My electricity payment failed though the amount was dedcuted from google pay. I went to the bank branch to complaint but they said, the system doesnt show the amount being transacted and the merchant siad they did not recieved the bill. I have to pay extra money for the bill. Its been two months now that i didnt receive the refund amount 😢
Bhai maine paytm se apna electricity bill pay kiya (uttar pradesh) me 960₹ ka message aaya tha phone me aur paytm me consumer no. Daalne pe 956₹ show kiya aur maine pay kar diya and abhi tak upadate nhi hua 1 din ho gaya aur phirse paytm/phone pay aur official site pe consumer no. Daalne pe 960₹ bill show kar rha hai kya karu bhai paytm me support bhi bekar hai bot baat karta hai please help me 😭😭😭😭😭😭
It took me 72 hours to settle if the same problem raised the ticket in paytm app. The main issue is that the electrical board department is taking a long time to resolve. Many individuals are having similar difficulty, so I advise you to wait three days. The date of payment will be recorded.
Yesterday i made payment to UHBVN money was deducted but bill was still failed and in transaction history it shows that money transfer to Paytm ecommerce
Bhai mene Paytm se 1 month pehle 21 April ko payment Kiya tha or payment successful ho gaya tha but bill due hi show ho Raha tha official website par or ab naya bill aaya h usme bhi old due aaya h vo waala, Paytm me tabhi complaint raise kar di thi but vo har Roz delay kar rahe h solution Dene, to ab RBI me complaint kese Karu ye batao
Bhai maine apni consumer id cred pay pay daal rakhi hai aur bill bHut kum genrate hot hai 267 ka aas pass, balki main bijli wale ko ghar nahi aane deyta reading nikalne k liyeh,main khata hu ki bill automatically genrTe hota hai
Hy sir vi app se electricity ks bil bhra h .. payment successful ho gya h . But bill nhi bhra gya h .. abhi tk bill interest lg kr bhi sa gya h dubar .. vi app se pese kese refund le .. 1 din se uper ho gya h ... Mere pass screenshot bhi h sb ...
Aaj hi same Problem ki vajhase Airtel App walo ko call kiya... Unhone bola unke waha transaction nahi dikha raha... Bcz vo bol rahe hai mere bank se transaction hua hai... Isilea vo bol rahe hai ki Aap Bank me jaakr baat karo... Kya karu Brother...?
Mene apne 2501 electricity bill payment Kiya tha Paytm pr wo failed ho gya tha 16 April ko amount deduct ho gya h pr refund nhi aaya abi tk.paytm ne 3 din ke andr refund krne ko bola tha pr 3 din already ho chuke h...
Sir mene kl shaam 6 bje electricity bill Paytm se bhara pese cut gye he but bill abhi bhi due bata raha h or other app pe jaake dekhta hu bill to wha bill ka peyment kro esha bta rahe

Bhai kya hua ap ko solution Mila
Kya ap ka bill ka payment hua
bhai tumhara Hua ya nhi plz Batana
Bro apka amount refund hua ? Please reply brother 🙏
Aaj ke vad paytm se kbhi electric bill pay nhi karunga😠
Sucessful hua kya bhai😢
Bhai apka bill bharaa gaya k nhi
@@kushantdehraj5026 ho gaya bhai 3 to 7 days me refund hota hai ya sucessful .tum 24by 7 service mein MSG Karo problem batao
@@krushnarajmore05apka hua kya
Nahi mene 1 baar google pay or dusri baar phone pe se bill pe kiya par huaa bhi nahi 1413 rupiye @@krushnarajmore05
Same payment deducted, but not done electricity bill on paytm
Yesterday i made payment to UHBVN money was deducted but bill was still failed and in transaction history it shows that money transfer to Paytm ecommerce
Bhai mene Paytm se 1 month pehle 21 April ko payment Kiya tha or payment successful ho gaya tha but bill due hi show ho Raha tha official website par or ab naya bill aaya h usme bhi old due aaya h vo waala, Paytm me tabhi complaint raise kar di thi but vo har Roz delay kar rahe h solution Dene, to ab RBI me complaint kese Karu ye batao
Ab a Gaya kya
भाई मेरा भी पेमेंट हर महीना किया huwa h lekin aaj 50000 Ka बिल दिख रहा है और paytm में जाके देखे तो bilnot paid दिखा रहा है
Maine direct scan kar ke pay kar dia glti se paise bhi cut gya or bill bi ni bhara dikha rha
Bhai mere sath bhi asa hua kya apka problem thik hogya tha
Bhai plzz juldi batao😭
Payment successful hai within 48 hours to 72 hours hojayega. Bill number dusre platform dekho for full confirmation.
@@theofficialtechblog ha plat form dusra hai
Vai mera v aisa hua hai, apka thik hua tha kya
Bhai maine apni consumer id cred pay pay daal rakhi hai aur bill bHut kum genrate hot hai 267 ka aas pass, balki main bijli wale ko ghar nahi aane deyta reading nikalne k liyeh,main khata hu ki bill automatically genrTe hota hai
Bhai mera 72 hours hogaya but mera 4890 ₹ account pe nahi aya .
Kiya karu mai kuch batao
72 hours transaction merchant successful (merchant approval) me liya refund ke liya 3-5 days lagta hai.
amount refund huaa tha kya
@sayan1245 bhi pasa aay bapis please reply 🙏
@@crown.fits_ haa aa gaya
Really brother 😢@@rkmathwbbseeducationhindim2527
Mene to 55000 bil pay kiya tha, bat paise kat gaye bil pay nahi dikha rha😥😓
भाया मेने बिल 11 जून को पे कर दिया था अभी आज 11 जुलाई हो गई आज भी ड्यु बता रहा है किया मेरा पेमेंट नही हुआ किया
Mein 3273 rs ka payment kiya tha Paytm se but 4 din se pending dikha Raha hai 😢
Mee seva k portal pay kiya hai par payment update nahi hua kab tak hoga ye update?
Mera 2100 ka payment hai sir April se hi jama kar raha hun aaj tak jama bhi nahin hua na payment wapas nhi aaya
Sir mere meter ki previous aur current read dono same hai fir bhi 464 amount bill aa gya to aese me kya kare
bhai maine suvidha aap se 600recharge keya but ubdate nahi huwa
Mera amount cut gya h aur Paytm se bhi na hi successful dikha raha aur na hi failed please solved my problem
Qr code pe scan karke payament kiya
Par success hua hi nahi
Paisa cut hua
Maine aaj smart meter me recharge kiyaa or Recharge add nhi huaa ??
Bhai har baar me phone pe se karta hu is baar galti se website se kar liya bhai paise atak gaye payment ho gayi par ab bhi show kar rha hai
The same happened with me. Did you find any solution?
Bhai maine bhi phonpe se kiya hai 24 ghnte me update ho jayega na
@@vanshchaudhary6182mene phonepe pe water bill kiya but 3 day baad firse bill show kar raha same amount
Mene bhi bill pay kiya tha 2798 ka airtel pay se 11 din ho gye abhi bhi refund nhi aya 😭
Bhai hamne Airtel pay se keya wallet se aj but abhi bhi 4051 due dekha rha kya kre ab😥
Within 48 hours mein electricity board wale accept kar leyte hai. Tuesday tak wait karo.
Hua payment
Bhai 72 hours k bad date expire ho jaye to,,,
Fir uska penalty baro
maine 1300 bhara tha bill Paytm p payment pending dikhara aaj bhi paise cut gye lekin udhr recived ni hora kya kru ab 1 din hogya
Maximum 72 hours lagta hai. Monday tak ho jan chaiye.
@@theofficialtechblog ohk let's see kya hota bro kaafi tension hora kyuki paise katgya lekin bijli rajdhani walo ko payment ni pohchi abtk
@@androidgamer9290 Bro kya hua electricity bill ka successful?
Hua success?
Bro pay ho gya Amazon pay pe successful bhi dikhara hai par board ki site par nahi dikha raha hai updated what to do 30 june ko kiya tha
Kya hua ab
@@jayanttanwar9931 customer care pe bola tab ho gya
Bhaii 21 days ho gye..abhi tk due dikha rha hai..😢😢
You don't need to wait that long. Within a 72 hour bill transaction is settled. Mode of transaction? Contact them ASAP
Fir ky hua bhaii
Mere sath bhi Aisa hi hua
@@Bhatrouf181 ho jayega bhaii solved
Kitne din Lage ge
Hy sir vi app se electricity ks bil bhra h .. payment successful ho gya h . But bill nhi bhra gya h .. abhi tk bill interest lg kr bhi sa gya h dubar .. vi app se pese kese refund le .. 1 din se uper ho gya h ... Mere pass screenshot bhi h sb ...
4162 rupees hai .. kese refund .. le plzzz help me ..and reply me fast ..
Mene phone pay sai bill pay kra pr waha failed hogya or account sai paise kat gye ab ky kru
Did you get your money back in ur account
Aaj hi same Problem ki vajhase Airtel App walo ko call kiya... Unhone bola unke waha transaction nahi dikha raha... Bcz vo bol rahe hai mere bank se transaction hua hai... Isilea vo bol rahe hai ki Aap Bank me jaakr baat karo... Kya karu Brother...?
Same problem bhai castumer care number btao please
Paise kat gaye magar bill paid nehi dikha raha 😢
72 hour mein check karo.
Mene apne 2501 electricity bill payment Kiya tha Paytm pr wo failed ho gya tha 16 April ko amount deduct ho gya h pr refund nhi aaya abi tk.paytm ne 3 din ke andr refund krne ko bola tha pr 3 din already ho chuke h...
Aya abb ?
Brother same problem mere sath bhi huvi he refund Mila ya nhi ?
Sir mene kl shaam 6 bje electricity bill Paytm se bhara pese cut gye he but bill abhi bhi due bata raha h or other app pe jaake dekhta hu bill to wha bill ka peyment kro esha bta rahe
Sahi ho gya aapka??
Sehi ho gaya apka
M sbi collect ke through pay kiya paise cut gye bill due hai aisa kyu?
72 hours update ho jayega.
Bhaiya gpay par bill 8200 rs dikha raha h lekin jo message aya h phone par waha bill 8276 Rs h.aisa kyu h..
.plz reply
5 din ke andar payment karne pe discount milta hai
पेलेंटि लगती हैं
Yar itna sara prosjer honetak to light cut ho gaya to
3 mahine ho gye bijli wale katne aagye the 🙂
Sir payment failure dikha raha hai lekin paisa kat gaya hai gpay mein
Abb kya karu bahut tension mein hu please reply Sir
Tumara payment return aia??
Sir maine 395 bill pay kiya bad me 398 dubara bill pay dikha rha hai please help sir😅😅😅
Fir ky hua
3 se 4 din bina light ka
Official website se Mt Krna koi v 😢
Kaunsa state ka ye bai mention kardo. Main website bas bill pay hu hai nahi bas isiliye use karo.
Saala pehle waala hi thik tha paytm se direct hota tha
Kam ki bat Kar
Time pass kardiya
Nahin aapko kuch information mila hoga. Aapko kuch problem hai tho you can share.