Pawan sir आपको कोटि कोटि नमस्कार l आप जेसे बहुत परिश्रम करके ये वीडियो बनाते हैं और समझाते हैं शायद और कोई बताता l धन्यबाद sir. प्रभु आपको लंबे उमर दे l
Sir aapke batane ka tarika bahut hi achha hai mujhe same problem sukam 5 kva mai hcr change over mai aa raha tha sayad ab mai use solve kar lunga thank u
Sir may repering sikhata hu sir app ka vidio hame bahot acha lagta hai sir agar app hame bula le to sir may bhi shikh lunga please sir sir reply kar dijiye please please sir
Hamesha kuch naya hi sikhate h ap, Sir mere pas microtek ka square wave inverter ayah h jo inverter mode par 50am le raha h drive ok h heat zik k bhich diode ok h transfer ok please help
Sir Es PCB me charging Ane par main ac chali jati hy phir dubara ac ati hy charging ati hy pher ac chali jati hai Yeh charging ka foult hy ya change over ka
Sir app haryana me rahte hai wahi to rippering bhi karte hai sir may Student hon sir shikhna chahte hai app shikha de to app ka bahut shukriya hoga sir please sir reply kar dijiye ga ha ya na me plz sir
Sir Namste g aapka sikhane ka tarika Bahut achha h sir 24 *7 12v me charging amp 1,2 se amp se jyada nhi ate h micro or lm358 3 baar change kr di ic Lm 358ic ki pin 7 ko open kar ne se12amp control ho kar aa rahe h charging bhi ho rahe h Kya problem h ye pcb kit m sir ji
I am regularly watching your videos. Can you please forward the Circuit diagram of Microteck Inverter 875 watts E square Sine wave? Or else please forward the link for download of the same. I have 550 watts circuit diagram with me. Thanking you in advance.
Sir mere paas 7 saal prana betriy hai 150ah betriy 12.7 volt crging hoti hai invetar 13.9 charging de raha hai betriy mai problam hai isse jyada charj nahi ho rahi sukam invetar charging full hone ke baad bhi charging karta rehta hai 2 ampyar pe sirji sukam invetar me 12.7 full charging cat karna hai kiya Cheng karna padega btay sir agar invetar 12.7 pe charging off karega toh ampiyar bhi 0 ho jayga sirji betriy bhi Cheng nahi karni padegi sir betriy becup bhi jitna mujhe cahiye utan de raha hai invetar me kya kar sakte hai taki charging v 12.7 pe amp 0 ho jay sir
microtex me charging problem ho rha h charging light blink kr rha hai lekin charge nhi ho rha full night blink kiya fir v charge nhi ho rha battery thora hit ho rha hai.. kya problem ho skta hai
Jai Hind Sir, Mere pas ek microtek EB900 model aaya hain repair hone ko, usme problem ye hain ki jb charging on ho rahi hain toh inverter humming sound create kar raha hain aur MCB trip ho ja rahi hain uski SCR change kar ke dekh liye, diode wagairaah sb lekin abhi bhi problem same hain, kuch help karein sir please.
@@TotalPowerSolution Sir ye hmare liye sobhagya ki baat hai jo coment pe aapne reply kiya . Aapka jo way of talking or fault ko explain krne ka trika or usko solve krne ka trika kabile tarif hai . Bilkul basics se lekr component ki details physics tk , part number se lekr datasheet tk, Especially technical terminology. I shall be thankful to u.
Dear sir my humble request to please guide for making static voltage stabilizer circuit diagram where input voltage range 110 to 280 and output fixed 220 volts. The transformer used in this traditional laminated EI iron core 50HZ. Please provide a switching circuit diagram for this. Transformer capicity is 3 KW.
@@TotalPowerSolution guruji aapki video kuch din nahi ati he to RUclips Khali Khali lagta he.ham logo k lia sir choti se choti video v upload kar dia karo guruji 🙏.
@@TotalPowerSolution koi baat nahi guruji 🙏 thanks hume etna achhe se electronic k bare me sikhane ke lia.aap ki videos se Kai logo ki Ghar challenge bohut sare beginner kam sikhenge.thanks again guruji 🙏..
पवन प्रताप सर, मोटरसाइकिल मे लगने वाली 12 वोल्ट डी सी बैटरी के अल्टरनेट कोई सर्किट बना कर दिखाये जिसे मोटरसाइकिल में लगाने के बाद बैटरी लगाने की आवश्यकता ना पडे उदारण के लिये कैपिसटर का उपयोग, लैपटॉप में लगने वाली रिचारजेबल बैटरी(cell) का उपयोग
Sir hame bahut acha lagta hai sir may rippering shikhana chahte hai sir app ka video hame bahot acha lagta hai is liye app se number मांग रहे है sir hame bhi bula lijiye please sir ham app se shikhana chahte hai sir may 2 years se shikhate hai please sir number bata dijiye
Sir may app ka intajar kar rah hon javab de jiye plz sir nahi to number hi bata dijiye plz plz ek baar app se baat kar le plz sir reply nahi karte ha koi baat hai kya sir
Hajaro Video RUclips Pe Dekhne Ke Baad Mene Ye Samja Ki Inme Wakt Barbad Karna Bekar Hai Kyoki Jo Hum Sikh Rahe Hai Uska Wakt Chala Gaya Aur Jo Naya Aaya Hai Vo Badal Gaya Mera Jehna Ka Matlab Ye Hai Aajkal Sabse Jyada Solar Model Hi Chalan Me Hai Ye Kabade Kisi Kaam Ke Nahi Hai Aur Jyadatar Shtati Me Aapko Inke Paart Nahi Milenge To Repair Karna Posibal Nahi Hai Aur Dusari Wakt Normal Invertor Kisi Kaam Ke Nahi Hai Inko Vo Pasand Karta Hai Jo Invertor Kw Baare Me Jyada Jankari Nahi Rakhta Hai Me Meri Zindggi Me Galati Se Luminous Ke Alawa Dusra Inverotr Nahi Loonga Per Dikkat Ye Aati Hai Ki Kharab Hone Pe Spare Paart Nahi Milte hai Aur Uski Jankari Bhi RUclips Pe Nahi Milti Hai Aap Jab Bhi Video Banate hai To Sirf Microtak Ka Hi Batate Hai Pata Nahi Log es Kabade Ko Kyo Pasand Karte Hai Kabhi Luminous Nxg1400 1100 Aur Bhi Bahoot Sinwave Inverotr Hai Unpe Bhi Kuch Bataya Karo Per Aap Kya Batayenge Unke Paart Hi Nahi Milte Hai Na Unka Control Card Milta Hai Aur Na Hi Mosfet To Phir Video Dekhne Me Wakt ,barbad Karna Bekar Hai Jyatar Samsya Yahi Hai Part Nahi Milte Hai
Sir apke explain karna ka tarika bahut hi best hai
My pleasure
Pawan sir आपको कोटि कोटि नमस्कार l आप जेसे बहुत परिश्रम करके ये वीडियो बनाते हैं और समझाते हैं शायद और कोई बताता l
धन्यबाद sir. प्रभु आपको लंबे उमर दे l
My pleasure sir
gud night
Very important & helpful video. Very thanks
GOOD TICHING KARTE HO AP THANKS 👍👌👍👌👍👌👍
Sar you tube par inverter repearing ki aapki video no1hai aapki mahnet ko mera Dil se adav Sar jee
Sir aapka bahut dhanyawad kaam sikhane ke liye love you sir
Thanks
Gud night
Naya jankari mila
Thank u sir helpful vedio
Mere pas customer ka yahi inverter bnne ke ly aya hai same yhi problem hai thank u sir
Sir aapke batane ka tarika bahut hi achha hai mujhe same problem sukam 5 kva mai hcr change over mai aa raha tha sayad ab mai use solve kar lunga thank u
Great
Vry2 good information sir ji...
Thanks
Sir aapaka tishirt bahut achha lagata hai
बहुत दिनों के बाद आपका वीडियो आया। Thanks
Ji haan work load jyada rahta hai
Thanks
Thank you for your explain bhai very very good explain bhai
Thanks
Gud night
Very Very sensitive Technical U have 👋🤝🤝🤝
Thanks
Pawan bhai ki jai ho.
Bhai pic 16 f 676 based inverter video.
121 kit me colling fan ka video please.
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Good night.
Aap mahan ho sir ji
Gud night
Good Information paji 👍🙏
Namaskar sar Ji nice video
Aapko bhi namaskaar
Great❤
Sir very nice
Thanks
Very nice....thanks sir ji...
My pleasure sir
Gud night
Nice information
Bahut ache se samjhaya sir aapne
Thanks
Sir please inverting repairing shuruvat se sikhaye 🙏🙏 bahut hi accha samzate hain aap sirji
Nice video 😊 sar ji
Thanks
I like sir ji
good information sir thanks ❤❤❤❤❤
Thanks
REALLY HELPFUL SIRJI.
THANKYOU VERY MUCH.
Always welcome bhai
Good sir
My 1 like
Thanks
good information
Thanks
Air condisnor ka electronics circuit bhi smjaye. Or surge protection uska surge protection kasie check kr ???
Ok
@@TotalPowerSolution thanks for see the comments and reply.
Sir ji ki Charan spars
Sir Kabhi soler inverter ke bare me samjha do
Jaroor bhai moka lagte hi upload karta huan
Thanks
Kuchh components ke bare mein bhi bataiye alag se video banaaiye value nikalna aur check karna shuru se
Ok
very thanku sir
❤❤❤❤👌🏿👍🏿👍🏿👍🏿👍🏿👍🏿
Sir may repering sikhata hu sir app ka vidio hame bahot acha lagta hai sir agar app hame bula le to sir may bhi shikh lunga please sir sir reply kar dijiye please please sir
Aapke pas koi old inverter he kya sale ke liye
Sir 🙏 inverter me current control kaise hota hai jab kee input voltage 220 diya jaata hai aur transformer me taping 140v hote hai
I will upload for the same
24 volt ke inverter me charging cutoff kitne volt pe hota hai
Batey
2 str ke jghan par 1 trck ko kese lgayen 1 video 🙏
Ok
Sir.🙏🙏
Sir haryana me kaha kaun sa market me aapka dukan hai dukan ka name kya hai sir. Please 🙏 Sir bataye
Sir aap sharanpur me bhi aate ho
Humm bhi repairing sheek ker reha gee
Great
Gud night
नमस्ते सरजी, सर जी ये बताए कि इनवर्टर के चार्जिंग सेक्शन में लगे 2 SCR kya work karte h or vo SCR kaise work karte h
Sir,Exide 1050 model mein charging led non stop blink kar raha hai,but 14.4 v se voltage stable hai,solution bataiye plz
microtek 400watt charging problem ka video banayee.
Hamesha kuch naya hi sikhate h ap,
Sir mere pas microtek ka square wave inverter ayah h jo inverter mode par 50am le raha h drive ok h heat zik k bhich diode ok h transfer ok please help
Nice video sir👍👍
Sir iss inverter pey low battery ki problem aa rahi hai kya problem ho sakti hai??
Sir bahut din baad video banaya hai
Haan Ji work load jyada rahata hai
Thanks
Sir Es PCB me charging Ane par main ac chali jati hy phir dubara ac ati hy charging ati hy pher ac chali jati hai
Yeh charging ka foult hy ya change over ka
Ye main sense ka fault ho sakta
Zero cross sense ki problem ho sakti hai
Sir app haryana me rahte hai wahi to rippering bhi karte hai sir may Student hon sir shikhna chahte hai app shikha de to app ka bahut shukriya hoga sir please sir reply kar dijiye ga ha ya na me plz sir
👌👌👌👍
Thanks
Sir luminous eco watt new 700 ka charging billing problem par vedio bano
Sir Namste g aapka sikhane ka tarika Bahut achha h sir 24 *7 12v me charging amp 1,2 se amp se jyada nhi ate h micro or lm358 3 baar change kr di ic Lm 358ic ki pin 7 ko open kar ne se12amp control ho kar aa rahe h charging bhi ho rahe h Kya problem h ye pcb kit m sir ji
Micro ic ki pin no 13 pe ek ziner diode laga hai 4148 use badal do theek ho jayega
I am regularly watching your videos. Can you please forward the Circuit diagram of Microteck Inverter 875 watts E square Sine wave? Or else please forward the link for download of the same. I have 550 watts circuit diagram with me. Thanking you in advance.
❤❤
Sir mere paas 7 saal prana betriy hai 150ah betriy 12.7 volt crging hoti hai invetar 13.9 charging de raha hai betriy mai problam hai isse jyada charj nahi ho rahi sukam invetar charging full hone ke baad bhi charging karta rehta hai 2 ampyar pe sirji sukam invetar me 12.7 full charging cat karna hai kiya Cheng karna padega btay sir agar invetar 12.7 pe charging off karega toh ampiyar bhi 0 ho jayga sirji betriy bhi Cheng nahi karni padegi sir betriy becup bhi jitna mujhe cahiye utan de raha hai invetar me kya kar sakte hai taki charging v 12.7 pe amp 0 ho jay sir
Training bhi dete hain kya
microtex me charging problem ho rha h charging light blink kr rha hai lekin charge nhi ho rha full night blink kiya fir v charge nhi ho rha battery thora hit ho rha hai.. kya problem ho skta hai
Jai Hind Sir, Mere pas ek microtek EB900 model aaya hain repair hone ko, usme problem ye hain ki jb charging on ho rahi hain toh inverter humming sound create kar raha hain aur MCB trip ho ja rahi hain uski SCR change kar ke dekh liye, diode wagairaah sb lekin abhi bhi problem same hain, kuch help karein sir please.
Agar preset hain to check karein ya main relay change kar ke dekhein
Thanks
Mera baithe mein yah problem hai ki bulb agar on hai to pankha bhi chalega agar bulb of ho jaega to Pankh kabhi ho jata hai or solo solo chalta hy
Sir jhatke se over load kabhi kabhi thik chalta he. Hyundai 1550 sine wave please sir
Same fault mere pass bhi aaya tha past week
Secondary winding short thi aaps me dono
Great dhiman bhai great
@@TotalPowerSolution Sir ye hmare liye sobhagya ki baat hai jo coment pe aapne reply kiya .
Aapka jo way of talking or fault ko explain krne ka trika or usko solve krne ka trika kabile tarif hai .
Bilkul basics se lekr component ki details physics tk , part number se lekr datasheet tk, Especially technical terminology.
I shall be thankful to u.
Dear sir my humble request to please guide for making static voltage stabilizer circuit diagram where input voltage range 110 to 280 and output fixed 220 volts. The transformer used in this traditional laminated EI iron core 50HZ. Please provide a switching circuit diagram for this. Transformer capicity is 3 KW.
🙏
Thanks
@@TotalPowerSolution आपका हमेशा स्वागत है बड़े भाई
Sir sahi me kaha se hai sir ha na me jawab bata dijiye sir reply kar dijiye
Haryana distt. Mahindergarh
हॉल सेंसर पर एक और वीडियो बनाओ जिसमें अगर कोई नंबर ना मिले तो फोन कौन से चेंज कर सकते हैं
Ok
Namskar sir🙏🙏🙏
Namaskaar ji
Hello sir namaskar sir mere pass hyundai 1550 sine wave he sir usme problms he kabhi to thik chalta he or kabhi jhatke se over load par ajata he
🎉
Sir mujhy app sa kam sikna ha app kha par rhaty ho ples bato sir ji
Hello sar kahan se ho sar aap
Haryana
@@TotalPowerSolution ppppppp
Mai manesar me hu koun sa district hai sir
@@TotalPowerSolution
Haryana me kaha se ji
Namaskar guruji 🙏.aap hum viewer ko bhul Gaye ho guruji?
Nahi bhai kabhi nahi
Aap hain to main huan
Aapka logo pahchanata huan main
Thanks
@@TotalPowerSolution guruji aapki video kuch din nahi ati he to RUclips Khali Khali lagta he.ham logo k lia sir choti se choti video v upload kar dia karo guruji 🙏.
Bhai mujhe bhi achcha lagata hai
Par kabhi busy rahata huan
@@TotalPowerSolution koi baat nahi guruji 🙏 thanks hume etna achhe se electronic k bare me sikhane ke lia.aap ki videos se Kai logo ki Ghar challenge bohut sare beginner kam sikhenge.thanks again guruji 🙏..
Ram Ram Pawan ji
Ram Ram ji
Pink wale mai ye problem nahi aati thi jab se microtek ne yellow use kiya tab se ye problem aati hai
Sarji.namaste.sarji.ak.bideo.Invartar.testing.bod.ke.upar.banao.invartartestingbodkaisebanatehe
Ok
Hello sir Luminous rhino charge 1125 ki Transformer winding ki detail provide Karen please squire wave inverter Luminous rhino charge 1125
Hi sir hw are you sir I am also work in SUKAM
Great
@@TotalPowerSolution sir aap Sunil Shakya ji ko Jante Hai me bhi unke Sath kam karta hoo
@@inductionandinverterbatter7351 yes janta huan
Níce sir kya aapka koi what's up group h please bataye thanks
Nahi gud night
@@TotalPowerSolution please sir apna ek what's up group banaye
Kindly give corcuit for dissabling mains charging in exide 1200 solar inverter.
Sr Kam shikhna tha
Sir mobile number melsakta ha kya
Nice.....sir ji....
Thanks
Sir jee pranam
Pranaam bhi aapko bhi
पवन प्रताप सर, मोटरसाइकिल मे लगने वाली 12 वोल्ट डी सी बैटरी के अल्टरनेट कोई सर्किट बना कर दिखाये जिसे मोटरसाइकिल में लगाने के बाद बैटरी लगाने की आवश्यकता ना पडे
उदारण के लिये कैपिसटर का उपयोग,
लैपटॉप में लगने वाली रिचारजेबल बैटरी(cell) का उपयोग
Ok Ji
Thanks
@@TotalPowerSolution ok sir idea kab tak possible ho payega btayiyega jaroor
Very very thanks to you.
Always welcome