Bhai sahab aapke pass mein hai yah asha power ka controller hai na iske andar ka Jo yah aap card nikal Rakha hai usko main mere 2.5 KVA ke andar fit karna chahta hun Jaise Deewar per latkata hun na to mujhe bahut hi Ajeeb sa lagta hai isliye use khol karke andar fit karna chahta hun mere pass inverter hai na yah ful size hai ismein kafi jagah padi hai andar Laga sakta hun kya koi dikkat nahin aaegi kya
@@Technologymonotosh Nahi Bhai Mai Khud AshaPower chala rha hu Aur Maine Bhi uska Postmartum kiya hua hai Bhai ne to aab Kiya hai But koi issue nahi aaj tak usme
Bhai Dekho aajkal jo Bhi 48 Volt ki Wire inverter me use hoti hai battery ke liye vo bhi to Normal Copper Wire hi hoti hai. Agar unhone ne lga di kaam bhi kar rahi to humko koi problem nahi hona chahiye Aur Ha Maine Company walo ko yeh video bhej diya hai ki isko update kro ol Bhai
ভাই MSV কোম্পানি কেমন, আমি এই মাসের শেষের দিকে ইন্সটল করব, কেমন লঞ্জিভিটি এবং কোয়ালিটি, আপনি ব্যবহার করছেন? আর বলছি যে ৫৫০ ওয়াটের দুটো প্যানেল থেকে ডবল ব্যাটারি কি চার্জ হবে ১২ ভোল্ট সিস্টেমে? ধন্যবাদ |
Kitne me liye the
Or kaha se liye the
6000 + pada tha us time
Sir,mere ashapower mppt mai E:M Hardware error ka display araha hai isme kya kharabi hai.
warranty ke bahar hai kyaa
@@Technologymonotosh ji nahi,warranty hai abhi.
@ usko technicians bula loo sir mother board main problem hai
@Technologymonotosh thanks for info.
Ishme 12v single battery pr 550x2 panel lga skte work krega ya nhi
Work tooo karega sir but amp waste main jayega
Kinta din pehele liya tha??
3 month ke aspas
Sir what is the number of switching mosfet?
Maine bataya sir or ek bar pura video dak looo sirrr
Sir esme laga components chines hai ya indian hai clear kare
Indian but main chip china ka laga meroko
@@Technologymonotosh laga ya conform
Nahi Bhai Card india me hi banta hai Order me@@Technologymonotosh
Bhai ek Baat Batao Tum ne Mango Khane Ya Guthli No. 1 Mppt Solar Product Hai Koi शिकायत नही phir bhi Question pe Question.
Bhai sahab aapke pass mein hai yah asha power ka controller hai na iske andar ka Jo yah aap card nikal Rakha hai usko main mere 2.5 KVA ke andar fit karna chahta hun Jaise Deewar per latkata hun na to mujhe bahut hi Ajeeb sa lagta hai isliye use khol karke andar fit karna chahta hun mere pass inverter hai na yah ful size hai ismein kafi jagah padi hai andar Laga sakta hun kya koi dikkat nahin aaegi kya
Management kar sakta hai hai too jarur kijiya sir
Ok
6mm wire wire can handle 50 A but asha power should to provide dc wire for better life cycle
Hm sirr
Aap Baat ko Samjho ki Har Time to 50amp current nahi flow ho sakta isliye yeh copper Wire apna kaaam Ache se kar rahi hai.
Kya es controller se Lithium battery ko charge kiya ja sakta hai kya ?
@@AstriannnYesss
G Bilkul kar Sakte hai Par conditioning yeh hai ki. BMS zaroor lga ho us battery pe
Full charge nahi hoga
Ap asha power ki employee ho kya sir
@@Technologymonotosh Nahi Bhai Mai Khud AshaPower chala rha hu Aur Maine Bhi uska Postmartum kiya hua hai Bhai ne to aab Kiya hai But koi issue nahi aaj tak usme
Msv vs Ashapower konsa best
Msv price ki hisab se
@@অজানারহস্য-ঘ৬ঝ ashapower se best koi nahi hai, 98,9 trecking efficiency hai
Asha Power Solar charge controller Lithium battery charge kar sakte hain
येस करता है
Nahi fulll charge nahi karega
@@Technologymonotosh me use kar raha hu, ashapower surya 60 HV
Bhai maine b liya tha Amazon se. Sahi kaam ni kiya 12 volt pr. Ampear kam kr raha tha. Bwtteey charge ni ho rahi thi. Wapas kr diya maine
Sahi kiya hai sir maine bhi dakha hai is liya return kiya hai
Kitna kitna watt ka solar tha aur kitna ampere controller de rha tha
@@devendrasinghverma9518 aapka setup theek nahi hoga
আসা পাওয়ার কন্ট্রোলার লিথিয়াম ব্যাটারি চার্জ করা যাবে
Na dada
Edix MPPT good one
Ok
Bhai Polycab Use Karta hai Wire Me low level ka Wire use Nahi karte AshaPower wale
Too ac wire kis liya use kiya hai sirr
Bhai Dekho aajkal jo Bhi 48 Volt ki Wire inverter me use hoti hai battery ke liye vo bhi to Normal Copper Wire hi hoti hai.
Agar unhone ne lga di kaam bhi kar rahi to humko koi problem nahi hona chahiye
Aur Ha Maine Company walo ko yeh video bhej diya hai ki isko update kro ol Bhai
@@dinesh3735 ok
New "utl gama plus ion " inverter ka video banai a
Try karenge sirr
@@avijitgayen5210 Bekar hai UTL mat lena bhai
Nice bhai
Thanks
Msv mppt best
Ok
Video Karke bataiye
Jarur
किंमत तो बहूत जादा है
Hmm sirrr bilkul sahi bola
Bhai Kaam Bhi to Kar rha hai Badiya kuch vlients ke pass Last 5 years se nonstop chal rahe hai
.
Utl mppt vs asaha power
Try karenge sir
@@avijitgayen5210 UTL Fail Hai Bhai
UTL Quality is better than Asha power
ruclips.net/video/FtCMhIUE4sY/видео.htmlsi=GBK6c7v1ayQePTeq
Pcb ki sakal dekh kar Indian made lag rha hai😂
Hm but usme bhi kuch hai
😮
Thanks
Msv mppt coil বেশি বড়ো না Ashapower mppt coil বেশি বড়ো
Video asbee
Chota vair hai to lood lelega bada vayar rahega to heet hoga❤
🙎♂️
ভাই এই ashapower company লুটে নিচ্ছে সামান্য ছোটো একটা বোর্ড আর একটা ছোটো কপার কয়েল দিয়ে
ভাই MSV কোম্পানি কেমন, আমি এই মাসের শেষের দিকে ইন্সটল করব, কেমন লঞ্জিভিটি এবং কোয়ালিটি, আপনি ব্যবহার করছেন?
আর বলছি যে ৫৫০ ওয়াটের দুটো প্যানেল থেকে ডবল ব্যাটারি কি চার্জ হবে ১২ ভোল্ট সিস্টেমে?
ধন্যবাদ |
Amar kache 25a mppt ache
60a mppt ache
@@অজানারহস্য-ঘ৬ঝ
Charge kamon kore ei mppt 60ampere e?
mane koto volt system e koto ampere charge kore, thanks.
Budget ki hisab se lena hai sir
Kewal bakwsh he
Sahi bola hai sir such app ko bhi pata chalega
Sabse accha msv ki mppt hota hai
May bee