Sir mosfat ki value sabhi inverter me ak jasi laga sakte ha ya her inverter me alag alag Hoti ha mosfat kon sa lagaye kitne watt Ka lagaye detail me bataye
Sir pranam. Apka video se bohot kuch sikha. Thankyou sir. Apse choda help chahiye. Ek sukam cosmic inverter me. Ac main se output ok lekin battery connect karne se output off ho ja raha hai. Only battery me bhi output nahi de raha, sir please advice
Sir output voltage kitni honi chahiye, Hamare paas Su-Kam 800VA Cosmic Shark850 wala Inverter hai 12v single battery. Usme 280Volt AC output aa raha hai kya ye sahi hai ya fir kitna hona chahiye?
@@powertak3780 sir sirf battery se chalane par check kiya ghar pe hi yellow wala digital multimeter se AC current pe aaya 280Volt DC me -0 bataya. Baaki Kuchh error to nahi aaya circuits me sab kuchh acche se chal raha hai yesterday Shark850 Ic Hatakar Saaf karke Dobara lagayi thhi aur kuchh nahi chheda usme kal se ab tak koi bhi device kharab nahi hui na hi yellow bulb fuka. I think multimeter ne hi galat bataya hoga agar 280Volt Output aati to poore ghar me se koi device to funkta ya kharab hota. Anyway Thanks for Reply.
Laptop, Led bulb, Desktop computer, Mobile charger Sab acche se chal rahe hain, ab check nahi kar sakta kyonki Amp. Check karne ke liye Meter ko Amp. Pe set kiya fir Inverter ki output me lagaya to meter khatam. Fuk gaya😎.
Very nice your videos are infornative. Regards 🙏
Good solution for this type of problem tq sir carry on
Thank you bhai apka explain bahuth bahuth achcha hai apka shukriya bhai
Good tiching 👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Sir mosfat ki value sabhi inverter me ak jasi laga sakte ha ya her inverter me alag alag Hoti ha mosfat kon sa lagaye kitne watt Ka lagaye detail me bataye
Viry. Viry nice video thank you sir
Welcome Sir
bhai app je bata sakte ho ki sukam ka torque 650kva inverter continue kitna Ampere current deta hai battery ko charge krne ke liye??
Mera inverter me barbar kiu CN100 transistor kharab hota reheta hai sir??
Nyc. Video sir...
Jo isme charging transistor lge hue h 2 bde wale vo konse use hote h
Microtek ya luminous wale use kr skte h ya alg honge
❤️❤️❤️❤️ thanks ❤️❤️❤️
Sir mere pass ek microtek ka inverter aya hai ye high charging volt de raha hai 19v sir kya problem hai
Good information sir sukem smd squrwave mosfet drive pe step by step video upload kijiye plz sir
Sir pranam. Apka video se bohot kuch sikha. Thankyou sir. Apse choda help chahiye. Ek sukam cosmic inverter me. Ac main se output ok lekin battery connect karne se output off ho ja raha hai. Only battery me bhi output nahi de raha, sir please advice
जानकारी अच्छी है,,,,,लेकिन हमे पता कैसे करना है ,,,,कि यही ट्राँजीस्टर चार्जिँग के लिए लगा है,,,,,मतलब हम कैसे ट्रैस करे,,,,इसको भी बताना चहिए था
Nice video
Nice video sir
Thanks for advice bro ....
Microtek inverter me PMW kam ya jayda kise kate 900,va EB
Sir mere paas luminous rapid change 1650 inverter hai Jo charging 40 amp de raha hai control nahi ho raha hai kaise thik kare
Bhai 1-2-1 inverter kit ka over charging fix Karne ka video banaeye
👍👌👍👌👍👌
Microtak Eb900 Battery ko Kitne Ampree Se Charge करता है
Sr.ji mera inverter chajing karta hai magar power cat nahi hota kya karu..... Batao
Luminous microcontroller pin detail video banao
Sir output voltage kitni honi chahiye,
Hamare paas Su-Kam 800VA Cosmic Shark850 wala Inverter hai 12v single battery. Usme 280Volt AC output aa raha hai kya ye sahi hai ya fir kitna hona chahiye?
Lod dene per Kitna volt aa raha hai tab check Karen
@@powertak3780 sir sirf battery se chalane par check kiya ghar pe hi yellow wala digital multimeter se AC current pe aaya 280Volt DC me -0 bataya.
Baaki Kuchh error to nahi aaya circuits me sab kuchh acche se chal raha hai yesterday Shark850 Ic Hatakar Saaf karke Dobara lagayi thhi aur kuchh nahi chheda usme kal se ab tak koi bhi device kharab nahi hui na hi yellow bulb fuka.
I think multimeter ne hi galat bataya hoga agar 280Volt Output aati to poore ghar me se koi device to funkta ya kharab hota.
Anyway Thanks for Reply.
Bhai agar aap square wave inverter ko Bina Lod Ke check Karoge To volt jyda bataega aur load dene pur 240v ho jayega
@@powertak3780 oh, Ok & Thank You Brother
Laptop, Led bulb, Desktop computer, Mobile charger Sab acche se chal rahe hain, ab check nahi kar sakta kyonki Amp. Check karne ke liye Meter ko Amp. Pe set kiya fir Inverter ki output me lagaya to meter khatam. Fuk gaya😎.
Sir Namaskar, apka testing board wiring details jara bataie. Thank you sir.
Shark 850 high charging ko thik kaise kre
850 va ki pcb mil jayegi
Thank you sir
Transistor driver SCR ok Sar Fir Bhi charging amp Nahin aa rahi hai fakt Bataen sar
Maine scr change kiye pr charging bhut highy ho rahi hai
Sukam Falcon new model circuit ki video jis mein micro chip wali Lagi Hai
Mere inverter mein transfer nahin hai bhai hundred om ka
Sir glti se aapse charging empier likh ho gya Jo k charging ampere hona tha
+kulwinder singh Thanks sir Shi kar deya
लो बैटरी का नए बैटरी पर भी
Charging amp par magnets
Help me
Sir aapka no do