How to Remove Minor Scratches/Swirl Marks? | How to use a Paint pen?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 26 янв 2025

Комментарии • 13

  • @Attiqharoon
    @Attiqharoon 4 месяца назад

    Ye paint pen kahan se milta hai

    • @nutsbolts3134
      @nutsbolts3134  4 месяца назад

      @@Attiqharoon market mai easily available hai. Ya suzuki ki dealership se mil jayega apko. Even k daraz pe bhi available hain.

  • @Attiqharoon
    @Attiqharoon 4 месяца назад

    Clear coat k bina to ye paint bhut jaldi yellow ho jayega, clear coat ki bhi ek layer add karni chahiye apko

    • @nutsbolts3134
      @nutsbolts3134  4 месяца назад

      @@Attiqharoon Bhai Pakistani cars pe apko clear coat nahi mily ga especially suzuki cars pe. Inka sirf 2k paint hota hai usi ko use karty hain. Even k suzuki ki company paint booth mai bhi clear coat use nahi hota.

  • @SHEHROZE54
    @SHEHROZE54 5 месяцев назад

    Suzuki alto k paint quality bs so so e hy
    Halki se koi scheez touch hojay tou bs gya..😂

    • @nutsbolts3134
      @nutsbolts3134  5 месяцев назад +1

      Sirf Alto ki nahi inki almost tamam vehicles ki paint quality bohat halki hai. 😄

    • @parvezmalikvlogs1311
      @parvezmalikvlogs1311 5 месяцев назад

      Sorry to say alto ki paint quality itni bhi buri Nahi hai

    • @SHEHROZE54
      @SHEHROZE54 5 месяцев назад

      @@parvezmalikvlogs1311 axha?
      Ye konsi alto hy 🧐

    • @nutsbolts3134
      @nutsbolts3134  5 месяцев назад

      ​@@parvezmalikvlogs1311brother lakin zyada achi bhi nahi hai. Even k kuch areas aisy hain jahan company walon ko double coat karny ki zarort mehsos nahi hoi or aik hi coat kar k chor diya hai.

    • @parvezmalikvlogs1311
      @parvezmalikvlogs1311 5 месяцев назад

      @@nutsbolts3134 Jis jagah pr company nay single coat Kiya hai wahan pr manay Khud hi thick coat kr dia hai paint. Yeh Woh Jaga hai Jo nazar Nahi ati. Petrol tank k sath neechay wali Jaga