ERGON FUNGICIDE | RALLIS INDIA LIMITED | KRESOXIM METHYL 44.3% | TATA ERGON FUNGICIDE | KHETIKI GYAN

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 окт 2024

Комментарии • 43

  • @kanzariyasuresh5558
    @kanzariyasuresh5558 8 месяцев назад +1

    Wah ❤

  • @aloneby3752
    @aloneby3752 9 месяцев назад +2

    Sir jire me kaliya bimari aa gai hai or din b din badhti ja rahi hai kya is ke upyog karne se ruk jayenga or geruntty kitni hai ruk jane ki please reply ser😢😢😢😓😥😢

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  9 месяцев назад

      Sir apka crop ka photo is what's aap number PE bhejiye 9090352497

  • @bharatvaghela2034
    @bharatvaghela2034 Год назад +2

    Good

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  Год назад

      धन्यवाद सिर जी🙏

  • @karanveersinghrandhawa836
    @karanveersinghrandhawa836 7 месяцев назад

    bhut videa sapr

  • @bookkrishna
    @bookkrishna Год назад +1

    jeere me kitne dafa iska dose de... aur kis samay par de sir

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  Год назад

      20-25 ml prati 15-20 liter Pani main milakar upyog Karen aur phasal ke sabhi charno main iska upyog kiya ja sakta hai sir

  • @durgeshnegi2332
    @durgeshnegi2332 Год назад +1

    Ye dwa thik hai ya Bevistin thik hai bolo ji

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  Год назад

      Ergon Bavistin se bohat achha result deta hai.....

  • @praveenmehta4270
    @praveenmehta4270 2 года назад +2

    Ergon k saath contaf plus mix kar sakte hai...kya

  • @karan9739
    @karan9739 Год назад +1

    Ergon ka स्प्रे जीरे में कर दिया है ओर बीच में कोई ओर फंगिसाइड का स्प्रे कर सकते है क्या ? ओर ऑथो सिलिक एसिड 2 % से जीरे को धुंध कोहरे से बचाया जा सकता है क्या ?????

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  Год назад

      सर कीतना दिन हुआ है Ergon का स्प्रे किए हुए और Ortho Silicic Acid 2% फसल में फलों के विकास और फलों के अच्छे गुणवत्ता पर कार्य करता है ना की कोहरे के लिए कार्य करता है।

    • @karan9739
      @karan9739 Год назад +1

      @@KHETIKIGYAN83 स्प्रे किए 5 दिन हुए हे पर स्प्रे के दूसरे दिन बारिश हो गई थी तो अब ergon दवाई का असर रहेगा या फिर दूसरा स्प्रे करना पड़ेगा ? ओर जीरे को धुंध कोहरे से कोनसी दवाई बचाती है ?

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  Год назад

      Ergon का असर रहेगा सिर। और कोहरे के लिए आप नॉर्मल फफुंदनाशक जैसे मेटालैक्सील + मैनकोजब का छिड़कब करें ।

    • @karan9739
      @karan9739 8 месяцев назад +1

      ​@@KHETIKIGYAN83sar ergon ke sath tata bahar mila skte he kya?

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  8 месяцев назад

      Sir agar bimari ka sankraman hai to bahar milakar upyog na karen aur agar bimari ka sankraman nehi hai to milakar upyog kar sakte hain.....

  • @karan9739
    @karan9739 Год назад +2

    Ergon acha he ya gelileo ?

  • @sanojsinghsks3586
    @sanojsinghsks3586 2 года назад +1

    Phal girta hai kya kare

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  2 года назад

      Sukh kar gir rahe hain kya sir...

    • @sanojsinghsks3586
      @sanojsinghsks3586 2 года назад

      @@KHETIKIGYAN83 nahi phal paudha se alag chod deta hai apne aap

    • @sanojsinghsks3586
      @sanojsinghsks3586 2 года назад +1

      Sem ki kheti ki hai bahut saare phal geer jaata hai koi dawa jaldi kaam nahi karta hai

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  2 года назад

      Sir aap boron 20% + Mixmicronutrient + redomil milakar chhidkab Karen asa karta hun ki achha result ayega

    • @BharabhaiThakor-i8g
      @BharabhaiThakor-i8g 2 месяца назад

      Mera kapas 50din ka hua hai kya spray kar sakte hai

  • @kuchhadiyarajesh7432
    @kuchhadiyarajesh7432 2 года назад +1

    6 din phle use kiya jira me aaj full barish hui ?

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  2 года назад

      Koi Baat nehi sir apko achha result dekhne ko milega.....

  • @vadic5869
    @vadic5869 3 года назад

    Sir ergon ke sath npk 00 52 34 ka spre kar sakte hain peas ko

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  3 года назад

      Nehi sir Koi bhi fungicide ko kisi tonic, npk aur vitamin ke saath milakar chhidkab nakare kyun ki uska result acha nehi ata hai....

  • @harpritbrar638
    @harpritbrar638 3 года назад +1

    False smut pe kaam krta hai yeh?

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  3 года назад

      Nehi sir uske liye aap Copper Oxychlorid 50% wp (blitox) yafir Propiconazole 25% ec (tilt) ka chhidkab Karen......

    • @harpritbrar638
      @harpritbrar638 3 года назад +1

      @@KHETIKIGYAN83 galileo way ko use kr skte ha kya propiconazole usme bhi ha 12%may b

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  3 года назад

      Han sir kar sakte hain lekin usmain ek antibiotics milakar chhidkab karen
      Aur copper ke saath antibiotics ko milakar bhi chhidkab Kar sakte hain

    • @harpritbrar638
      @harpritbrar638 3 года назад +1

      @@KHETIKIGYAN83 by name btaye bai streptocyclin ki baat kr rhe o aap

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  3 года назад +1

      Han sir steptocyclin

  • @apexpreditor83
    @apexpreditor83 3 года назад +1

    कौन से महीने मे डाले इसको

    • @KHETIKIGYAN83
      @KHETIKIGYAN83  3 года назад

      Bimari ke anese pehle aur aneke baad dono hin paristiyon iska chhidkab jiya ja Sakata hai

  • @NURISLAM-vb7td
    @NURISLAM-vb7td 2 года назад +1

    Aalu Deaagaba Eargon