@@AafiAayat sir 2 battery 🔋 ko parlor Mai connect kar ke chala sakte Hai. Lakin dono battery 1/2 hi charge hogi .isliye batter option Hai ek hi battery 🔋 use karo Agar jayda back up ki need Hai to 200 amp. Ki battery use karo ji .thank you
I have microtek 1235 12v solar inverter pcu....main grid low voltage pe na hi charge leta hai aur na hi output supply deta hai....sidha light off hojata hai..asa kyu hota hai? Is inverter pe ye problem sabhi ko aati hai ya sirf mere wale pe hi defect hai.. please reply and guide me
Sir inverter on hone par load dikhata hai lekin charge nahi karta hai off karne par charge hota hai dono situation me light aa rahi hai... please solution
Sir please reply kijiye apna number dijiye mera inverter na trip hogya h wou subha fridge chla diya tha baord se galti se microtek ka h e2 1625 please sir help me papa bht daat rhe h kya kre sir please batao 😭😭
आपका विडीओ बहुत अच्छा है.
@@Sunil-g7r3sThank u for watching this video 😊
Thank you sir mera inverter thik ho gya
@@surjeet433 good work 👏
Mere Inverter me same problem hai
Capacitor, Relay, 358, 324 bhi change kr li
Par same problem hai
Charging full hone par fan band hona chahiye na
Is inverter per 2 battery bhi cal jagi kya 1200v,1200v ki
@@AafiAayat sir 2 battery 🔋 ko parlor Mai connect kar ke chala sakte Hai. Lakin dono battery 1/2 hi charge hogi .isliye batter option Hai ek hi battery 🔋 use karo Agar jayda back up ki need Hai to 200 amp. Ki battery use karo ji .thank you
Thank you information sir 🎉
Thank you sir
@@intezaar132 thanks for watching this video 😊
I have microtek 1235 12v solar inverter pcu....main grid low voltage pe na hi charge leta hai aur na hi output supply deta hai....sidha light off hojata hai..asa kyu hota hai? Is inverter pe ye problem sabhi ko aati hai ya sirf mere wale pe hi defect hai.. please reply and guide me
Sir charging problem capacitor se hi tha other' oyge charging problem solve kaise ho ga
Sir mera inverter lagataar charge ho raha h battery bhi theek h 12 gante backup h kiya problem h please batye microtek inverter hai
Same problem mera bhai hai
Auto cut problem..
💯 ho gya bhai ji
Sir mere inverter me charging light show nhi kar rha aur ye tab se hua jab lightning ⚡ ghar ke najdik me hua tha
Fuse check kiya lekin fuse shi hai
@@imdumariyar ok then call 📞 electrician batter option.
Charging light show nhi kar rha lekin backup de rha hai
Abhi tak battery low nhi bataya hai
Capacitor PCB mein battery negative aur battery positive se connect Hota Hai
Capacitor battery 🔋 positive se connect hai .Capacitor Nagtive mosfet drain se connect hai ji .thank u.
Micro tek 860 meins green or red light aarahi hai or bip sound horaha hai kiya problem hosakta hai sir?
All led light on hai .
p1806 mosfet na hoto.konsaa mosfet lagaye
@@mohd_salman8606 dono side z44 laga.
Inverter my battery charging ki light to a rahi hai per battery ko charge to nahin kar raha hai
सर हमने अपने इन्वर्टर में 25v 2200uf की जगह 35v 2200uf के capicetot लगा दिए अब charging cut off नही हो रही है अब क्या करे
B😢😢😢😢hai capitor sahi lagaye 1 hour chalne ke baad fr ud gaya capicitor
Bahut acchi sabhi ka kam Ho Gaya
Sir inverter on hone par load dikhata hai lekin charge nahi karta hai off karne par charge hota hai dono situation me light aa rahi hai... please solution
Ups mode off Kar do .
Enwater saplai nhi de rha na charge ho rha kya karu bhai 😢😢😢
Sir microtek 900va ka yhi inverter h display m charging nhi le rha h battery bhi nhi dikha rha mans on krte h output de rha display nhi dikha rha
@@Vikash72HR Agar battery mode par koi bhi led nahi aa rahi hai to DC fuse chek karo ya battery par carbon ka problem ho sakte hai .
@@invertersoulationv.k.9186 battery se conect karte h beep to krta display m battery 🪫 low dikha ta h or bnd ho rha battery light to dikha rha h
Thanks sir
Charging full hone par bhi fan chalu raheta hai
Q15 ki location par bd 139 transistor ko check karo.
Inverter ke pichhe Jo do button hoti hai unko niche kar do fan charge hone par band ho jayega
Mera inverter mei charging lite toh show hoti hai par backup nehi deta hai kya karu?
@@technicalroushni2173 same ye hi inverter hai .
@@technicalroushni2173 battery katine years old hai .
@@technicalroushni2173 then check inverter battery wire Agar battery 🔋 wire Aluminum ki hai to change Kar do 6mm. To 10mm. Tak use kar sakte hai .
Bhai G himara ki light dhemi jalti h
Microtek eb900 sine wave transformer data sar share Karen
Mano charging led nhi so karta ho
Namaskar