I had my surgery on 10th Aug. ACL AND MENISCUS. Started physiotherapy on 27 Aug. My knee bending is up to 110⁰ till now. I visit the physiotherapist daily. What do you think about my progress? I do walk now & single leg balancing. Please help.
Your progress is little bit slow as compare to others please try to achieve complete knee bending with in 3 month. I had done my complete knee bending with in 2 month and I am absolutely normal right now and I am doing some strength training.
Brother i had a acl and meniscus surgery on 15 nov , and i have to travel to london for my higher studies but my college is starting from 13 jan 2025 , do i have enough time to be able to walk so that i can fly to london , as of now i have confirmed my flight which is on 24 dec
By 6-7 weeks, you should be able to walk, but this depends on your rehabilitation progress. You should consult with your physiotherapist and doctor regarding this, as rehabilitation varies from person to person. Some people bodies adapt quickly, while others take more time.
My doctor advised me to start walking around 20-24 days after surgery, initially with a walker. With in a week , I transitioned to using a stick , and then gradually started putting full weight on my leg. Individual recovery rates vary, but most patients regain normal walking ability within 6-8 weeks. I think you will be able to walk with in 35-40 days normally.
Bhai thodi se swelling hai toh koi baat nhi hai but zyada swelling dikh rhi hai abhi bhi toh Please doctor ke pass jao bhai ek baar kyu ke 3 month bahut time ho gya apki surgery itne mein toh aaram se swelling chali jaati hai waise
Bhaya mera Acl and meniscus surgery huwa 5 September ko 1. Leg pura straight nhi ho rha 2. Knee ka bahar side lagta hai dono haddi ghis rahe hai aur iske liye mujhe continue pain rahta hai . Mera Dr. Sahi se baat nhi karta
Bhai knee toh straight ho jayega exercise krne se but haddi ghis rahi hai iska nhi bta skta aap apne doctor se concern kro bhai ek baar nhi toh dusre doctor se concern kro bhai but concern jarur karna bhai aage koi problem na ho isliye precaution Lena zaroori hai
Meri double button acl surgery hui ha aur 7weeks ho chuke h lekin abhi bhi achhe se chal nhi pata hoon to kya karoon. Surgery ayushman card se Santosh hospital ghaziabad mein 3 August hui thi without fibre tape and screw
Bhai muscles weak pad jaati h after surgery jaise jaise rehab karoge power aayegi pairon mein phir normal ho jayega pair meri surgery hue 3 month ho gaye chalne mein ab koi dikkat nhi lag rha mujhe Screw surgery mein thoda time lagta h round 5-6 month complete recovery
Sab ka alag hota hai koi jaldi recover kr jaata hai toh jaldi start kr deta hai kisiko time lag jaata hai ye apko aapke doctor bataenge kab se start Krna hai chalna Maine toh 4 week se chalna start kr dia tha
Bhai maine v max me surgery karaya h....screw type....aaj 4 weeks ho gaye lekin stick se chal nahi pa raha hu.......accha se straight chalne me kitna time lagta h.waise Dr. Ne bola 4 weeks ke baad walker nahi use karna h...lekin walker ke bina nahi chal pa raha hu
Stitches remove hone ke baad aaram se work from home kr skte ho around 20 days ke baad if your condition is good. Max hospital saket Dr.Ramneek mahajan
Bhai mera acl and meniscus surgery 1 October ko buwa but 13 din bad infection ho gya 2 dal was ho chuka hai pr problem solve nhi ho pa raha oo v opretion delhi AIIMS me huwa hai bhai kya kre kuch samjh nhi aa raha hai Aisa kuch btayiye jisse dil ko kuch thandak mile
Bhai mera acl surgery ko 3 mahine ho gye lekin abhi bhi ghutne par soojan h aur pair poora seedha nhi ho rha h aur chal bhi nhi pa rha hu aur chalte time pair par load rakhne par koi nash m tarang bahut tej hoti h
Swelling dheere dheere jaegi bhai aur pair seedha exercise se hoga aur nash ke liye apko apne doctor se baat krni padegi vo hi batenge apko kya Krna chahiye
Meri 20 days phle Acl replacement ki surgery hue h new acl laga hai but mai abhi long knee brace belt pahan ke chalta hun aur mera ghutna pair jo hai abhi pura straight bhi nahin Ho pata hai baki knee bend hora hai dere dere but knee leg pura straight nhi ho para hai pura abhi tho ea normal h ki koi dikkat h
Normal hai bhai ye dheere dheere aap exercise aur knee bending start kroge toh sab normal ho jayega isse pehle wali video dekh lo meri apko idea mil jayega
Bhai aapne surgery le baad kabse excercise chalu ki thi aur physiotherapy klkonse week se chalu ki thi surgery ke baad Mera bhi acl aur meniscus ki surgery huvi hai 2week hogya tua me kabse physiotherapy se excercise chalu Karo
After 20 days 3rd week se physiotherapy start kr di Apko doctor bta denge kab se physiotherapy start Krna hai aap doctor se ek baar puch lena sabki condition alag hoti hai meri condition zyada kharab thi
Bro meri acl bio screw surgery hui h....2 month aaaj complete ho gai h ..kuch time s mene notice kiya ki mera operated knee chalte time toda piche ja rha h ..kya h normal. h...boat tension ho gai h .please reply
Haan ye normal hai limping ho rha hai abhi apka isko proper thik hone mein 5-6 month lag jayenge doctor ne mujhe bataya tha baki aap apne doctor se concern kr lo ek baar for precaution Mujhe bhi 2 month par aisa kuch feel hua tha but 10-15 din khud hi thik ho gya strength exercise krne ke baad
@apjvloggers3956 o..thanks brother meri tension Kam ho gai. H ab .ek bandha bol rha tha isse pcl buckling kehte...h iska matlab h ki ACL new graft loose ho gya h ..idiot kahi ka ....thanks brother ..
Jab apne MRI karai hogi tab usme likha hi hoga kon kon se tear hai itna toh doctor ne check kiya hi hoga surgery se pehle phir bhi aap ek baar doctor se concern kr lena but ye normal hai screw surgery mein starting ke phase mein time lagata hai recover hone mein Itna easily graft loose nhi hota pehle baat toh
Mera 5 weeks hogaya acl + meniscus surgery. Meh govt hospital meh physio jatha unhone bola humare taraf se bas itna he. Meh gaavn me rehta hu idar sports physio nahi hai aur meh college jaana start kardiya plz mujhe kya karna hai online physio, or youtube video dekhar
Online physiotherapy bhi le skte ho baaki RUclips toh hai hi but apka starting phase hai toh aap physiotherapy jarur lo kyu ke starting mein ache se exercise Krna bahut important hai baad mein koi dikkat na ho isliye
@apjvloggers3956 July me mera acl or mcl complete tear thaa Baad me mene rest kiya fir 9 September ko mri krai usme MCL second tear thaa ab mcl first tear h Surgery se bhut drr lgg rhaa h
Thankyou brother for answering my question
How to resolve the issue of EAR wax ?
60 din me proper recovery kar li bhai ❤
Congratulations bhai
Super jii
Bhai ap konsa hospital se surgery kora hain aur doctor name plz
Max hospital saket
Doctor name - Ramneek Mahajan
Acl & meniscus surgery done my leg joing loos on parsial weight it is a problem
Yes bro it's normal in starting phase .
Same here
❤❤❤
I had my surgery on 10th Aug. ACL AND MENISCUS. Started physiotherapy on 27 Aug. My knee bending is up to 110⁰ till now. I visit the physiotherapist daily. What do you think about my progress? I do walk now & single leg balancing.
Please help.
Your progress is little bit slow as compare to others please try to achieve complete knee bending with in 3 month.
I had done my complete knee bending with in 2 month and I am absolutely normal right now and I am doing some strength training.
Brother i had a acl and meniscus surgery on 15 nov , and i have to travel to london for my higher studies but my college is starting from 13 jan 2025 , do i have enough time to be able to walk so that i can fly to london , as of now i have confirmed my flight which is on 24 dec
By 6-7 weeks, you should be able to walk, but this depends on your rehabilitation progress. You should consult with your physiotherapist and doctor regarding this, as rehabilitation varies from person to person. Some people bodies adapt quickly, while others take more time.
@ like i had a talk with doctor he said that after one month weight walk for short distance ap kr skte ho , but no running and heavy load
My doctor advised me to start walking around 20-24 days after surgery, initially with a walker. With in a week , I transitioned to using a stick , and then gradually started putting full weight on my leg. Individual recovery rates vary, but most patients regain normal walking ability within 6-8 weeks. I think you will be able to walk with in 35-40 days normally.
Bro my acl and meniscotomy surgery 3 months hua but swelling reduce nahi hua
Bhai thodi se swelling hai toh koi baat nhi hai but zyada swelling dikh rhi hai abhi bhi toh Please doctor ke pass jao bhai ek baar kyu ke 3 month bahut time ho gya apki surgery itne mein toh aaram se swelling chali jaati hai waise
Bhai how long meniscus pain reduce hua
After 70-80 days ke baad bilkul pain feel nhi hota ab bilkul normal hai bs strength Lani hai knee mein
Bhaya mera Acl and meniscus surgery huwa 5 September ko
1. Leg pura straight nhi ho rha
2. Knee ka bahar side lagta hai dono haddi ghis rahe hai aur iske liye mujhe continue pain rahta hai .
Mera Dr. Sahi se baat nhi karta
Bhai knee toh straight ho jayega exercise krne se but haddi ghis rahi hai iska nhi bta skta aap apne doctor se concern kro bhai ek baar nhi toh dusre doctor se concern kro bhai but concern jarur karna bhai aage koi problem na ho isliye precaution Lena zaroori hai
@apjvloggers3956 thank you bhaya
Meri double button acl surgery hui ha aur 7weeks ho chuke h lekin abhi bhi achhe se chal nhi pata hoon to kya karoon. Surgery ayushman card se Santosh hospital ghaziabad mein 3 August hui thi without fibre tape and screw
Bhai muscles weak pad jaati h after surgery jaise jaise rehab karoge power aayegi pairon mein phir normal ho jayega pair meri surgery hue 3 month ho gaye chalne mein ab koi dikkat nhi lag rha mujhe
Screw surgery mein thoda time lagta h round 5-6 month complete recovery
Sir your meneuscus remove or repair?
Repair with all inside technique
Mera menescus save kiya doctor na bola dikhat nahi sir app toda bata saqta hoo iska barome.@@apjvloggers3956
Apka meniscus remove Kiya hai kya aap ye bol rhe ho kya
Bhai surgery ke kitna days ke baad stick le kar chal sakte h...plz advise.
Sab ka alag hota hai koi jaldi recover kr jaata hai toh jaldi start kr deta hai kisiko time lag jaata hai ye apko aapke doctor bataenge kab se start Krna hai chalna
Maine toh 4 week se chalna start kr dia tha
Bhai maine v max me surgery karaya h....screw type....aaj 4 weeks ho gaye lekin stick se chal nahi pa raha hu.......accha se straight chalne me kitna time lagta h.waise Dr. Ne bola 4 weeks ke baad walker nahi use karna h...lekin walker ke bina nahi chal pa raha hu
@amiralam8496 4-7 week lag jayenge ache se chalne mein
@@apjvloggers3956
Thanks for your valuable Time bro 🙏
Without walker kitane din baad chal paye aap
32-35 din ke baad chalne lag gya tha mai without walker
Thank
Sir mera acl reconstruction and partial meniscotomy huaa 45 days compleat mera acl surgery endobutton kiya
Condition kaisi hai abhi apki
Apka MCL ACL kon se grade ki injury hui thi bro
Complete tear hua tha
Done me complete tha mere me grade 2 hai dono me@@apjvloggers3956
Doctor se baat kro kya best treatment rahega apke case mein
Bhai Mera acl meniscus surgery hua hai 84 day ho gye hai bending lagbhag complete hai lekin 90 degree ke age flexible nai ho rha
Dheere dheere hoga bhai exercise add on kro physiotherapy se puch kr
Mera acl miniscule surgery hui hai 12 din hui hai bahun pain hota hai
Mai thik ho jaungi kya
Definitely sab thik ho jaega bs thoda se time lagega
Work from home kitne din baad kr sakte hain mm IT me hu and please doctor ka name btao mujhe bhi usi ko dikhana
Stitches remove hone ke baad aaram se work from home kr skte ho around 20 days ke baad if your condition is good.
Max hospital saket
Dr.Ramneek mahajan
Bhai mera acl and meniscus surgery 1 October ko buwa but 13 din bad infection ho gya 2 dal was ho chuka hai pr problem solve nhi ho pa raha oo v opretion delhi AIIMS me huwa hai bhai kya kre kuch samjh nhi aa raha hai
Aisa kuch btayiye jisse dil ko kuch thandak mile
Common fast Ripley bro
Jis doctor ne operation kiya hai unse baat kro kyu ke unko hi pta hai apke case ke baare mein vo hi apka best treatment kr skte hai abhi
Cost for internal brase surgery......?
Meri surgery toh 2 lakhs 10 thousand mein hui hai but it also depends on hospital to hospital
Meri to free of cost Hui h
Without internal brace
Kon se card tha
Bhai mera acl surgery ko 3 mahine ho gye lekin abhi bhi ghutne par soojan h aur pair poora seedha nhi ho rha h aur chal bhi nhi pa rha hu aur chalte time pair par load rakhne par koi nash m tarang bahut tej hoti h
Swelling dheere dheere jaegi bhai aur pair seedha exercise se hoga aur nash ke liye apko apne doctor se baat krni padegi vo hi batenge apko kya Krna chahiye
After surgery
?
Kitna days Tak pain rata ha@@apjvloggers3956
Meri 20 days phle Acl replacement ki surgery hue h new acl laga hai but mai abhi long knee brace belt pahan ke chalta hun aur mera ghutna pair jo hai abhi pura straight bhi nahin Ho pata hai baki knee bend hora hai dere dere but knee leg pura straight nhi ho para hai pura abhi tho ea normal h ki koi dikkat h
Normal hai bhai ye dheere dheere aap exercise aur knee bending start kroge toh sab normal ho jayega isse pehle wali video dekh lo meri apko idea mil jayega
Bhai aapne surgery le baad kabse excercise chalu ki thi aur physiotherapy klkonse week se chalu ki thi surgery ke baad
Mera bhi acl aur meniscus ki surgery huvi hai 2week hogya tua me kabse physiotherapy se excercise chalu Karo
After 20 days
3rd week se physiotherapy start kr di
Apko doctor bta denge kab se physiotherapy start Krna hai aap doctor se ek baar puch lena sabki condition alag hoti hai meri condition zyada kharab thi
@apjvloggers3956 appke stiches kab nikale the
After 14 days
@@apjvloggers3956 thankyou
Surgery ho gayi hai kya apki ye honi hai
Bro meri acl bio screw surgery hui h....2 month aaaj complete ho gai h ..kuch time s mene notice kiya ki mera operated knee chalte time toda piche ja rha h ..kya h normal. h...boat tension ho gai h .please reply
Haan ye normal hai limping ho rha hai abhi apka isko proper thik hone mein 5-6 month lag jayenge doctor ne mujhe bataya tha baki aap apne doctor se concern kr lo ek baar for precaution
Mujhe bhi 2 month par aisa kuch feel hua tha but 10-15 din khud hi thik ho gya strength exercise krne ke baad
@apjvloggers3956 o..thanks brother meri tension Kam ho gai. H ab .ek bandha bol rha tha isse pcl buckling kehte...h iska matlab h ki ACL new graft loose ho gya h ..idiot kahi ka ....thanks brother ..
Jab apne MRI karai hogi tab usme likha hi hoga kon kon se tear hai itna toh doctor ne check kiya hi hoga surgery se pehle phir bhi aap ek baar doctor se concern kr lena but ye normal hai screw surgery mein starting ke phase mein time lagata hai recover hone mein
Itna easily graft loose nhi hota pehle baat toh
Bhai mere to 4 month hogye abhi bhi crack sound ata hai locking mein and stairs climb nhi kor para hu
Bhai sound toh mujhe bhi aata hai abhi bhi but I am not facing any issue while climbing stairs.
Knee bending full kb tk hua tha?
Meri toh 3 month se pehle ho gayi thi complete knee bending
Cost kitana hai bhai
2 lakh 10 thousand
Bhai ji pain kitna Daya rata ha
Bhai 70 days ke baad bilkul pain khatam ho gya tha ab toh bilkul normal lagata hai
Potter bhaiya kya haal hai
Bhai abhi thik hai aap btao
Mera 5 weeks hogaya acl + meniscus surgery. Meh govt hospital meh physio jatha unhone bola humare taraf se bas itna he. Meh gaavn me rehta hu idar sports physio nahi hai aur meh college jaana start kardiya plz mujhe kya karna hai online physio, or youtube video dekhar
Online physiotherapy bhi le skte ho baaki RUclips toh hai hi but apka starting phase hai toh aap physiotherapy jarur lo kyu ke starting mein ache se exercise Krna bahut important hai baad mein koi dikkat na ho isliye
@@apjvloggers3956 any onlinr physiotherapist please recommend
Nhi bhai aap Google par check kr skte ho koi na koi toh mil jayega
Aap ki konsi sarjry hui hI
Fiber tape internal brace surgery
How much cost for surgery?
@@apjvloggers3956 आपकी सर्जरी के अस्पताल में और कहां हुई थी
Halka limping hai
Pehle tha bhai 5 month tk uske baad thik ho gya
Surgery k baad pain kitna hota h
Bhai starting mein pain hoga bs thoda bahut baad mein pain feel nhi hota after 20-25 days ke baad
@apjvloggers3956 July me mera acl or mcl complete tear thaa
Baad me mene rest kiya
fir 9 September ko mri krai usme MCL second tear thaa ab mcl first tear h
Surgery se bhut drr lgg rhaa h
Bhai koi aur option bhi toh nhi hai surgery hi last option hai zyada pain nhi hota bhai tension na lo jaldi thik ho jaoge
Hii brother apka contact no please mil sakt hai
Insta par msg kr lo bhai travel_with_potter