Age limit h tb to itna unemployment h India me...age limit khtm kr diya to log or kuch krenge hi nhi bas puri life attempts hi dete rahenge or fir bhi upsc nhi nikal payenge Jinko bnna h woh 32 tk bn hi jate h nhi to age ke sath efficiency bhi km ho jati h or upsc ko young diplomats or officers ki jarurat h jo enegetically new or innovative ideas se or fresh energy ke sath india ko age badhane me madad kre..isliye age reduce krne ke liye bhi upsc soch rha tha jaisa ki kuch samy pehle news or charcha me tha. Age limit january me ho ya august me kisi ko fayada to kisi ko nuksan pehle bhi tha, aj bhi h or age bhi rahega Fir bhi try krna chahiye ho skta h koi changes ho in bachon ko fayada ho... Fir bhi upsc apna decision khud hi leti h to lets see what will happen and hope for best
@@shibulaxmi494 age limit atleast 1 January se count ho Jiska date of month August k baad hua usko toh mauka mil jayega age k last year mei lekin jinka august k pehle hua wo khatam Yahi tanahsa age count krne ka UPPSC n UPSSSC se kiye hue hai... vacancy k year ki 1 july se age count hogi Jbki mppsc 1 January se count krta hai
Supreme court ko 31 december rakhni chahiye age date cut off ... Or ldkiyo ke liye age limit 35 rakhni chahiye...kyoki women pe bht si responsibility hoti hn shadi bche etc or unke pas option ni hota ...time mile to wo apna stand kr skti hn apne dream ke liye ...
Aisa keval tbhi hona chahiye jb lgatar chhal kapati jatiyon ka 300 years tk shoshan hoga Agr shoshan krawao to btao chamaron se joote khaoge kya .. chamaron ki gaali sunoge kya agr nhi .. to shaanti se jo mil rha usme khush rho.. vaise b bhikhari Kota lete hi ho sudama Kota sbse bda scam h reservation m
Jab notification feb mein aa raha h toh date 1st august kyu ... Phele exam aug mein hota tha prelims isliye august thi .but ab exam may mein hota h .toh cutoff date kyu nhi change ki.
Sir, jo 21 years k nahi huye h, unhe future me chance to mil jaega par jo 32 ka nahi hua h, vo bhi bahar ho jaega 2 august k hisab se aur usse future m kabhi mauka nahi milega
यदि ऐसा होता है तो मैं 2026 का अटेम्प्ट नहीं दे पाऊंगा ,2027 में देना पड़ेगा । यदि ऐसा होता है तो इसे न्यायालय में पुनः विचार के लिए अपील की जाएगी ओर कानूनी लड़ाई लड़ी जाएगी
Age limit khtm kr deni chahiye ye yogyta ke adhar pr honi chahiye na ki personality base pr yogye viyakti 50saal me bhi ho sakta h khaskr mahlaye jo 40,45ke baad hi aage aati h
Aisa to sare exam date fix hoti hai.. How can be it discriminating ,, let's if 1 january then what about 2nd january birth date will tell it is discriminate against him
Mera opinion yeh h ki sabhi category ki age limit same kar de... Age 32 for all categorize Because sab ka saman adhikar h... Sarkar hi h jo bhed bhav kar rahi hai.... Aur yeh age limit 32 se badha deni chahiye... Kyun ki responsibility uthane ke liye yeh age kam h... Kyun ki sab ka iq level ek jaisa hota nahi h... So ager yeh 35 ho jaye for all categorize to bat bane... Aise m general wale alag rote h ki unhe age m aur cut off m piche reh jana hota h... Saman adhikar se yeh sab kam hoga...
@Open299 mere gyani hone se ky hoga... Desh to modi chala rahe h... Unka gyani hona matter karta h.... Meri tarah ap bhi gyani hone ummid karti hu yehi main... Aur iska pta apki bhasha se lgaya ja skta h manyavar 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bhai 2 jan ko wo 33 years ka ho jayega , to usko to waise bhi dikkat nhi hai but jo july tak 32 years ko rhe hai unka to miss ho ja rha hai na same year mai !
Would request judiciary to look into it as it seems to be a violation of fundamental rights instead can't it be without any age restriction and can opt for number of attempt available to each individual... Just my personal views
सर UPSC की Prelims पहले अगस्त में हुआ करती थी, इसीलिए पहले तो वह ठीक था 1 अगस्त को आयु सीमा मानना, लेकिन अब 2-3 साल से UPSC की prelims अगस्त में नहीं बल्कि मई में हो रही हैं (उदाहरण के लिए 2025 की prelims exam 25 may को हैं) इसीलिए अब UPSC CSE की आयु सीमा को 1 मई मानना उचित रहेगा क्योंकि यह लॉजिकली सही भी है, या फिर जिस महीने में UPSC CSE prelims exam ki advertisement published होती हैं उसी महीने को आयु सीमा निर्धारित करना चाहिए, इस हिसाब से 2025 की UPSC Prelims ki advertisement 22 January 2025 ko आने वाली है तो इस हिसाब से 1 January को आयु सीमा निर्धारित करना सबसे अच्छा होगा जो कि logically सही है।
10:53 me koi bhi atirikta avsar nhi mil rha h kyu ki jab minimum age limit me hoge to ek saal pahle bhar sakte h 1 aug se pahle Wale wahi haal bass maximum me h tab 1 aug se baad walo ko fayda hota h Ye petition bhi reject ho jaayegi may be kyu ki koi injustice nhi ho rha h dhyan se samjhne pr sab sahi samjh aayega
I missed my last attempt of 32 years. OC category, just because I'm born before 1st Aug...this is injustice....same saal mein paida hone waale doosre log likh sakte hai...aur kuch log nai likh paate just because of birth before and after august....I lost my last attempt because of this...yeh galat hai...mai 31 yrs ki hoke bhi nai likh paai...kyunki born before august.....THIS IS INJUSTICE
Badli jana Chahiye (1jan hona chahiye)or attempts bhi general walo dna Chahiye kyoki pechlonsalo main corona and age ke karan bahut problem hue h mera bhi birthday 9 jan h toh m bhi ninde paye
koi discrimination nahi ho raha hai jaisa hia vaisa hi thik hai .agar discrimination ho raha hai to 1 january hone par bhi discrimination hoga kuy ki agar koi 2 January 2004 ko born huaa hai then vo 2025 ka attempt nahi de payega yani direct 22 saal ke umar me exam dega 😂 vichare ka 21 saal me IAS ban ne ka sapna bhi ho sakta hai 😂 Understand through example:- Agar koi candidate 17 April 2004 ko paida hua hai, toh vo 2025 me exam de sakta hai, kyunki uski minimum eligibility age 17 April 2025 tak puri ho jati hai. Dusri taraf, agar koi candidate 17 August 2004 ko paida hua hai, toh vo 2025 me exam nahi de sakta, kyunki uski minimum age 17 August 2025 ke baad puri hogi. Lekin agar dono candidates ke attempts ke perspective se dekha jaye, toh dono ke total attempts same hi hote hain. Yeh is prakar samajhiye: 1. 17 April 2004 wale candidate ka last attempt 2031 me hoga, kyunki tab uski maximum age limit puri ho jati hai.( isne 2025 me exam diya yani ak saal jaldi diya isliye iska jaldi yani 2031 me hi attempt khatam ho gaya ) 2. 17 August 2004 wale candidate ka last attempt 2032 me hoga, kyunki uska ek attempt 2025 me chhoot gaya tha.( iska 2025 me ak attempt chhut gaya tha ,jo ki 2032 wala attempt se cover ho gaya ) Is tarah, dono candidates ke total attempts ka count barabar rahta hai, bas ek ka cycle thoda pehle shuru hota hai aur dusre ka thoda baad me. NOTE:- Koi discrimination nahi ho raha hai, agar hota to CJI Dy chandrachud jo bebakuf the isliye reject kar diya . NOTE:- agar 1 january hoga to koi 21 saal me UPSC crack hi nahi kar payega sivaye 1 january or November, December me paida hua candidate ke alaba . Or baki ko to mains aate aate 22 sal ho gaye honge 😂 Note :- Agar change karna hi hai to 31 December karo sab exam de payenge 1 August ak middle kaa kam kar raha hai jiski wajah se sab 21 saal ke umar me exam to de paa rahe hain ,haan kuchh month ka idhar udhar ho raha hai par 21 ki umar me prelims to de paa rahe hain .
Bada deni chahiye age criteria sabhi k liye including general category, jab modi 80 sal me retired nhi ho rha to gov job walo ko bhi chhot chahiye koi late shuruaat karta hai ,
EWS को उम्र सीमा में छुट अब तक क्यों नहीं मिला है ? 😢😢 कब मिलेगा ? आरक्षण का मतलब ही उम्र सीमा में छुट होता है तो EWS को OBC की तर्ज पर 3 साल की छुट क्यों नहीं मिल रहा है ????😭😭 आरक्षण का मुख्य लाभ ही AGE Relaxation है , उम्र निकल जाने के बाद 1 भी Post के लिए लायक नहीं होता😭😭, इसलिए Reservation दिया जाता है, किन्तु EWS के साथ भी समानता ( Right to Equality ) का व्यावहार होना चाहिए
58 Saal ki age limit honi chahiye for All category. Kyonki sab log pariksha ki tayyari me lage rahege. Aur koi apne ko berojgar nahi kahega. Andhbhakt zindabaad
Kuch nahi hoga ish sarkar ne sirf kishan aur jawan ko hi pareshan kar rakkha hai...same ye ssc 2023 me kar chuke hai...6 months age apne aap aage kar di
सिर्फ year होना चाहिए date को हटा देना चाहिए। 21 साल वाले बच्चे को लास्ट में फायदा होगा लेकिन 32 साल वाले तो loss होगा न। किसी को भी loss नही होना चाहिए
Maine upsc kbhi nhi diya h.. Mujhe pta hi nhi tha.. Ki ye bhi koi exam hota h.. Social media jb se aaya tb jaankaari hui.. Mai house wife hu aur exam dena chah6i hu.. Mujhe bhi mouka milna chahiye
Upsc cds ka form m issliye nahi fill kr skti kyuki uski age limit 2 January 2001 hai or meri date of birth 1 January hai mera last attempt bss ek din ke anatar per reh gaya
supreme court me appeal kare ki ladkiyo ki to sadi kar di jati h or fir unka maximum time ghar pariwar bachhe me nikal jata h....isiliye unhe upsc me age limit adhik hona chahiye
प्रश्न: हाल ही में किस परीक्षा को लेकर अभ्यर्थियों ने मुख्य मुख्य न्यायाधीश को पत्र लिखे हैं?
(a) एसएससी
(b) यूपीएससी
(c) एमपी पीएससी
(d) यूपीपीसीएस
Upsc ❤
UPSC
@@SANSKRITIIAS B
B
b
Covid attempt के मुद्दे का क्या हुआ, Sir.
Age limit ko khtm kr deyna chaiye for all jab leaders logo ko age limitation nhi hai to students ke saath injustice kyu?
Bilkul
Very good bhai
Very good
Age limit h tb to itna unemployment h India me...age limit khtm kr diya to log or kuch krenge hi nhi bas puri life attempts hi dete rahenge or fir bhi upsc nhi nikal payenge
Jinko bnna h woh 32 tk bn hi jate h nhi to age ke sath efficiency bhi km ho jati h or upsc ko young diplomats or officers ki jarurat h jo enegetically new or innovative ideas se or fresh energy ke sath india ko age badhane me madad kre..isliye age reduce krne ke liye bhi upsc soch rha tha jaisa ki kuch samy pehle news or charcha me tha.
Age limit january me ho ya august me kisi ko fayada to kisi ko nuksan pehle bhi tha, aj bhi h or age bhi rahega
Fir bhi try krna chahiye ho skta h koi changes ho in bachon ko fayada ho... Fir bhi upsc apna decision khud hi leti h to lets see what will happen and hope for best
@@shibulaxmi494 age limit atleast 1 January se count ho
Jiska date of month August k baad hua usko toh mauka mil jayega age k last year mei lekin jinka august k pehle hua wo khatam
Yahi tanahsa age count krne ka UPPSC n UPSSSC se kiye hue hai... vacancy k year ki 1 july se age count hogi
Jbki mppsc 1 January se count krta hai
Supreme court ko 31 december rakhni chahiye age date cut off ...
Or ldkiyo ke liye age limit 35 rakhni chahiye...kyoki women pe bht si responsibility hoti hn shadi bche etc or unke pas option ni hota ...time mile to wo apna stand kr skti hn apne dream ke liye ...
Acha aur ldkon ki to hoti hi nhi h bina job k shadi 😂😂 aur unke pass to jese responsibility hoti hi nhi hain hna .....
freedom hoti h jyada sir ladko ko sir
Female 35 age honi chahiye
Chup kr feminist
सभी वर्ग की एकसमान age 38 कर देनी चाहिए।
😂😂😂😂
Aisa keval tbhi hona chahiye jb lgatar chhal kapati jatiyon ka 300 years tk shoshan hoga
Agr shoshan krawao to btao chamaron se joote khaoge kya .. chamaron ki gaali sunoge kya agr nhi .. to shaanti se jo mil rha usme khush rho.. vaise b bhikhari Kota lete hi ho sudama Kota sbse bda scam h reservation m
ये भी सही है
Kyo Kar deni chaiye
scdedule cast me aana padega aaoge
Age count 1 January se Hona chahiye .Mera dob 23 August h😅
@@Vikash.nomadic kya huaa
1 january hone pe bhi tumahara loss hi hoga ,agar 31 December ho tab jaa ke sab kaa fayeda hai 😂
@BE_Monk dekho 1 August bhi bna rhe mujhe ganta frk nhi pdta
In every exam SSC, Railway, UPPSC, BPSC etc.
Only One Pre and One Mains
No Normalisation.
छात्र शिक्षक एकता जिंदाबाद।
Jab notification feb mein aa raha h toh date 1st august kyu ...
Phele exam aug mein hota tha prelims isliye august thi .but ab exam may mein hota h .toh cutoff date kyu nhi change ki.
Aayu sima 20 varsh karo
Sir, jo 21 years k nahi huye h, unhe future me chance to mil jaega par jo 32 ka nahi hua h, vo bhi bahar ho jaega 2 august k hisab se aur usse future m kabhi mauka nahi milega
31 Dec hona chahye
हम भी सहमत हैं उम्र की गणना 1 जनवरी से ही की जाए
Sir please spread this info to everywhere. We all want the cutoff date to be 1st January.
Bilkul bhai
1 January ही Logical , Equality वाला होगा सभी के लिए
जय हिन्द 🇮🇳🇮🇳✌️✌️
यदि ऐसा होता है तो मैं 2026 का अटेम्प्ट नहीं दे पाऊंगा ,2027 में देना पड़ेगा ।
यदि ऐसा होता है तो इसे न्यायालय में पुनः विचार के लिए अपील की जाएगी ओर कानूनी लड़ाई लड़ी जाएगी
Kaise ? Please explain
Age limit khtm kr deni chahiye ye yogyta ke adhar pr honi chahiye na ki personality base pr yogye viyakti 50saal me bhi ho sakta h khaskr mahlaye jo 40,45ke baad hi aage aati h
Thank you so much Sir, aapne itna gambhir issue uthaya🙏
Aisa to sare exam date fix hoti hai.. How can be it discriminating ,, let's if 1 january then what about 2nd january birth date will tell it is discriminate against him
Mera opinion yeh h ki sabhi category ki age limit same kar de... Age 32 for all categorize Because sab ka saman adhikar h... Sarkar hi h jo bhed bhav kar rahi hai....
Aur yeh age limit 32 se badha deni chahiye... Kyun ki responsibility uthane ke liye yeh age kam h... Kyun ki sab ka iq level ek jaisa hota nahi h... So ager yeh 35 ho jaye for all categorize to bat bane... Aise m general wale alag rote h ki unhe age m aur cut off m piche reh jana hota h... Saman adhikar se yeh sab kam hoga...
Acha tu itna gyani h
Desh m itni asamanta kyu h fir
@Open299 mere gyani hone se ky hoga... Desh to modi chala rahe h...
Unka gyani hona matter karta h....
Meri tarah ap bhi gyani hone ummid karti hu yehi main... Aur iska pta apki bhasha se lgaya ja skta h manyavar 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ye positive discrimination hai, abhi tak halat bahut zyada sudhare nahi hai isliye ye jaruri hai.
Acha kabhi nali sewer me ghuskar saf kiya jati ka kadua swad liya. Gyan pelane aa jate ho. Obc SC st ke liye age limit 40 year honi chahiye
@ wahi to ye aayi h gyan dene
डेट कट ऑफ कोई issue नहीं है फिर किसी की 2 जनवरी डेट ऑफ बर्थ हुई तो फिर वो सुप्रीम कोर्ट जायेंगे यह सभी के हित में नहीं होगा
Bhai 2 jan ko wo 33 years ka ho jayega , to usko to waise bhi dikkat nhi hai but jo july tak 32 years ko rhe hai unka to miss ho ja rha hai na same year mai !
Ha yaar 1 August hi shi hai 😊😊😊😊
Ye kya ho raha hai sare civil services exam me kuch n kuch ko lekr protest ho rhe hai 😢 sb sahi hoga bhi ki nhi yha😢
Please do justice to us... criteria should be 1 January
Age limit atleast 35years hona chahiye..for all general students..
When the decision will come...?
Would request judiciary to look into it as it seems to be a violation of fundamental rights instead can't it be without any age restriction and can opt for number of attempt available to each individual... Just my personal views
Cut off date 1 January होना चाहिए
सर UPSC की Prelims पहले अगस्त में हुआ करती थी, इसीलिए पहले तो वह ठीक था 1 अगस्त को आयु सीमा मानना, लेकिन अब 2-3 साल से UPSC की prelims अगस्त में नहीं बल्कि मई में हो रही हैं (उदाहरण के लिए 2025 की prelims exam 25 may को हैं)
इसीलिए अब UPSC CSE की आयु सीमा को 1 मई मानना उचित रहेगा क्योंकि यह लॉजिकली सही भी है, या फिर जिस महीने में UPSC CSE prelims exam ki advertisement published होती हैं उसी महीने को आयु सीमा निर्धारित करना चाहिए, इस हिसाब से 2025 की UPSC Prelims ki advertisement 22 January 2025 ko आने वाली है तो इस हिसाब से 1 January को आयु सीमा निर्धारित करना सबसे अच्छा होगा जो कि logically सही है।
10:53 me koi bhi atirikta avsar nhi mil rha h kyu ki jab minimum age limit me hoge to ek saal pahle bhar sakte h 1 aug se pahle Wale wahi haal bass maximum me h tab 1 aug se baad walo ko fayda hota h
Ye petition bhi reject ho jaayegi may be kyu ki koi injustice nhi ho rha h dhyan se samjhne pr sab sahi samjh aayega
Hona chahiye. 40 years tak general category karna chahiye. States govt PSC me to 40 years hota hai.
Nhi 50
@ashutoshcivil9388 tu apna dekh be.
Same rhna Chhiye
Ya fir jis month me prelims hai vo month karnna chahiye
ye logical bi hai
not 1 January
Age limit badni chahiye
Age limit ko increase karna chahiye
सभी वर्गों के लिए आयु सीमा को 40 वर्ष निर्धारित करना चाहिए
1 jan hone chaiye❤❤ plss sir 🙏
I missed my last attempt of 32 years. OC category, just because I'm born before 1st Aug...this is injustice....same saal mein paida hone waale doosre log likh sakte hai...aur kuch log nai likh paate just because of birth before and after august....I lost my last attempt because of this...yeh galat hai...mai 31 yrs ki hoke bhi nai likh paai...kyunki born before august.....THIS IS INJUSTICE
Mahilao ko samanta dilane k liye umr sima 36 year Krna chahiye....
Kis khushime ? 33% diya na already.
1 jan cut off date hona chayie
Badli jana Chahiye (1jan hona chahiye)or attempts bhi general walo dna Chahiye kyoki pechlonsalo main corona and age ke karan bahut problem hue h mera bhi birthday 9 jan h toh m bhi ninde paye
koi discrimination nahi ho raha hai jaisa hia vaisa hi thik hai .agar discrimination ho raha hai to 1 january hone par bhi discrimination hoga kuy ki agar koi 2 January 2004 ko born huaa hai then vo 2025 ka attempt nahi de payega yani direct 22 saal ke umar me exam dega 😂 vichare ka 21 saal me IAS ban ne ka sapna bhi ho sakta hai 😂
Understand through example:-
Agar koi candidate 17 April 2004 ko paida hua hai, toh vo 2025 me exam de sakta hai, kyunki uski minimum eligibility age 17 April 2025 tak puri ho jati hai. Dusri taraf, agar koi candidate 17 August 2004 ko paida hua hai, toh vo 2025 me exam nahi de sakta, kyunki uski minimum age 17 August 2025 ke baad puri hogi.
Lekin agar dono candidates ke attempts ke perspective se dekha jaye, toh dono ke total attempts same hi hote hain.
Yeh is prakar samajhiye:
1. 17 April 2004 wale candidate ka last attempt 2031 me hoga, kyunki tab uski maximum age limit puri ho jati hai.( isne 2025 me exam diya yani ak saal jaldi diya isliye iska jaldi yani 2031 me hi attempt khatam ho gaya )
2. 17 August 2004 wale candidate ka last attempt 2032 me hoga, kyunki uska ek attempt 2025 me chhoot gaya tha.( iska 2025 me ak attempt chhut gaya tha ,jo ki 2032 wala attempt se cover ho gaya )
Is tarah, dono candidates ke total attempts ka count barabar rahta hai, bas ek ka cycle thoda pehle shuru hota hai aur dusre ka thoda baad me.
NOTE:- Koi discrimination nahi ho raha hai, agar hota to CJI Dy chandrachud jo bebakuf the isliye reject kar diya .
NOTE:- agar 1 january hoga to koi 21 saal me UPSC crack hi nahi kar payega sivaye 1 january or November, December me paida hua candidate ke alaba . Or baki ko to mains aate aate 22 sal ho gaye honge 😂
Note :- Agar change karna hi hai to 31 December karo sab exam de payenge
1 August ak middle kaa kam kar raha hai jiski wajah se sab 21 saal ke umar me exam to de paa rahe hain ,haan kuchh month ka idhar udhar ho raha hai par 21 ki umar me prelims to de paa rahe hain .
Bada deni chahiye age criteria sabhi k liye including general category, jab modi 80 sal me retired nhi ho rha to gov job walo ko bhi chhot chahiye koi late shuruaat karta hai ,
Sabhi ka 21 se 40 age aur attempt limit nahi hona chahiye
EWS को उम्र सीमा में छुट अब तक क्यों नहीं मिला है ? 😢😢 कब मिलेगा ?
आरक्षण का मतलब ही उम्र सीमा में छुट होता है तो EWS को OBC की तर्ज पर 3 साल की छुट क्यों नहीं मिल रहा है ????😭😭
आरक्षण का मुख्य लाभ ही AGE Relaxation है , उम्र निकल जाने के बाद 1 भी Post के लिए लायक नहीं होता😭😭, इसलिए Reservation दिया जाता है,
किन्तु EWS के साथ भी समानता ( Right to Equality ) का व्यावहार होना चाहिए
EWS को उम्र में और अवसर में 5 वर्ष की छूट दी जाय ।
हां रे भीखमंगे
Pura student ka reservation cancel kr dena chahiye 😂😂😂😂😂😂😂😂.
@@factspeechs348tum hi to kahi ke bhikh mangane hoge sc,st Wale 😅😅😅😂😂😂😂😂.
Reservation hatake sbka age ek hi hona chahiye limit 38yrs
Upsc exam tough hai age limit khtm hona chahiye
58 Saal ki age limit honi chahiye for All category.
Kyonki sab log pariksha ki tayyari me lage rahege.
Aur koi apne ko berojgar nahi kahega.
Andhbhakt zindabaad
Sir sanskarti IAS me mains answer writing program start kB hoga
Kuch nahi hoga ish sarkar ne sirf kishan aur jawan ko hi pareshan kar rakkha hai...same ye ssc 2023 me kar chuke hai...6 months age apne aap aage kar di
35 tk samay dena chahiye...
1 Jan chahiye sir.....
sabse best rahega ki form application ke last date ko cut off date maan liya jaye...
Bilkul galat hota hai age cutt off me parivartan hona chahiye...1 sal extra jod deta hai upsc...
Sab bjp karti hai koe vikas to kar nhi Rahi ulte me Dhanga ka roop deti hai 😢😢😢😢
सिर्फ year होना चाहिए date को हटा देना चाहिए। 21 साल वाले बच्चे को लास्ट में फायदा होगा लेकिन 32 साल वाले तो loss होगा न। किसी को भी loss नही होना चाहिए
Sir pgp kab se chalu hoga plz batao🙏🙏🙏🙏🙏
Upsc ka age dena chahiye ak bbb bara compitition h ...unhe genral ko 36 yers dena chahiye
Sir ji is karn mujhe to 43 din km hone ke karn 1year ka wet krna hoga😢
Exactly....this is genuine problem...sc must solve it
भाई की बात मैं दम है। ऐसा सभी एक्जाम मैं होना चाहिए डेट कट ऑफ 1जनवरी सही है।
मुझे इस बार कट ऑफ डेट से बाहर कर दिया था 5/07/1992 के आधार पर
जब की में 32 साल का हुआ भी नहीं था Feb में और मेरा एक अटेम्प्ट रह गया था
Same mera bhi 😢
Mine is 3rd July
मेरा 2 जनवरी है, वैसे मे फिर मैं छूट जाऊंगा ।😂😂😂
हर cutoff date पे प्रॉब्लम होगा।
Meri date of birth 1 August 1992 hai mere sath ye hua hai main 2 attempt nhi de pai i wish ye phle shi ho jata
Bhaii fir to school college bhi 1 jan se hi start hine chahiye.....
Maine upsc kbhi nhi diya h.. Mujhe pta hi nhi tha.. Ki ye bhi koi exam hota h.. Social media jb se aaya tb jaankaari hui.. Mai house wife hu aur exam dena chah6i hu.. Mujhe bhi mouka milna chahiye
Cut off date change nahi honi chahiye 😢😢
Jis din notification jari hoga ushi din se Age count honi chahiye
Are gyani baba 21 me kewal 1 percent log exam dete hai...gyan mat do apna
अभ्यर्थियों का तर्क बिल्कुल सही है माननीय सर्वोच्चय न्यायालय से हम लोगों की अपील है कि विद्यार्थियों की बात सुननी चाहिए 🙏🙏🙏🙏🙏
Upsc me age limit general walo k liye 40 year ka hona chahiye
Ap coaching wale log bhi please support kijiye 1jan ki
CAPF ac ka petition dalo group A service ke liye 25 age limit?
1 January honi chahiye Age
1 january se hona chahiye
Upsc cds ka form m issliye nahi fill kr skti kyuki uski age limit 2 January 2001 hai or meri date of birth 1 January hai mera last attempt bss ek din ke anatar per reh gaya
😂😂 to unka first attempt bhi to jaldi mila tha😂 August ke baad walonko nhi mila tha....
Sir mera bhi ek attempt gya iske wajah se
25 year se jyada age limit honi hi nhi chahiye
1st January is fair
SAME PROBLEM WITH ME
Maharaj kabhi to video ko chota karne ke कोशिश kiya kare
supreme court me appeal kare ki ladkiyo ki to sadi kar di jati h or fir unka maximum time ghar pariwar bachhe me nikal jata h....isiliye unhe upsc me age limit adhik hona chahiye
Nothing will happen there is no discrimination
Neta log me age limit hona chahiye..
Abhi ke yuvao ko nokri Deni chahiye kyu ki jis or jawani chalti hai us or Jawan chalta hai Jay hind 🙏
Supreme court ji mujhe IAS hi Banna hai isiliye (sc)female ki 5 saal ka aur avasar den🙏🙏🔥🔥
Sabse jaruri hai exam duration km kro
Pure exam m 1 saal zyada time lighta h
Usko 1 saal s km kro
Mera DOB 4/7/2004 hai kya mai 2025 me UPSC ka exam de paungi please btaye mujhe
Absolutely Right.
Maximum age 1 jan hona chahiye
Age relaxation hata dena chahiye
Sir mera date of birth 20/09/2003 hai kya mai upsc ka exam de sakte hu
Haa 2025 ka
Sir meri DOB 01/01/2004 hai to kab desakte hai
Sb apni mange inke samne likh do....😂😅
Cut off date 29 Feb hona chahie 😅😂
UPSC is Autonomous body kisi ke kuch suggestions se kuch nhi hoga 😅😂
Upsc बिल्कुल sahi है अपनी जगह❤
Jab sc ka koi v aspirants 35 sal me bhi exam dene ke yogy h to fir general category ka kyo nhi... Y to bhedbhab h...
जब खुद पर बीतती है भेदभाव समझ आता है, जब मुस्लिम, अंग्रेजों का शासन हुआ तब पता चला कि भेदभाव क्या होता है,
Bhai 37 h unki
Atirikt prayas de de to shi hoga please khattu shyam 🌹💐🏵️🏵️🌹🌹🌹🌹🌹😢😢😢😢
Thank you so much for sir ❤
Most welcome
15 jun 1997, general category 1 jan k according kb tak attempt de skte?
Sir mera birth 5 may 1993 m h and mene prepration abhi kuch din pehle hi shuru ki h
1st january
Please age limit women ki 35 years tak badhaadijiye...please
Age limit khatm kr dena chahiye aur 1 aug ko bhi khatm hone chahiye
Koi v cut off date ho problem to same hi hgi.. kisi n kisi ka to chhiteg hi like .. kch v try kr lo Bunny life mkch n kch to chhutega hi
38 age kar deni chahiye sabhi ki saman
मेरा एक प्रयास इसी लिए छूट गया
Modi ji demand sahi hai