Assalam walekum bhai main yah puchna chah raha tha ki Banda kitne din pahle Apne passport ki fees jama karva kar Uske bad passport office mein jakar Baki detail de Sakta hai To kya do teen din ya 4 Din pahle jama karva kar Banda Do char dinon ke bad Ja sakta hai ya usi Din Jana Hota hai?
sir mein ne online fee islamabad mein pe kar di hai but mera permanenet adress fsd ka hai is liye isb mein mujhe apply nahi karne diya kia online fee transfer ho gi isb to fsd plz giude karein thankyou ahsan raza from isb
Aap apne province k kisi city se banwa le phir or ja kr paid paid number de dena, agar wo kahe tu teekh hai agar nahi tu again pay krni hogi, I'm not sure k ab office change krne se fee wohi chale gi ya nai
asllam u alikum zain bahi plz meri help krein mein pass...kifee online pay ki hai us ke baad mein -g-10 islamabad mein gaya docments lekar nic per permenet adress punjab ka hai jis ki wajase unhon ne reject kar diya meinto islamabad mein rehtaho aur fee bhi online pay ho gai hai...... plz guidekare thank you
Don't worry jo PSID pay kro ge usi ki detail aage jae gi , jis psid mein aapki detail sahi ho aur 5 saal ya 10 saal is tarha sb kuch aapke mutabiq sahi ho, us PSID ko pay kr do.
Aisa kai logo k sath ho chuka hai status paid show nai ho rha hota, ab pta nai kuch time baad mein status update ho jata hai ya nai, ya phir humari trf se pay ho gai hai tu bas teekh hai, Mai ye info pta krta ho aik do din mein agar wo bta de tu
Agar abhi b passport Asaan Fee application pe status unpaid aa rha hai tu phir JazzCash helpline pe call kr k detail pta kro k payment successfull hoi hai k nai
JazzCash transaction history ya phir sms se ja kr check kro, jis psid ko payment ki hai usi psid ko passport fee Asaan application main likh k check kro, agar unpaid aa rha hai Or 24 hours k baad b unpaid hai tu JazzCash helpline pe call kr k detail pta kro k abhi tk payment paid q nai aa rhi
sir mein ne online fee islamabad mein pe kar di hai but mera permanenet adress fsd ka hai is liye isb mein mujhe apply nahi karne diya kia online fee transfer ho gi isb to fsd plz giude karein thankyou ahsan raza from isb
sir mein ne online fee islamabad mein pe kar di hai but mera permanenet adress fsd ka hai is liye isb mein mujhe apply nahi karne diya kia online fee transfer ho gi isb to fsd plz giude karein thankyou ahsan raza from isb
Passport app pr status Chand mins Baad update hota hy. So don't worry!
30 minutes phly ki thi status unpaid yet
Wah Shahzady Kamal kr dia. Ma comment nhi krta kabi videos pe. Lakin ap ne majbur kr dia tarif krny ky leye
Thank You Zain Bhai, You saved me from lot of hassle and time wastage
Thank you sir😁 999999 dail kiye bger b ho jata hai baki kafi acha guid krty ap
Thanks bro
This was very helpful
❤ بہت خوب ❤
It works! Thanks
Nice video.
Excellent❤
Thanks u so much bro❤
Assalam walekum bhai main yah puchna chah raha tha ki Banda kitne din pahle Apne passport ki fees jama karva kar Uske bad passport office mein jakar Baki detail de Sakta hai To kya do teen din ya 4 Din pahle jama karva kar Banda Do char dinon ke bad Ja sakta hai ya usi Din Jana Hota hai?
G, aap 5 , 6 din baad b ja skte hain but maximum is voucher ki validity kitni hai wo abhi confirm nai hai,
Thanku bhai
Zabardast
اگر ہم Meezan Bank App سے پے منٹ کریں تو کیا تب بھی 6 دفعہ 9 لکھنا ہے ؟ پلیز رہنمائی کریں .
Thank You
Veri infirmtv😮
جاز کیش میں پاسپورٹ فیس پیمنٹ کا آپشن ہے وہ کس لیے استعمال ہوگا اگر 1bill استعمال کریں گے
Agar 1bill pe b fee show ho rhi hai tu waha se b pay ho jae gi & passport fee se b kr skte ho
JAZAKALLAH
sir mein ne online fee islamabad mein pe kar di hai but mera permanenet adress fsd ka hai is liye isb mein mujhe apply nahi karne diya kia online fee transfer ho gi isb to fsd plz giude karein thankyou ahsan raza from isb
Aap apne province k kisi city se banwa le phir or ja kr paid paid number de dena, agar wo kahe tu teekh hai agar nahi tu again pay krni hogi, I'm not sure k ab office change krne se fee wohi chale gi ya nai
asllam u alikum zain bahi plz meri help krein mein pass...kifee online pay ki hai us ke baad mein -g-10 islamabad mein gaya docments lekar nic per permenet adress punjab ka hai jis ki wajase unhon ne reject kar diya meinto islamabad mein rehtaho aur fee bhi online pay ho gai hai...... plz guidekare thank you
Ban tu jana chahye, agar nai bana rhe tu phir Punjab wali side se aa k banwa lo
mein is waqt isb mein ho yahanse apply nahi hua...ab mein rwp se apply karo ho jaye ga
@@ZAiN_TiPS
Agr 2 ya 3 PSID generate ho jyn tu kya kryn?
Don't worry jo PSID pay kro ge usi ki detail aage jae gi ,
jis psid mein aapki detail sahi ho aur 5 saal ya 10 saal is tarha sb kuch aapke mutabiq sahi ho, us PSID ko pay kr do.
Fee pay krna ka bd kitna din tak yai fee challan acceptable hota hai?
PSID payment ki validity 30 days ki hoti hai
1 month tak...
PSID CHALLAN ID KONSI ENTER KRNI HOGI?
Jo Asaan passport fee application pe Generate ho kr ae gi wo enter krni hai
Asslam o alikum
yar many pay kar diya ha lakin abi bi un paid aa raha ha Assan passport ap py plz help me
inki website pe psid likh k check kro
@zaintips how? Plz guide me mera bhi unpaid arha
Passport asaan fee payment website pe ja kr
Check e-Payment Status pe psid likh k check kro
Pay karnae k bad agae kia process hai
Jo documents video mein btae hain woh le kr passport office chale jao
aur chalan kahan sa download kr sakta han jo paid ha?
Passport asaan fee application se hi, or paid ka proof jazzcash se jo pay kia hai wo,
@@ZAiN_TiPS
Screenshot print kr k sath lgana hoga , ya sirf unhein dikhana hy, mobile pr hiii?
copy lgani hogi
@@sanwalali2797han bhai, aap ny phr print kr k lgaia ya dikhaia?
@@ZAiN_TiPS Yes copy will be attached it is mentioned on paid E-Challan as well
Assalam o aliqum g bro mene passport fee pay kardi Hy butt asan fee pay status unpaid araha hy
Aisa kai logo k sath ho chuka hai status paid show nai ho rha hota, ab pta nai kuch time baad mein status update ho jata hai ya nai, ya phir humari trf se pay ho gai hai tu bas teekh hai,
Mai ye info pta krta ho aik do din mein agar wo bta de tu
Fee paid krny k bd bhii Status Unpaid a rha hai
Agar abhi b passport Asaan Fee application pe status unpaid aa rha hai tu phir JazzCash helpline pe call kr k detail pta kro k payment successfull hoi hai k nai
PSID exp Kitna din ma Hoti ha
30 din
zain bahii plz help kary
Yaar Sach m Kam Karti ha
Mere jazz cash se paisy tu kat Gai but unpaid show kr rha hy
JazzCash transaction history ya phir sms se ja kr check kro, jis psid ko payment ki hai usi psid ko passport fee Asaan application main likh k check kro, agar unpaid aa rha hai
Or 24 hours k baad b unpaid hai tu JazzCash helpline pe call kr k detail pta kro k abhi tk payment paid q nai aa rhi