Better rhega ki ise Banglore ya Chennai ya fir Mumbai route pe de Kyuki is route ki public thodi sabhya hai aur train ko public property samajhti hai Bihar belt me agar train gayi to kabaad ho jayegi Kyuki waha logo ko lagta hai ki train unke abbu ki jageer hai😂
Isko Thiruvananthapuram tak chalna chahiye. Abhi Thiruvananthapuram rajdhani via goa chalti hai is vande Bharat ko New Delhi - Thiruvananthapuram via Nagpur - Hyderabad - Bengaluru - Coimbatore chalana chahiye. 100% full chalegi ye train. Van bharat sleeper un destination ke beech shuru hona chahiye jana phachne me train ko 3 din lagtey hai abhi
Mumbai Rajdhani and Patna Rajdhani both have their rakes under maintenance. Baaki August Kranti and Bhubaneswar Tejas still have their tejas rakes till now
yehe train ko Vadodara, Ratlam, kota hoke route hain, but yehe train ko Via Ahmedabad, ho ke chalaya ja sakta hain. is ke bare me bata sakte hain, - kyu ke Bandra Terminus se Delhi Garibrath express chalaye jate hain via Ahmedabad, Gandhinagar capital se ho ke New Delhi, to ye route se Vande Bharat sleeper express train ke liye yehe route possible hain.
Ahmedabad se chalegi to passenger jyada milenge, 160 kmph ke liye Ahmedabad mumbai route upgrade ho raha hai, par Ahmedabad to delhi section is not ready for that speed.
@@SatyamSingh-gv5oq bro that route will be longer than 8 hrs, a vande bharat cannot ply on that route, a sleeper is needed, currently Jammu tawi vande bharat itself takes close to 7 hrs....... No vande bharat is designed to travel more than 8 hrs one way.......
Shubham sir higher chances are vande sleeper will be run in Delhi Mumbai route in MMCT Rajdhani I have travelled in it today and asked the coach attendant if tejas rakes are gone for maintenance and when it will be coming back or will it come back They replied "Tejas rakes aren't coming back but this train will get vande sleeper rakes"
Delhi Patna route sabse best hai sabse surakshit bhi railway track ke donon taraf boundary fans ka bhi kam 90% complete ho gaya hai sleeper Vande Bharat train pakka Delhi Patna section per hi chalegi.
Kota division toh 160 pr trial karata hai. So Kota k paas bhi track hai. Just equipments ki kami hai. Woh lagte hee full 160 ho sakta hai. Delhi Mumbai far more logical hai 😊
Delhi to Mumbai already bahut trains hai, better hoga Delhi to Bangalore aur Delhi to Trivandrum pe kare Bangalore Rajdhani 33 ghanta leti hai hence priority utna hi uss route lo milna chahiye
Impossible for Indian Railways. Dekhna bullet train ki bhi 160 kmph tak hi hogi max. Operational speed. Kyuki Indian govt. ne toh Japanese bullet train ko cancel kardiya aur khud toh utna afvanced train bana nahi sakta.
Phele phele sub kuch naya aur bada halchal karte hai aur badam mein ahe be aab ki VB trains jaisa hi hal aur Maintenance hi hoga, so yahi hai naya naye ka moj.
Jab India's 1'st Vande Bharat chalne wali thi to aap bolte the ki wo train Delhi Bhopal route pe chalegi, but kya hua Wo chali delhi Varanasi route pe jo aap soche bhi nhi the, kuch wahi haal Vande Sleeper ke route ka bhi hoga, Aisa to nhi hai ki sirf ek hi vande sleeper chalegi to normal dheere dheere sabhi routes pe chalegi.
Mumbai Delhi route par hi chalegi. India ka Yahi ek route jaha professional log travel karte he, aur dusra route safe he. Aur sabse badi baat yaha log iski ticket b afford kar sakte he
Delhi Mumbai pe he chalegi ye rajdhani ko replace kar ke , Ye route pe 1AC me waiting milte he bale 3AC me seat available ho. Mumbai Ahmedabad 180 ke liye kam bhot speed se hora he tracks ke side me fencing be hore he . Nagda Kota wale route pe 180 ke testing already chal rehe. Mathura se Delhi 160 already working he.
Bhai maybe ho skta h ye train Mumbai New Delhi Route par 160 par chala di jaye q ki mission raftaar already delay ho gaya h
Mumbai To New Delhi
Mumbai To Nagpur
Mumbai To Secunderabad
Mumbai To Bengaluru
Mumbai To Chennai
Government should increase the capacity of vande bharat production. Also, ICF should build capability for Aluminium vande bharat.
Aluminum will take some time but Titagarh is ready to manufacture but the unionbazi in ICF is not allowing it to start production
No, Aluminum will be harm for health mostly.
World over all the developed countries use aluminium, including China
We want to see 1st and 2nd AC coach
Ghuwati to new delhi or from dibrugarh or new jalpaiguri
Ye uss route par chalegi jahan election hone wale honge 😂😂
To koi problem? Kaam kiya hai to vote to lenge hi
@@spotboiyt8986 brother I was being sarcastic
Better rhega ki ise Banglore ya Chennai ya fir Mumbai route pe de
Kyuki is route ki public thodi sabhya hai aur train ko public property samajhti hai
Bihar belt me agar train gayi to kabaad ho jayegi
Kyuki waha logo ko lagta hai ki train unke abbu ki jageer hai😂
Isko Thiruvananthapuram tak chalna chahiye. Abhi Thiruvananthapuram rajdhani via goa chalti hai is vande Bharat ko New Delhi - Thiruvananthapuram via Nagpur - Hyderabad - Bengaluru - Coimbatore chalana chahiye. 100% full chalegi ye train.
Van bharat sleeper un destination ke beech shuru hona chahiye jana phachne me train ko 3 din lagtey hai abhi
लगता है ये राजधानी ट्रेनों की जगह ले लेगी धीरे धीरे।
Obviously. Vande bharat is substitute of shatabdi and vande bharat sleeper is for rajdhani
@@divyanshupandey9737Instead of Substituting a train IR should have replaced the rakes and maintained legacy Names of trains
Why Patna Tejas Rajdhani is run in normal lhb coach intead of Tejas
maintenance me gai hai coaches
Kyu ki bihar state k liye prepared nhi h automated gates
Ha thookne s baaz Sao @@damndozer
Mumbai Rajdhani and Patna Rajdhani both have their rakes under maintenance. Baaki August Kranti and Bhubaneswar Tejas still have their tejas rakes till now
@@damndozerbhai harr2ya3 saal par maintanance jaruri hoti h
yehe train ko Vadodara, Ratlam, kota hoke route hain, but yehe train ko Via Ahmedabad, ho ke chalaya ja sakta hain. is ke bare me bata sakte hain, - kyu ke Bandra Terminus se Delhi Garibrath express chalaye jate hain via Ahmedabad, Gandhinagar capital se ho ke New Delhi, to ye route se Vande Bharat sleeper express train ke liye yehe route possible hain.
Ahmedabad se chalegi to passenger jyada milenge, 160 kmph ke liye Ahmedabad mumbai route upgrade ho raha hai, par Ahmedabad to delhi section is not ready for that speed.
Nagda se kota 180kmph capable he
It should have a minimum km of 1200
😂😂
Nahi 1Lac20Hazar prati ghanta rakhte h..Metro jaisa sab state me rukte jaegi🤣
@@biswajeetpanda7781wo distance ki baat kar rha hai
Vande bharat chair car seat is not comfortable less leg space satabdi seat was way comfortable
Nagpur Pune के बीच मे चलाना चाहिए
Very Good Video for Shubham Bhai. ✌👌🏻
Bhai Mumbai csmt se chalana chahiye already boht saari premium traine dusri line se Delhi jati hai sabse pehli vande sleeper
Mumbai csmt - nasik - bhusaval - itarsi - jhansi hote hue hazrat Nizamuddin jae same CR Rajdhani jaise
Abhi kuch din phle Barddhaman se Howrah tk 160ke trials hue the rdso ke
Mumbai Ahmedabad 160kmph ke upar update
Kaha chalegi wo baat nahi hai yeh rajdhani ko replace karega ya nahi yeh batao
Howrah to New Delhi aur Mumbai route pe isko chalu karna chahiye
I think the train will first run between New Delhi - Srinagar on USBRL after it completes in the coming months.......
No for that a vande Bharat is scheduled
@@SatyamSingh-gv5oq bro that route will be longer than 8 hrs, a vande bharat cannot ply on that route, a sleeper is needed, currently Jammu tawi vande bharat itself takes close to 7 hrs....... No vande bharat is designed to travel more than 8 hrs one way.......
Shubham sir higher chances are vande sleeper will be run in Delhi Mumbai route in MMCT Rajdhani
I have travelled in it today and asked the coach attendant if tejas rakes are gone for maintenance and when it will be coming back or will it come back
They replied "Tejas rakes aren't coming back but this train will get vande sleeper rakes"
I think Sleeper Vande Bharat express may run in Mumbai New Delhi route via Kota Vadodara
I am not sure about it
Vadodara to Allahabad via Guna
Top speed nhi janna hai bhai ... Avg speed kitna rahega wo important h
Agar 100+ average speed nhi h phir koi kaam ka nhi h ...... Normal rajdhani bhi 90 ka average pe chal rahe h
mumbai hwh route needs vande bharat sleeper
Delhi Patna route sabse best hai sabse surakshit bhi railway track ke donon taraf boundary fans ka bhi kam 90% complete ho gaya hai sleeper Vande Bharat train pakka Delhi Patna section per hi chalegi.
Shubham bhaiya is there any update on Varanasi Howrah Vande Bharat.
Kota division toh 160 pr trial karata hai. So Kota k paas bhi track hai. Just equipments ki kami hai. Woh lagte hee full 160 ho sakta hai. Delhi Mumbai far more logical hai 😊
Jai Shree Shyam ji
Very good video 😊
Delhi to Mumbai already bahut trains hai, better hoga Delhi to Bangalore aur Delhi to Trivandrum pe kare
Bangalore Rajdhani 33 ghanta leti hai hence priority utna hi uss route lo milna chahiye
Bhai mai chata hu ke ye train Mumbai suburban route mai 140 ke speed Sai chalyaa jai❤
Radhe Radhe Bhai ji
Nzm pune best route
Mumbai Chennai me chalna chahiye
Indian trains 200 kmph kab achieve karega? 😟
Impossible for Indian Railways. Dekhna bullet train ki bhi 160 kmph tak hi hogi max. Operational speed. Kyuki Indian govt. ne toh Japanese bullet train ko cancel kardiya aur khud toh utna afvanced train bana nahi sakta.
@@laxmandhakal3390Kuch bhi? 🤔
@@laxmandhakal3390source?
half knowledge is more dangerous than. Reaseach and you will get correct info.
Railways should stop making 3ac economy it is making railways shit for just 100 rs fair is less than 3 ac
can you make video on how train speed testing work
Phele phele sub kuch naya aur bada halchal karte hai aur badam mein ahe be aab ki VB trains jaisa hi hal aur Maintenance hi hoga, so yahi hai naya naye ka moj.
Jab India's 1'st Vande Bharat chalne wali thi to aap bolte the ki wo train Delhi Bhopal route pe chalegi, but kya hua Wo chali delhi Varanasi route pe jo aap soche bhi nhi the, kuch wahi haal Vande Sleeper ke route ka bhi hoga, Aisa to nhi hai ki sirf ek hi vande sleeper chalegi to normal dheere dheere sabhi routes pe chalegi.
Mumbai Ahmedabad 160kmph bohot speed se kam chal raha hai
We need Jan Satabdi trains, Vande Bharat is not our solution
Hi bhai aap se mulakat Bareilly se Delhi ki beech m old Delhi station pr hui thi m ravindar kumar izzatnagar railway workshop se
Ji sir yaad h humko ❤️
trial run kab se hoga.....????
Nice video ❤❤❤❤❤
But rail minister has said that it will be a overnight train so how they will run this train.@shubham kumar
दिल्ली से मुंबई के बीच में रात 8 बजे से 12 तक हर आधे घंटे में ट्रेन होनी चाहिये
Bhai vo local train nhi hain ki har aade gante me chala rahe ho
Are tumhare pitaji ko bolo hrr 10 mint m calegaa
Ha. Bhai kyu nhi... Rail minister bn jao ap hi
ईकडे लोकल ट्रेन मिळत नाही आर्द्या तासाला
@@hiteshbholeલોકલટ્રેન તો દર ૫ મિનિટમા મળે છે મુંબઇ મા
Bangalore Ernakulam
Bhaiya agar oneday sleeper train mein vah rajdhani express ka rate aaya to fir bande sleeper train mein normal passger Safar kar payenge
DELHI TO GUWAHATI VIA KATIHAR KISHANGANJ NEW JALPAIGURI
Bhai please comeup with journey videos
Khandwa Junction New juntion
UP, Bihari, Bengali people will damage this new train... They don't follow rules or have civic sense
Not totally wrong.
Dibrugarh Rajdhani ko kab Tejas ke rakes meelenge ?
Aur Tejas Rajdhani nhi ayega bhai😢
Train me tilting technology hai kya??
Nhi
No.😅. But we are expecting it soon. Very much needed for Indian tracks with too many curves.
You have to consider political strategy to predict the route
Chennai Delhi me chlegi bhaiya 😂❤
Lets see how the Indian people maintain this 😕
Hamara kehena ia hai ki railway kelia assme lalu yadav or Mamta banarji ne kam kiya haii ❤❤❤❤❤❤❤
Manav singh
Jaha chunav hoga vaha launch hogi
Maharashtra me chunav hai wahi hoga
Bareilly to Mumbai route chance hai
Jasuguda to puri
O bhai sahab yah train central railway mein chalni chahie
Mumbai Delhi route par hi chalegi.
India ka Yahi ek route jaha professional log travel karte he, aur dusra route safe he.
Aur sabse badi baat yaha log iski ticket b afford kar sakte he
Hn har jagah to vande bharat chalti hi nhi hai ..
Wo bhi packed chalti hai
Bareilly se Mumbai chalegi
NDLS TO GKP
Varanasi se delhi chalega likh k le lo
Delhi Mumbai pe he chalegi ye rajdhani ko replace kar ke ,
Ye route pe 1AC me waiting milte he bale 3AC me seat available ho.
Mumbai Ahmedabad 180 ke liye kam bhot speed se hora he tracks ke side me fencing be hore he .
Nagda Kota wale route pe 180 ke testing already chal rehe.
Mathura se Delhi 160 already working he.
Delhi howrah
न्यू दिल्ली से हावड़ा ❤
Jaynagar to Delhi route par chalna chahiye
Mumbai Howrah Please 😅
Delhi to bihar ke darbhanga jaynagar on demanding route
Bareilly to Mumbai dekh lena... Surprise milega sabko..
Delhi howarh achha hai
Midil class or lower class logo keliye Kiya ha Modi sarkar sirip Amir log hi rehte ha Kiya India me❓🤬🤬🤬🤬🤬🤬
Jai bhim dosto 💙
Reel mantri ye to batado ye choti moti rail accident kab khatam honge..
Mumba ko travel vlog banao
Delhi howrah