एक सवाल जो मेरे आज दिन तक जहन में था। की साला फास्ट पार्टी और थर्ड पार्टी बहोत बार सुन रखा था। पर सेंकड पार्टी कोन हे यह आज दिन तक पता नहीं चला जो आपके video से पता चला बहोत धन्यवाद आपका इसके लिए🙏🏻
Sir Mari ghadi ka accidents 3/12/2023 ko hova tha ab dobra 24/12/2022 ko accident ho gya khy ab m dubara Clem kar sktha hu . Mujy dubara Clem mil jayga khy sir ji
Sir mer Qn hai mera hero ki bike hai hero ki site par renewal karane par premium amount jyda dikha Raha hai jabki phonepay Paytm par 300-400 rs kam amount ka premium plan dikh Raha hai kya karu kaise confusion dur karu
@@AdVino_INDIA sir mera bike liye 1 year hi huaa hai to Mai kaun sa plan lu "own damage" ya "comprehensive" kyoki Mera abhi 3rd party ka expiry nahi huaa hai.
3 mahine pahle TVS jupiter 125 li thi..or uska 2din pahle accident ho gya...or side mai scratches or accessories dab gyi to uska kya solution hai..claim lena chaiye ya fir bhar se??or scratches ka kya solution hai
Sir mene new model ka glomur bike liya 10octobor ko 1sal hone bala hai lekin us din bike ka accident ho geya hai ti insurance first party hai mera to usme muje kuch bil pay karna padega kya 20% ya 30% aisa kuch
Bhaiya splendor bike hai wisor , mudgard , leg guard pe scratches, aur bearings kharab ho gye hai to kya claim milega but insurance renew nahi kiya hai to pehle insurance renewal karwana padega kya ?
@@AdVino_INDIA pr bhai insurance paper pe renewal date 11/02/2023 - 11/10/2024 hai to kya 2 bar renew karwana padega kya or renew karwane ke turant claim kr sakte hai kya
@@AdVino_INDIA sir , mai ye puchna chahta tha ki jese ki bike ki ownership papa ji ke naam per hai or nominee mai hu per bike mai chalata hu toh mujhe agar claim Lena ho toh claim krte time licence Mera use hoga ya fir mere papa ji ka use hoga. Please bataye
Sir meri bike ka first party insurance khatam hone wala h 2 din me or 3rd party insurance 2 saal ka bacha h abhi to mujhe 1st party insurance renew karwana chahiye ya nahi
Sir bike insurance claim nahi kiya phir bhi insurance renewal kara rahe hai to last main hame insurance yearly jo bhi pay Kiya hai o refund hoga kya??🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑
Sir meri bike ko 1 sal ho chuka hai to mujhe dubara insurance lena hai par mai knfyuj hu ki sarvis bahar se karwa sakta hu ya soroom se karvani padegi tabhi insurence clime milega
Od mai bumper to bumper claim. TP only police chalan se aur third party ko claim PA agar jiske naam per vehicle hai agar usko kuch ho jata hai vehicle chalte time to claim milega OD aur PA ek saal baad renew karwani padegi Thanks 👍
Hello sir meri car ka nil depreciation insurance h sir m already ek baar claim le chuka hu pr sir mera aaj subh accident hogya kya mujhe ab firse claim nhi milega
Agar dusri company se insurance karvate Hain to gadi ko agar kuchh ho Jaye to showroom jana padega ya chhoti branch jahan hun vahan se theek ho jayegi bajaj
Showroom mein agar insurance kar aaoge to hi showroom mein clame milega agar showroom mein nahin karaya ho to jisse insurance liye ho usse baat karo vah bahar se insurance karva sakta hai
Hello sir mere bike ka battery khatam ho gya hai abhi 1sal bhi nahi huaa hai to kiya ye mere batter campany wale free me dege Maine 1st party insurance liya hai
Sir mera bike accident ho gaya or bike main aagay ka headlight visor tut gaya or scratches aa gaya gadi ko to vo bol rahai hai ki scratch ka kuch nahi hoga 😢
Bhai mene new bike liye hai D.O.D - 12/12/2023 and date of accident 27/12/2023 Abhi mere bike ka front part pura khatam ho gaya hai aur abhi showroom wole bol rhe h chassi frame v change hoga to kya abhi mera insurance claim mil sak ta h woise hum TATA AIG se karwayi h insurance
Mana ek sal pahla bike li 1st party khatam ho gya but 3party ha ab company ka msg aya link pa clik kia 1590 pay ka option aya but bulike 1lakh 8 hazar ki ha
@@AdVino_INDIA ye bataiye jaise bike liye mera tisra sal chal Raha hai to Mera bike accident se Tut Gaya hai kuchh uske part . To kya ajensi se ban jaega Mera bike
आपका वीडियो बहोत अछा लगा बहोत ही अछा लगा। आपने कठिन सब्दो को बहुत ही साधारण हिंदी सब्दो में समझाया यह मुझे बहुत बेहतरीन 👌🏻💐
Thanks 🙏💚💚
एक सवाल जो मेरे आज दिन तक जहन में था। की साला फास्ट पार्टी और थर्ड पार्टी बहोत बार सुन रखा था। पर सेंकड पार्टी कोन हे यह आज दिन तक पता नहीं चला जो आपके video से पता चला बहोत धन्यवाद आपका इसके लिए🙏🏻
Thanks 🙏
KTM Duke 390 ka kitna persent discount milta hai
Sir Mari ghadi ka accidents 3/12/2023 ko hova tha ab dobra 24/12/2022 ko accident ho gya khy ab m dubara Clem kar sktha hu . Mujy dubara Clem mil jayga khy sir ji
Ha mil jayega
Bhai marna he kya tu he roj roj
Sir mer Qn hai mera hero ki bike hai hero ki site par renewal karane par premium amount jyda dikha Raha hai jabki phonepay Paytm par 300-400 rs kam amount ka premium plan dikh Raha hai kya karu kaise confusion dur karu
Jaha kam hai waha se kara lo ye agency Wale bewkuf bante hai brother
@@AdVino_INDIA sir mera bike liye 1 year hi huaa hai to Mai kaun sa plan lu "own damage" ya "comprehensive" kyoki Mera abhi 3rd party ka expiry nahi huaa hai.
@@AdVino_INDIA help kar do sir abhi mujhe in sab ka jyda ideas nahi hai.
@@AKTech_2.0 policy bazaar se kara lo sasta ho jayega bhai
@AKTech_2.0 comprehensive insurance karalo
Sir meri scooty 2020 me liya tha uska body damage hai kitna kharch aajayega ? Aur Od hai mere insurance me
3 mahine pahle TVS jupiter 125 li thi..or uska 2din pahle accident ho gya...or side mai scratches or accessories dab gyi to uska kya solution hai..claim lena chaiye ya fir bhar se??or scratches ka kya solution hai
Bhai agar samay aur time ho to claim karalo nahi to bhar se kara lo
Sir mene new model ka glomur bike liya 10octobor ko 1sal hone bala hai lekin us din bike ka accident ho geya hai ti insurance first party hai mera to usme muje kuch bil pay karna padega kya 20% ya 30% aisa kuch
Ha jaldi se claim karo 10 se pahle aur agar comprehensive insurance hai to pay karna padega
Bohot kuchh sikhne ko mila.... thanks 🙏
Thanks 👍
Bhaiya splendor bike hai wisor , mudgard , leg guard pe scratches, aur bearings kharab ho gye hai to kya claim milega but insurance renew nahi kiya hai to pehle insurance renewal karwana padega kya ?
Nahi pahle renew karawana padega
@@AdVino_INDIA pr bhai insurance paper pe renewal date 11/02/2023 - 11/10/2024 hai to kya 2 bar renew karwana padega kya or renew karwane ke turant claim kr sakte hai kya
Sir mere bike r15m ka indicotor tut gya hai jo orignal indicator pair 1500 ka aata hia to kya insurance me indicotor ka claim le skte hai
Ha kara sakte ho app
Aap please bataye ki bike Insurance mein claim lete time licence owner ka hona chahiye ya nominee ya fir driver ka
Driver ka hota hai DL
@@AdVino_INDIA sir , mai ye puchna chahta tha ki jese ki bike ki ownership papa ji ke naam per hai or nominee mai hu per bike mai chalata hu toh mujhe agar claim Lena ho toh claim krte time licence Mera use hoga ya fir mere papa ji ka use hoga. Please bataye
Sir meri bick 5 mahine ki hai, aur uska tank dab Gaya hai, to insurance claim karne par kuch % paise mujhe bhi Dene padenge kya....???
Ha agar comprehensive plan hai to Dena padega
@@AdVino_INDIA 30 % mang rahe hai feer Paisa vapas bank account me aa jata hai kya...???
@K.unal_1 30% nahi ayega baki aa jayega
Sir meri bike ka first party insurance khatam hone wala h 2 din me or 3rd party insurance 2 saal ka bacha h abhi to mujhe 1st party insurance renew karwana chahiye ya nahi
Expire se pahle renew karwe se discount me new insurance ho jata hai
Bhai aap three wheeler ka insurance kaise kare uss par bhi ek video banao please
Badiya jankari😊
Thanks 👍
sir meri splendor ka indicator tut gaya hai to mujhe calm se thik krana chaiye yaaa fir bina clam ke please batao
Splendor ka indicator 100/- ka to ata hai bahar se karwa lo
Bhai Claims mat Lena Jada tut jaye to karana hai
Sir 4 month pehle bike kharida hu lekin visior pe bahut scratch agya accident ke karan baaki all parts ok
Bataye please insurance claim kru ya nhi
Saste Mai ho jaye to bhr se Kara lo
Hme hmare car/ bike ke change part milte hai ya fhir company ko milte hai
Company rakh leti hai per chaho to le sakte ho
Bhaiya kya purani gadi kaa insurance karane ke baad agar gadi ka accedent hota hai to claim milega
Pahle car lete hi insurance apne naam per tasafer karwa lena phir milegaa
Very good 💯
Thanks 👍
Sir bike insurance claim nahi kiya phir bhi insurance renewal kara rahe hai to last main hame insurance yearly jo bhi pay Kiya hai o refund hoga kya??🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑🛑
Nahi koi refund nahi hota insurance expire hone se pahle agar app insurance renew karwate ho to discount mil sakta hai
Sir meri bike ko 1 sal ho chuka hai to mujhe dubara insurance lena hai par mai knfyuj hu ki sarvis bahar se karwa sakta hu ya soroom se karvani padegi tabhi insurence clime milega
Service sirf waranty ke liye hoti hai nahi ki insurance claim ke liye to ap insurance kahi se bhi karwao agar waranty nahi leni to
@@AdVino_INDIA thanks
Sir agar first party insurence pahle saal me claim karen aur dusri saal me claim na karen to phir bhi 20%ki chhoot nahi milegi
Aur sirf wiser ka claim karen to kitna paisa khud se dena hoga
Claim na karne per discount milta hai
Agar BUMPER TO BUMPER hai to kuch nahi aur agar comprehensive hai to thoda bahut lagega
Aagli sal discount milega 20%ka
Agar claim nahi loge to
Agar bike ka engine fat gya h... Mtlb chain gir jane k wjh se mobil tube m lg k sara mobil leak hogya tohky us time insurance claim kr skte h?
Kuch bhi damage hai to claim kar sakte hai
Bhut achha btaya aapne
Thanks 👍
Bike me kampani ki or se koe dikat ho to us bike ko vapas kar sakte hai
Nahi agar bike apke naam per registration ho gaya hai to wo repair hoga waranty ya insurance mai
Nice video sir. Or esi video bnao ap.❤
Sir meri bike ka insurance nahi hai or accedent me 1 admi ki mot Ho gai toh kitna claim dena padega mujhe
Sir maine policy Li hai ...usme likha h ..
OD-FROM 23 TO 24
TP-FROM 23 TO 28
PA OWNER DRIVER 23 TO 24
ISME MUJHE KYA KYA BENEFIT MILEGA
Od mai bumper to bumper claim.
TP only police chalan se aur third party ko claim
PA agar jiske naam per vehicle hai agar usko kuch ho jata hai vehicle chalte time to claim milega
OD aur PA ek saal baad renew karwani padegi
Thanks 👍
Maine 7din pahle gaadi liya aur medguard tut gya to kya insurance me thik ho jayega
Iske liye insurance kyu claim karna usme time lagega
Hello sir meri car ka nil depreciation insurance h sir m already ek baar claim le chuka hu pr sir mera aaj subh accident hogya kya mujhe ab firse claim nhi milega
Ha mil jayega
Agar dusri company se insurance karvate Hain to gadi ko agar kuchh ho Jaye to showroom jana padega ya chhoti branch jahan hun vahan se theek ho jayegi bajaj
Showroom mein agar insurance kar aaoge to hi showroom mein clame milega agar showroom mein nahin karaya ho to jisse insurance liye ho usse baat karo vah bahar se insurance karva sakta hai
Hello sir mere bike ka battery khatam ho gya hai abhi 1sal bhi nahi huaa hai to kiya ye mere batter campany wale free me dege
Maine 1st party insurance liya hai
Sir please 🙏 repla
Waranty me hai to ho jayega
Sir mera bike accident ho gaya or bike main aagay ka headlight visor tut gaya or scratches aa gaya gadi ko to vo bol rahai hai ki scratch ka kuch nahi hoga 😢
Haa yaar wo bahar se karwa lo nahi to us jagah laminate karwa do
Mast hai bhai ji
Thanks
Sir mera bike chori ho gya hai mere pas dl nhi hai mai claim kr skta hu
Nahi bro thoda mushkil hai baki ap try kar sakte ho
Own damage policy mein
Tyre change karna ka insurance milta ha ?
Nahi
Chori hone ya tyre fatne par
Aad on me aata hai
First party insurance me kitne bar claim le sakte hai ek sal me
1 saal me multi time
Bhai mene new bike liye hai D.O.D - 12/12/2023 and date of accident 27/12/2023
Abhi mere bike ka front part pura khatam ho gaya hai aur abhi showroom wole bol rhe h chassi frame v change hoga to kya abhi mera insurance claim mil sak ta h woise hum TATA AIG se karwayi h insurance
HUA CHANGE?
@@sandy-ei4vm haan
@@ajayhembram3586 kitne din Lage change hone me or ek 1+4 kitne ka hai
@@ajayhembram3586 or kitne pese
@@sandy-ei4vm 1 MONTH 22 DAY'S laga Mera bike repair hone me total bill bana 21k390rs ka jisme insurance wola 19k50rs cashless settlement kiye
Thard party kitna de sakti hai bike chori hone par
Third party sirf us insaan ko milta hai jiska apke sath accident hua hai apko kuch nahi milega isliye insurance renew karwana jaruri hai
Apko kuch nahi mil payega bus police me fir Kara do agar bike chori Hui hai to wo bike serch kar lenge to hi apka kuch ban payega
@@AdVino_INDIA oo to maine kar diya tha
Bus intjaar karo aur police se update lete rahna
Meri gadi ki marghat Tut gai hai kya claim milega
Ha agar insurance hai to jarur milega
Mera claim cancel kar Diya h mujhe dobara claim lene ke liye Kiya karna hoga
Apne koi rule toda hai insurance ke claim ke hisab se to insurance company se discuss kare aur dobara claim kare
@@AdVino_INDIA driving licence papa ka laga rakha tha par serve bale ne call Kiya to driver me apna naam de Diya bas isi bajhse se cancel hoaa h
@@AdVino_INDIA ab mujhe dobara claim karane ke liye insurance ko Kiya renew karana padega
Bus unko call karke batao Jo bike mere Papa chala rahe the
Aur naam mein Papa ka naam dalna
इंश्योरेंस कर ब इंश्योरेंस बनवाना पड़ता है या बना आता है आता है
Mera Bajaj Allianz ka Insurance hua hai bike liye hua 4 mahine hua hai aur 60% claim de rahe hain sirf
Comprehensive mai aisa hi hota hai
Sir meri bike kl chori hue h to kya mujhe claim milega 😢
Ha milega claim fill Karo
@@AdVino_INDIAmeri bike ko liye ek sal ho gya h to first' party insurance ho jayega dusre sal agar nhi hoga to third party k profit kya h
New bike ki insurance
Bhai pura claim nhi de rahe hai to kya kre
Apke claim mai problem hoga to company se discuss kare
@@AdVino_INDIA problam kuch bhi nhi hai
Ye sab hme company wale ko bol na pare ga ya kud hi kr k dega bhaiya
Waise khud karte hai baki bata bhi sakte ho
Mana ek sal pahla bike li 1st party khatam ho gya but 3party ha ab company ka msg aya link pa clik kia 1590 pay ka option aya but bulike 1lakh 8 hazar ki ha
Ap insurance company se baat kar ke insurance renew karwao
Hello sir please reply me
Yes boliye
@@AdVino_INDIA mujhe kuch information chahiye sir bike ke bare me
Ha ji sir
@@AdVino_INDIA ye bataiye jaise bike liye mera tisra sal chal Raha hai to Mera bike accident se Tut Gaya hai kuchh uske part . To kya ajensi se ban jaega Mera bike
@user-uu4gx5se1j ha ban jayega agar apne regular service ageny se karayi hai to
Sir your number
No nahi dost insta pe massage karo ya yahi comment kardo