Mao Kota me hu kota se hi exam dena h ..apar id ke liye maharashtra jau ?upper se school wale puchhenge ki 4 sal se drop hi chal rha h tera....itna tension de diya...😢
Digilocker se turant ban jayega. Details below 1. Open digilocker and sign in ya create account with Aadhar verify with otp ( Aadhar should be registered with mobile number for otp). 2. Search Apaar I’d on the top select it and fill all details like name and date of birth.3. Select identity type roll number and identify value as roll number of class 12. 4. Admission year means in which year who have taken the admission in class 11 and last I am a student column select the board of that school ( like cbse,icse or state board) and click get document .document will be issued in issued coloum below in few minutes. Thank u ☺️
Main abhi class 12 and JEE aspirants hun Main Non- Attending student bhi hun mere school walo ne consent form ke liye call nahi aaya mujhe but mere friends ko aaya hain so I am thinking main Apni se bana lun ghar par baithkar Appar id ??
@@asthasingh2534 Digi Locker pe Apaar ID search Kijiye ,tab Jo aayega click karke,uspar apna roll no aur passing year ,board (ye sab details 10th ya 12th ka) select karne par apaar id generate ho jaega
Digi Locker Pe apne aadhar no. Se account generate karke ,Search Kijiye Apaar Id ,Jo aye usme apna roll no aur board (10th ya 12th)ka dekar genrate kar sakte hai.
Mathan neet m MD sir ka chapter question PDF ab kaha upload hoti hai, pehle telegram par karte the ab bus botany ki hoti hai, zoology ki ab kaha upload hote hai ..... Please answer
Excuse sir ...I went to the school to get my pen number..but it doesn't exist...on the other hand Maine digilocker se apaar I'd banalia ...how it's possible that my records r not available in udise..but I'm getting the apaar I'd ...so confused n worried... what to do now?
@@ravisinha9169Sir mai BSC Chemistry kar rha hu and maine 2024 me bsc me appar card banaya hai par usme to bsc vale details honge to mai kya karoo pls bataiye neet ke form me mai ye daloo ki mai BSC Chemistry kar rha hoo ya ki ye mai 12th ke baad abhi tak drop hai .suppose ke mai ye daloo ki 12th ke baad abhi tak drop hai to jab APAAR id number denge to usme mere bsc vale details show karenge to aise me problem ho jayega kya. And suppose ki mai ye daloo k8 BSC Chemistry 2nd year me hon to mbbs college me admission ke time kon se documents jama karenge.PLS bata dijiye
Sir mai BSC Chemistry kar rha hu and maine 2024 me bsc me appar card banaya hai par usme to bsc vale details honge to mai kya karoo pls bataiye neet ke form me mai ye daloo ki mai BSC Chemistry kar rha hoo ya ki ye mai 12th ke baad abhi tak drop hai .suppose ke mai ye daloo ki 12th ke baad abhi tak drop hai to jab APAAR id number denge to usme mere bsc vale details show karenge to aise me problem ho jayega kya. And suppose ki mai ye daloo k8 BSC Chemistry 2nd year me hon to mbbs college me admission ke time kon se documents jama karenge.PLS bata dijiye
Sir mera school bahot dur hai isliye mai khud se apaar id pahle hi generate kar liya hu to kya wo chal jayega Ya fir school se hi nikalwana padega Sir please bata dijiye
Sir mere 10th ki masks sheet or adhar card mai date of birth alag alag hai or ab adhar mai change nahi ho rahi hai cross limit ke chakkar mai To ke mai neet ka form nahi pharpaooga
Sir maine 10th dusre school se ki h or 12th dusre school ki h , to APAAR ID ke liye kis school me jaye, jis school se 10th ki h ya jis school se 12th ki h .🤔
Sir mai BSC Chemistry kar rha hu and maine 2024 me bsc me appar card banaya hai par usme to bsc vale details honge to mai kya karoo pls bataiye neet ke form me mai ye daloo ki mai BSC Chemistry kar rha hoo ya ki ye mai 12th ke baad abhi tak drop hai .suppose ke mai ye daloo ki 12th ke baad abhi tak drop hai to jab APAAR id number denge to usme mere bsc vale details show karenge to aise me problem ho jayega kya. And suppose ki mai ye daloo k8 BSC Chemistry 2nd year me hon to mbbs college me admission ke time kon se documents jama karenge.PLS bata dijiye
Sir please help me mai BSc first semester mein hu Meri Apaar ID 9/9/24 ko create ki Gai thi college mein submission ke liye. Kya Mai is ID ko use kar sakti hu ?
Plz reply if someone know! Mera 10th marsheet me unnati mohadikar likha hai papa ka name beech me nahi hai! Lekin ahar card me papa ka name beech me hai as unnati vasanta Mohadikar, to uske liye adhaar cardupdate karwana padega, Mene bsc kar rakhi hi , waha pe abc id banaya hua hai uska kya karna hai, Digilocker nahibanaya haiabhi tak mene
Sir agar koi class 9 ka student hai usake adhaar mein name kartik hai aur school mein kartik Singh ke name se chal raha hai aur apaar ID bhi kartik ke name se qa gaya hai to kya kare
APAAR ID mere phle se bni hui h me bsc kr rha hu sath me to mene bsc ka form bhrwaya tha tb mene khud bnai thi ye id bs aapka aadhar updet hona cahiye kyuki vo aadhar se link hoga or me rajasthan board se hu ye id aap khud bna skte h isko ''ABC'' id bhi bolte h koi ye bat to bta hi nahi rha h abc full foram ''ACADEMIC BANK'' OF CREDITS or koi doute ho to puch lena 😊👍
sir my 12th criteria is not fullfilled so i had taken admission in NIOS and my 2 subject exam is in march 2025. so if i put my appar in neet form will it be rejected as my 12th maha board marksheet will be there which does not full fill critria. and my nios marksheet will take time to come as exam is in march and result is in first week of may 2025. plz reply sir
Sir mai 2020 me 12th hua tha to kya abhi bhi mai school se apaar id banva sakte hai ya kahi or jake banana parega please please reply me soon sir mera last year 556mark the es baar last drop hai mera waise bhi mera 5th drop ho gaya hai
Sir mere adhar par father name ki jagah husband name hai to mai kya karun aur sabhi documents pr shabli name likha h but 10 ki marksheet pr shablee h to kya krna hoga aur mai dropper student hu
10 marksheet me name surname ..aur adhar card me surname name ....adhar card aur baki sab document same hai . But 10 class ka upar se hi different aya hai kya kare .. mera 3 neet hai 2 baar to counciling tak chal gaya tha is baar kya kare please anyone suggest 😢
Sir , mai 10th school se ki hai aur 12th college se ki hai , aur abhi , graduation bhi college se kar raha hu lekin wo alag college hai , to mai kis me jau APAAR id ke liye ......📍
1. Sir my parents surname different (in my memo it had Mohammad but in my aadhar and my parents aadhar it is Mahammad )what should I do sir. 2.even my mother name in her Aadhar is afida but in my memo HAFEEDHA. Should I change her name in aadhar according to my memo or they consider only my name Sir please help me 🙏🙏🙏🙏🙏 Even my surname was wrong in memo so I will change it according to memo from Mahammad to Mohammad should I change my parents surname and my mother name According to my memo or should I creat afidebit from vro
Sir mere papa ka naam mere addhar me alag hai but marks card ( 10th ,12th) me sahi hai kya me aadhar update karao kya ? Aur kithna time lagega update hone me
▶Click to Purchase NEET MANZIL PRIME BATCH - vdnt.in/Gkwdu
Sir mere pass Meri apaar id digilocker me he but usme sirf Mera photo and apaar number he parents name Nahi he
Sir kya photos adhaar or apaar dono me same photo hona cahiye sir mtlab adhaar ko bhi update karana hoga latest photo ke saath
@NawazAli-100 mujai be yehii hai
sir mera to school hi band ho gaya to sir kya kare bahut dar lag raha h please help me😢
NTA :National testing Agency ❌❌ NAT: National tension Agency✅✅
Apaar id ❎❎
Apaar tension for student✅
Pata kuch he nahi
Bohot jldi bn jata hai
Digilocker per 2 minutes me ghar per ban jata hai
@neetaspirants-T25kaise?
@neetaspirants-T25 steps bata do yr dropper hu
Sir mene to 12th ki tc liye 3saal ho gye schl se .. lgta h ab jna padega ...apaar id ke liye ..
Apparnhi ❎
Kapaar pr tension ✅
i think you can get through digilocker directly
Mere bhai digilocker se le lo
Same bhai moh chipa kar jana pdega 🙂 soch rha hu saal oad kar javu
High school ya college pe banega ye
@@anupyadav3590 digilocker s^ ban jaegi search apaar in digilocker
Mao Kota me hu kota se hi exam dena h ..apar id ke liye maharashtra jau ?upper se school wale puchhenge ki 4 sal se drop hi chal rha h tera....itna tension de diya...😢
are bhai
4 saal 😮
Digilocker app se bana lo
Vahi bhai mera bhi same h 😭😭😭😭
Same bhi 😪
Tension hai sir dropers ke liye
Koi problem nahi h bas digi locker pe apaar I'd search karo but aadhar update ke baad
@@KunalKumar-xg9ru bhi ye Identity value mai kya bharna hai bto bhi
@@Adityapal22830 roll number 12th ka
Xth ka roll number bro....cbse ya state board select krlena@@Adityapal22830
Bht easily ho jaayega@@Adityapal22830
Digilocker se turant ban jayega. Details below 1. Open digilocker and sign in ya create account with Aadhar verify with otp ( Aadhar should be registered with mobile number for otp). 2. Search Apaar I’d on the top select it and fill all details like name and date of birth.3. Select identity type roll number and identify value as roll number of class 12. 4. Admission year means in which year who have taken the admission in class 11 and last I am a student column select the board of that school ( like cbse,icse or state board) and click get document .document will be issued in issued coloum below in few minutes. Thank u ☺️
Mai b pharm kr rhi hu , to identify type me kya dalugi?
& Identity value?
@ college ki koi registration I’d hogi wo daal dijiye
Main abhi class 12 and JEE aspirants hun Main Non- Attending student bhi hun mere school walo ne consent form ke liye call nahi aaya mujhe but mere friends ko aaya hain so I am thinking main Apni se bana lun ghar par baithkar Appar id ??
admission year me class 11 ya class 12 actually me dropper hu ? plzz tell
@@StudyCorner-cz7vg class 11 ka admission year
Sir school 2017 m kiya tha.....bsc ki DIGREE bi ho gyi ....ab muje neet ka exam dena hai to....kya Apar id k liye kya Karna hoga ......pls suggest
@@Rchoudhary36 digi locker app se bana lo bsc me to pichle saal se lag rha h apar card ban jyega easily don't worry khud se bana lo aap
Mne bhi 2018 me 12 th krithi, m bhineet dunga bhai
Mera bhi 2021 me complete ho gya
Mera 2023 mei 12 complete hua hai
mene bhi 2018 me 12th ki thi
SIR DROPPER STUDENTS APAAR ID KAHA SE APPLY KARENGE ???
Sir gov.school se padhe hai school walo ko pata hi nahi aapar id kya hota hai
School janai ki koi zarurat nahi
@ayeshah-01 to phir kese banega?
@@Al-Samad-7 digilocker app p
@@Al-Samad-7 digilocker pe online ban jayega
Bhai mery ko bhi bata do@@Al-Samad-7
Sir jo graduation bole to bsc kar chuka hai we bsc wale callege me jayega ya 12th jaha se kiya hai waha jayega
abc id ko hi apaar id kehte hn
@@crishabh4355sach bol rhe ho na
School Jane ka koi Jarurat Nahi hai Digi Locker pe aaram se Appar ID Ban Jayega
Details comment me hai
Apaar/academic Bank of credit (abc id) digilocker se ban jati hai
@@adityakumarjha7557how we can create throught digilocker??? Process batado
Jo log bsc sath me kr rhe hai o college jayenge apaar I'd banane ke liye
@@asthasingh2534 Digi Locker pe Apaar ID search Kijiye ,tab Jo aayega click karke,uspar apna roll no aur passing year ,board (ye sab details 10th ya 12th ka) select karne par apaar id generate ho jaega
Digi Locker Pe apne aadhar no. Se account generate karke ,Search Kijiye Apaar Id ,Jo aye usme apna roll no aur board (10th ya 12th)ka dekar genrate kar sakte hai.
Sir mera 10th aur 12th school alag alag tha toh ab kis ka bnana padega??
Same question 😢
@@Moonlight0605 school janai ki koi zarurat nahi hai 👇
Sir Jo log graduation Kar chuke hai unhe bsc me ABC id banana gaya Tha.. to kya phir se banana padega..
ABC I'd and apaar I'd are same..
Mene bhi abc id banaya tha
Sir plz tell what should partial dropers doo ... Have we take from our present college or go to previous school
*सर कुछ लोग कह रहे है......Neet का पेपर एक दिन पहले Apar ID पर ही आयेगा.....सर प्लीज Soln live करवा दीजियेगा RUclips पर।*
😅😅😅😅
😢😢😢
complete allen module solutions with chapter wise playlist , so watch and practice the questions also pyqs are available 💯💯
Mathan neet m MD sir ka chapter question PDF ab kaha upload hoti hai, pehle telegram par karte the ab bus botany ki hoti hai, zoology ki ab kaha upload hote hai ..... Please answer
Sir . Konsi school me Jana prega 10th ya 12th ...
Sir mera marksheet and aadhar card me DOB different h 7 month ka 😢 hmko aage dikkat to nahi hoga ?
Sir mera 12th to 2021 me complete ho chuka h and mera BSc v complete ho chuka h to Mai Kaha jau… school ya college…..
Bhaii Mera v admission ho gya h BSC ME
KYA KRU
Mera bhi mai kya karu
Same here...confused what to do ?
School jao ✅
Same mujhe bhi janna hai
Aap ne dala hai clg ki school ka
Sir khud bhi bana skte hai digilocker pe class 10 ka roll number use karke
Sir hum to droper hai to hum ea bhi school se hi lena hoga ???
Hnn
Khud se vi bnta h
Mai bhi dropped hoon mere digi locker me automatically aa gaya hai APAAR ID
Apka ban gya kya apar id@@devghulaxe
Hmmm😊
my surname is added on adhar and aapar but not on my 10th and 12th marksheet... what to do now ?
Sir: mera apaar card hai, bsc me admission ke time bana tha to ham abhi kya kare?
Same mera bhi ❤
complete allen module solutions with chapter wise playlist , so watch and practice the questions also pyqs are available 💯💯
Excuse sir ...I went to the school to get my pen number..but it doesn't exist...on the other hand Maine digilocker se apaar I'd banalia ...how it's possible that my records r not available in udise..but I'm getting the apaar I'd ...so confused n worried... what to do now?
Sir adhar card me bachpan ka photo and fingerprint hai is this required to change this
kota se ghar jana padega kya sir ya koi bhi bnwa dega
Sir, ye mera 2nd drop h kya mera school apar i.d bnayega?
Bsc ka ABC I'd Hai mere pass kya es se kaam hogayi ga 😊
Mujhe bhi yahi Janna h 😊
@@ravisinha9169Sir mai BSC Chemistry kar rha hu and maine 2024 me bsc me appar card banaya hai par usme to bsc vale details honge to mai kya karoo pls bataiye neet ke form me mai ye daloo ki mai BSC Chemistry kar rha hoo ya ki ye mai 12th ke baad abhi tak drop hai .suppose ke mai ye daloo ki 12th ke baad abhi tak drop hai to jab APAAR id number denge to usme mere bsc vale details show karenge to aise me problem ho jayega kya. And suppose ki mai ye daloo k8 BSC Chemistry 2nd year me hon to mbbs college me admission ke time kon se documents jama karenge.PLS bata dijiye
Sir mai BSC Chemistry kar rha hu and maine 2024 me bsc me appar card banaya hai par usme to bsc vale details honge to mai kya karoo pls bataiye neet ke form me mai ye daloo ki mai BSC Chemistry kar rha hoo ya ki ye mai 12th ke baad abhi tak drop hai .suppose ke mai ye daloo ki 12th ke baad abhi tak drop hai to jab APAAR id number denge to usme mere bsc vale details show karenge to aise me problem ho jayega kya. And suppose ki mai ye daloo k8 BSC Chemistry 2nd year me hon to mbbs college me admission ke time kon se documents jama karenge.PLS bata dijiye
@@AnkitKumar-bb6rb Same ques plzz reply agar kuch pta chale kahi se to
@@Deepikachaurasiya0401 👍
Sir, school 2018 may pass kiya tah, abhi neet dana hay APAAR ID kay liya school may jana padaga
Aadhar card pe 2 year back photo chalegi kya?
Yess I thinks
Bhai Jake khichwa le ek 😭💀
Sab log school se hi Apaar id banwa le taki koi gadbad na ho
APAAR ID kya state boards walo pevi lagega??
Hn ji
Sir bsc kar rahe hai to apar id college se banega ya school se
Digi locker se
Sir apaar id aur ABC id dono same hi hai kya
If someone is doing bsc but wants to give code 2 in neet form, will my bsc information be shown in apaar id
Sir mera school bahot dur hai isliye mai khud se apaar id pahle hi generate kar liya hu to kya wo chal jayega
Ya fir school se hi nikalwana padega
Sir please bata dijiye
Sir current me mai bsc university se kar rhe h to college se banye ya jaha se 12th kiya tha vaha jana pdega
Kb 12th kiya hai apne
@sanaaz5302 2022
@khushimaurya-e3 digilocker se banwa lo csc centre wale bna denge
Sir 2 saal ka drop hai tc vagera sab leke aagya school se ab kaha se lau pen number
I'm a partial dropper and I have my college apaar ID , Maam do I have to make another Apaar ID with the class 12 th details ?
Sir mai already BSc v complete kr chuka hu
Mujhe AAPAR id banwane ke liye school jana chahiye ya college jaha maine bsc complete kiya h
Same situation
Sir jo bacche 12th mai maths lekr phir bad mai single subject additional biology lekr preparation kr rahe hai unko kaise milegi apaar id ??
complete allen module solutions with chapter wise playlist , so watch and practice the questions also pyqs are available 💯💯
ye to digilocker se create hoti hi
Yeah
Sir me 10me CBSE se the aur 12 me state board se to aapar id kaha se banwana h
Sir mere 10th ki masks sheet or adhar card mai date of birth alag alag hai or ab adhar mai change nahi ho rahi hai cross limit ke chakkar mai
To ke mai neet ka form nahi pharpaooga
Sir , can u pla make a video of full process of creating APAAR ID . It will be of huge help for all the droppers (including me).
Sir maine 10th dusre school se ki h or 12th dusre school ki h , to APAAR ID ke liye kis school me jaye, jis school se 10th ki h ya jis school se 12th ki h .🤔
12th wale mai jao
Kahi matt jaao
Digi lock application pr login kro
Search apaar I'd on it
Enter roll number
Enter board
It's done
Your I'd is generated
@PHYSICWALLAH3.0 Okk, Thankyou so much sir 🙏🙏
Sir aadhar card me old photo hai uska update karwana hoga ky??
Digilocker par abc id ban gayi?? Ab ye apaar id kaha se banwau?????
Sir mene card toh bana liya par mera school nahi mil raha tha toh mene doosra school. Select kardiya hai ussse koi problem toh nahi. Hogi
Thank you so much sir 🙏🙏🙏
Sir mai BSC Chemistry kar rha hu and maine 2024 me bsc me appar card banaya hai par usme to bsc vale details honge to mai kya karoo pls bataiye neet ke form me mai ye daloo ki mai BSC Chemistry kar rha hoo ya ki ye mai 12th ke baad abhi tak drop hai .suppose ke mai ye daloo ki 12th ke baad abhi tak drop hai to jab APAAR id number denge to usme mere bsc vale details show karenge to aise me problem ho jayega kya. And suppose ki mai ye daloo k8 BSC Chemistry 2nd year me hon to mbbs college me admission ke time kon se documents jama karenge.PLS bata dijiye
Apaar I'd bnwane k liye 10th jaha s kiya h wo school Jana hoga ya 12th jaha s kiya h wo school???
Dono me koi ek school Apar I'd bana dega 👍
Sir jaha se mai graduation complete ki hu uss college se ban jayega kya apaar I'D??
Sir please help me mai BSc first semester mein hu Meri Apaar ID 9/9/24 ko create ki Gai thi college mein submission ke liye. Kya Mai is ID ko use kar sakti hu ?
Yes
Plz reply if someone know!
Mera 10th marsheet me unnati mohadikar likha hai papa ka name beech me nahi hai!
Lekin ahar card me papa ka name beech me hai as unnati vasanta Mohadikar, to uske liye adhaar cardupdate karwana padega,
Mene bsc kar rakhi hi , waha pe abc id banaya hua hai uska kya karna hai,
Digilocker nahibanaya haiabhi tak mene
Sir agar koi class 9 ka student hai usake adhaar mein name kartik hai aur school mein kartik Singh ke name se chal raha hai aur apaar ID bhi kartik ke name se qa gaya hai to kya kare
Sir class 10 and 12 alag alag school se kiya hu kis school se banwa thik rahega.
Khud banavo
Sir jo dropper hai use kaha se PEN no. Lena hoga callage se ya 12 th school se
Sir ..jaha se 10 complete ki hu waha se lena hai...apaar id..ya fir jaha se 11 12 kiya hai waha se
Sir me graduation kar rahi hu per abhi complete nahi huyi hai to me apni appar id kaha se banwau aur me dropper hun
Sir maine 10th State board se ki thi par 12th cbse me aur meri surname me bhi alphabet garbar hai ab main kya karu?
Sir maine June 2024 me bana liya tha to kya mujhe phir se banana hoga ya photo update Krna hoga ??
Sir , adhar card photo update karna compulsory hai Keya?
18+ ho gye ho to haa
Bhai karva le mai aaj karvaunga
@@Amit_9_pandeybhai kitna time lagega photo update karane main ? Any idea
@@Anshuyadav-v8q1r one weak bas. Esse bhi kam
@@Anshuyadav-v8q1r aaram se ho jayega don't worry 😊
Mera to school hi band ho gya hai ab mein kya karuin 😢😢
Dg locker se bna lo
Search
Biology at ease
Video Mil jayegi
Sir jo graduate h vo kiya kre
Tum graduated ho toh tumhe neet ki kya jarurat hai??
😅@vinayakkesharwani4498
Neet mt do😅
Sir mera 10 or 12 dono alg alg school se th to kiska banayenge sir
Sir admission year main Kaya dalna hai, passing year of class 12 or entry year of class 12
Sir my madhyamik certificate mein fathers name with late but adhar card mein late nehi hain what should I do?
Sir ye mera 1st drop he,
2024 me 12th passout hua tha,
Fir PEN kaha pr jake generate krna hoga 10th ki school ya 12th ka college 😢😢😢😢
Plz reply sir
12th
Kitne din me apaar id ban ke aa jata h .........
Me first year dropper hu kya bina school gye dg locker se khud se apaar id bana skti hu
vo to 2 minr mwin hi bna jata hai online, cyber wale bhaiya kr dete hai
Mera school los angeles main hai or wo abtak jal chuka hai....ab...?😢
@utkarshverma6653 fir to tujhe neet dene ki jarurat hi kya h ameer ke 14
sir,LC,DRIVING LICENSE , BIRTH CERTIFICATE me father name HITESH hai,
aur आधार मे HITESHBHAI है तो aadhar update karna पड़ेगा kya?
APAAR ID mere phle se bni hui h me bsc kr rha hu sath me to mene bsc ka form bhrwaya tha tb mene khud bnai thi ye id bs aapka aadhar updet hona cahiye kyuki vo aadhar se link hoga or me rajasthan board se hu ye id aap khud bna skte h isko ''ABC'' id bhi bolte h koi ye bat to bta hi nahi rha h abc full foram ''ACADEMIC BANK'' OF CREDITS or koi doute ho to puch lena 😊👍
complete allen module solutions with chapter wise playlist , so watch and practice the questions also pyqs are available 💯💯
Bhai bsc karne walo kya firse banana padega abc card ya fir nahi plz bhai bata do
@ bhai abc id wahi rhegi phle wali
@@Lofi_songs_editz_00 matlab fir se kuch nahi banana he na or kuch plz clearly lambe me achese batado bas
@@sandeepkumarnahak8217 mene new I'd bhi bna ke dekh liya bhai wahi aayegi bs date alg rhegi
College me jo padhte h wo college se banawa enge ya school wale jaha humne 1,2,3 se padha h
sir my 12th criteria is not fullfilled so i had taken admission in NIOS and my 2 subject exam is in march 2025. so if i put my appar in neet form will it be rejected as my 12th maha board marksheet will be there which does not full fill critria. and my nios marksheet will take time to come as exam is in march and result is in first week of may 2025. plz reply sir
Same problem
Sir mera bsc complete ho gaya hai mujhe kaha se banwana hai college se ya 12th jis school se kiya tha waha se
Mera bhi
Digilocker se nahi banaya ja sakta plz sir reply??
Me school er 150 km dur rehta hu 😢
Hm banaya jasakta h
Ban jayega
Sir ji main BSC First year mein hu mere pass ABC ID hai muze Aapar Id banane ki jarurat hai kya?
Sir jis school se 10th kiya tha wo school hi band ho gaya ab kya karu ?
Sir mai 2020 me 12th hua tha to kya abhi bhi mai school se apaar id banva sakte hai ya kahi or jake banana parega please please reply me soon sir mera last year 556mark the es baar last drop hai mera waise bhi mera 5th drop ho gaya hai
Tum ye digilocker se bhi bana sakta ho
Agar tumhara adhaar card mobile number se linked hai to
Play Store se install karlo digilocker
Sir mere adhar par father name ki jagah husband name hai to mai kya karun aur sabhi documents pr shabli name likha h but 10 ki marksheet pr shablee h to kya krna hoga aur mai dropper student hu
mene 10 aur 12 alag alag school se kri hai konse school jaun??
12th wale mai javo
Kahi matt jaao
Digi lock pr login kro
Search kro
Apaar I'd
Enter your roll number
Select board
It's done ✅
10 wala
Nta mension kiya h
Same 😢
Aap 12 no school ma Jaia.
Sir mai dropper hu mai 10 th & 12 different school sy kiya hu... Abhi mai apper id konsi school mai jao .... 10 th wali ya 12 wali school mai?
12th wala
Tu to gaya bete
Tum digilocker app se bana lo na online
@@anamikakoley3571 digicoker sy ho jaye ga?
@@AnimalKingdom-q1h q be
10 marksheet me name surname ..aur adhar card me surname name ....adhar card aur baki sab document same hai . But 10 class ka upar se hi different aya hai kya kare .. mera 3 neet hai 2 baar to counciling tak chal gaya tha is baar kya kare please anyone suggest 😢
Sir mera 10th mein registration 2021 me tha From M.P Board So will i also necessary for apaar and pen id ??
Sir , mai 10th school se ki hai aur 12th college se ki hai , aur abhi , graduation bhi college se kar raha hu lekin wo alag college hai , to mai kis me jau APAAR id ke liye ......📍
Sir mera apaar id bana hua hai but photo latest nahi hai to photo update karna hoga
Meri 10 aur 12 alag alag school se hui 10 the cbse tha aur 12 state board toh mujhe kya dono school mein jaana hoga ??
Sir , main college me hu to mujhe apaar id school bnana chahiye ya college se ? Or sir adhar me face recognition k bare me bhi bta dijiye 😢
Sir mene appar id digilocker se creat kar liya hai toh school bhi jaa ke id creat karna jaruri hai
1. Sir my parents surname different (in my memo it had Mohammad but in my aadhar and my parents aadhar it is Mahammad )what should I do sir.
2.even my mother name in her Aadhar is afida but in my memo HAFEEDHA. Should I change her name in aadhar according to my memo or they consider only my name
Sir please help me 🙏🙏🙏🙏🙏
Even my surname was wrong in memo so I will change it according to memo from Mahammad to Mohammad should I change my parents surname and my mother name According to my memo or should I creat afidebit from vro
Whatever, ur name on 10th marksheet is will be considered valid,
and write same on Aadhar
and D.O.B also.
@ what about parents name I will change my surnames but parents name surname also should I change
@ so I don’t need to change there name in their aadhar card or should I change
Hey mere sare documents pr Mohammad likha hua hai bt sirf 10th marksheet pr Md hai so mai mai kya kru?@@Hawziq
Sir ji dijilocker kaha hota hai😢
Play store
Jha se 12th kiye hai usi school se banega ? Kyuki maine 10th aur 12th alag alag school se kiya hai
Sir mere papa ka naam mere addhar me alag hai but marks card ( 10th ,12th) me sahi hai kya me aadhar update karao kya ? Aur kithna time lagega update hone me
Mai college me hu to kaishe banega
Sir mer Adhar card me limit cross h ? Our shai nahi ho rha h ???
Aapaar id joh number daalna hai voh hi number neet registration mein daalna hai
Please can anyone tell me 10th jhn se passout kra ae whn se banega ya jhn se 12th
Sir mera neet preparation ke sath bsc v hai mai kya kru