Aapane Sahi kaha hai ki aap fal khana chahie yah Baat mujhe bahut acchi lagi hai main middle class se hun lekin Jab Mujhe shopping karni hoti hai to do suiton Mein Do suit kharidne hote hain to Ek suit kam kharidi hun aur UN paison se main fal Khati hun kapde saste hi kharidti hun Agar Ham Khubsurat Honge to saste kapde Hamare Upar bahut Acche Lagte Hai🙏🙏🙏🙏
गुरु जी द्वारा बताए गए बातें बहुत ही सही है मुझे डॉक्टर ने भी यही बताया था कि सुबह की चाय हानिकारक है जब मैंने फ्रूट्स लेना शुरू किया तो मेरी इम्युनिटी स्ट्रांग हो गई है फ्रूटस बुखार सर्दी जुकाम जैसी समस्याएं दूर हो जाती है
आदरणीय महोदय जी नमस्कार, मैं आपके विडिओ देखता रहता हूँ, मुझे आयुर्वेद की औषधियों पर दृढ़ विश्वास है।आपके द्वारा दी गई जानकारी बहुत अच्छी लगी। चाय हमारी संस्कृति का पेय पदार्थ नहीं है ये अंग्रेजो की देन है,परंतु यह हमारे जीवन में ऐसे घुल मिल गया है जैसे दूध में पानी। इसे निकालना आवश्यक हो गया है।
सब कुछ खाए किसी को मार के ना खाए और ना किसी का दिमाग खाए साथ में मेडिटेशन करें सुबह 4:00 उठे प्रभु चिंतन करें मां साफ रखें ज्यादा लोग लालच ना रखें चरित्रवान रहे तो चेहरा 100 साल तक भी चमकता रहेगा
Yes guru ji ,,mere pet me drd rhta h kaafi saal se or eska effect mere face pr dikhta h ,, face me bikul rough sa ho gya h phle bahut achha tha pr ab kaffi change ho gya ..
Thank you guru ji. 2saal se mera pet tap hai lekin mughe aapki baaton par bohot vishwas hai aur me zaroor follow karungi aur jaldi se Theek bhi ho jaungi 🙏😊
आप को मेरी ओर से प्रणाम गुरुदेव आपकी वीडियो मुझे पहली बार मिला है और आपका बताई गई सारी बातें मुझे बहुत अच्छा लगा आपसे हमेशा जुड़े रहने के लिए मैं आपका चैनल को भी फॉलो करता हूं यूं ही आगे बढ़ते रहें हमारे सनातन संस्कृति ❤️🙏
Each individual knows what their body needs... specially last gen parents have handled it pretty well ( there was no endless information fed into their brains which we have.. they have better mental and physical health than new parents)
धन्यवाद गुरुदेव आपने चाय के बारे मे बताया..क्यू की मे सुबह उठके पेहले चाय ही पिता हु. मुझे लगता था की सुबह चाय पीने से पेट साफ होता है.आज आपने सही मार्गदर्शन करके मेरी आंखे खोल दि. आपका बोहोत बोहोत धन्यवाद 🙏🙏♥️✨
I am 35 and looks 25. I never take bed tea, always take warm water then mostly yogurt or either fruit then eggs with chapati. Guru ji' videos has helped me a lot lots of prayers for guru Ji. Love from Pakistan
आपका तहेदिल ❤️ से बहुत बहुत धन्यवाद, श्री गुरु जी महाराज 🙏🙏 आपने बहुत ही अच्छी बातें बताई गुरु जी, आज से मैं चाय नहीं पिऊंगा, सुबह सुबह मैं भी चाय बहुत पीने लगा था।।
Bilkul sahi batay.Mai yahi sab koshish rakhti hun. Mai tea nhi leti ,bachy bhi nhi lety. Bahut rare lena hota hai. Hamm vegetarian hain.Bahut achee sujhao hai aapke.🙏🙏
Guru ji aap ki bahut video dekhti hu sari bate bahut achchhi hoti h lekin guru ji m to 24 Sal se subah ghee dal kr piti hu Desi ghee or Sam 4 bje bhi ghee dal kr piti hu na mera weight bdha weight bhi perfect or real age se age bhi bahut km lgti h schi guru ji Ram Ram guru ji
Meri skin normal thi bt abhi 1 sal se dry ho gai h usse skin PR jhurri ho gai h bar bar lotion lgati hu ....skin me kitna b oil lga lu bht jldi gayab ho jata h ...almond oil lgati hu bt koi asar nhi ho rha bht preshan hu ab skin se ..pahle kchhhh b nhi hota tha ...m kya aisa khaun jisse skin normal ho jaye...
Pani pijie.. Apni body ko hydrated rkhiee jitna ho sake! Aur almond oil dry skin pe directly nah lgae.. Phle moisturizer lgae fir oil lgae... Oil hydrate nhi krta h... Oil is like a layer jo skin se water loss ko bachata h.. Islie phle hydrate kre skin
Pahle mera face accha tha bad me bahar jane se jyada he chehre pe kalapan aane laga aur abhi to bohut hi kharab dikh raha bohot sari cream use ki per kalapan door nahi huwa bad me amazon pe ye PIMPOCON Lep dekha aur 3-4 mahine use kiya chehre ka kalapan door huwa aur chehra glow bhi karne laga Accha hai. .
Kya kahe guruji aur koi kahe to hm ni mante the pr n jane apki bato me esa biswas jga ki ,ab to bed tea no no , dhanyavad Guru Ji bhot bhot dhanyavad aapka 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️
Bahut aachi jankari di guru ji aapne hum log galat khan paan se hi apna nuksan kar dete hai. Aapka bahut bahut dhanyawad 🙏 mai follow karungi jo aapne bataya par subah bina chai ke pet saf hi nahi hota uske liye kya Karen?
Piles ke liye kuch batayen. Mane operation bhi karwa ya hai. Piles phir wapas hogaya. Kiya aab phir operation karna Padega ya toh fir. Koi upay hai to Kripiya kar ke. Upay batayen . Aapke reply intezar rahega.... Dhanyavad.....
Sir aapka video aur apki jankari bahut hi achhi hai Par apse ek request hai bakon ki mere pure bal jhad gaye hai Meri umar bhi jyada nahi hai sirf 23sal ki hun abhi Agar aap koi aushdhi bataye to apki bahut kripa hogi dhanyavad 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aaj main 22 sal ka hun aur main Bachpan se chai nahin pita hu kabhi kabhi thand ya jukam lagne per jarur pi leta hu wo bhi chai dhaniya kali mirch laung aur gud se banaa hua.
Guruji pranam 🙏guruji i am 25 years old girl but ,my skin is very dry nd sensitive, kuchh samay se mere face par bahut sare miliya ho gayen hai aur mai apni busy schedule k Karan apne face ka proper care nhi kr pati ,so please aap miliya ka koi gharelu upaye batayen....
Guru ge mujhe pcod nhi hai fir bhi mujhe facial hair ho gye hi ar mi daily yoga kerti hu ar fruits and green vegetable leti hu fir bhi nhi sahi ho rhe i am very depressed plj aap btaiye esla illaj
Guruji ek video please face fat pr bnaiye kya krein Mera face andr ho gya bhut chota dikhta h bhut bekar lgta h guruji phle Mera face bhut accha tha pr tension ki bjh se sb bekaar ho gya 😢😢😢😢
@@priyajaaat3457 koi baat nhi sister bs itna bolungi ki love to Krna pr ydi baat ijjat ki aye ya ladke bolein ki physical hona h to dur rhna ese ldkon se apni mummy papa ke khatir
Guru ji आयुर्वेद से dryness ko hamesha ke liye khatam ho skta hai meri sikn glow khatam ho gyaa hai or dawa khate khate m dryness itni jada ho gai hai ki meri chamdi tak niklne lagti hai
Aapane Sahi kaha hai ki aap fal khana chahie yah Baat mujhe bahut acchi lagi hai main middle class se hun lekin Jab Mujhe shopping karni hoti hai to do suiton Mein Do suit kharidne hote hain to Ek suit kam kharidi hun aur UN paison se main fal Khati hun kapde saste hi kharidti hun Agar Ham Khubsurat Honge to saste kapde Hamare Upar bahut Acche Lagte Hai🙏🙏🙏🙏
True
Good informetion
Right
I loved your comment
Right
गुरु जी द्वारा बताए गए बातें बहुत ही सही है मुझे डॉक्टर ने भी यही बताया था कि सुबह की चाय हानिकारक है जब मैंने फ्रूट्स लेना शुरू किया तो मेरी इम्युनिटी स्ट्रांग हो गई है फ्रूटस बुखार सर्दी जुकाम जैसी समस्याएं दूर हो जाती है
आदरणीय महोदय जी नमस्कार, मैं आपके विडिओ देखता रहता हूँ, मुझे आयुर्वेद की औषधियों पर दृढ़ विश्वास है।आपके द्वारा दी गई जानकारी बहुत अच्छी लगी। चाय हमारी संस्कृति का पेय पदार्थ नहीं है ये अंग्रेजो की देन है,परंतु यह हमारे जीवन में ऐसे घुल मिल गया है जैसे दूध में पानी। इसे निकालना आवश्यक हो गया है।
Apki bat sab dhiyan se sunte hai ..koi skip nhi karta ..I love bdeo vry cool
आप जैसे लाखों व्यक्तियों की आवश्यकता है तभी भारतीय विद्याओं को बचाया जा सकता है।
सब कुछ खाए किसी को मार के ना खाए और ना किसी का दिमाग खाए साथ में मेडिटेशन करें सुबह 4:00 उठे प्रभु चिंतन करें मां साफ रखें ज्यादा लोग लालच ना रखें चरित्रवान रहे तो चेहरा 100 साल तक भी चमकता रहेगा
Aapki aavaz bahut sweet lag rhi h guru ji hame to confuse ho gyi thi.👌👌💯💯👍👍
Yes guru ji ,,mere pet me drd rhta h kaafi saal se or eska effect mere face pr dikhta h ,, face me bikul rough sa ho gya h phle bahut achha tha pr ab kaffi change ho gya ..
Thank you guru ji. 2saal se mera pet tap hai lekin mughe aapki baaton par bohot vishwas hai aur me zaroor follow karungi aur jaldi se Theek bhi ho jaungi 🙏😊
आप को मेरी ओर से प्रणाम गुरुदेव आपकी वीडियो मुझे पहली बार मिला है और आपका बताई गई सारी बातें मुझे बहुत अच्छा लगा आपसे हमेशा जुड़े रहने के लिए मैं आपका चैनल को भी फॉलो करता हूं यूं ही आगे बढ़ते रहें हमारे सनातन संस्कृति ❤️🙏
Bahut hi useful video thanku so much guru ji 🙏🏻🙌🙏🏻
I'll try to change this habit, but scared of headache full day but still I'll try my best.
Thank you ..main kal se hi kajur . Baadam or kismiss milk ke saath luge 😊
अद्भुद।।मैं प्रभावित हूं आप के विचार से
Guruji aap ki bat ekdum sahi hei tabhi mere face ka glow ekdum kum ho gaya hei chai khali pate pine se pahle doctor tak meri skin ki tarif karte the
Mujhe aap ki suggestions bohut accha laga ji🙏🙏
It's 9.00am having tea and watching this video I will try ti change these habits
My mom is 79 yrs old and only drinks Tea first thing in the morning. Glowing Skin and Very Fair. Much better than my skin. Lol!
Each individual knows what their body needs... specially last gen parents have handled it pretty well ( there was no endless information fed into their brains which we have.. they have better mental and physical health than new parents)
Fir to apki mom ko Nobel price ke liye nominat kar do ap
Itni acchi jankari dene ke liye aapko koti koti Naman aaj se mein subah ka chai ka tyag Karti hun thank you so much
धन्यवाद गुरुदेव आपने चाय के बारे मे बताया..क्यू की मे सुबह उठके पेहले चाय ही पिता हु. मुझे लगता था की सुबह चाय पीने से पेट साफ होता है.आज आपने सही मार्गदर्शन करके मेरी आंखे खोल दि. आपका बोहोत बोहोत धन्यवाद 🙏🙏♥️✨
I am 35 and looks 25. I never take bed tea, always take warm water then mostly yogurt or either fruit then eggs with chapati. Guru ji' videos has helped me a lot lots of prayers for guru Ji. Love from Pakistan
Guruji pigmentation ke liye bhi bataye pls
आपका तहेदिल ❤️ से बहुत बहुत धन्यवाद, श्री गुरु जी महाराज 🙏🙏 आपने बहुत ही अच्छी बातें बताई गुरु जी, आज से मैं चाय नहीं पिऊंगा, सुबह सुबह मैं भी चाय बहुत पीने लगा था।।
बहुत ही अच्छी बात बताई गुरु जी आप ने सुबह की चायसे एसीडिटी भी होती हैं हम जरूर चाय पीना बंद करेगे जय श्री राधे कृष्णा 🙏
Bilkul sahi batay.Mai yahi sab koshish rakhti hun. Mai tea nhi leti ,bachy bhi nhi lety. Bahut rare lena hota hai. Hamm vegetarian hain.Bahut achee sujhao hai aapke.🙏🙏
Dhayanwaad apka itni achhi jaankaari ke liye
आज मुझे गोवर्धन चौराहा मथुरा के समीप पौधशाला में गुरुजी को देख कर प्रसन्नता हुई।
गुरु जी क्या खाली पेट घर पर बनाई ग्रीन टी पी सकते हैं क्या जैसे लॉन्ग, दाल चीनी, अदरक पुदीना, छोटी इलायची काली मिर्च
Bahut achhi batte batai aapne guruji mai ise follow karne ki puri kosis karungi aapka koti koti dhanyavaad
Ekdam sahi bataya ab chayper control karungi kabhi dahi kabhijoice lugi aapkhush ar umda rahe🎉
Bahut acchi jaankari di guruji aapne🤗 thankyou so much 🙏 🙏🙏🙏
Guru ji skin tight karne ke liye kuchh btaye plz.... guru ji 🙏 🙏
Sir garmiyon me mujhe elergy hai or subh uthte he mai kon se drink lu.mujhe dudh dahi lassi se problem hai to mai kya kha sakti hu.
गुरूजी
आपकी बाते बहुत ज्ञान वर्धक होती है
हमें आप दर्शन दे 🙏🙏
आपका बहुत बहुत धन्यवाद गुरु जी 🙏 आज से मैं चाय की जगह दही और लस्सी और फ्रूट जूस लिया करूंगा।
I will stop bed tea thanku
Wonderful information guru ji🙏🏻🥰
सारे बिगड़े काम बना दे, सुधर जाए ये जीवन,
जिसके ऊपर कर दे, कृपा बांसुरी वाला मोहन ..!!
जय श्री कृष्णा ... 🙏🏻
जय श्री नारायण ... 🙏🏻🚩
जय श्री कृष्णा 🙏🙏🙏
आपकी बातो को बहुत फॉलो करता हु आप बहुत अच्छा बताते हो
Thanku so much sir for such a nice explanation
Aap bhut dil se samjhate hai thanku
Me abhi 26 year old hu or mere baal sfed ho gye uske liye koi oil provid krva skte h ap
1- dahi,awala gajar,satu , thanda chiz, bhune wala chana, breakfast
Empty stomach water
Chalo aj se hi chhod di mene chai pkka ❣️
Guru ji aap ki bahut video dekhti hu sari bate bahut achchhi hoti h lekin guru ji m to 24 Sal se subah ghee dal kr piti hu Desi ghee or Sam 4 bje bhi ghee dal kr piti hu na mera weight bdha weight bhi perfect or real age se age bhi bahut km lgti h schi guru ji Ram Ram guru ji
Aap bilkul sahi kh rhy ho bed tea is bad tea❤
Guru ji mere chare par bhut Dane ho jatte hai or abhi voh sari body per hone lge hai to mai kya kru please mujhe kuch btaiye
,🙏 नमस्कार गुरु जी
क्या ठंड में सत्तू खा सकते है।सुबह या शाम को कब खा सकते है।कृपया बतावें।धन्यवाद।
Satu thandi prakriti ke hote hai garmi main khaye jate hain bady ko thanda rakhne ke liye
Aaj se subh ki chai band thanks guru jee
Sir ,aapke jesa knowledge kesi ke pass ho to bhi itna explan nahe karte ,aap ko koti koti dhanyawad
बहुत बहुत धन्यवाद आपका आपने बहुत ही अच्छी जानकारी दिए
Meri skin normal thi bt abhi 1 sal se dry ho gai h usse skin PR jhurri ho gai h bar bar lotion lgati hu ....skin me kitna b oil lga lu bht jldi gayab ho jata h ...almond oil lgati hu bt koi asar nhi ho rha bht preshan hu ab skin se ..pahle kchhhh b nhi hota tha ...m kya aisa khaun jisse skin normal ho jaye...
Aap ki Umar kitni he
@@saifiboy1637 31
Pani pijie.. Apni body ko hydrated rkhiee jitna ho sake! Aur almond oil dry skin pe directly nah lgae.. Phle moisturizer lgae fir oil lgae... Oil hydrate nhi krta h... Oil is like a layer jo skin se water loss ko bachata h.. Islie phle hydrate kre skin
धन्यवाद गुरुजी पर चाय की तो आदत बहुत है सुबह वाली ब्लैक टी पी सकते हैं क्या
Pahle mera face accha tha bad me bahar jane se jyada he chehre pe kalapan aane laga aur abhi to bohut hi kharab dikh raha bohot sari cream use ki per kalapan door nahi huwa bad me amazon pe ye PIMPOCON Lep dekha aur 3-4 mahine use kiya chehre ka kalapan door huwa aur chehra glow bhi karne laga
Accha hai. .
Really
Yes bed tea is bad tea .. thankyou so much for your good advices
Kya kahe guruji aur koi kahe to hm ni mante the pr n jane apki bato me esa biswas jga ki ,ab to bed tea no no , dhanyavad Guru Ji bhot bhot dhanyavad aapka 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️
Namaskar guru ji jai mata di nce work
Pani pi k to fir chay pi sakte h ?
Bahut aachi jankari di guru ji aapne hum log galat khan paan se hi apna nuksan kar dete hai. Aapka bahut bahut dhanyawad 🙏 mai follow karungi jo aapne bataya par subah bina chai ke pet saf hi nahi hota uske liye kya Karen?
Bhut acha explain krtay hn.
Minor minor things you share .
Thanku so much.
Guruji Pranam 🙏
Subah khali pet gunguna pani peene ke baad kya gaay ka 2-3 spoon ghee pi sakte hain?
I have d same question
Kya green tea Pee sakte hain
Kuch loh bhar ka etna khate h tea bhi peete bhut fir bhi face pr ek dag ni face clean rhta ekdam
Thanks for valuable consultation ❤
Thank u...aap ki vedio dekh kar mai ne chai chhod di...jo meri dilaziz cheez thi...
गुरुजी जिसको श्वास की समस्या है वह सुबह क्या ले सकता है
Guruji please tell me some things for gray hairs i am just 24 and almost all my hair getting old
Daily 2 carrot Khao subah khali pet,farq dikhega
Ummed hai Meri aaj ki bed tea last bed tea hogi
Thank you guruji ,bahut effective jankari dete hai aap
Apka bahut-2 abhar aise gyan aur margdarshan ke liyeAaj sampurn desh ko aise marg darshn ki avshykta hai
Piles ke liye kuch batayen.
Mane operation bhi karwa ya hai.
Piles phir wapas hogaya.
Kiya aab phir operation karna
Padega ya toh fir. Koi upay hai to
Kripiya kar ke. Upay batayen .
Aapke reply intezar rahega....
Dhanyavad.....
Please apna number share kijiye aapko 100% solution milega
Chemist k pas se tablet lo 3 din m theek ho jayegi.
Coffee le sakte hein kya? guruji
Coffee bhi achchi. Nhi hui jyada mat le
Health is wealth🥰
You are Great !🙏💓🙏God bless you ❤❤
Sir aapka video aur apki jankari bahut hi achhi hai
Par apse ek request hai bakon ki mere pure bal jhad gaye hai
Meri umar bhi jyada nahi hai sirf 23sal ki hun abhi
Agar aap koi aushdhi bataye to apki bahut kripa hogi dhanyavad 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aaj main 22 sal ka hun aur main Bachpan se chai nahin pita hu kabhi kabhi thand ya jukam lagne per jarur pi leta hu wo bhi chai dhaniya kali mirch laung aur gud se banaa hua.
Face pigmentation k liye upay bataiye 😓
Kashmiri kawah
Green tea piyo
Aapka guruji bahut bahut dhanyavad itni acchi baat batane ke liye aaj se ham chai bilkul band kar de kar denge
Thanks ...very Helpful video..... nicely explained in sweet voice
Radhe radhe guru ji
I tried copper water empty stomach, trust me it works…
How its work please tell me..
Pital ke bartan me ya Tambe ke bartan,please btate
Pure Copper bartan
@@vihish copper means Tamba ya pital?
For acne? @shobha verma
Guruji pranam 🙏guruji i am 25 years old girl but ,my skin is very dry nd sensitive, kuchh samay se mere face par bahut sare miliya ho gayen hai aur mai apni busy schedule k Karan apne face ka proper care nhi kr pati ,so please aap miliya ka koi gharelu upaye batayen....
आपका बहुत बहुत धन्यवाद गुरुजी इतनी अच्छी जानकारी हमे देने के लिए 🙏
Good ❤ sahi jankari di h apne lifetime k liye shukriya 😊
Guru ge mujhe pcod nhi hai fir bhi mujhe facial hair ho gye hi ar mi daily yoga kerti hu ar fruits and green vegetable leti hu fir bhi nhi sahi ho rhe i am very depressed plj aap btaiye esla illaj
Apna number share kijiye, aapko 100% solution milega
@@sunakshibhatt2301 aap koun hai
Aapko stress rhta hoga
Guruji ek video please face fat pr bnaiye kya krein Mera face andr ho gya bhut chota dikhta h bhut bekar lgta h guruji phle Mera face bhut accha tha pr tension ki bjh se sb bekaar ho gya 😢😢😢😢
aapko dipression hai
Ha bhut
@@Sanjana48206aap student hai kya
Same problem with me
@@priyajaaat3457 koi baat nhi sister bs itna bolungi ki love to Krna pr ydi baat ijjat ki aye ya ladke bolein ki physical hona h to dur rhna ese ldkon se apni mummy papa ke khatir
Aap bilkul shi bol rhe h.aaj kl hum shbi galt dite le rhe h . Hume apna khan paan bdlna chahiy.thbi hum bimaariyoe se door rhege .
Namashkar Gurudev for valuable information.
Guru ji आयुर्वेद से dryness ko hamesha ke liye khatam ho skta hai meri sikn glow khatam ho gyaa hai or dawa khate khate m dryness itni jada ho gai hai ki meri chamdi tak niklne lagti hai
Kya apke pas aisa koi hair oil hai jo white hair ko black kar sake
Ha croud oil 😂😂😂😂😂😂😂😂 hai
Godrej black colour
Sir mummy ko pet ki bahut problem h unko bhukh hi nai lagti h our pet anytime bhara bhara sa rahta h unke liye kuch btaiye 🙏🙏🙏
Tea na peye subhah .. aur amla juice le subhah
Thank you Guruji
AAP bahut payare insaan hai. Hare Krishna 🙏
Guruji 🙏, hair growth nd strong hair ke liye kych best tips dedijie..
Subah paani peene ke baad tea lena sahi h swami ji
Nahi sir
Guru ji kuch mote hone ke liye bataiye hm bahut patle aur kamjor h
tea ke piche sab pare hai maine dekha hai 50 year se pee raha hu kutch nhi hota balki sir dard thakan dur karti hai...
BHT BHT dhanyavad
Guruji
Winter's me morning me sattu pi skte h
Dhayawaad guru ji 🙏
Bahoot shi jaankari di aapne bahoot bahoot dhanyawad 🙏🙏
Jo student h vo kese manage kre ?????????????