Mashallah bhai.. meri ecosport me same problem aaraha hai, not continuous lekin sometimes. Mere mechanic ko samajh nahi aaraha hai. Aapka video dekh k mera tension kum hua. Shukriya 😀
Sir meri Safari storme meij bhi yehi problem hai Yehi same code aata hai signal low wala Lekin sir sare connection bhi thik hai turbo bhi ek baar kaam krta hai starting mein lekin jese hi accelerate krte hain 17,1800 rpm pr fr waist gate bnd ho jata hai or baar baar scan krne pr same code aa rha hai mene boosst pressure sensor bhi change kr diya wire bhi shi hai usme 5v ki supply bhi a rhi hi fr kya dikkt ho skti hai sir
Sir, Turbo actuator valve ka jo vacuum pipe hai usme vacuum lagake check kijiye work horai kya up and down... Vacuum lagaya th smooth se work Hona chahiye. Turbo wastegate solenoid mai vacuum lagake scanner se actuation test kar sakte ho, malum ho jaiga solenoid karab hai ya turbo actuator valve. Turbo wastegate solenoid ko paalti korke deko aagr EGR ka acca raha th. Or vacuum sahi se aarai kya wo b. Sesor ka 3wire ground +5v signal , Signal ka wire Mark kijiye ECM ke pin mai barabar continuity hai kya 000, sensor tata ka original lagaw. Intercooler ka pipe nikal ke check kijiye pipe or intercooler clean hai kya ,air filter or EGR valve b sath m ..agar clean nahi raha th clean karke dekhiya. Iska baad b nahi huaa th ECM change karke dek sakte ho. Try kijiye ho jaiga. _Thank you
Sir tata zest hei petrol p2135-62 fault code dikha raha hei baar baar ecm repair Kara Lia gadi m pickup nahi hei bilkul low hei n missing bhi maar rahi please me out this Thnx
Sir, throttle body/throttle position sensor ,throttle pedal. ....!......Throttle Pedal ka sensor 1(A) sensor 2(B) ka reading check koro. Or throttle body calibration kor ke deko.. voltage sahi aarai kya wo b ekbar check kijiye ga....nahi th throttle body change koro.... TnQ...
Mashallah bhai.. meri ecosport me same problem aaraha hai, not continuous lekin sometimes. Mere mechanic ko samajh nahi aaraha hai. Aapka video dekh k mera tension kum hua. Shukriya 😀
Tnx bro it's really helpful for us and plz upload more videos.
Tnq bro ❤️🪛
Helpful tips..
Informative video and thnx
So it’s a wiring problem not the actuator I have the same code on my A4 b8 2008 .Thanks
Sir meri Safari storme meij bhi yehi problem hai
Yehi same code aata hai signal low wala
Lekin sir sare connection bhi thik hai turbo bhi ek baar kaam krta hai starting mein lekin jese hi accelerate krte hain 17,1800 rpm pr fr waist gate bnd ho jata hai or baar baar scan krne pr same code aa rha hai mene boosst pressure sensor bhi change kr diya wire bhi shi hai usme 5v ki supply bhi a rhi hi fr kya dikkt ho skti hai sir
Sir,
Turbo actuator valve ka jo vacuum pipe hai usme vacuum lagake check kijiye work horai kya up and down...
Vacuum lagaya th smooth se work
Hona chahiye. Turbo wastegate solenoid mai vacuum lagake scanner se actuation test kar sakte ho, malum ho jaiga solenoid karab hai ya turbo actuator valve.
Turbo wastegate solenoid ko paalti korke deko aagr EGR ka acca raha th. Or vacuum sahi se aarai kya wo b.
Sesor ka 3wire ground +5v signal ,
Signal ka wire Mark kijiye ECM ke pin mai barabar continuity hai kya 000, sensor tata ka original lagaw.
Intercooler ka pipe nikal ke check kijiye pipe or intercooler clean hai kya ,air filter or EGR valve b sath m ..agar clean nahi raha th clean karke dekhiya.
Iska baad b nahi huaa th ECM change karke dek sakte ho.
Try kijiye ho jaiga.
_Thank you
@@aryanhussain thanks brother 🙏🙏🙏🙏
Or solenoid ka wire b check kijiye
Kahi broke or sort th nahi.
@@aryanhussain jii sir again thanks
❤️♥️♥️♥️♥️🥰♥️♥️♥️🥰🥰🥰🥰
🥰♥️👍
Sir tata zest hei petrol p2135-62 fault code dikha raha hei baar baar ecm repair Kara Lia gadi m pickup nahi hei bilkul low hei n missing bhi maar rahi please me out this
Thnx
Sir,
throttle body/throttle position sensor ,throttle pedal. ....!......Throttle Pedal ka sensor 1(A) sensor 2(B) ka reading check koro. Or throttle body calibration kor ke deko.. voltage sahi aarai kya wo b ekbar check kijiye ga....nahi th throttle body change koro.... TnQ...
@@aryanhussain thanks
Throttle body vhi hotta jisse turbo kehte hein
Sir aapka contact no mil jatega mujhe isi fault ke regarding baat krni hai