Bhai, Mere vehicle ka registration number 9 digit ka hai, jaise MH-01-A-0123 Ab problem ye hai ki "MY FASTAG" app sirf 10 digit k numbers ko hi accept karta hai, wo mere rc number ko invalid Bata raha hai. Yahi par agar mera registration number MH-01-AA-0123 hota, to ye app accept kar leta. Kya karu, salah dijiye.
Dr Kishor aapane Jab fasttag lagaya hai to aapane apna gadi ka registration number nahin diya hai jahan tak main samajh Pa Raha Hun Ki aapane naya Vikalp process kiya hai aur agency ke dwara hi aapko fasttag turant pradan kar diya Gaya Hai To Uske ismein aapko jo bhi Bank Hain Use bank se contact karna hai vah Bank aapko provide Karega uski user detail Aam Taur per Aise fasttag mein jo usika login ID Hota Hai vah Uska mobile number hota hai aur mobile number fill karne ke bad aapko forget kar sakte hain iske liye aap fast type ke upar printed mobile number ko lagaen aur usse Baat Karen unke dwara Behtar sahayata Di Jayegi Har Bank ka different Tarika Hota Hai hi
Dear viewers fasttag ki aapane Jis bhi Bank ka RFID purchase Kiya Hai use Bank ki dwara aapko login ID provide ki Jaati Hai Ya FIR aapka Agar vikal number mein hota hai registration ke Samay Main To Ek upi ID aapke create Ho Jaati Hai Kyunki aapka yani etc dot vehicle number @ Bank Hota Hai Hi Tu to aapko ISI Madhyam se fasttag ko recharge karna hai main video main pura detail Mein Bata rakha hai agar aapko Koi Jankari chahie to aap Hamen comment Karen main usmein aapko Jarur madad karunga
Dear dear Abhishek fast time Koi zaroori Nahin Hai ki mai fasttag application Mein register Hona anivarya Ho lekin ek Tu Hai Jiske Madhyam se jitne bhi Bank fasttag Jari karte hain unke fasttag ke status ko aap check kar sakte hain aap Bewafai kar sakte hain ki yah active hai apni service ka istemal Ham kar sakte hain Kuchh Nahin kar sakte Kuchh naya Vikalp ke sath mein isliye khada ho jata hai ki Unka Jo Vikas hota hai gadi purchase karte waqt Hua usmein Apna fasttag istemal karte hain Lagte Hain Use Mein unke pass mein gadi ka registration number Nahin hota hai isliye unko problem Aati Hai To UN Logon Ko to sabse pahle customer care per baat karna hoga aur unke dwara Har company ka alag alag Jaise Har Bank ka alag alag hota hai ki forget karne ka Kaise aap Harkat kar sakta Kaise Apna gadi ka number update kara sakte ho yah sari chijen aapko Karni rahti Hain to my application install Karen
Sar mera Central Bank Mein Khata Hai Mera Main Phone per chalata hun isase Kaise link Karen Central Bank ko Fastrack mere papa ke naam se hai FIR Main Kaise usmein Kaise recharge Karun ye batao jaldi se jaldi
It's urgentSir mane ye sab kardiya mane upi ide bhi generate kardi par jab payment Karne ja Raha hu to gpay se to wo bole Raha ha invalid upi I'd sir ma Kya karu jaldi suggestion do
Your voice Tu u p Jo payment gateway Hai yani ki and etc National electronic toll collection vah Sabhi toll ka collection karne ke liye Usi Madhyam se payment karna hota hai lekin Kuchh nai vikal Aise hote hain Jin per Jo apni id hai map Nahin Hoti Hai To iske liye aapko check karna hoga my fasting application main Tarika Bata Rakha Hai Ki Nahin hota hai ab to repair ki gadi Ham purchase karte hain to use Samay hamare pass mein gadi ka registration number Nahin hota hai isliye Fastrack company usko chechis number ke sath mein Ling karke de Deti Hai Lekin vah aapka apni ID generate Nahin hota hai iske liye aapko sabse pahle gadi ka number usmein update Karana padta hai to isliye aap ek bar Seva Ho Ja Ek Bar check karne ka number hai aur Bank ki website par Dekhe number se baat karle unke dwara aapki Jarur sahayata ki Jayegi Agar number update Nahin Hai To KYC process ko aap istemal Karke apna number aap update kara sakte hain Uske bad Mein iska aap istemal kar Payenge dhanyvad
Meine aaj HDFC bank fastag PhonePe se kiya lekin bank a/c se kat gaya aur fastag wale mei update hi nahi hua.... Plz help Aur ye batao ki jo car-onwer wale bank a/c se recharge karna mandatory hai kya...?
Brother ..thanks a lot..
God bless you...bhai
Recharge successful by google pay....
Thanks bhai....thanks a lot
From.kullu manali..😊😊😊😊😊😊
This video is getting very helpful to me .
Thank you sir..
Thank you .......it was helpful to reacharge my fastag account...
Sir your video is very good we all like it . Keep on making such video and upload it . 😊😊 .
Thank you so much brother. This video did really help me.
Thancxxx sir👍👍
Nice bro
Recharge karne pr balance kine din valid raheta hai,
Wow bahut Sahi
Thank u..important word
Great man nice video✌
Excellent work
Very very useful 👍 thank you.
Airtel payment bank ka kaise hoga??
Thanks 👍 great
Kisi ne aritel fastag lgwya hua tha
Ab wo fastag mere pass h fastag ko kaise recharge kre aur mob no kaise registered kre
धन्यवाद आपका,,
Fastrack online mobile number change kaise karen ek video banana bhai
Commercial vehicles ke liy Nhi ho rha h
Sr isme fastage ka balance kaha pr show hoga
Sir agr kisi or ka fastag bnate h to oski payment bhi hmre wallet se kategi Kya
Fast teg men dusari bank account.kaise change kare.ex.idfc se sbi.account bank ka krna hai
Good Video 👍👍👍👍
Sir hme pta nhi h ki meri gadi ka fastag kis bank ka h
Lekin mera ac PNB ka h
Kya hum PNB bank se apna fastag recharge kr skte h
mera hdfc fasttag hai.
uska balane amt check karna hai......
1. hdfc loginse kar sakte hai kya?
2. Upi appse bhi kar sakte hai kya?
@Sarkari Dna ..Bhai Sahab...activate kese krte hain vo bhi btaunga bol k...Btaya hi nai tumne
Direct Bank Se Payment Ho sakta He Link करने की सुविधा उपलब्ध है Kya
Thank you Sir🙂🙂
Do u know any link to check balance Rs in fastag ?????????
Sir
Gadi mere naam par nahi hai fast tag me apne naam se le sakta hu kya
Bahi apna bank name dalna hai ki oska jo hamse fastag recharge krva ta hai
Google pay account dusari bank ka chalega
my car registration number is of 9 digits and it shows invalid what do i do......
Syed Salman brother donno 😅 does seem like 🚀
सर हम जी जाना चाहते हैं फास्ट्रेक जो होता है तो नाका गाड़ी गुजरने के बाद कितना पैसा कटता है एक वीडियो बनाइए सर प्लीज हम औरंगाबाद महाराष्ट्र से
Bhai agar ham kisi aur ka fasteg recharge kare to kese please answer
Bhai, Mere vehicle ka registration number 9 digit ka hai, jaise MH-01-A-0123
Ab problem ye hai ki "MY FASTAG" app sirf 10 digit k numbers ko hi accept karta hai, wo mere rc number ko invalid Bata raha hai. Yahi par agar mera registration number MH-01-AA-0123 hota, to ye app accept kar leta. Kya karu, salah dijiye.
My Fastag app se recharge mut karo payment fans jati h bank ki site pe jake karo
Direct Debit card se karna ho.to.kaise kare fastge recharge
Axis bank ka nhi ho rha h
Please help invalid dekha rha h
Same pro meri h bro
Mera bhi nhi ho rha sem axis he
T
rpl plz
Phast tag 👍🏻
Play store se konsi app download karni hai yeh to batao.
सर payatm मे नया मोबाईल कैसे अँड करे?
Sir fast tag id invalid bta raha h
Try again
Thanks sir
Sir pnb bank ka fast tag kyu Ni hota Paytm se recharge
Mere pass Axis ka Fastag account hai lekin Recharge nahi kar pa raha hu
My car still link car chassis number so I cannot reacharged my fasttag account what to do
Dr Kishor aapane Jab fasttag lagaya hai to aapane apna gadi ka registration number nahin diya hai jahan tak main samajh Pa Raha Hun Ki aapane naya Vikalp process kiya hai aur agency ke dwara hi aapko fasttag turant pradan kar diya Gaya Hai To Uske ismein aapko jo bhi Bank Hain Use bank se contact karna hai vah Bank aapko provide Karega uski user detail Aam Taur per Aise fasttag mein jo usika login ID Hota Hai vah Uska mobile number hota hai aur mobile number fill karne ke bad aapko forget kar sakte hain iske liye aap fast type ke upar printed mobile number ko lagaen aur usse Baat Karen unke dwara Behtar sahayata Di Jayegi Har Bank ka different Tarika Hota Hai hi
@@SarkariDNA qqeee
Rfid kese recharge hota he?
Dear viewers fasttag ki aapane Jis bhi Bank ka RFID purchase Kiya Hai use Bank ki dwara aapko login ID provide ki Jaati Hai Ya FIR aapka Agar vikal number mein hota hai registration ke Samay Main To Ek upi ID aapke create Ho Jaati Hai Kyunki aapka yani etc dot vehicle number @ Bank Hota Hai Hi Tu to aapko ISI Madhyam se fasttag ko recharge karna hai main video main pura detail Mein Bata rakha hai agar aapko Koi Jankari chahie to aap Hamen comment Karen main usmein aapko Jarur madad karunga
Its not fastag
Google pe bro kese dusre ki reaching kare
Belence kaise check kare
But sir fastag Googlepay ki payment accept nhi krta
Thanks very very brother
ICICI Bank ka balenc kaise check kare
same system
Amount is debited from my account and not credited to fastag wallet what to do
Kiya y my fastag app register no m hi show hoga
Dear dear Abhishek fast time Koi zaroori Nahin Hai ki mai fasttag application Mein register Hona anivarya Ho lekin ek Tu Hai Jiske Madhyam se jitne bhi Bank fasttag Jari karte hain unke fasttag ke status ko aap check kar sakte hain aap Bewafai kar sakte hain ki yah active hai apni service ka istemal Ham kar sakte hain Kuchh Nahin kar sakte Kuchh naya Vikalp ke sath mein isliye khada ho jata hai ki Unka Jo Vikas hota hai gadi purchase karte waqt Hua usmein Apna fasttag istemal karte hain Lagte Hain Use Mein unke pass mein gadi ka registration number Nahin hota hai isliye unko problem Aati Hai To UN Logon Ko to sabse pahle customer care per baat karna hoga aur unke dwara Har company ka alag alag Jaise Har Bank ka alag alag hota hai ki forget karne ka Kaise aap Harkat kar sakta Kaise Apna gadi ka number update kara sakte ho yah sari chijen aapko Karni rahti Hain to my application install Karen
Sir what is the minimum amount to be recharged for fast tag
Bhai mene passport online apply kiya payment successful bhi ho gaya lekin mujhe sleep nahin Mili Bhai me Kya karu please help
Sar mera Central Bank Mein Khata Hai Mera Main Phone per chalata hun isase Kaise link Karen Central Bank ko Fastrack mere papa ke naam se hai FIR Main Kaise usmein Kaise recharge Karun ye batao jaldi se jaldi
९ डिजिट व्हीकल नंबर का फर्स्ट रिचार्ज कैसे करें प्लीज टेल मी
Bhai mera recharge nahi hora
Hdfc bank ka hai FASTag
Paytm wala fastage kese recharge hoga.
Thanks
It's urgentSir mane ye sab kardiya mane upi ide bhi generate kardi par jab payment Karne ja Raha hu to gpay se to wo bole Raha ha invalid upi I'd sir ma Kya karu jaldi suggestion do
Axis bank ka Nahi hota
Sahi bat h bhai axis Bank ka nhi ho rha h
Mera bhi Axis Bank ka hai per Nahin Ho Pa raha hai invalid ID dikhata hai
Your voice Tu u p Jo payment gateway Hai yani ki and etc National electronic toll collection vah Sabhi toll ka collection karne ke liye Usi Madhyam se payment karna hota hai lekin Kuchh nai vikal Aise hote hain Jin per Jo apni id hai map Nahin Hoti Hai To iske liye aapko check karna hoga my fasting application main Tarika Bata Rakha Hai Ki Nahin hota hai ab to repair ki gadi Ham purchase karte hain to use Samay hamare pass mein gadi ka registration number Nahin hota hai isliye Fastrack company usko chechis number ke sath mein Ling karke de Deti Hai Lekin vah aapka apni ID generate Nahin hota hai iske liye aapko sabse pahle gadi ka number usmein update Karana padta hai to isliye aap ek bar Seva Ho Ja Ek Bar check karne ka number hai aur Bank ki website par Dekhe number se baat karle unke dwara aapki Jarur sahayata ki Jayegi Agar number update Nahin Hai To KYC process ko aap istemal Karke apna number aap update kara sakte hain Uske bad Mein iska aap istemal kar Payenge dhanyvad
Same pro meri h
SBI fastag paytm ya Google pay se recharge nahi hota
👌
Validate nhi ho raha
Sir sbi ke fastag me kaise recharge kare
Nahi recharge hoaa upi se
Fastag cancelled kase karr
Bt sir paytm se leya fasTag ka koi UPI id nhi hoti.
I'd invalid bata raha h
Meine aaj HDFC bank fastag PhonePe se kiya lekin bank a/c se kat gaya aur fastag wale mei update hi nahi hua....
Plz help
Aur ye batao ki jo car-onwer wale bank a/c se recharge karna mandatory hai kya...?
SAGAR Shekhaliya
Sagar shekhaliy
Yeh tera hdfc bank ka balance hai.
Bahot hi sahi aapne samjhaya thanks bro
Not validating..
भंगार एस बी आय सर्विस देण होत नाही तर कशाला सेवा देतात घेऊच नका फुकट वेळ वायाला जातोय
🙏
Sir me SNP technical se uti PSA I'd ka video banwana he 9660469070
Bebkuf bana raha h
Mob..... P....
सर हम जी जाना चाहते हैं फास्ट्रेक जो होता है तो नाका गाड़ी गुजरने के बाद कितना पैसा कटता है एक वीडियो बनाइए सर प्लीज हम औरंगाबाद महाराष्ट्र से
Thanks sir