yrr ye apaar id wala janjjat lane ki jarurat kya thi iski jarurat to addmission ho jane ke baad padne wali hai kudh exam acche se conduct kar nahi pa rha nta isiliye baccho ko pareshan karne me lga hua hai
Maam appar id me maine apne bsc college ke roll no. ko verification ke liye diya tha . Tho agar me neet me bsc show nahi karna chahti hu because complete nahi hua hai tho kya gap show karne se koi problem hogi?
Mera surname nhi h 10 marksheet but adhar card pe h and last year koi problem nhi hui thi to kya iss saal bhi nhi hogi ? Dob to same h . And maine du m admission liya tha to vha bhi prob aayi thi pr affidavit se prob solve hogyi . Please help
Mam mera naam aadhar me english me correct hai but hindi me sirf aa ki matra ka difference hai mera naam aadhar me english me shreyanshi hai or hindi me श्रेयंशी hai lekin me Hindi me श्रेयांशी use karti hu or 10 th or 12 ki marksheet me shreyanshi hi hai or hindi me marksheet me naam nhi likha rehta hai. So ma'am kuch problem toh nhi hogi
Mam mere 10 th ki marksheet per mere mummy ka naam Rekha Sinha hai and in her aadhar card per kumari Rekha Sinha hai Isse koi problem to nhi hoga na???
Mam mene abhi bsc sem 1 me admission lia tha and me neet 2025 dungi mam bsc sem 1 form bharte time meri apaar I'd emitra ne banwai thi toh kya vhi me neet ke reg. Me use karu ya school ki apaar I'd alag hogi as ye apaar I'd toh college ke lie banvai toh kya school ki details usme add karani hogi pls pls tell mam
Mam digilocker download karne par apaar id pehle se show ho rhi hai issued documents m aur apaar search karne par vapis se registration ka option aa rha h please reply ki kya ab dobara apaar id bnani hogi aur aadhar ka photo update krna hoga phir apaar id par bhi photo update hoga kya please reply
Identity value, Identity type and admission year me kya fill Krna hai. Maine kisi university me admission nhi liya hai sirf 12th pass kiye hai Navodaya se
Ma'am jo bihar bord se exam diya uska kay uska tho sho hi nahi ho ra hai kay kare ma'am Vote for bihar bord se jo eman diya hai aur uska so 10/12th ka season so nahi ho raha hai
Meri 10th Marksheet me FATHER ka naam aur aadhar card me father ka naam usme spelling different hai But adhar card me 10th ke hisaab se agr kara lu to fir papa ka aadhar card ke name se match nhi karega 😢😢kya karu mai
I contacted nta helpline he said that I have to update new photo ... Is it possible? And every detail is right but new problem is that I have to update new photo
Mam maine actually apna Aadhar update karwane diye hai like usme new photo and meri khud ki number newly add karne ke liye so abhi meri aadhar mere papa ke no se linked hai and Aadhar update hone ke liye 15 days lagega.Main jab Digilocker app se account bana rhi toh Aadhar se aunthetication ho raha and usme otp mang raha jo ki old number matlab mere papa ke number pe jayega. So mam kya mujhe abhi Apaar id banana chahiye ya Aadhar update hone ke baad? Please reply
Ma'am sare details fill krne ke baad get documents per click krne ke baad ma'am bahut time le rha hai , pichle 1.5 hrs se kr rhi hu bss loading hi ho rha h ....plz ma'am btaiye aisa kyu ho rha h
@@riyamishra4589 haa mera ho gya , maine logout krke dubara sign in kiya and then sari details fill ki uske baad mera ho gya ...jyada tym nhi lgaa ...aap bhi vaise hi kro ho jaega !
Ma'am meri 10th marksheet me sir name name father name he aur adhar card me name father name sir name he to change karvana hoga ki chalega please reply 🙏
Mam digilocker download karne par apaar id pehle se show ho rhi hai issued documents m aur apaar search karne par vapis se registration ka option aa rha h please reply ki kya ab dobara apaar id bnani hogi aur aadhar ka photo update krna hoga phir apaar id par bhi photo update hoga kya please reply
🎯Antim Prahar All Star Crash Course: unacademy.openinapp.link/ap-seeplive
🎯 NEET UG subscription-: unacademy.com/goal/neet-ug/YOTUH/subscribe?plan_type=plus&referral_code=SEEPLIVE
---------------------------------------------
🎯Enroll Unacademy VIP now! unacademy.com/goal/-/YOTUH/subscribe/XMLGL8PI6Z?referral_code=SEEPLIVE
Maa kasam SUSCRIBE nhi kia toh *_NEET_* me FAIL💀💀[ _Don't take risk_ ] 😰❌
@@The_Mastermind-007Ok done 👍🏻 No risk😂
Mam caste certificate is mandatory or not for form filling process
Mam Lekin Digilocker me Bihar Board ka Class 12 th ka result show nahi kar raha hai
Or Class 10th ke years sirf 2018 or 2019 show kar raha hai 😢
But mam abhi boards h saath me kaise manage hoga 😢
Now NTA have awake they will send cardiac arrest upon cardiac arrest😂😂😂
Earthquake😅
@@SaiyadAnsari-ly5nc nta ki....
Conclusion: WE need APAR ID which can be downloaded from Digilocker. As well as Adhaar Card updated as per 10th Marksheet.
NTA notification is directly proportional to the my heart beats 💗💓
Those who are in graduation have already done appar id
Bhai meri already bni huyi hai maine abhi khola diggi locker aur appar id already bnyi Hui h
Me bhi kar chuka hun😂
thankyou ma'am done with this 👍🏻
ap hi ki wait thii maam 🙂🙂
yrr ye apaar id wala janjjat lane ki jarurat kya thi iski jarurat to addmission ho jane ke baad padne wali hai kudh exam acche se conduct kar nahi pa rha nta isiliye baccho ko pareshan karne me lga hua hai
Ekdm correct ✅
bhai compulsory nahi hai appar id ye bas thoda easy karne ke liye naya conceot hai
Paper me dhandhali hui to tum hi chillaoge
@@Cookiedock dhandhali hone pr aawaaz to uthana pdega n yrr
Aapki video ka hi wait tha mam😊😊
Thanku so much mam ❤❤❤ for informing us
Hello 😢 plz help me for neet
My doubt is that ki isko print krwana ha ya mobile hi sath lekr jana ha
@sachonly Yes, u have to print it
@@vanshikakashyap-07 print kaise hoga bhai
Kis kis ka 3rd drop hai 😅
Personal mess age karo
Mera 2nd🥺
Mera😂
Mera
Me
Hum dropper he to hume identity me none likhna hai?
Maam aapne sach me bohot badi problem solve kardi mai issi wajah se pareshan thi ki school jana padega, thanks a lot ;you are the best
Don't Panic
All The Best Aspirants ❤
And this is me. Jisne abhi tak 10th ki marksheet nhi nikali. Ik my percentage it was 83.6 % but abhi tak nhi nikali. And now I'm in 12th like really 🥹
same
Thank you so much ma'am ❤❤
Wha pe na to RBSE ka option h or na hi meri school name ka... 😒😒
Jiska updated he usko bhi update krna he kyaaa
My doubt is that ki aapar id ka print niklwana ha ya mobile hi le kr jana ha
Mam adhar card m papa ka surname alg h or 10th marksheet m alg to sahi krana pdega??
Same issue spelling issue 😢plz help anyone
Same issue but mera APPAR bna hua h
Same issues
Hey mere sare documents pr Mohammad likha hua hai bt sirf 10th marksheet pr md hai so mai mai kya kru
@@weirdnwacky727310th ka marksheet ka according hona chahiye
One like=30min study
Maam appar id me maine apne bsc college ke roll no. ko verification ke liye diya tha . Tho agar me neet me bsc show nahi karna chahti hu because complete nahi hua hai tho kya gap show karne se koi problem hogi?
Plus student ❤✌️😎
Mam admission year konsa fill krna h
Kya aadhar card k jese apaar card b zruri h?? Ya apaar id hi bas kafi h??
Thank you ❤
Usko pdf k form mai niklwana hoga bs ? Ya fr aadhar card ke trh card k jse ??plss koi bta do bhtt confuse huuu😢😢😢😢😢😢
Photo update bhi krana h mam kya
Phone se ho jaega ye ?
Yes
Mam aadhar m email link karna mandatory hai?
Mam android phone me ho skta h n ya fir laptop ki jrurat h ?
Ma'am last time aadhar se kuch problem nhi aayi thi that means is baar bhi chal jaega na ?? Plzz reply
Yes I also want to know , if no problem then no need to update?
@@AishwitaTmngpinah then it's fine.
Bas usmei adhar card kka detail dala hai na to theek hai 👍🏻
Mera surname nhi h 10 marksheet but adhar card pe h and last year koi problem nhi hui thi to kya iss saal bhi nhi hogi ? Dob to same h . And maine du m admission liya tha to vha bhi prob aayi thi pr affidavit se prob solve hogyi . Please help
@nanditatiwari8569 mere bhi ye problem h mere aadhar me surname nhi h but marksheet me h 🙃 but last year form fill krne me koi problem nhi aayi ...
Mere marksheet mein surname pehle hai but adhar mein name but last year koi problem nhi aayi toh iss year bhi chalega na
Admission year m konsa year likhna h 10th passing ya 12th passing??
12 th passing
Yaar mam kitne sahi se sb clear krti hei ..tq mam 💖
Mai to kab se wait kar rahi thi ki seep mam kab aayengi thankyou so much mam ❤
Me too
Mai bhi😁
Me too
Jb tujhe phle se hi pta tha to seep ma'am ka intezar kyu kr rhi thi padhai kr leti Meri bhn
@@Achieveyourgoals-r3u mam ka video ka intezar tha bhai or video upload hone ke baad notification aa jaata hai
Mam Lekin Digilocker me Bihar Board ka Class 12 th ka result show nahi kar raha hai
Or Class 10th ke years sirf 2018 or 2019 show kar raha hai 😢
Assam me bhi nhi karta marksheet bagara hum to 22me kiye hei
Maam aap time pe notes nhi bhej rhi aajkal. Neural k notes abhi tak aayi nhi, aise kaise chalega maam🙂
Mam mera naam aadhar me english me correct hai but hindi me sirf aa ki matra ka difference hai mera naam aadhar me english me shreyanshi hai or hindi me
श्रेयंशी hai lekin me Hindi me श्रेयांशी use karti hu or 10 th or 12 ki marksheet me shreyanshi hi hai or hindi me marksheet me naam nhi likha rehta hai.
So ma'am kuch problem toh nhi hogi
Mam mere aadhaar me sab same hai as 10 th marksheet ki tarha to mujhe fir se update kerna hai kaya?
Thankyou so much Seep ma'am for this helpful information ...❤ I have created my apaar id myself thanku so much mam
Mam mera side me bsc graduation chl rha h usme bhi apaar I'd bni thi meri , to vhi same h na ye ya dusri bnani pdegi pls help...
Same question
Same hi hai.... Alag banane ki jarurat nahi hai
Thank you so much chahe koi bhi notice aaya ho ham tab tak confirm nai karte jab tak aap aake na bataye mam❤❤❤
Shukriya❤
And for this apaar id hamare school valo ne 200 rs liye the like really wtf !!!
Mam aadhar update kerwana necessary h kya agar aadhar me sari details sahi h to??
Photo update Kara lo agar nahi hai
@@siniverma2658 bchnpn ki pic hai? Baki sab sahi hai toh pic update krvna zaroori hai kya? 😢
@@saniajabeen7381 yup
Bachpan ki photo nhi h yrr 1saal pehle hi correction kerwaya tha maine to
@Chhavi_070 meri bcpn ki pic hai 😭 toh usko update krvana pdega kya?
Thank you 😊 ma'am
Apaar is only for droppers or 12 students also ???
All neet candidates
Ma'am mere 10th 12th cirtificate me jese name DOB hai wesa hi adhar me bhi hai ....toh firse update karana padega yaa rehene du?
Mam jo dropper hvo identity value me kya likhe
mera addhar card me toh mothers name hain hi nahi , fathers name bhi address me hai , fathers name me last name ek (e) ke jagah (a) hai
To adhar update kr do, and then apply kro ho jyega 2-3hrs lagega adhar update krne mai
Mam mere 10 th ki marksheet per mere mummy ka naam Rekha Sinha hai and in her aadhar card per kumari Rekha Sinha hai
Isse koi problem to nhi hoga na???
12th pass hua tha 2023 mei admission year 2022 he hoga ryt???
Rollno 12th ka ryt?
CBSE se hu toh bass wohi !!
Mam icse board is not showing in the form... What to do?
Yes same question what to do?
Put none in "I am a student of "
Select roll number in "identity type"
Put 12th admission year
Put 12th roll number in "identity value"
Only one letter ki difference hey mp admit and aadhar card mey tho update karna hoga kiya?
Mam mene abhi bsc sem 1 me admission lia tha and me neet 2025 dungi mam bsc sem 1 form bharte time meri apaar I'd emitra ne banwai thi toh kya vhi me neet ke reg. Me use karu ya school ki apaar I'd alag hogi as ye apaar I'd toh college ke lie banvai toh kya school ki details usme add karani hogi pls pls tell mam
Same que plz let me know agar ye pata chale to ?
Mera bhi same qsn hai
@naturelover-pk2tt I think koi problem nahj hogi phir bhi ap apke as pas koi teacher ho unse concern kijiega mene bhi apne ek teacher se pucha hai.
@nehalmoghe7609 ha agar apaar h toh vo chalega mene mere ke purane teacher se pucha phir bhi ap apne koi trustworthy teacher se confirm kar lijiega
Mam digilocker download karne par apaar id pehle se show ho rhi hai issued documents m aur apaar search karne par vapis se registration ka option aa rha h
please reply ki kya ab dobara apaar id bnani hogi aur aadhar ka photo update krna hoga phir apaar id par bhi photo update hoga kya please reply
Thank u so much mam lots of love from bihar❤
Application form khul gye hai kya ??
Thanku mam❤
Maam mein ne none kia to nahi mere se roll number puchha nahi school name meri id ban gai kuchh nhi kre bina
Jiska phle se hai generated appar id usko bhi dubara krna hai
College se bnaya hua.APAAR neet me kam kar sakta hai??? Maam
Yes.....
Mujhe adhaar card mai koie problem nàhi hài saare details màtch hoti hai.., so mujhe updàte karni ki zaroorat hai???
No
Admission year means which year
Maine bna liya maam apna abhi👍
Identity value, Identity type and admission year me kya fill Krna hai. Maine kisi university me admission nhi liya hai sirf 12th pass kiye hai Navodaya se
Pls reply ma'am
Put none in "I am a student of "
Select roll number in "identity type"
Put 12th roll number in "identity value"
Accha hua mere school Wale ne banwa diya chalo kahi toh mera school shi tha 😅
❤❤❤
Jis ka pura detail sahi h use bhi update karva padega kya
Ma'am mera aadhar card mere papa ke contact number se linked hain koi problem to nhi hogi n?
Even I can't open my it is showing of my parents
Mam aadhar me 1st alphabet capital hai baki small hai jabki 10 th marksheet me sare capital word to kya kare?
Ma'am jo bihar bord se exam diya uska kay uska tho sho hi nahi ho ra hai kay kare ma'am
Vote for bihar bord se jo eman diya hai aur uska so 10/12th ka season so nahi ho raha hai
Meri 10th Marksheet me FATHER ka naam aur aadhar card me father ka naam usme spelling different hai
But adhar card me 10th ke hisaab se agr kara lu to fir papa ka aadhar card ke name se match nhi karega 😢😢kya karu mai
Same meri bhi problem h
10 marksheet change hoti h kya?
@priyalsahay3665 nii marksheet change nhi hota ..isi wjh se to Hame aadhar card update karana pdega jaise details 10th ki marksheet me hai
@@mmgaming07860 hoti h mai be Abhi jst Pta kiye
Ye alg hi tension de diye
Ma'am mera tenth ke mark sheet pr only date mismatch h like result me 5 Jan h aur adhr me 12 Jan h
Got notification, 3 am make APAAR ID. Then 3:10 am download, check all clear. Anxiety and worry gone. Sleep good night.😌😛
Mam aadhaar card mein old photo hai toh voh bhi update karna important haiii
Identity value kya hai ma'am??
Put none in "I am a student of "
Select roll number in "identity type"
Put 12th admission year
Put 12th roll number in "identity value"
But mam neet dropper he aur admission year kya select kare aur student kaha he vo bhi puchega yaha toh usme kya fill up karenge
Digilocker ka app me v kar sakte he ???
I have a doubt, I have updated my adhar card in November 2024, should I have to re update ?
Maine last year hi apna adhar card update karaya
I contacted nta helpline he said that I have to update new photo ... Is it possible? And every detail is right but new problem is that I have to update new photo
Mam photo ko bhi update karna hoga kiya ??
mam Appar id or ABC id is same or different ( please reply me )
Same
Jo adhaar card par no hai wahi apaar I'd mai hona chaiye ky mam
Mam school kaa naam hi nhe hai options me..what to do
Mam maine actually apna Aadhar update karwane diye hai like usme new photo and meri khud ki number newly add karne ke liye so abhi meri aadhar mere papa ke no se linked hai and Aadhar update hone ke liye 15 days lagega.Main jab Digilocker app se account bana rhi toh Aadhar se aunthetication ho raha and usme otp mang raha jo ki old number matlab mere papa ke number pe jayega. So mam kya mujhe abhi Apaar id banana chahiye ya Aadhar update hone ke baad? Please reply
Maine 10th 12th dono icse board se kra h..but usme jse cbse ka option hai but icse ka optn h hi ni...toh what should I do??
Yr pta chale toh btana
None select karlo👍🏻
None select kar lo.. Ho jayega
If dropper hai aur 10th marksheet k hisab se nahi bhara aur none dala toh chalega
Ma'am sare details fill krne ke baad get documents per click krne ke baad ma'am bahut time le rha hai , pichle 1.5 hrs se kr rhi hu bss loading hi ho rha h ....plz ma'am btaiye aisa kyu ho rha h
Same issue bass gol gol ghum rha h
@@riyamishra4589 mera ho gya ...mai dubara sign in ki account ko and then sari details fill ki tab ho gyaa ....tum bhi kro ho jaega ....
@@shitalsingh2227 apka issue resolve hua?
@@riyamishra4589 haa mera ho gya , maine logout krke dubara sign in kiya and then sari details fill ki uske baad mera ho gya ...jyada tym nhi lgaa ...aap bhi vaise hi kro ho jaega !
@@shitalsingh2227 ohkkk kr kr dekhti hu
mam u literally cracked the formality of apaar id 😂😂
Mam agar identity me none select kare to kuch hoga kya??
Mam identiti valu kay he orr roll number konsaa dalnaa heew❤❤
Marksheet mein surname pehle hai aur adhar mein name pr last year kuch problem nahi ayi thi toh kya kare
Ma'am meri 10th marksheet me sir name name father name he aur adhar card me name father name sir name he to change karvana hoga ki chalega please reply 🙏
Ma'am adress bhi match hona chahiye kya marksheet se
Mam apaar id mai kya 10 th ki details lagegi?
Mam identity value kya he
Neet ke liye registration kab karna hai
Mam digilocker download karne par apaar id pehle se show ho rhi hai issued documents m aur apaar search karne par vapis se registration ka option aa rha h
please reply ki kya ab dobara apaar id bnani hogi aur aadhar ka photo update krna hoga phir apaar id par bhi photo update hoga kya please reply
Mam identity type mai dropper kya likhe
Kya aadhar photo update karna h
Nahi