Размер видео: 1280 X 720853 X 480640 X 360
Показать панель управления
Автовоспроизведение
Автоповтор
Bahut achhe se problem aur uska solution bataya apne.. Thanks
Your welcome sirji
Sir galt bta rahe ho, 4.7k toh emitter per lagi hai, base per nhi lagi, thanks sir ji 🙏🙏
Is card me mann chahe ampear bhi bda sakte Hai kya
D8 aur D14 par kis number ka diode laga hai plzz help
@dushyantelectronics sir BY399 ya BY339????
@@SumitSharma-c6n BY399
@@SumitSharma-c6n By 399
@@dushyantelectronics thanks a lot sir 🙏
Sir maine cn100 Or 555 ic change kar diya fir bhi fake charging problem solve nahi huaa kya karu?
Micro ki pin number 26 par voltage check karo
Or charging bali relay ko bhi check karo
Sir manes on krne pr transformer hit or hauming kr rha he or charging nhi ho rahi light blink kar rahi he
Transformer check karo transformer khrab hoga
Bro electronic Repering ke liye spar part kaha se kharide 🙏🙏🙏
Aap kaha se ho
Bhai aap ki shop kha pr hai
Jaspur uttarakhand Aap kha se ho bhai
Many many thanks
Its my pleasure
Sir iss inverter mey charging key waqt bahut jada sound ho raha hai kya problem ho sakta hai
Dono scr ko check kare
Or 555 ic par lage sare components ko check kare
Saare components , scr, cn100, dono diode aur 555 ic bhi change karke dekh liya phir bhi fault solve nahi ho raha
Scr kon se number ke lagaye h
Kha se sir aap
mera SUKAM 850 inverter mai display ka koi v light work nahi kare raha hai fush samcha ok hai DC work nahi kare hai
Microcontroller par 5v check kare
Ye digram kese mil sakta hai aapse
Mai khud aapko provide karaunga
Koi wharshpp group ke jariye
Nice 👍👍
Ic number kya hai
Kon si ic ka
Bahut achhe se problem aur uska solution bataya apne.. Thanks
Your welcome sirji
Sir galt bta rahe ho, 4.7k toh emitter per lagi hai, base per nhi lagi, thanks sir ji 🙏🙏
Is card me mann chahe ampear bhi bda sakte
Hai kya
D8 aur D14 par kis number ka diode laga hai plzz help
@dushyantelectronics sir BY399 ya BY339????
@@SumitSharma-c6n BY399
@@SumitSharma-c6n By 399
@@dushyantelectronics thanks a lot sir 🙏
Sir maine cn100 Or 555 ic change kar diya fir bhi fake charging problem solve nahi huaa kya karu?
Micro ki pin number 26 par voltage check karo
Or charging bali relay ko bhi check karo
Sir manes on krne pr transformer hit or hauming kr rha he or charging nhi ho rahi light blink kar rahi he
Transformer check karo transformer khrab hoga
Bro electronic Repering ke liye spar part kaha se kharide 🙏🙏🙏
Aap kaha se ho
Bhai aap ki shop kha pr hai
Jaspur uttarakhand
Aap kha se ho bhai