Mahabharat Episode 248 || Dushyasan tries to escape || Part 2 || Pakistani Reaction

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 сен 2024
  • Mahabharat Episode 248 || Dushyasan tries to escape || Part 2 || Pakistani Reaction

Комментарии • 64

  • @user-pv9vt7vu9x
    @user-pv9vt7vu9x Месяц назад +17

    Prabhas ki kalki movie ne sirf 11 din mein 900 crore ki kamai kar dali aur duniya bhar mein record breaking kamai kar rahi hai 😍👑

    • @Anchal-yb7td
      @Anchal-yb7td Месяц назад +2

      North America me sabse jyada log Kalki movi ko pasand kar rahe hai aur vaha iska box office collection bhi acha hai

    • @Haraldfinehair-in2wf
      @Haraldfinehair-in2wf Месяц назад +1

      Power of south indian movie🔥

    • @henrykissinger6157
      @henrykissinger6157 Месяц назад

      Bhai kasam se kalki movie ke graphics ultra pro max level haa

  • @user-pv9vt7vu9x
    @user-pv9vt7vu9x Месяц назад +9

    Mahabharath itihas ka aur pure kaynaat ka sabse Epic story hai aur Ramayan bhi 🙏🚩

  • @Tyer-z1q
    @Tyer-z1q Месяц назад +8

    9:19this is the' real power of bheem..🔥🔥🔥

  • @BhoomiPandey-et8uh
    @BhoomiPandey-et8uh Месяц назад +2

    Shakuni ke pass bhi bahot power thi ,iss serial me dikhaya nhi hai

  • @user-sf7qp8ck7m
    @user-sf7qp8ck7m Месяц назад +3

    Jai Shree Krishna

  • @sparsh__bhardwaj
    @sparsh__bhardwaj Месяц назад +7

    Karna 🔥

  • @himanisharma364
    @himanisharma364 Месяц назад +1

    Bhaut bhanayak war thi mahabharata.

  • @secretofmind797
    @secretofmind797 Месяц назад +2

    Karna chahata to Bhim ko mar sakta tha par usane mara nahi
    Karna ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

    • @topoint878
      @topoint878 Месяц назад

      ruclips.net/video/T2NSm8_vkUk/видео.htmlsi=27GENe2op3pj2_B2

  • @topoint878
    @topoint878 Месяц назад +7

    Bhim se powerful koi nhi tha,bakasur,hidimba,jarasangh ,krimir,jatasur, keechak itne taaqatbar yodha ka vadh kiya hai

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 Месяц назад +1

      Arjun ji ne 3 crore Nivatkavacch Rakshason ka vadh kiya tha bhai jinhe Devta tak nahi sakte the.Swayam Devon ke Dev Mahadev ko apni kala se santust kiya tha unhone.Bheem ko Prajagra Parva mein unke hi purvaj Nahush jo ajgar ke rup mein the Bheem ko pakad liya tha aur chhura bhi nahi paaye the agar Yuddhisthir ji unke prasno ke uttar nahi de paate toh kadachit maare jaate. Aur ek baar Yuddhisthir ji ne Bheem ko bachaya tha jab ahankar vash unhone yaksha jo vaastav mein Dharmaraj the unke prasno ke uttar diye bina hi paani pee rahe the. Bheem Mahabali the 10000 haathiyon ka bal tha.

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 Месяц назад

      ​@@IndraneelSarkar-127 Lekin bro Arjun ji ne Vajrastra prayog karke Nivatkavachom ka vadh kiya. Bheem ne sirf apne bahubal se un sab ko khatam kiya. Jo bhi ho Pandavom mem Bheem hai mera sabse bada favourite. The symbol of selfless love😊❤️

    • @julienatlas2313
      @julienatlas2313 Месяц назад

      ​@@harikrishnank1312 Dhanush se ladna aur apni takat se ladne me farak hota hai

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 Месяц назад +1

      ​@@julienatlas2313 Ham. Tho kya mene isko koi virodh kaha?

  • @tridibpaul7799
    @tridibpaul7799 Месяц назад +2

    Karan k pas chance tha ki bheem ko badh karne ka par ....badh nehi kiya ssrif Bandhan kiya

  • @Fattgrover
    @Fattgrover Месяц назад +1

    Next part upload fast...dil ko sukun milne wala episode haaa...specialy ali vai l liye...itna dardnaak hoga..

  • @harikrishnank1312
    @harikrishnank1312 Месяц назад +1

    Sanjaya said, “Vaikartana himself countered and restrained Bhimasena, supported by the Panchalas, Chedis and Kekayas, with his arrows. While Bhimasena looked on, Karna angrily killed many Chedi, Karusha and Srinjaya maharathas. Bhimasena avoided Karna, supreme among rathas, and advanced against the Kourava soldiers, like a blazing fire amidst dead wood. The son of a suta, the great archer, slaughtered thousands of Panchalas, Kekayas and Srinjayas in the battle. The maharathas caused great carnage- Partha against the samshaptakas, Vrikodara against the Kouravas and Karna against the Panchalas.
    (Karna vadha parva chapter 1190(40))

  • @parveshgora1207
    @parveshgora1207 Месяц назад +1

    Idhar karan bheem se haara tha par dekhaya nhi gya ,keval mahabharat padne waala he jaan sakta hai

  • @harshrawat962
    @harshrawat962 Месяц назад +1

    Waise actually main dushason me bhima se bahaduri se yudh kra tha isme joker bnaya hua hai dushason ko par vo ek yodha ki maut mra tha

  • @amitmittal4247
    @amitmittal4247 5 дней назад +1

    Bhai bheem pawan puttr he.

  • @user-pv9vt7vu9x
    @user-pv9vt7vu9x Месяц назад +2

    Ramayan mein indrajit sabse Shakti shaali yoddha thein 🙏🚩

    • @skgamer1020
      @skgamer1020 Месяц назад +5

      Hanuman the kya yaar tum bhi naa😂😂
      Jai bajrangbali🚩🚩🚩

    • @sparsh__bhardwaj
      @sparsh__bhardwaj Месяц назад +5

      Ravan wali side se sabse strong the, not overall

    • @rajeshkumarpadhi6557
      @rajeshkumarpadhi6557 Месяц назад +1

      Prabhu Shree Ram, Laxman, Lord Hanuman hote hue aise comment karne se sharam nahin ata, btw Bali was the most powerful warrior in Ramayan after Prabhu Shree Ram, Laxman and Bhagwan Hanuman.

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532 Месяц назад

    Ab aya mojja ❤❤

  • @motivational_73yt
    @motivational_73yt Месяц назад +8

    My fev angraj karan ❤❤❤ use itana shaktishali nahin dikhaya gaya tha krishna ne arjun ko 2 bar bachaya tha karan se 😅

    • @sparsh__bhardwaj
      @sparsh__bhardwaj Месяц назад +1

      ❤❤

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 Месяц назад +2

      @@motivational_73yt kab bhai bachaya tha zara bachana. Agar Shakti Astra ki baat kar rahe ho toh Shakti se bade bade Astra Arjun ji ke pass the even Vajrastra kyunki Shakti dete samay Indradev ne Karna ko Vajrastra ke atirikt kuch bhi maangne ko kaha tha. Par Shree Krishna chahte the Arjun Kam se kam divyastra ka prayog kare aur Ghatotkacha koi dharmik rakshas bhi nahi the woh Brahmano aur sabhya jano ko pareshan karte the isliye Shree Krishna ne kaha agar Karna Ghatotkacha ka vadh nahi karta toh Dharma ki sthapna ke liye woh unka vadh karte aur 2sri baar jis Ashwasen saanp ki aap baat kar rahe hain agar woh itna hi powerful hota toh Arjun turant baad hi apne 6 baano uska vadh nahi kar paate. Karna ke pass toh Astra toh aur the nahi saanp ki help leni padhi. Shree Krishna ne Arjun ji ke baan chalane se pehle hi rath ho dhasha diya tha. Mama Shalya bhi jaante Karna ka nishana kaisa tha isliye unhone Karna ko thik se gardan par nishane lagane ko bhi kaha tha. Iss yuddh mein Arjun ji ne kewal 20% divyastra ka hi prayog kiya tha. Aur agar baat bachane ki hai toh yahan yeh toh dikhaya hi nahi ki Ashwatthama ne 14th Day ko Arjun ke haathon se Karna ki 3 baar raksha kari thi aur Bheem se Karna ko bachane ke liye Duryodhan apne bhaiyon ki bali chadhate gaya. Aadhe se zyada bhai toh aise hi mar gaye. Dritarashtra bhi sach jaanta the.

    • @Aghori.Baba4109
      @Aghori.Baba4109 Месяц назад +1

      ​@@IndraneelSarkar-127 yahi sach hai bhai.....andhbhakt Iskcon wale ko kon samjhai.....kyunki arjun ko bhagwan parampita parmeshwar shiv ji ne arjun ko pashupatastra ka gyan diya kisi v astra satra ko mita sakta tha kyunki pashupatastra ka koi tod nahi hala ki arjun ne kabhi iska istamal v nahi kiya tha.

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 Месяц назад +2

      @@Aghori.Baba4109 Haan bhai Arjun ji ne kewal 20 % divyastra ka hi prayog kiya tha ranbhumi mein.

    • @Sparsh_Bhardwaj-ka-21-Baap
      @Sparsh_Bhardwaj-ka-21-Baap Месяц назад

      Ye hai Karna😂👉🐷🐶🐣

  • @harikrishnank1312
    @harikrishnank1312 Месяц назад +1

    O great king! The clash that ensued between Karna and Pandava was fierce. It was tumultuous and terrible in form. O great king! On seeing those two maharathas clash against each other, my mind was certainly anxious to know what would transpire today. O Indra among kings! However, Karna laughed and didn’t have to make a great effort. In a short instant, he deprived Bhima, whose deeds were terrible, of his chariot. O best of the Bharatas! Despite being deprived of his chariot, the one who was like the wind god, laughed. The mighty-armed one descended from his supreme chariot, with a club in his hand. O king! Bhima, the striker and scorcher of enemies, assumed a terrible form and violently killed seven hundred elephants. He knew about the inner organs and struck them at the base of their tusks, their eyes, their temples and their loins. Having severely struck them in their inner organs and killed them, he roared. They fled in fear, but were again rallied back by the riders. They surrounded him, like clouds around the sun. However, using his club, he killed and brought down seven hundred elephants on the ground, with their riders, weapons and flags, like a mass of clouds driven away by the wind. There were extremely strong elephants that belonged to
    Subala’s son.47? In the battle, Kounteya again brought down five hundred and two of these. He fiercely crushed one hundred chariots and a hundred foot soldiers that belonged to the enemy. They were killed by Pandava in the battle, while your army looked on. They were scorched by the sun and by the great-souled Bhima
    (Karna vadha parva chapter 1184(34))

  • @harikrishnank1312
    @harikrishnank1312 Месяц назад +1

    He pierced Karna with nine sharp arrows with drooping tufts. Karna used his arrows to sever his bow into two fragments from the middle. When he was deprived of his bow, he struck him between the breasts with extremely sharp iron arrows that were capable of penetrating all armour. O king! Vrikodara picked up another bow and struck the son of the suta with extremely sharp arrows that were capable of penetrating the inner organs. He roared powerfully and made heaven and earth tremble. Karna struck him with twenty-five iron arrows, like a maddened and proud elephant attacked in the forest with flaming torches. With his limbs mangled by the arrows, Pandava became senseless with rage. His eyes were coppery red with anger and intolerance and he wished to kill the son of the suta. His bow was extremely powerful and supreme and capable of bearing a great load. He affixed an arrow that was capable of shattering mountains. The son of the
    wind god*69 powerfully stretched the bow back, all the way up to his ears. Wishing to kill Karna, the great archer angrily released the arrow. Having been thus released by the powerful one, the arrow, with a sound like that of the vajra or thunder, struck Karna in that battle, with a force like that of the vajra against a mountain. O extender of the Kuru lineage! Thus struck by Bhimasena, the son of the suta, the leader of an army, lost his senses and sank down on the floor of his chariot. On seeing that the son of the suta had lost his senses, the lord of Madra bore Karna, the adornment of a battle, away on the chariot. When Karna was defeated, the large army of the sons of Dhritarashtra was driven away by Bhimasena, like an army of the danavas by Indra.” ’
    (Karna vadha parva chapter 1184(34))

  • @Sparsh_Bhardwaj-ka-21-Baap
    @Sparsh_Bhardwaj-ka-21-Baap Месяц назад +2

    Karna vishwa ka sarwshsresth baahghoda or durachari tha😂

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532 Месяц назад

    Kammal ❤❤

  • @Samyak580
    @Samyak580 Месяц назад

    1 pahar = 3 hours . 😊

  • @Ak-qp2um
    @Ak-qp2um Месяц назад +2

    Dushasan toh gaya😂😂

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy Месяц назад

    Mahabali Bheem.... Pawan puttar Hanuman ji ke bhai hn

  • @topoint878
    @topoint878 Месяц назад +2

    Yudhishthir saamne hota to Aisa buri maut dusasan ka nhi hone deta

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 Месяц назад +4

      Real mein buri maut mara bhi nahi tha. Bheem ne uska haath bhi nahi ukhada tha aur uski Chaati chidhne se pehle uska sar kaat diya tha.

    • @topoint878
      @topoint878 Месяц назад

      @@IndraneelSarkar-127 buri maut to diya tha aur khoon bhi Piya tha

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 Месяц назад +2

      ​@@topoint878 Khoon bhi nahi Piya tha. Unhone Stri Parva mein swayam Gandhari ji se kaha ki Dusshasan ka rakt uske daant aur hoton ko chhute hue neeche gir gaye.

    • @topoint878
      @topoint878 Месяц назад

      @@IndraneelSarkar-127 ye baat to sirf gandhari ko bataya tha,sabke saamne to Piya hi tha

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 Месяц назад

      ​@@topoint878Nahi sabhi the jab unhone Gandhari ko bataya tha.

  • @deepubanna1821
    @deepubanna1821 Месяц назад +5

    Karn rath me chuup gya tha bheem k dr s 😂

  • @subir476
    @subir476 Месяц назад

    Next shrimad ramayan

  • @Sparsh_Bhardwaj-ka-21-Baap
    @Sparsh_Bhardwaj-ka-21-Baap Месяц назад

    Karna is Biggest L 😂

  • @punitsuneri542
    @punitsuneri542 Месяц назад

    Bhai mahabharat ko samjhna he to ek chenal he wach good usko dekho sari mahabharat ka yudh samaj ajaega