Mere plot ki mitti bhi kali hai or mujhe ye bataye ki pile foundation sahi rahega tracktor se kalam to sidha gaddha hota hai to G+2 tak load le sakta hai ki Hati pao hi banawana thik रहेगा jo chal raha hai
Ye to soil par depend karta h... Ese hi randomly hum kuch bhi nhi Maan sakte.... Waha jo bahut pahle se ghar bane Hua ho unse "idea" le sakte ho ki base kitna neeche ar kaise banaana chahiye
Sir, Thanks for this information My question Which one is the best method from above all. My engineer suggest me to go with Pile method.... should I accept it or ask him for another method.... Please guide
Sir me apne ghr me 7 feet ka pile piller diye hai kya hum mere ghar ka area 680 square feet hai jisme maine 7 feet deapth ka 12 go pile piller diye hai koi problem to nhi hoge future me please reply me
Issue serious h... Etni kam details k sath solution batana theek nhi hoga... Consult with a good structural engineer... Kyunki jo aapki problem h uska solution already available h market m...
Sir Mai pile karaya hu or hard mitti 3 meter pe mil gya but mujhe under reamed ke bare me nhi pta tha to kya pile thik h 3 floor ke liye ki nhi
Kali matti p payling karna kaisa hoga sir pls ...rply sir
Thank you so much
Mere plot ki mitti bhi kali hai or mujhe ye bataye ki pile foundation sahi rahega tracktor se kalam to sidha gaddha hota hai to G+2 tak load le sakta hai ki Hati pao hi banawana thik रहेगा jo chal raha hai
Sir graund flor k liye graund label se 5ft pe Balu giti kar k bass bana sakte h
Ye to soil par depend karta h... Ese hi randomly hum kuch bhi nhi Maan sakte.... Waha jo bahut pahle se ghar bane Hua ho unse "idea" le sakte ho ki base kitna neeche ar kaise banaana chahiye
Sir mene 7fit khola he or us me Balu dal ke conkrit ka bas banake pilara deneka soch Raha hun ky a sahi hoga 2 manjil Ghar ke leaa
Normal soil m koe problem nhi h.... Ar neeche gitti bhi daal dena baalu k sath
Sir, Thanks for this information
My question
Which one is the best method from above all.
My engineer suggest me to go with Pile method.... should I accept it or ask him for another method....
Please guide
Pile method generally is the best method in black soil
Sir me apne ghr me 7 feet ka pile piller diye hai kya hum mere ghar ka area 680 square feet hai jisme maine 7 feet deapth ka 12 go pile piller diye hai koi problem to nhi hoge future me please reply me
Kya hum 3 floor bana sakte hai
👍 good information
Thanks
Sir, agar 30 feet tk black cotton soil hai. Toh kon sa pile use krna hai and kitne feet tk krna hai.
It should be RCC pile but in your case discuss with structural engineer for accurate details
Do we need to remove black soil of whole buildup area? Or only near the area of foundation?
In black soil, you generally need to do mass excavation, means need to remove soil of whole buildup area
Hi sir
Hi
हमारे शहर की मिट्टी में सीलन है ।
कोई कितना भी मजबूत घर बनाले।
घर ये नमी और दरार जरूर आती हैं।
इसका कहीं soltution नहीं मिला।
इसके बारे में बताओ
Issue serious h... Etni kam details k sath solution batana theek nhi hoga... Consult with a good structural engineer... Kyunki jo aapki problem h uska solution already available h market m...