Mera inverter raat bhar beep kiya dimag kharab hua rat bhar subha uthkar aapka video dekha to turnt hi sahi ho gya thanku video banane k liye Jay shree ram
Sar video ki jankari to bahut acchi lagi. Sar Mera inverter microtek 860 EB ka hai .jismein charging wali light tip tip nhi kar rhi .Aur uska fan chalu hai.kya problem h..
Luminous nxg750 2110smd ic change ke baad bhi drive nahin ban Rahi and y6w ke baare mein batayen iska other replace and 44pin microchip ki jankari drive input and output
Sir pls help mere pass microtak ka shine wave inverter v5 kit ka aaya h repair hone uski pcb khrab ho gyi h m use sukum ki lga rha hu pr muje ye smj rhi aa rha ki transform se jo 200v or 140v ki wire aayi h unko kaha lagana h board me bus 4 pin jack h jis me bus input, fuse, line in , output h bus pls help
Sir speaker ke impedance kaisi match kare jab speaker ka impedance Kam hai Jese 4 ohm or amplifier ka impedance jadya hai Jese 6 ya 8 ohm tab kya kare impedance Ko hum Kam ya Jada kaisi Kar sakte hai
Inverter me 2 fuse hote h...dono lagane se bar bar fuse jal jate h ..or ek fuse lagane se hi inverter chal rha h...sir btaye ek fuse se chalane se koi dikkat to nahi ayegi na ab
@@SkElectronicswork sir pahle dono fuse lagte the ..ab ek lagane hi hi charge bhi ho rha h or light jane k baad power bhi supply kr rha h...or dono lagate hi dono jal jate h ..plz help
Mera invertor v same hai aur problem v same hai aur Maine aapke duara bataye Gaye tarika se same process Kiya but Mera solution nahi hua please help me
Sir eas card ma charging section ko press krna sa charging atie hai jasa ham card ko choda deta hai basa hi band ho jai hai hamna charging section ka component bi sbi change kr diya phir bhi jahi problem aiye rhi hai meta pass 4,5 card ma same problem hai .........aur same main section ka problem hai relay aur chota transformers ko ress krna sa main ati hai
Sir G. Mere microtek sw 1115sw e2+ me ups on dekha raha hai aur sath me beep sound kr raha hai.. help me. Front led panel indicater ka jack nekal de to beep band ho jata hai sir. Aur micro se drive voltage sahi out hota hai.
Bhai mera Sukam ka inverter hai kabhi toh light jane par thik chalta hai aur kabhi sirf halka sa fan run karke off ho jata hai kya problem ho sakti hai sari wires thik hai kuch bhi jala nahin hai.
please kindly tell me ki mera inverter dekhne main sab thik dikh raha hai per wo load nahi utha pa raha maine battery check kiya to battery bhi thik dikh rahi hai . Sab kuch thik dikhne ke baad bhi inverter kaam nahi kar raha jo bhi dekhne aya usne kaha sab thik hai per tab bhi koi cheez chal nahi rahi. fuse bhi check kiya per thik bata raha hai
Microtek 35 mein over charge ho raha hai setup Nahin ho raha hai uska video upload karna Kyunki usmein voltage controller Nahin Hai Uske liye aap ek video banaen usko upload karna
Sar achchha samjhate hai
Bahut badhiya trik batane ke liye dhanyawad guruji jai hind jai bharat jai shree ram Dil ❤️🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Bahut badiya
Sir aapka video dekh kar ampelifer banaya hoon aapka bahut bahut sukriya
Very nice information sar jay hind
Sar roland xp keyboard pe bhi video banavo puri detel me pz..🙏🙏🙏
It is really work on my microtek ups .
Very very thank you
💐💐💐💐💐💐💐💐
बहुत अच्छे से बता रहे हो भाई जी good
आपकी बीडीओ बहुत अच्छी लगी आपकी बिडीयो देख कर बहुत कुछ सीखने मिला मेरी कुछ समझ नहीं आता तो आपकी बिडीयो देखता हूं
सुन्दर है भाई हमारे भी इनभाइटर पी पी का करता है हम भी इसी तरह ठीक करेंगे सुपर आइडिया है भाई जी
Aapne Kiya to sahi hua kya bhai sahab
Mera inverter raat bhar beep kiya dimag kharab hua rat bhar subha uthkar aapka video dekha to turnt hi sahi ho gya thanku video banane k liye Jay shree ram
आप बहुत अच्छा समझाते हैं सर thanks 💐🙏
सर आम्हाला घर का इन्व्हर्टर है दोस्तो 40 होल्ड 2060 ओल्ड 25 क्या प्रॉब्लेम हो सकती है वोल्टेज
Good tiching karte hai 👌👍👌👌👌👍👌
Very nice video 👍 SK bhai
Batane ka Tarika bahut achcha hai aapka bhai
nice work ....bohat aachi video ha ....
Nice way of explaining thanku so much
Bahut badhiya ji ❣️❣️
❤ bahut hi badiya jankari di ❤
समझाने का तरीका लाजवाब🎉
Very youse full video very best video Sirji 👍 thanks
Sir two home theater ko ek sath kaise bajaye uske uper video banao plash 👌☺️☺️
Sar video ki jankari to bahut acchi lagi. Sar Mera inverter microtek 860 EB ka hai .jismein charging wali light tip tip nhi kar rhi .Aur uska fan chalu hai.kya problem h..
Very nice teaching TQ sir
सर मैंने इस तरिका से आज नेपाली 700 रु कमाऐ है क्योंकि मैं नेपाल से है धन्यवाद सर❤❤❤❤
Sir Mere pas same module hai isme 2 battery laga sakte hai kya abhi to ek lagi hui hai Exide badi wali
Good 👍🏻👍🏻 🇮🇳 || Kuki 19|01|2022
Thank you sir mera problem solve hogaya
Bahut badiha bhai
Bahut Gajjab ki video sir.
Very nice good job sir
Luminous nxg750 2110smd ic change ke baad bhi drive nahin ban Rahi and y6w ke baare mein batayen iska other replace and 44pin microchip ki jankari drive input and output
Kitne voltas hone par Veep bajta hai kirpya bataye
Sir pls help mere pass microtak ka shine wave inverter v5 kit ka aaya h repair hone uski pcb khrab ho gyi h m use sukum ki lga rha hu pr muje ye smj rhi aa rha ki transform se jo 200v or 140v ki wire aayi h unko kaha lagana h board me bus 4 pin jack h jis me bus input, fuse, line in , output h bus pls help
Nice information bhai sahab
Sir DJ Amplifier me 5200 1943 transistor pe voltage kese banta lo mid hay voltage plis btaia sir
Sir ye 1941tranjistar me koon si pin output aur koon si pin input Hoti h please sir btayiye
1943 ki tarah hi 1st pin input or 3rd pin output hoti hai
Thank u sir very nice teaching
Checking board आपका diagram do naya कैसे banayw कहा se part kharide konse कंपनी ke
Very very nice Sir ji
बहुत बहुत धन्यवाद जी
Bhai 4440 amplifier mai ek chanel pai sound ok hai dusra chanel pa sound thora kom hai kiya karu?
Namaskar sir 👃, hamara pas batary nahi hai 12 v transformer dc karke invarter cheak hoga Please sir bataye
Sir speaker ke impedance kaisi match kare jab speaker ka impedance Kam hai Jese 4 ohm or amplifier ka impedance jadya hai Jese 6 ya 8 ohm tab kya kare impedance Ko hum Kam ya Jada kaisi Kar sakte hai
Hlo sir inverter pcb me 12v to dibode ko connect krne wala big size ka rasistence kis number ka lagega pls reply
Sir mera sukan 900 inveter hai jo power ane par charge nhi hota h aur inverter off karne par charge hone lagta h solusion bataye
Inverter me 2 fuse hote h...dono lagane se bar bar fuse jal jate h ..or ek fuse lagane se hi inverter chal rha h...sir btaye ek fuse se chalane se koi dikkat to nahi ayegi na ab
होगा sir ak charging ka hai
@@SkElectronicswork sir pahle dono fuse lagte the ..ab ek lagane hi hi charge bhi ho rha h or light jane k baad power bhi supply kr rha h...or dono lagate hi dono jal jate h ..plz help
Good video👌👌👌👌
Bhai sekint hent kitne ka melega inverter copar me
Sir ji tweeter me kitni value ka capister lagega
Nice vid sir ji
Nice way of explaining !
Mera invertor v same hai aur problem v same hai aur Maine aapke duara bataye Gaye tarika se same process Kiya but Mera solution nahi hua please help me
Sir ji luminous eco wat1050 back mod me Bina load ke 10Amp crent le rha hai ,mens shi hai pls hello me
Sir hame testing bord banana he.idea dijiye please
Sir mere inverter ka charging ok hai no overload output bhi de raha hai lakin inverter ka switch off karo ya on wo beap deta hai kya problem hai
Bhai Pam 8403 me aux lagata hu Mobile Hank hota hey remove karta hu to sahi chalta hey.odisha
Problem-ups on dikha Raha hai par main and charging show nhi kar raha
ऐसे वीडियो देखने का शॉकिंगरखता हूं
Sir eas card ma charging section ko press krna sa charging atie hai jasa ham card ko choda deta hai basa hi band ho jai hai hamna charging section ka component bi sbi change kr diya phir bhi jahi problem aiye rhi hai meta pass 4,5 card ma same problem hai .........aur same main section ka problem hai relay aur chota transformers ko ress krna sa main ati hai
My luminous inverter , current Jane ka bad jalta hua lights up &. down hota hai inverter ka kya problem
Sir kese puri chack kare or kese voltege kanha or kese Mesur kare eka video banao
Thank you sir.
Bhaiya aapki shop kidhar hai ??
Sir, Limunios 1050 kharida. Jab line se connect howa tak thik a rahte he. Phir line gaye to inveter se bhut sound aah ta he..,
Sir G.
Mere microtek sw 1115sw e2+ me ups on dekha raha hai aur sath me beep sound kr raha hai.. help me.
Front led panel indicater ka jack nekal de to beep band ho jata hai sir. Aur micro se drive voltage sahi out hota hai.
Microtek inw. 850 ko 220 me lgane pr min bod ki fues mar data hai ispar video bnaey sir
Microtek inverter hybrid 725 overload problem ke upar ek video banayeh
Nice sir ji
Bhai mera Sukam ka inverter hai kabhi toh light jane par thik chalta hai aur kabhi sirf halka sa fan run karke off ho jata hai kya problem ho sakti hai sari wires thik hai kuch bhi jala nahin hai.
Sir jo bord use krte hai chake krne ke liye use mujhe bnana hai jisme sb kuch ho bai try ka tar ac supply vhi kaise bnaye plze help me
Mtlab
Nice. Sar
बहुत बढीया
Nice pic 👍
3055 transistor amplifier me battery conection kaise Karen Sir ji
Nice video sir ji
Good sir
Thanks bhai👍👍👍
Thank you Bhai ji
Good information
Sir ye bataiye Samsung ka tv hai usme dot dot aa rhe h kuch der chalne par shi ho jata hai pls bataye kya problem hai
Sir agar micro controller ic pbc se soldring kiya gaya hai to kya karenge
Thanks sir 🙏☺️☺️
Good 👍 sir
God bless you 🙏
Sar please jaankari Leni h inverter ki
Very good 👍
Good shop address
Super sir जय श्री राम
Mere me 100n6 MOSFET the Jo kharab ho Gaye hai uski jagah kon sa MOSFET dalu p55 200w se jyada load nahin chalata hai
please kindly tell me ki mera inverter dekhne main sab thik dikh raha hai per wo load nahi utha pa raha maine battery check kiya to battery bhi thik dikh rahi hai . Sab kuch thik dikhne ke baad bhi inverter kaam nahi kar raha jo bhi dekhne aya usne kaha sab thik hai per tab bhi koi cheez chal nahi rahi. fuse bhi check kiya per thik bata raha hai
Hy Sir Namaskar ghar me Microtek 1400EB Double batteries 150 Ah each Charges lagatar ho raha h kya kry Plz.Thanks
Bhaiya computer ups repair vedieo banaea na please bhaiya 24 volt wala computer ups hai
Bhaiya reply Jarur dijiye ga
Sr apki dukaan kaha par h
Microtek 35 mein over charge ho raha hai setup Nahin ho raha hai uska video upload karna Kyunki usmein voltage controller Nahin Hai Uske liye aap ek video banaen usko upload karna
सर अगर 2 बैटरी लगाने से फ्यूज टूट जाता है तो उसे कैसे फिट करे?? please reply करे सर
Is inverter mein kya lagaen Jo solar panel se chal jaaye
Sir mera lumnious inverter shine wave eco volt 900va kahai
Usme koi indication nahi aa raha hai lekin vo ander se heat ho raha hai
Sir 1700 me. Speaker 🔊 sound kaise kare
Microtek ka inverter ka overcharging kaise theek Karen sar
Isl83202 ic online kha milega ya koi or option
Thanks bhai