any other thing as far as meditation is concerned.
@@FinTaxTumhare chakra khul gaye kya
Bhaiya iske charges kya rahte hai
मै आपकी जीवन शैली को बहुत पसंद करता हुॅ
🙏❤️
Centre name mention Kiya jata h brother taki dusro ko help mile
Dhamma Pataliputra, Patna
Fees ya charge kitna hai
कोई फ़ीस नहीं है, ना कोई माँगेगा वहाँ आपसे, कोर्स ख़त्म होने पर आप चाहो तो अपनी मर्ज़ी से दान कर सकते हो।
Mai akasar yaha seva dene jaata hun, aap kon se month mai the.
@@ChandanSingh-gr2gs last year July me
I am student preparing for jee but its not about study its something different i want to be in that centre can you tell me how much i will need in total?
Zero, No Money, it’s free
Yaha tab kase bol rahe ho itna 😀
❤️❤️
❤️
❤
कोर्स का चयन कैसे करे इसके सीक्वेंस क्या होता है प्लीज जवाब दे
@@MANOJK01 New student ko sabse Phle 10 day karna hai.
kitna lagta h paisa? food wgairh ka ?
@@AB-rz7ky free of cost hai sab kuch 11th day pe ap apne Jatha Sakti Se daan Kar sakte hai
Kb or kaise admission hote hi
Please reply
What is the fees for 10 days course?
No fee, Donation based hai. Course end hone par aap apni marzi se kuch bhi de sakte ho or nahi doge to bhi chalega( Koi maangega nahi waha).
@TravelerMohit tnq so much
Sir mai student hu kay hm ja sakte hai
Haan bilkul, koi bhi ja sakta hai 18+
Are sab khul gaya
Jitna mehnat karoge utna khulega
Sn goenka has his own version.. it's not real Vipassana
Bhai na nastik banoge na bhikshuk acche insaan ban jaaoge and productivity badh jaaegi, decision making accha ho jaaega . Ye sabke liye hai isme koi jaati and dharm ka bhed bhav nahi hai.
Chha gaye Bhai...
❤️
यहां पे 10 दिन का कितना पैसा लगता है
कोई पैसा नहीं, फ्री है
Fees kya hai iski?
@@AbhilashSingh-s2v Free hai, course ke baad donation kar sakte ho agar aapka man kare to
Mujhe anxiety hai kya Mai jasakta
@@bhagabanbehera2894 haan bilkul, Best option hai
Charge to btay
@@sumeetkumar9523 Koi charge nahi hai donation based hai, Apni iccha anusar aap daan kar ke aa sakte ho course complete hone ke baad.
भैया जी मैने 10 दिन शिविर के पूरे कर दिए ,अब मैं वापस कितने दिन के बाद अप्लाई कर सकता हु,और वापस अप्लाई करू तब new student से अप्लाई करू या old student से अप्लाई करू प्लीज बताए
After 3 months
Charges kitne hote h ?
Mai bahut din se soch rha krne ke liye
@@motivationmantra8338 free free free free
@@motivationmantra8338 its free
Ghar walo se bhi baat nhi krne dete
Jaroorat nahi padegi aap safe ho yaha
Bhai , vipasana meditation centre koi bhul kar ke bbi mat jana , ham bhi aise hi 7-8 saal pahle sandeep Maheshwari ke kisi video me sun ke vipasana meditation karne chale gaye ...
Pahle mai bahut spritual insan hua karta tha ,krishna bhakt tha ...naam jaap ..har dam man me chalta hi rahta tha ...jeewan ekdam badhiya ..sukhi ,sukoon. .. achcha sab kuch ....
Vipasana ka concept hai ,god ko manta hi nahi hai ye ...
Bhagwan ka koi astitv hi nahi hai ,aisa bataya jata hai ...
Aur 10 din me tum convence bhi ho jaoge ...
Woha se aane ke badh tum Ghar me jo pooja path hota hai ,jo log pooja karte mummy papa ,ya jo bhi ...sab ko tym bevkoof samjhne lagega ,
Ye log sab pagal hai ..aisa ...
All and all tum totally nastik ho jaoge .
Aur mai woha se aane ke badh lagbhag 2 saal tak , confused raha .... zindagi totally confused hi ho gaya ....
Phir dheere dheere maine , premanand baba ka video dekhna chalu kiya , ab 2 saal se mai phir se Radha rani me , bhagwan me vishwas karne lga ..,abhi bahuta jaida naam jaap nahi karta hu ...par thoda bahut achha ho jata hai ....
bahgwan ki kripa hai mai phir se bhagwan ko manne wla ban gaya ...and now i am feeling happy and khus hu .. life me .. bahut achha..
Vipasna karne ke badh apne aap ko sab log khud ko sab se intelligent samjhne lagta hai ,aur pure duniya ko bevkoof ...
Aisa lagne lagta hai ,saari duniya bevkoof sirf aur sirf ham hi samajhdaar hai ...
Mera bhi soch aisa hi ho gaya tha ...
Ishliye vipasana totally disturbing hai ...
Agar apni life ka ,
Dhaazzi urana hai toh woha jao ...
Ek do saal ke badh jab life me pareshani aayga toh bhagwan ke charan me jana ...
naam jaap ka sahara lena au kaena ..
phir se ,1-2 saal me time lagega ,par tab thik ho jayga ,
Usbke badh kaan parkar lena ,ish tarah ka apne life ke sath experiment se ...
@@TataPunchATM apkaaa what's up number,
Kuch personal baat karni hai
Regarding my very very very bad health and naaam jaap.
धन्यवाद भाई बचाने के लिए वर्ना मैं भी यह वीडियो देख कर यहाँ पर जाने वाला था।
Atma hoti hai kya agr hoti hai to tumne dhka hai ya feel Kiya hai kabhi ki tmhr body mein koi ayse chiz hai jo marega nhi
Ya bs duniya ka lauda wala gayan ki sarir marega atma amar hai ye bol kr apne aapko spiritual mante ho
@@souravsinghrajput1904 😂😂
Abe chup kar bihari
I’m going on 1 September 1st day 1 sat show in INDORE. Guys don’t waste time go find it and do it.
@@YashBakshi-o9k how was your experience
Toh Bhagwat Gita padho n 2:29
Kch bhi bolte ho bhai😂
I've something to you... It's more than vipasyana meditation
Ji bataiye
Mai khud patna se hu bhut kosis ki ki jaugi but ldki hu to sochti hu akele nhi jaugi or agar friend log jayege bhi to ldki sef hai ya nhi ye soch kr kv try nhi kiya😂😂😂
Mat jao ,agar tum spritual ho toh , regret karoge ...
Vipasana totally nastik bana dena .. disturb ho jaoge , bhagwan ke astitv ko manta hi nahi hai ...
Baaki tumhari marzi...
@@KrishnaSahani-bo3ek challo ,mai mai ja rhi hu , registration kr lo , 3jan wala, mai last year Jan me bodh gya gai thi
Hajipur se hu mai
You won’t be the only girl there, and girls section is completely separate in all the centres. Or friends ke sath jane ka koi fayada nahi hai kyonki waha baat nahi karni. Or agar baat karoge to beshak mat jao time waste hoga aapka.
Spiritual or Religious me farq hota hai ji, aap religious ho.
Ram dev ka beta lagta hai
,👌👌
Fee kya hai
@@Alokitam Koi fee nahi hai, course poora karne ke baad Apni marzi se donation kar sakte ho, Nahi karoge to bhi chalega
Mohit bhai apke, number mil skte h pls
Instagram id pe message kar lo bhai
❤❤