BACHHE KO KAISE KHILAYEIN PALAK 100%BACHHON KO PASAND..🥬🥬🙏🙏

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 18 сен 2024
  • BACHE KO KAISE KHILAYEIN PALAK /100% BACHE KHAENGE. /NON VEG KHANA BHUL JAYENGE..🥬🥗.....
    Palak me vitamin A, Vitamin B, Vitamin C, fiber, Vitamin B6 CALCIUM milata hai jo ham sabko jarurat hota haikhas karke bachhe ko v . Spicy khana avoid karen, healthy khayen swasth rahe n.
    Sab se pahle hm chana dal ko achhe se dho lenge fir 1/2ghnte Pani me vhigo ke rakh denge tab hm palak ko chun lenge fir cut karne se pehle Pani se dho lenge fir cut karenge,koi v saag dhone ke baad hi katein saag ko chota chota cut karenapne acording Hari mirch cut kare pisi hui daal kati hui palak Hari mirch ak sath lenge usme thoda sa sabut jira ,namak1/2chamach haldi powder.Sabko achhe se fet ke mix karenge isse pakode soft banenge akdm gulab jamun ke jaisa.kadai me tel acha se gram ho jaye hm gol gol bal baneyenge ,dono hatho ke sahare thoda chapta krke dalenge mera video ko dekhe kaise ak chamach oil se hm pakode banaye sabji banane ke liye pakode ko halka fry krenge ,jada fry nhi karenge,agar aap ko chai se khana h to v hm dikhaye h kaise ak chamach oil se kurkure fry kiye h .Ab hm kadai me lenge oil ,oil gram ho jaye, dalenge panchforan,Hari mirch tej patta.tej patta black ho jaye ab kati hui aalu ko dale .ab dalenge hm 1/2chamach haldi powder 1/4tsp namak,aalu jab achhe se fry ho jaye dale 1/2tsp jira powder,1/4tsp gram masala 1/4tsp haldi powder 1/4 cup Pani dale aur masala ko kadai me tel chodne tak vhunenge ,ab hm dalenge 1/2 litre Pani , masala ko pani ke sath 2min.cook karenge fir banihui pakode ko dale aur 2 min. Cook keran ,fir dale tomato , tomato is liye last me dalenge is se mera tomato ki vitamin cook krne ke baad v nast na ho, dhaniya patta dale taiyaar hua palak ki testy healthy sabji.
    #palak #palakpaneer#palakrecipe #palakpokoda sabji #palakcurry#kaise banayen palak ki sabji# palak sabji kaise banaye #healthyfood #healthy recipe palak #kaise #
    1/2 gm palak
    Potato -- 2
    Lahsun --4/5 kaliya
    Adrak--
    Green chilli --4
    Haldi--1/2tsp
    Jira pawder --1/2tsp
    Gram masala --1/4tsp
    Namak
    Coriander leaves
    Sabji masala --1/2tsp
    Tomato --1
    Oil--2tsp
    @aratisingh2502
    Like subscribe and comment pls 🙏 🙏

Комментарии • 2