Bhai mai bhi najafgarh delhi se huu mai manali ka plan kar raha huu baacho ke saath 23-25 dec meri personal gadi fronx see to koi dikkat to nahi hoga na orr bhai showfall live kaha pe mil sakti hai mai manali se aage private gadi kaha tak allow hai
Bhai ji aap apni gadi se aaram se ja sakte ho agar Manali mein snowfall ho gyi to aapki gadi ko atal tunnel tak nahi jane denge otherwise aaram se Sissu ghum kar aana ho sakta hai aapko wahan snowfall bhi mil jaye.
Bhai 6-7 Sal ke bachho ke sath aap Sissu main stay mat karo temperature -15 tak chala jata hai aap Manali mein stay karo aur Sissu ghumne chale jana. Ye mera suggestion hai aapko.😊
Bhai ji.. Maine 12th january se plan kiya hai with my wife through public transport and private taxi.. Delhi to kaaol.. Manali, Sissu, Keylong, Jispa, Darcha... Agar mai pvt taxi je jau..to entry krne denge..ek bar ap batayenge.. Ki konse places mujhe apni bucket list se remove krne hoge...jaise ki apne btaya kuch places par stay and all ni hai..
Bhai agar Snowfall jyada nahi hui to taxi ko allowed kar denge nahi to aapko 4x4 gypsy lekar Sissu jana padega keylong , JISPA and Darcha ho sakta hai 12 january tak band ho jaye. All things depend on snowfall.
Bhaiya 1 year baby ke sath 8 januray ka plan kr rhe h aane ka And manali stay krne ka paln h To safe rhega kya Sisu atul tunnel open rhega na Ya close ho jayega
Sissu and Atal tunnel open rahega ya close ye snowfall par depend karta hai baki 1 year ka baby hai to aap Manali mein hi stay kar lena bas sardi thodi jyada hogi.
Thank you so much for such a nice information
Thank you so much for such a nice informations
Very nice Wow 👌
woww such an amazing vlog sir💛💛
Thank u so much 😊
Delhi to manali total toll kitna laga one side
Bhai mai bhi najafgarh delhi se huu mai manali ka plan kar raha huu baacho ke saath 23-25 dec meri personal gadi fronx see to koi dikkat to nahi hoga na orr bhai showfall live kaha pe mil sakti hai mai manali se aage private gadi kaha tak allow hai
Bhai ji aap apni gadi se aaram se ja sakte ho agar Manali mein snowfall ho gyi to aapki gadi ko atal tunnel tak nahi jane denge otherwise aaram se Sissu ghum kar aana ho sakta hai aapko wahan snowfall bhi mil jaye.
Date kya thi bhai
13 December 2023
@@PraveenRanavlogs thank you
Saturday jana ka ban rha hai hmara bhi .... Night saty kha karna chahiye ...?
Bhai ji sissu stay karna hai family ke sath 25th December ko ,koi best option bta do number de do, 6-7 sal k bccho k ssth rukna safe hoga sissu me?
Bhai 6-7 Sal ke bachho ke sath aap Sissu main stay mat karo temperature -15 tak chala jata hai aap Manali mein stay karo aur Sissu ghumne chale jana. Ye mera suggestion hai aapko.😊
Bhai ji.. Maine 12th january se plan kiya hai with my wife through public transport and private taxi.. Delhi to kaaol.. Manali, Sissu, Keylong, Jispa, Darcha... Agar mai pvt taxi je jau..to entry krne denge..ek bar ap batayenge.. Ki konse places mujhe apni bucket list se remove krne hoge...jaise ki apne btaya kuch places par stay and all ni hai..
Bhai agar Snowfall jyada nahi hui to taxi ko allowed kar denge nahi to aapko 4x4 gypsy lekar Sissu jana padega keylong , JISPA and Darcha ho sakta hai 12 january tak band ho jaye. All things depend on snowfall.
Bhaiya 1 year baby ke sath 8 januray ka plan kr rhe h aane ka
And manali stay krne ka paln h
To safe rhega kya
Sisu atul tunnel open rhega na
Ya close ho jayega