बेहतरीन जानकारी पुरानी टिहरी शहर में भी भगवान बद्रीनाथ का एक मंदिर था क्योंकि बद्रीनाथ की राज परिवार के कुल देवता थे हालांकि टिहरी राज परिवार आज भी मंदिर के प्रबंधन का कुछ कार्य करता है
Bhejji apne Bahut achi Jankari di. Ap Garhwal ke Senapati Dada Lodi Singh Rikhola ji son of (Bhoo Singh Rikhola ji) ke upper bhi Video bana dijiye Jinhone Mughals and Tibetans people's se Garhwal Uttarakhand Dev Bhumi ko bachaya tha. Hum Rikhola Negi unhi ke vanshaj hai from Pauri Garhwal Uttarakhand se Bhejji ❤️🙏
@@aditichandola1815 Sir, Dada Lodi Singh Rikhola ji son of (Bhoo Singh Rikhola ji) Garhwal ke Veer Senpati the. Jinhone pure Garhwal se lekar Himachal Sirmour tak apna shahan kiya tha. Sirmour ke Raja ko hara kar Garhwal se lekar Sirmour tak apna shahan kiya. Kuch Article mai toh Guldaar Nantram Negi ji ko bhi Dada Lodi Singh Rikhola ji ka hi Vanshaj bataya gya hai.
Kuch sawaal hai mere relegion, surname aur culture pe pride krne walo ke liye. 1.Ek raja ke liye nadi raasta badal de ye kewal ek kahani hi hain. Ya phir kahi aisa to nahi apne ego ke liye nadi ka bahaav hi badalva diya gaya? 2.Aur ya phir prakritik ghatna ke kaaran aisa kuch hua ho jise ihswariya shakti ka naam diya gaya ho? 3.Waise to jabse cameras aaye hain tab se aise chamatkaar hona band se ho gye hain. Lagta hain Ishwar bhi camera shy hain.😂 4.Aur mughalo se leke angrez aagye so called devbhoomi pe raj krne lekin majaal hain so called devi devta unka saamna krne ke liye logon ke shareem mein aaye ho. Bas naach gaane tak hi seemit rhe hain jagar ke samay.😂 5.Aur Jai Rajput krne wale logon mughlon aur angrezo ke samay kya ho gya tha bas kori bakwas krvaon logon se sanskriti aur relegion ke naam pe us afeem mein hi doobe hue hain. Main ye comment logon ki aankhein kholne ke liye likh rha hoon ki is rajya ko Devbhoomi devbhoomi kehna band krein aur kuch sarthak krein. Bewakoof rajparivar ke logon aur rajnetaon (irrespective of political parties) vote krna band krein sirf is naam pe ki woh devbhoomi chillate rehte hain. Manav samaj ko aage vigyan lekar aaya hain naaki Dharm/Relegion/Majhub ne, isne to kewal nafrat aur mahila aur pichde samaj walo se nafrat krna sikhaya hain aur unka kaise shoshan kr sakein ye sikhaya hain.
Lekin sir ji ek cnfusion h medni shah ko to prithvi shah n niskashit krdiya tha or apne pote (medni k putr fatheh shah ) ko gaddi pe baithay tha to medni shah ka jikar kaise hai jb use desh nikala mila tha
हां... आपका प्वाइंट काफी हद तक सही है। मेदिनी शाह को लेकर कई जगह ये कथन मिलता है। लेकिन ज़्यादातर इतिहासकारों ने बताया है कि एक शॉर्ट टर्म के लिए मेदिनी शाह ने राज किया था। ये बहुतायत में मिलता है
@@desire7786 es song me ye bhi hai ki jab raja ko sone ki kursi ki pehchan karni thi to unhe bhagwan badrinath dikhe the ... Sayad es wajah se bhi unhe bolanda badrish kaha jata hai
Pata nahi par kafi negative vibe aa rahi hai aisi parampara ko sunkar , bhagwan shri hari vishnu ki tulna ek samanya se manushya se karna bhut choti soch ka praman hai.
@_Nothing524 you need to break the matrix, otherwise maya jal will cover your soul with in him. Don't lock yourself in cage, find your answer by yourself not by what is written in book or said by others. Only after you can break the matrix & can have privilege to see bhagwan ji 🙏
Badrinath mandir par kya ithas me Anya mandiro ki Tarah kabhi attack bhi hua hai, iski video banao, main suna tha bhagwan badrinath ko shyani dehradun ki basmati ki pongadi (kheto)ka sabse phale bhog lagta tha or in pungde kheto par jab kisi ne attack kiya to madho Singh usese lade or use harakar badrinath ji ke kheto ko bacha liya iske hi falswaroop Gadwal naresh ne unhe khush hokar maletha diya ye Katha bhi badrinath se judti hai
बेहतरीन जानकारी पुरानी टिहरी शहर में भी भगवान बद्रीनाथ का एक मंदिर था क्योंकि बद्रीनाथ की राज परिवार के कुल देवता थे हालांकि टिहरी राज परिवार आज भी मंदिर के प्रबंधन का कुछ कार्य करता है
धन्यवाद सर.
Me bhi टिहरी गढ़वाल उतराखंड से हूँ ❣️❣️
Jaii badri vishal 🙏🙏🙏
Bhejji apne Bahut achi Jankari di. Ap Garhwal ke Senapati Dada Lodi Singh Rikhola ji son of (Bhoo Singh Rikhola ji) ke upper bhi Video bana dijiye Jinhone Mughals and Tibetans people's se Garhwal Uttarakhand Dev Bhumi ko bachaya tha. Hum Rikhola Negi unhi ke vanshaj hai from Pauri Garhwal Uttarakhand se Bhejji ❤️🙏
ज़रूर जल्द कोशिश करेंगे।
Aap thoda jankari dengey es vishya mein
@@aditichandola1815 Sir, Dada Lodi Singh Rikhola ji son of (Bhoo Singh Rikhola ji) Garhwal ke Veer Senpati the. Jinhone pure Garhwal se lekar Himachal Sirmour tak apna shahan kiya tha. Sirmour ke Raja ko hara kar Garhwal se lekar Sirmour tak apna shahan kiya.
Kuch Article mai toh Guldaar Nantram Negi ji ko bhi Dada Lodi Singh Rikhola ji ka hi Vanshaj bataya gya hai.
बहुत सुंदर विश्लेषण ❤
धन्यवाद
7:47 gorkhaoo ko khadedne k liye angrejo ne game khela wala sahi lga😂😂😂😂
जय बद्री विशाल 🪔🌹🍎🏡🙏🙏🙏
First view
धन्यवाद
Wow nice video it's give a good knowledge ❤❤ keep it up
Thank you sir.
Jay badrivishala ki 🙏🌹🌹🌹
जय बद्री विशाल।
जय बदरी विशाल
❤
Jai badri Vishal 🎉
❤❤❤❤❤❤
Proud to be born in tehri garhwal ❤🙏
Hmara gau bhi raja pratap shah ji ne bsaya tha kholgad , pratap nagar ❤
बहुत सुंदर
👏
Excellent
Punwar rajput ❤
Panwar vashi ya parmar vashi dono alg vans h ????
Ek hi hai
🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Download kyu nhi Hoti video
ये टेक्निकल कुछ पता नहीं सर
Sir if kindly sources bhi mention kr dijiye taki hm exam aspirants ko details m padne ke apportunity mile😊
ज़रूर सर... हमने कर दी हैं। उम्मीद है आपके कुछ काम आएगा।
Kuch sawaal hai mere relegion, surname aur culture pe pride krne walo ke liye.
1.Ek raja ke liye nadi raasta badal de ye kewal ek kahani hi hain. Ya phir kahi aisa to nahi apne ego ke liye nadi ka bahaav hi badalva diya gaya?
2.Aur ya phir prakritik ghatna ke kaaran aisa kuch hua ho jise ihswariya shakti ka naam diya gaya ho?
3.Waise to jabse cameras aaye hain tab se aise chamatkaar hona band se ho gye hain. Lagta hain Ishwar bhi camera shy hain.😂
4.Aur mughalo se leke angrez aagye so called devbhoomi pe raj krne lekin majaal hain so called devi devta unka saamna krne ke liye logon ke shareem mein aaye ho. Bas naach gaane tak hi seemit rhe hain jagar ke samay.😂
5.Aur Jai Rajput krne wale logon mughlon aur angrezo ke samay kya ho gya tha bas kori bakwas krvaon logon se sanskriti aur relegion ke naam pe us afeem mein hi doobe hue hain.
Main ye comment logon ki aankhein kholne ke liye likh rha hoon ki is rajya ko Devbhoomi devbhoomi kehna band krein aur kuch sarthak krein. Bewakoof rajparivar ke logon aur rajnetaon (irrespective of political parties) vote krna band krein sirf is naam pe ki woh devbhoomi chillate rehte hain. Manav samaj ko aage vigyan lekar aaya hain naaki Dharm/Relegion/Majhub ne, isne to kewal nafrat aur mahila aur pichde samaj walo se nafrat krna sikhaya hain aur unka kaise shoshan kr sakein ye sikhaya hain.
Lekin sir ji ek cnfusion h medni shah ko to prithvi shah n niskashit krdiya tha or apne pote (medni k putr fatheh shah ) ko gaddi pe baithay tha to medni shah ka jikar kaise hai jb use desh nikala mila tha
हां... आपका प्वाइंट काफी हद तक सही है। मेदिनी शाह को लेकर कई जगह ये कथन मिलता है। लेकिन ज़्यादातर इतिहासकारों ने बताया है कि एक शॉर्ट टर्म के लिए मेदिनी शाह ने राज किया था। ये बहुतायत में मिलता है
Pritam bharatwan ji ke gaane ke anusar ganga maa wala vyakhyaan Narendra Shah ke liye milta hai
@@Ruchikotnala kon sa wala Gana
@@desire7786 supa talaee pithee narender shah maharaj
@@desire7786 es song me ye bhi hai ki jab raja ko sone ki kursi ki pehchan karni thi to unhe bhagwan badrinath dikhe the ... Sayad es wajah se bhi unhe bolanda badrish kaha jata hai
मेदनी शाह नही ओ नरेन्द्र शाह थे।
Pata nahi par kafi negative vibe aa rahi hai aisi parampara ko sunkar , bhagwan shri hari vishnu ki tulna ek samanya se manushya se karna bhut choti soch ka praman hai.
Raja ko dharti par bhagwaan vishnu ka roop he mana gya hai kyuki wah janta ke maa baap samaan hai lekin hota wo bhagwaan vishnu ka sevak he hai
@_Nothing524 you need to break the matrix, otherwise maya jal will cover your soul with in him. Don't lock yourself in cage, find your answer by yourself not by what is written in book or said by others. Only after you can break the matrix & can have privilege to see bhagwan ji 🙏
Raja ko bhagwan mannae walo 😂
Badrinath mandir par kya ithas me Anya mandiro ki Tarah kabhi attack bhi hua hai, iski video banao, main suna tha bhagwan badrinath ko shyani dehradun ki basmati ki pongadi (kheto)ka sabse phale bhog lagta tha or in pungde kheto par jab kisi ne attack kiya to madho Singh usese lade or use harakar badrinath ji ke kheto ko bacha liya iske hi falswaroop Gadwal naresh ne unhe khush hokar maletha diya ye Katha bhi badrinath se judti hai
जल्द कोशिश करेंगे सर
Thora dhime bolo bhai kha ki jaldi h
आगे ध्यान रखेंगे...