Agar Government upgrade ka koi solution nhi nikalti hai & NEW Device buy karna pada to majbooran humlogo ko bhi apna RATE badha kar customer se Lena padega.
Government ko hi update karna chahiye mene abhi 10 month pehle hi mantra L0 divice kharidi jiska price 2850 tha ab 10 month baad New kese le us divice se mene 1000 rs bhi nahi kamaye😢😢😢
Bhaiya Government ne purani Divice ko Upgrade kar dena Chahiye nahi to hamari Divice bekar ho jayegi Kam karne vale sabhi log barbad ho jayege kitna Rupaye kharch karenge ham log
मैंने अपना I'd बनाने के लिए 650 रुपये दिया, और morfo L0 का रीचार्ज भी खत्म हो गया था तो, रीचार्ज me भी 442 रुपये lg गया लगभग 1100 रुपये के करीब 1 mnth ही chla पाया हू, मेरा उतना ग्राहक भी नहीं है, मुझे ky krna चाहिए sir pliz reply kriyega 🙏🙏🙏
Yaar mene abhi 20 din pehle hi kharidi thi online bhut dino se lene ki soch rha tha lekin paise nhi the jab 2000 rupay huye to le li or aab ye bhi khatam ho jayegi jisse abhi ek rupay bhi nhi kamaya hai 😢😢😢😢
Agar Government upgrade ka koi solution nhi nikalti hai & NEW Device buy karna pada to majbooran humlogo ko bhi apna RATE badha kar customer se Lena padega.
right
Government ko hi update karna chahiye mene abhi 10 month pehle hi mantra L0 divice kharidi jiska price 2850 tha ab 10 month baad New kese le us divice se mene 1000 rs bhi nahi kamaye😢😢😢
sahi kaha apne
Aap consumer court me laga dena kyuki apki device warranty me hai
Ab dam 1999 ho gaya L0 ka dam Kam ho gaya L13200 me sala pagal ho gaya hai
Right
mene 3 months pehle new liya l0
कम्पनी को चाहिए कि Device को replacement करें और replacement का कुछ चार्ज भी ले.
Current situation ke sath achha video banaya h purane device ke badle kuch govt ko amount dena chahiye
ha
Company par case karunga
😂😂😂
First i used mantra then switched to morpho l0 now i have to buy a l1 device. What a waste of money
sahi kaha apne
Device Return hona chahiye
Sahi kaha apne
आपने सही कहा है रिटन होना चाहिए
Write brother
Govt. Ko in companies ne bhi Chanda diya hoga .....
सब को मिलके प्राइवेट aeps सर्विस बंद कर देना चाहिए थोड़े दिनों के लिए। जब लोग सर्विस ही नही देंगे तो l1 डिवाइस को कहरीदेगा कोन
par aisa hoga nahi
Mera Morpho 1300 L3 2M Device kam karna band ho gaya hai.
Kya Karen?
30 june 2024 ko band hoga
Mera bhi kam ni kr rha bhai
Device L0 ko L1 m
Upgrade ya Transfer kr skte h kya
Sir jitne bhi csp h uske help ke liye koi association chalta hai kya jaha apna complaint dal sake
no
bikul sahi bola bhai...
thanks
पैसा कमाने का तरीका है सरकार का
Mere pass mantra L0 hai sirf do mahina huaa hai khareeda huaa, Kaam dega yaa nahi sir please reply 😢😢😢
nahi
😥😥😥
bhai hamre pas evolute identi 5 hai jo 6500 me kharida tha uska ab kya karenge after 30 june
L0 sabhi band ho rahi
Bahut achhi bat
thank you
बीजेपी बहुत नोट कमा रही है सब निकलेगा
Sir i have secugen HU20 biometric device, do i need to buy new device? if yes which? i use it for making rental agreements
jab tal chal rahi hai chalne do
Government ko Lo ke update karke L1 me karna chahiye. L0 ka band karna bahut hi murkhta purn kadam hai.
sahi kaha apne
Mene to abi ek mhina6 pahle hi richarge Kiya he
konsa device hai
Bhaiya Government ne purani Divice ko Upgrade kar dena Chahiye nahi to hamari Divice bekar ho jayegi Kam karne vale sabhi log barbad ho jayege kitna Rupaye kharch karenge ham log
maine to purchase bhi kar liya😰😰😰😰😰
2 saal ka recharge bhi pada hai abhi recharge ka paisa bhi barbaad
अजी क्या कहना.. 3 हज़ार में ही तुम बर्बाद हो जाओगे 😅
Morpho L0 ki rd service khatm ho gya hai.,ab Richard kare ya nahi please reply me
nahi karna chahiye baki 30 ke bad pata chalega
Main distributor hoon mere paas new l0 6 piece hain ab iska kya hoga
sale kar do
@@WelcomeAmroha Kya bol rahe ho
Kon kharidega
Mene 15 din pahale hi liya h L0 kaam suru bhi nhi huaa h
L1 lena chahiye tha
Device return honi chahiye
yes
CSC Ke DM ab Service Active Krte Nhi Or Dealing krte Hai 😢
5000
🥲🥲
Company ko L0 device wapas leni chahiye
sahi kaha apne
Ham 1 mahina pahle morpho 4500 ka liye usse 1000 kamaye or bol Raha band hone wala hai
L0 band hoga
Maine bhi morpho ka device 3500 me kharida tha E3 2m
RD L 1 hoga to chalta rahega
Company pe kase hona chahiye
डिवाइस riplrence होना चाहिए
yes bro
Thank god
welcome
bhai thubnail sahi lagaya karo, view ke liye mislead karte ho viewers ko.
Sir mene 4din pehle hi marfo L0 m recharge kiya h pure 1 year ka ab kya hoga 😭😭
30 ke bad pata chalega kya hona hai
Mene to 2 month phele li thi L0 device 😭😭
😭😭😭😭
Shi Rai h
Mere pass to morpho ki device hai Maine 5000 ki mangai thi
😭😭
Maine 12 August tarikh ko buy kia hai abhi v mai isse 500 v nehi kamaya hai 😢😢😢😢
aisa hi hai
Haa yaar mene bhi abhi kharida h
Bhai in companyon ko exchange offer Chalana chahiye
aisa hona chahiye tha
Divace ritarn hona chahiye
yes
Biometric L0 to L1 update korne koi tarika korna chaie government er.
Yes
मैंने अपना I'd बनाने के लिए 650 रुपये दिया, और morfo L0 का रीचार्ज भी खत्म हो गया था तो, रीचार्ज me भी 442 रुपये lg गया लगभग 1100 रुपये के करीब 1 mnth ही chla पाया हू, मेरा उतना ग्राहक भी नहीं है, मुझे ky krna चाहिए sir pliz reply kriyega 🙏🙏🙏
ab apko new device Puchas kar hoga
@@WelcomeAmroha new devise me भी रीचार्ज krha होगा कि , New लेने पर रीचार्ज rhta है sir
1 year recharge milega
250 karod ka ghotala h saaf saaf
Yaar mene abhi 20 din pehle hi kharidi thi online bhut dino se lene ki soch rha tha lekin paise nhi the jab 2000 rupay huye to le li or aab ye bhi khatam ho jayegi jisse abhi ek rupay bhi nhi kamaya hai 😢😢😢😢
😢😢😢😢 2 month se device band hone ka chal raha hai
2025 में L2 device लेने के लिए कहा जाएगा और रिटेलर बर्बाद हो जायेगा
date bad gya
Good knowledge
thank
Good sir sahi bole hai
aisa hona chahiye
Mai abhi 2 sal ki richarge kiye hai
😭😭
maine 3 saal ka abhi 2.5 saal pending hai
😭😭😭😭
থ্যংক্স 👌🥰🥰
welcome
1.5 year purana letter hai
2 din wait karo
Meri bhi kharabh ho ho gai
same
Bbd hona start ho gya h check kro😅
mera to chal raha hai morpho l0 manta l0 aaj
Abe khushkhabri kiya h esa lag rha h jese class le rha ho
Mene abhi 3600 ka morpho liya tha
😥😥😥
Are bhai bhasan de rhe ho
Mai 4 months pahle hi 2 device Mantra & Morpho buy kiya tha, ab kya karoo ?
Itna paisa bhi nahi kama 4 months me . Kya karoo ?
Ye to galat baat hai.
ab kuch na hoga 😢😢😢😢😢
Ye sab government ki policy hai
Kamane ka dhandha hai sala
hai bro
Company ko L0 device wapas Leni chahiye
sahi kaha