Microtek Eb Inverter Over Charging Battery Problem Solution (PowerTak)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 19 янв 2025

Комментарии • 326

  • @sardarvaidyarajayurveda1078
    @sardarvaidyarajayurveda1078 Год назад +4

    आपका बहुत-बहुत धन्यवाद, अभी अभी मैंने अपने माइक्रोटेक में सेटिंग की, बिल्कुल सक्सेस रहा

  • @kanulb6881
    @kanulb6881 3 года назад +4

    Apki Mahenat dusron ke liye kabile tarif hai ajit bhai. thank u very much

    • @powertak3780
      @powertak3780  3 года назад +1

      Thanks sir

    • @batmangaming7207
      @batmangaming7207 Год назад +1

      ​@@powertak3780 bhai mara inverter kuch din sa humsa charging mode show karta ha

    • @BHIKARI-PAKISTANI-PM
      @BHIKARI-PAKISTANI-PM Год назад

      ​@@batmangaming7207Battery nayi hai ya purani hai

  • @kamalkumarstar4522
    @kamalkumarstar4522 3 года назад +1

    Ye hi problem Mera battery inverter me hy smj gya main I like video 👌 too good

  • @AnkitSingh-ml4xn
    @AnkitSingh-ml4xn Год назад

    बहुत ही बढ़िया बताएं है भईया आप ये सब इन्वर्टर में होता है

  • @rakeshkumargupta4146
    @rakeshkumargupta4146 2 года назад

    Nice video👍 sir thank you aisa video kisine bhi nhi banaya tha aaj tak

    • @unknownuser1762
      @unknownuser1762 2 года назад +1

      Hii brother I'm facing same problem with my inverter. I don't understand Hindi so can u please explain in English how to solve this problem...?

  • @shekharvartak1306
    @shekharvartak1306 7 месяцев назад

    Problem solved very clearly. Thank you so much. Mere sucam falcon mein bhi same problem hai.

  • @MrMadan-gb8bw
    @MrMadan-gb8bw 3 года назад +1

    My inverter is facing same problem.Nice way of teaching,👍👍

    • @Heera_singh98558
      @Heera_singh98558 3 года назад

      har kise nu ehi falat lagna jine de bettri nu 3 ja 4 saal ho gye ne te hun beckup ghat ho giya a asal vich tuhada invitar khrab nai hunda bettra hi khatam ho janda a

    • @Heera_singh98558
      @Heera_singh98558 3 года назад

      bettri cng karke dekho ehni invitar shi lagna

    • @GurdeepSingh-tq4oc
      @GurdeepSingh-tq4oc 2 года назад

      1440 gravity full ne hoti 1480 ta full krta microtek inverter

  • @pankajsanwal2010
    @pankajsanwal2010 Год назад

    video काफी पसंद आया लेकिन testing बोर्ड भी अच्छा बना है , knowledge भी अच्छी है आपको लेकिन ये मरने वाले style में काम मत करो भाई । अगर साथ में कोई helper नहीं है तो crocodile clips का प्रयोग कर लो, लेकिन safty से का करो ।
    be safe, all the best. 👍

  • @hatechnicalwork2538
    @hatechnicalwork2538 Год назад

    Bhai aap bahut acchi video banate hai Samjha kar ek ek point ko thanks bhai

  • @uppukaram.
    @uppukaram. 25 дней назад +1

    24v inverter ka
    low battery voltage
    full battery voltage
    batayiye🙏

  • @AjaySingh-jq7gl
    @AjaySingh-jq7gl 2 года назад

    Ek ek cheej bhut bareeki se batayi bhai,,good

  • @Kumar-y8i
    @Kumar-y8i Месяц назад

    Kya ye hi process Luminous sine wave 1100 ke liye bhi hai? Please reply

  • @govindtendulkartechguide2658
    @govindtendulkartechguide2658 7 месяцев назад

    Bahut achchi jankari diye hain. Dhanyavad 👌👌🙏🙏❤

  • @foodlovers5746
    @foodlovers5746 8 месяцев назад

    Bohot badiya विडिओ हैं भाई 🌹चलो आपको सुब्स्क्रिब कर लिया 😄

  • @basimkhan8598
    @basimkhan8598 7 месяцев назад

    Bhai mera Eastmanka inverter battery ka Pani Sukha de raha bahut badhiya samjhaya

  • @devx2x
    @devx2x Год назад

    Excellent video .Very much informative. 👍💐

  • @AishAnsha
    @AishAnsha 7 месяцев назад

    Thankyou thankyou soo much sir bhut acche se smjaya thankyou thankyou soo much ❤❤

  • @kailashjoshiRJ27
    @kailashjoshiRJ27 3 года назад +1

    Vary use full information, thank you so much 🙏 sir ji

  • @anilchahar336
    @anilchahar336 3 года назад +1

    Sir Namskar
    I am Anil Kumar from District Jhajjar Haryana se belong karta hu.
    Sir mere pass microtec 24 v double battery is inverter hai.sir mera inverter bhi water ko ubal deta h or jaldi hi pani shukh jata h.
    Sir double battery wale inverter is video bhi jaldi se banao.agar aapke h to please link dal do.
    Thanks sir .
    Video kafi achhi lagi pr achhe se samjh me aaya.

  • @vikasdhiman2314
    @vikasdhiman2314 2 года назад

    Thank you sir,ek video battery kharab hai ya sahi is par bhi banaye

  • @TG3526
    @TG3526 3 месяца назад +1

    Microtek ki inverter aur exide ki 150mah battery hai .. inverter me charged dikha rha fir bhi battery ka water me movement ho raha ,,koi problem??? Aur pani 20 din me sukh ja raha.. service boy ne kaha overcharging ka problem hai.. aap guide kare

    • @allahhuakbar174
      @allahhuakbar174 3 месяца назад

      Same mera bhi Bhai sb kuch wahi problem h wahi company ki battery inverter bhi h

    • @ABHAYSINGH-gy3py
      @ABHAYSINGH-gy3py 12 дней назад

      Bhai mera bhi kaise sahi hoga bta do

  • @syedmurtaza1900
    @syedmurtaza1900 3 года назад +3

    Excellent teaching 👍💐

  • @raosahab3468
    @raosahab3468 2 года назад +1

    Inverter me 2 fuse hote h...dono lagane se bar bar fuse jal jate h ..or ek fuse lagane se hi inverter chal rha h...sir btaye ek fuse se chalane se koi dikkat to nahi ayegi na ab

  • @GopalBera-o6p
    @GopalBera-o6p 6 месяцев назад

    Thank you very much for making such video.

  • @विजयकुमारशर्मा-ट8य

    Very useful information लेकिन मेरे inverter 925 e² + me preset hai hi nahi और मैकेनिक pcb बदलने को बोल रहे हैं। मार्गदर्शन करे

  • @abhimd3455
    @abhimd3455 Год назад

    Sir Jee Mere paas Microtek UPS 1100 pure sine wave hai par uske wire aluminium ke hai n copper ke nahi.
    Usme battery water jaldi dry ho ja raha hai.
    Charging light blink hoti hai aur fan chalta hai phir thodi der baar blink hona band hokar phir fan band ho jaata hai.
    Par phir se wahi charging like blink ke saath fan chalu ho jaat a hai.
    Har 30-35 second me yahi chalta rahta hai.
    Battery tubular hai aur 5 saal older bhi aur inverter charging voltage aur current bhi std ya low pe hai jaise ki company se aaye the.
    Dikkat aluminium lead se hai ya battery purani hone se ya inverter se jo abhi sirf 6 months old hai, samajh nahi aa raha.
    Kripya help keejiye kyoki humare yahan aap jaisa experienced mechanic nahi hai.

  • @santoshsk527
    @santoshsk527 Год назад

    Output voltage se bhi thik kar sakte hai bro

  • @सतगुरनितिनदाससाहिबआत्मज्ञानसं

    अदभुत जानकारी दी भाई साहब

  • @abhik1059
    @abhik1059 2 года назад

    Sir, maine Microtek ka SW eb 1100 pure sine wave inverter liya hai parantu usme charging cables (black & red) aluminium ki hain.
    Maine kisi video me dekha tha ki hum complain karke unhe change karwa sakte hain.
    Kya ye free me change ho jayegi abhi warranty me hai.

  • @mehtajitu7928
    @mehtajitu7928 3 года назад

    Sir aap ke video bhut ache hi

  • @saddamhussain4213
    @saddamhussain4213 3 года назад

    Bara wala इनवर्टर पे 7 amper का बैटरी use कर सकते है

  • @basantsingh4814
    @basantsingh4814 Год назад

    Sir amaron ka invertor bhi same method se check hoga

  • @soumya230774
    @soumya230774 2 года назад

    Very nice video sir , kindly tell me how to set low battery cut in Luminous ups 675 model 🙏

  • @rajdeep5306
    @rajdeep5306 7 месяцев назад

    Sir ya inverter sine wave hai ki square wave hai kya

  • @Khemsomai799
    @Khemsomai799 10 месяцев назад

    Sir mere ghar me smarten bravo 1050 model ka inverter hai ye inverter 14.4v me bhi cutup nahi karta hai or battery me pani 7/8 days me sukha jata hai sir ye inverter problem hai ya battery ka problem hai ?

  • @chunilalmaharajpatil8738
    @chunilalmaharajpatil8738 2 года назад

    Kya ye same problems eb 900 me bhi aata hai

  • @GovindSingh-df1xv
    @GovindSingh-df1xv 3 года назад

    Kya DOD 20% battery life k liye aacha hai?

  • @rahulpatelgujratahmedabad3497
    @rahulpatelgujratahmedabad3497 3 года назад

    Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👍👍👌👌👌

  • @BrajMohanSingh-hz9oe
    @BrajMohanSingh-hz9oe 7 месяцев назад

    Bhai 24 volt Wale Inverter Ka Cut off Kitne volt par Hona Chahiye Please reply bhai

  • @Jaanu_chaurasia
    @Jaanu_chaurasia 6 месяцев назад

    Apki shop kha pe h??

  • @Tutorial_man-p1c
    @Tutorial_man-p1c 5 месяцев назад

    Same yahi problem h kiya peeche ka fan bhi bana ho jata h sir

  • @GajendraSingh-gt3zd
    @GajendraSingh-gt3zd 10 месяцев назад

    Hello sir es preset ki value 2-3 din me Kam ho jati hai sahi karne ke baad bhi kya kare

  • @khemsomai954
    @khemsomai954 Год назад

    Sir mera pass smarten 1050va pure sine wave inverter hai ye inverter charging time 14.67v me cut off hota hai or 10.66v me battery low indicate hota hai battery me 10/12 din ke bad pani sukha jata hai ye inverter me preset bhi nahi ye inverter 14.4v me charging cut off karne ke liye kya solution hai ?

  • @HarshalJatal
    @HarshalJatal Год назад +5

    बॅटरी ओव्हर चार्जिंग कर रहा और बॅटरी गरम हो रही कंटिन्यू मे तीन लाईट लग रहे

  • @nandugade9360
    @nandugade9360 3 года назад

    Sir 400va ka inverter hum UPS ki battery per chale sakte hai Kya.please reply

    • @Heera_singh98558
      @Heera_singh98558 3 года назад

      14 voltage hi chide hunde beckup hi vad ghat hona a hor ki

  • @tamimlasne1
    @tamimlasne1 3 года назад

    Microteck 850EB, 12v 150Ah c20 flat battery ko 14.2 v se zyada charge nahi karta , charging ok hai, battery 7 saal purani fir bhi 50% backup deti hai solar charge controller se or grid dono se charge hoti hai per day time use hoti hai lekin paani 15 din main kam ho jaata hai , gravity & cell voltage ok hai, problem old hone ki wajha se hai, inverter ki wajha se hai ya solar ke wajha se hai, please bataye

    • @Heera_singh98558
      @Heera_singh98558 3 года назад

      tuhade ghar koi seyana nai a jdo banda bimar hunda ohda vi net to hi video vekh elaj karde ho kise kam karan wale sado tusi jina lgaya oh jada jande honge apne kam bare

  • @rajendrasinghrana3213
    @rajendrasinghrana3213 2 года назад

    Preset ko clock wise ya anti clock wise kis disa me ghumayen.

  • @harnarayan5560
    @harnarayan5560 8 месяцев назад +1

    इस प्रॉब्लम को ठीक करने में कितना खर्च आता है

  • @sanjeevudeniya7426
    @sanjeevudeniya7426 5 месяцев назад

    Bhaiya ji❤ sukame inverter me pre set nahi hota he uska kya kare bataiye ?

  • @gyanendrakumar3193
    @gyanendrakumar3193 3 года назад

    Mera microtek sebz-1100 hai, recently inverter recharging indicator
    Continue charge le raha tha aur charging stop hi nahi ho raha tha battery bhi 10 se 12 dino me paani sokh le raha tha kripya is problem ka solution bataiye. Kya mera battery kharab ho chuka hai yai inverter?
    Aap invertr expert hai kripya apna shop address aur mobile no dijiye. Mai patna (bihar)se hu mujhe bhi apna inverter dikhana hai.

  • @chandraprakashrajbhar7959
    @chandraprakashrajbhar7959 Год назад

    Sir kaise ghumana hai ghadi ki disha me ya uski ulti disha me

  • @debajyotimahata8466
    @debajyotimahata8466 2 года назад

    Luminous inverterpe eisa karsaktahu?

  • @nitin4138
    @nitin4138 9 месяцев назад

    😊Why my 1100 VA inverter Machine get heat up in idle Mode? (When neither charging Battery nor providing backup due to powercut) it stays cool while providing backup or charging.!! Do you know the logic behind it?

    • @manish.kumar07
      @manish.kumar07 7 месяцев назад

      Even when the battery is fully charged, the inverter keeps charging it with some 45W-50W power to keep the battery fully charged, which is called Trickle charging, that is why it gets heated so nothing to worry about....

  • @manjitkumarpradhan7257
    @manjitkumarpradhan7257 6 месяцев назад +1

    sir mera inverter continuously charging showing
    @Sir mera V guard prime 1450(1200VA) inverter & Amaron battery 90Ah.
    1.battery water level -ok
    2.terminal tightness checked- ok
    3. Battery hitting issue.
    sir please help kariya kia karna he mereko??? or kisika idea he to bataiye bhai log...

  • @signatureelectronics6668
    @signatureelectronics6668 Год назад

    Apne vah battery nahi dikhaya jinpar pahele battery auto cut off nahi le rahi thi aur badme cut off lene lagi?

  • @bhaskarkarmakar4390
    @bhaskarkarmakar4390 3 года назад

    Thanks for this real problem video

  • @abuljais4914
    @abuljais4914 3 года назад

    Bhai aap ki shoop kaha pe hai

  • @nagendrakumar-bk6wt
    @nagendrakumar-bk6wt 2 года назад

    मुझे ek ऐसा मीटर बोर्ड बनाना hai जो kitna batries बचा हुआ है और kitna amp se चार्ज हो रहा है कितना लोड है sab बताए कैसे बनेगा आप बना सकते हैं

  • @NISHANTKUMAR-vb3ro
    @NISHANTKUMAR-vb3ro Год назад

    Sir mera sukam shiny 900va ka inverter continue charge krta hai. Battery 150 ah ka hai. 7 year old hai battery voltage 12.50 volt hai.

  • @pardeepchahar0001
    @pardeepchahar0001 6 месяцев назад

    Hello mere wale microtack invertor me charging wala endcator light hone pr bhi off rhta h kbhi kbhi chrging krta h kya mtlb h uska

  • @depakbharti2021
    @depakbharti2021 3 года назад

    Great work sir
    👍👍👍👍👍⚘⚘⚘⚘⚘🙏🙏🙏

  • @roshandsouza7446
    @roshandsouza7446 3 года назад +1

    Very good information... Great

  • @pawarsuyesh
    @pawarsuyesh Год назад

    luminous 1650 hai battery volt 14 ke age nhi jate battery full dikhata hai but amp 8.5 ke niche nhi aa rahe hai ...battery ka pani bhi jaldi sukh jata hai

  • @KuldeepKumar-xm9qj
    @KuldeepKumar-xm9qj 24 дня назад

    Sir meri samaysya ye hai ki mera shakti charge+inverter luminous 1150Va continue battery ko lagatar charge karta hai uspar koi load bhi nhi dete fir bhi charge karta hai meri battery luminous 160ah ki hai. Jo 3 saal 2 month ki ho gayi hai charging ke samay battery ka voltage 14.08 volt tak jata hai aur jab offline me battery ka voltage check karte hai to vo 12.41 volt par hold ho jati hai backup to de raha hai par jo continue charge kar raha hai ye problem hai aur pani bhi jaldi 14 din me kam hota jata hai

    • @ABHAYSINGH-gy3py
      @ABHAYSINGH-gy3py 12 дней назад

      Aapka ek do cell kharab hoga same mera bhi yahi problem hai main paresaan hoon

    • @KuldeepKumar-xm9qj
      @KuldeepKumar-xm9qj 12 дней назад

      @ABHAYSINGH-gy3py maine dusra battery le liya

    • @ABHAYSINGH-gy3py
      @ABHAYSINGH-gy3py 11 дней назад

      @@KuldeepKumar-xm9qj to sahi ho gaya kya ye problem mtlb battery gadabd tha

    • @KuldeepKumar-xm9qj
      @KuldeepKumar-xm9qj 11 дней назад

      @@ABHAYSINGH-gy3py ha bhai sahi ho gaya mai bhi bahut pareshan ho gaya tha youtube par bahut videos dekha par mera backup de raha tha 5-6ghante par continue charge ho raha tha jisse bijli ka bill jada ata tha maine new le liya aur old ko sell kar diya 4000rs ka

    • @ABHAYSINGH-gy3py
      @ABHAYSINGH-gy3py 11 дней назад

      @@KuldeepKumar-xm9qj accha to guarantee mein nahi tha kya return kar diye hote mera bhi same problem hai continue charge maine socha inverter kharaab par kal check karaya mistri se usne dusre battery se charge kiya full ho gaya phir usne kaha aapka battery kharaab hai ek do cell kharaab hoga aapke battery mein problem hai abhi to mausam thanda hai aapko garmi mein dikkat hogi backup ghatega aur paani sukhega ek do cell mein ab yahi problem hai brother

  • @rahulkumarsaini4799
    @rahulkumarsaini4799 Год назад

    how to do in luminous zelio 1100 inverter? please make a video on it.

  • @gurdevsingh336
    @gurdevsingh336 3 года назад

    Agar 2 batteries ka inverter ho to kese set kare
    2 batteries full kitne point par hogi 150ah ki

  • @parshuram9341
    @parshuram9341 2 года назад

    Sir मेरे पास Eb 900 का microtak का इन्वर्टर है पर बैटरी लोकल है तो कभी कभी इन्वर्टर बैटरी को लगातार चार्जर करता है 24 hour charge करने पे भी कट नही मारता और बैटरी भी गर्म हो जाती है पर 10-15 दिन बाद खुद सही हो जाता है और सही से काम करता है तो प्लीज बताए प्रोब्लम कहा है बैटरी या इन्वर्टर में ?

  • @bhaskarjena7906
    @bhaskarjena7906 2 года назад

    Sr inverter ka under ka wiring kese hota hai uska ek vedio banaye please

  • @Krishna.bhummi
    @Krishna.bhummi 3 года назад

    Sir mere pass isolation steplizer hai 4kv ka usko mai generator par voltage ke liye use kar sakta hu kya dj chalne ke liye please confirm sir

    • @powertak3780
      @powertak3780  3 года назад

      DJ per manual stabilizer chalta hai

    • @Krishna.bhummi
      @Krishna.bhummi 3 года назад

      @@powertak3780 isolator steplizer ko manual stabilizer banwa sakte hai sir...?

    • @powertak3780
      @powertak3780  3 года назад

      @@Krishna.bhummi Transformer ki typing check karna padega

    • @Krishna.bhummi
      @Krishna.bhummi 3 года назад

      @@powertak3780 1side 2 wire hai 1 side 3 wire hai

  • @RajputanaAirconditionrepairing
    @RajputanaAirconditionrepairing 9 месяцев назад

    Namaskar bhaiya Ji mera naam Sanjiv hai bhaiya ji mujhe aapse ek baat puchni thi Mera inverter hai 13 voltage dikhata hai Empire 2/3 aate Hain cantonment

  • @dptoshniwal6614
    @dptoshniwal6614 6 месяцев назад

    Very nice, knowledgeable able

  • @nadimrana9229
    @nadimrana9229 3 года назад

    Hi sir Mera inwater luminous Cruze 2kva. Pani 15 din ma kam hi jata h. Low battery 22v. Full battery 28.7v please help me

  • @BhupendraSingh-xt3lj
    @BhupendraSingh-xt3lj 14 дней назад

    Ev700ka over charging batayen modol2024 hai

  • @vinaymishra3312
    @vinaymishra3312 2 года назад

    Sir invetar me battery light blink Karna band kar de to vo ek dum se charging Karna band kar deta hai

  • @zuberigorizuberigori1071
    @zuberigorizuberigori1071 Год назад

    set kesekar auparkitaraf authaye ya nicheki taraf bataya nahi aapne 🤔

  • @MrVlogLife222
    @MrVlogLife222 3 года назад +1

    Guru g nice video

  • @gyanendrakumar3193
    @gyanendrakumar3193 3 года назад

    Battery 4 saal purani hai phir bhi backup sahi hai kripya apna no aur address dijiye.

  • @vishwanathprajapati635
    @vishwanathprajapati635 Год назад

    Very nise sir ji guruji pranam

  • @227suman
    @227suman 3 года назад +1

    Mere purana Microtek wala inverter hai 550VA wala , lekin uspe blue preset nahi hai. Uspe kaise thik kare ?

  • @harnarayan5560
    @harnarayan5560 8 месяцев назад

    आपका बहुत-बहुत धन्यवाद

  • @VirenderKumar-lw3lj
    @VirenderKumar-lw3lj 3 года назад

    Agar koi invetre 24amp se battery charging karta hai to kya sahi hai ya nahi , 150 battery h

  • @sanjumagar6681
    @sanjumagar6681 3 года назад

    Hello sar ji Mera bhi yhi problem hai but Mera sukam Ka inverter hai to usme ho Sakta hai ji

  • @niteshsingla25
    @niteshsingla25 Год назад

    Technician kitna charge kar sakte hai is problem ke liye

  • @imransaifi8976
    @imransaifi8976 3 года назад

    Sir ap kha se ho

  • @amolkumar1631
    @amolkumar1631 3 года назад

    Mera battery bahut jaldi garam ho jata hai or back-up 5 se 15 minutes hi de pata hai battery ka pani bhi bahut jaldi khatam ho raha hai solution batayen kya battery change karna hoga kya, battery ka 3.5 year's ho gaya hai

  • @r.k.419
    @r.k.419 Год назад

    Sir Sukam felcon Plus के बोर्ड प्रीसेट नही होते तो इसमें चार्जिंग कट ऑफ कैसे सेट करे

  • @prempatil7404
    @prempatil7404 3 года назад +1

    Sir mere EB1100 inverter me preset button hi nahi hai .to mai ye over charging ka problem kaise thik karu

    • @Heera_singh98558
      @Heera_singh98558 3 года назад

      ave ehna fuduya magar lag guma vi nai dai kite je lab vi giya ta a amper mitar to bina set nai hunda je guma ke tusi ghat karta ta jdo beckup devega invitar tuhade sare balab vagra fuse ho jane a keoki naal hi output vi vad jandi a a ehna nu ta video views naal nunda tuhanda chahe kina vi nuksan keo na hove bhout sare hathse ehna karan hunde han koi jina nu elctrical di thori jini vi akal nai hundi ohvi ghar misti banda a sara kuj video vekan naal nai ohnda koi ta apni jaan tak gva lainde han

  • @anilchahar336
    @anilchahar336 3 года назад

    Sir aapne jo board ki fitting ki huyi h uski bhi video banao sir ki kaise board ko banate hain.kaise ampare meter lagate hain .
    Please sir
    Thank you sir

    • @powertak3780
      @powertak3780  3 года назад

      Bhai video bani hui hai

    • @yogeshmarathe9675
      @yogeshmarathe9675 3 года назад

      Sir aapke board pe jo dc ampere meter hai vo kaha milega....plz link send kijiye sir....plzzz

  • @sushantrocky5154
    @sushantrocky5154 3 года назад +1

    Bhai charging selection ka light green hai baki time red rahta tha aesa kyu btaye pls.

  • @desisound5822
    @desisound5822 2 года назад

    Dc12v/24 vot connection kaise banae ho video banakar upload karo sir.....

  • @balasahebwadewalemalipatil623
    @balasahebwadewalemalipatil623 Год назад

    Sir ehi porblem hamare nxg 1100 me hua hai kaya kar sakte hai

  • @parshuram9341
    @parshuram9341 2 года назад

    Please make a video on Eb900 microtak inverter to reset battery charging (over charge)

  • @mo.husain0788
    @mo.husain0788 2 года назад

    Kon si jga s ho

  • @GajendraSingh-gt3zd
    @GajendraSingh-gt3zd 11 месяцев назад

    Sir es preset ki value apne aap Kam kyu ho jati hai eska kya karan hai

  • @KidsCorner1609
    @KidsCorner1609 Год назад

    Mera micriteck inverter ka cut off ho jata but fan nhi band hota please reply

  • @SantoshSingh-ij6mh
    @SantoshSingh-ij6mh 2 года назад

    Luminous Nxg 1100 Inverter over charging battery problem iska vediyo banabe

  • @chandrikasatish4053
    @chandrikasatish4053 3 года назад

    New smd v5 model bord microtek EB1200 ki over battery charging falt kaise thik karenge Ripley karen sir ji

  • @shakilalam1782
    @shakilalam1782 2 года назад

    Microtech eb 900 March 2020 model continue charging problem kaise solve kare, help me

  • @RampratapPrajapati-y8z
    @RampratapPrajapati-y8z 5 месяцев назад

    Microtek inverter EB 900 mein thoda der charging hota hai uske bad charging light apne aap dim Ho jaati hai dikhai nahin deti hai to kya fault ho sakta hai

  • @syedmuhammadiliyas2926
    @syedmuhammadiliyas2926 2 года назад +1

    Luminous 150ah multimeter par abow15 volts dikha rahaahai.consa problem hai