Waah! Aaj to ye itna pyaara geet , Manna Dey ji ki makhmali aawaaz mein sunn kar dil khush ho gaya ! Gulzar sahab ki ek aur naayaab ghazal, jiske hriday sparshi bol, dil ko chuu lene waale hain! …. Lau pe jal-jal ke, andheron ne diya bhee humko..raat gar itni meharabaa.n hai, sahar kyaa hogi … Humse achchhi to farishto.n kee basar kya hogi…Gham kee raunaq jo idhar hai, wo udhar … Iss ghazal ki dhun mujhe Talat sb, ki gaayi ghazal ki yaad dila rahi hai… Humse aaya na gaya, tumse bulaaya na gaya… Faasla pyaar mein dono se mitaaya na gayaa … Bahut hi meetha gaaya hai Manna Dey ji ne shayar ke iss kalaam ko, dil ko chuu liya! Laajvaab shaayari, sangeet aur gaayaki se sushobhit iss rachna ne sammohit kar diya! 🥰 Shukriya ek aur khoobsoorat upload ke liye! 💐👍🙏
Soulful rendition .
Waah! Aaj to ye itna pyaara geet , Manna Dey ji ki makhmali aawaaz mein sunn kar dil khush ho gaya !
Gulzar sahab ki ek aur naayaab ghazal, jiske hriday sparshi bol, dil ko chuu lene waale hain! ….
Lau pe jal-jal ke, andheron ne diya bhee humko..raat gar itni meharabaa.n hai, sahar kyaa hogi …
Humse achchhi to farishto.n kee basar kya hogi…Gham kee raunaq jo idhar hai, wo udhar …
Iss ghazal ki dhun mujhe Talat sb, ki gaayi ghazal ki yaad dila rahi hai…
Humse aaya na gaya, tumse bulaaya na gaya…
Faasla pyaar mein dono se mitaaya na gayaa …
Bahut hi meetha gaaya hai Manna Dey ji ne shayar ke iss kalaam ko, dil ko chuu liya!
Laajvaab shaayari, sangeet aur gaayaki se sushobhit iss rachna ne sammohit kar diya! 🥰
Shukriya ek aur khoobsoorat upload ke liye! 💐👍🙏