Jis tarah Conventional Banking ki jaga Islamic Banking aye ha, Isi tarah Courts main Islamic Law aur Fiqa ka Qanoon b ly kr aaen...! Bht shadeed bury halat hn, hmari courts England Common Law k mutabiq hn, Islamic law sirf inheritance & family etc ki had tk ha. New qanoon b bnty ja rhy hn, har chez ka new qanoon sekhna aur apply krna mzeed mushqil ha. Balky na mumkin ha. New Laws aur England Laws ka hmain knowledge ni... Hmain Islamic law ka better knowledge ha, islamic law main faida ha.
Mufti sb JazakAllah Khair. well guided and well spoke. Now it's a time to introduce Islamic Banking system in Pakistan and keep on working in this field. It's not a matter of common sense or common man to discuss such complicated issues. It is the matter of highly learned Ulemas who had done in-depth research in this field. JazakAllah Mufti sb. Love you.
*Admin Please Background Sound Na Lagaya Kare. Q K Mufti Saab aur Maulana Tariq Jameel Saab ki Awaz Ke Liye Kisi Sound ki zaroorat nahi Hoty. MAA sha Allah Allah Ne Dono Ko Bahut Khubsorat Awaze Dy hain* _JazakAllah Khaira_
But Islamic Banks are not following, fatwas maliciously,, and are doing the same as conventional banks.... Just for example. in Istshna.. there must be 3 parties customer bank and the manufacturer.. but in practice, it is not followed and an agreement is made between the manufacturer and bank on interest based.
English bohat ho gye. Pehla koi Emandar Insan to paida ho ais mulk main sare ka sare khao peyo hain jis ko karobar ka lia paisa do woh kha pee jata hai. Aisi wajha sa awam Bank main Fix karwata hain taaka profit milta raha aur khana pena wala koi chaker na ho...
Thank you sir, but these all are the babies of the same system. Just for selling and grapping Islamic people. they created different names and brands to sell and capture people who believe on concept of Islam. Banking system only runs on interest whether it is Islamic or conversional, if not ask financial analyst.
Aap bata dein kis per karna chahiye koi or dusra option mujood nahi hai Pak mein average percentage sirf wahan se islamic bank leta hai lekin islamic bank ka finantial work shariyah base Mudarbah, Musharakah base hota hai or kisi bhi jaiz business ko karne kay liye agar islamic rules ko follow kia jaye to woh business halal hota hai jab kay conventional bank per jo interest milta hai or business bhi interest base companies kay sath kia jata hai or woh fix profit hota hai isiliye Haram hai or yehi sab se bara difference hai..
@@islampeacenetworkofficial6479 agar islamic banks apna central bank alag bana lein to kia masla hai in ka rate alag hoga, kyun k abhi sirf sricker laga hua hai islamic banking ka peeche wohi hai, dosri baat yeh k bht se mufti sahab bhe is islamic banking ko halal nhi mantay. Islamic bank jo profit deta hai woh fix nhi hota laikin kia kisi ko aaj tak nuqsaan hua hai? Jub aap central bank se agreement he convetional rate ka ker k chal rhay ho paisa halaal kese hogaya, aap ka to paise jis guarantee pe central bank k paas hai ya aap k paas jo permission hai woh hai he soodi buniyad pe to aap sirf naam use ker rahay ho real islamic rule follow nhi ker rahay.
I have nothing against Islamic Banking.....but all ulema's who support it or enable it or lead it should understand money first.....how it is created, distributed and exchanged....before deciding whether Islamic Banking is halal or haram...
@@tayyabazuberi2011it surely doesn’t seem like it, please share any videos on their findings on money, economics etc….they only talk about Islamic Banking, not the underlying monetary system…
Mufti Saab apko pata hay Islamic bank hokomat Kay Treasury paper Jo sood per hotay hain woh khareedtay hain kia Treasury paper sood Hain ya nahi baray mehrbani farmaey.
jo loog islamic banking ke mojud hein woh khud admit ker chukey hein banking system ka basic principal he islam ke against hey aur usi principal pe islamic banking ko khara kiya gaya hey . bate khatam .
Maine Tableeghi Jamat k mudharba main Rs. 10 lakh lagai aur phir dekhta hi reh giya aur mudharba wale ghaib ho gai. Mufti Ihsan rhe head of Mudharba gave bribe to a person for his bail and after bail he disappeared.
Ap ny har baat thik farmai lekin bs aik misal ghalat di 4 shadion wali,, 4 shadion py iman Nhi khara,, han ijazat hai bs,, k agr zarurat hu tou kr lo baki iska eman sy koi taluq nahi
Bilkul deen samaj nai k liya zarori hai mufti ka hona aur us ke manna q k un ho nai ilm hasil kiya hai waqth lagaya hai warna tou sab sharukh khan bun jao k mairay ghar mai Quran bhi hai aur nowzubla mandir bhi apnay ap mai champion tou mufti hai he rehnumai k liya.
Mere csn ne Islamic bank se loan lianha dubai main aur kafi tehqeeq ki thi mujh se bhi poocha tha mene bhi thori boht research ki k sood ni ha phir us ne le liya ab kia krain 50k liya tha and 70k dena agr ye sood ha to us se kese bacha jaye
Sir, may i know the definition of the real currency in the sight of ALLAH. the base valve of this current money system is petrodollar which can be manipulated.
This is the problem they don’t know about monetary system and i guess they don’t even know about fiat money,how it was created in the first place. The real money in Quran is the money with intrinsic value like gold and silver and some other commodities but this paper money is totally bogus and haram because it is not backed by anything and hence can be manipulated and hence we have high inflation
I hope you read it! I had plans to lease/Ijarah a new car from Meezan Bank. So, i went to their website and calculated the total amount to be paid in 3 years. To my surprise, the total amount was almost 10Lac/1million above the actual car price! Why? Meezan bank calls it car rent but it is actually the loan which a buyer returns over and above the actual price! Get your facts straight, Mufti Saheb. Whiskey does not become halal if you label it, Halal Whiskey with 0.01% alcohol.
@@faizanfazzy3964 they are also asking and showing themselves trader so by just saying they can't be a trader they all said it halal because bank said they are trader doing trading but in actual it's financial institute not trading center and from their they gain interest and give it to account holder just by lieing with masoom ya matlabe mufties
Bro I don't endorse Islamic banking.. but their concept is ok that is another thing if they follow properly... if they transfer 100% ownership after paying the full amount then it's OK.. now how much they charge over the original price should be based on their right of ownership they rent to you..
if a car price is 20 lac. i buy it and sell you for 30 lac is it haram? No, then we decided you pay on istallment. so 30 lac installement is not haram.
Walaikum slam mujhe or bank ka nahi pata lekin Meezan Bank or Bank islami mein saving account per jo profit milta hai woh 100% halal hai or fatwa bhi un ki websit per mujood hai..
Bank islami or Meezan bank complete Islamic shariyah base hai or bhi kafi islamic bank hai lekin Meezan or Bank islami to 100% tehqeeq kay baad Halal hai or in dono banks kay fatway different islamic scholars or Daryl ifta ki taraf se mil chuke hain
Bhai conventional banking me sirf steps add kr deny se wo Islamic Bank nahi ban jati. Ye labels change kiye hain sirf Islamic touch deny k lye. Ye sari Islamic banking sirf customer k end pe hoti hai bank usy apna profit hi recognize krti hai. Ap agr ghor se dekhen to bank paise de rhi hai ksi b chiz khareedny k lye.. Khud ek din b use nahi kr rhi or phir earning rent pe kr rhi hai.. Bank chah k b khareedi hui chiz use nahi kr skti to bank kesy owner ho gai us chiz ki?
@@irfanrehmat6687 bhai, ap 1 zameen ya gari khareed k agy sale krogy tou xeada pese lo gy ya jis pe ap ny li utny pese lo gy? yaqeenan ap b xeada price par he sale krugy na...isko he tou tijarat kehty hn...
There is nothing like Islamic banking as both conventional and so called Islamic banks lend almost 80% of their depositor money to government to finance their budget deficit and this information is available in the balance sheet of all the banks which is available publicly as they are listed companies in Pakistan stock exchange. So when government of Pakistan borrow from these banks they do not do any business but it is to fill the budget gap as they have to spend more and earn less. So when the government pay fixed return to banks for their loans then they call it Ijara (Rent) for Islamic bank and Interest for Non-Islamic bank.
Maazrat ke saath aspp dobarah tehqiq karayn. Mufti janab Ahmad Mumtaaz Sahib ki theqeeq ko bhi dekh layn!!!!! Aur jab banori town ka mustanad aur bara idara is ko haram qaraar deta hay to kya aap ka farz nahi banta ke aap is shoqooq bharay maslay ko dobarah check karayn ??? Please !!!!!
Assalamu alaikum sir Mera aik islamic bank Mai account h saving us per monthly profit ata h mjy kisinje Kaha it's haram jab mainy bank person SE bat ki usny Kaha it's not haram because it's not fix I search on net but Mai still confused hun l ye profit halal h ya haram ap please is per mere rehnumai kren
Boycott Visa card ❌🌎🚫 Mastercard USA America 🚫 israel Change OIC Muslim country ATM Card Bank service system digital online payment konsa hai🌍⁉️ Please ek video banaen sir
آسلام وعلیکم ۔ علماء کو چاھیئے کہ banking کی سائینس پڑھیں ۔ تب ھی وہ اس سلسلے میں عوام کی صحیح رھنمائی کرسکیں گے ۔ اگر یہ بینکوں کا نظام صحیح ھے ، تب بھی اور غلط ھے تب بھی۔ بینک کے نظام میں اتنے چھپے چھپے ، باریک باریک معاملات ھیں ، جو لفظوں کے ھیر پھیر میں الجھ جاتے ھیں ، اور انسان اصل حقیقت تک نہیں پہنچ پاتا ۔ اسلامی بینک حلال ھیں یا حرام ھے یا نہیں ، مشکوک ضرور ھے۔
Ager bank main fix na karen koi aisa shaks bata dan pora Pakistan main jis ka sath Investment karen like paisa hamara aur mehnat aus shaks ki. Pora Pakistan main koi mushkil sa 1% aisa mila ga jo Emanat main khayanat na kare. Sub ka Sub 2 number hain ais mulk main pehla aun ko Islam sekhayen aus ka baad Sood per baat karen
Banking k ilawa hr cheez ki example dy di bhai ap ny. Jitni qismain ap ny islamic bank ki batai unhy explain kr dety....aye bay chay ho rhi pory lecture mien. Bhai hm mien itni samajh hy k agr ap sahi sy samjhy to samjhny ki koshish zaroor kry gy. Laikin ap ny to topic k mutalliq kuch bataya hi nahi
Sir hamay na koi apna loan de raha tha or need b thi.. bank sy loan lia he gold de k or pta b hay k sood he . Insan kia kare jb kahin sy rasta na nazar aye
Bhai deen ke Malik banne ke elawa deen samjho aur samjhao apka kaam hai ap kaise apke research ki hai aur kis bunyad par Kisi chez KO halal ya haram Kiya hai batay
sabse bada mufti andar beta hua hai.... apna dil. taqwa ikhtiar karo mere bhaai.... zindagi maut ka nahi pata. minute ke hisab se jiyo... barso ke hisab nahi
Kuc bhi ho. I will be alone in my Qabar to answer. Its a risk. If it will haram then, what . You guys please avoid koi mufti qabar mein nae ayeega. Alot to say but its an advice.❤ take care
Then what is your saying of keeping money in conventional bank even if it is current account? Have you read about that too? Even keeping money in conventional bank’s current account is not considered good
Assalam o alaikom molvi sahab 1 bewah ha jis ki bachi ha ghr b karaye ka ha or ghr ka khrcha chalany k ly kisi ghr me kaam krti ha agr os k pass jo saving ha wo bank se munafa ly tu jaiz ya najaiz agr es munafa se srf ghr ka karaya dy tu sahi ha ya ghalat
محترم مفتی صاحب میں میزان بینک گیاتھاجن صاحب نے مجھےڈیل کیا انہوں نے بتایا کہ اسلامی کھاتہ مضاربہ اوراسلامی سیو نگ میں نقصان بھی ہوسکتاہےمثلااگرآپ ایک لاکھ جمع کراؤگےتوکاروبارمیں پانچ یادس ہزار کا نقصان بھی ہوسکتاہے یعنی پہلے ہی نمبرپروہ ڈراتے ہیں انکا مقصدیہ ہوتا ہےکہ یہ ڈرکرسودی کھاتہ کھولے*میں سرگودھا میں رہتا ہوں امیدہےآپ میری بات سمجھ جائیں گےاوراسکاحل بھی بتائیں گے
رٹا مارنے سے علم نہیں آ جاتا۔ علم تو اللّٰہ تعالٰی کی عطاء ہے۔ مفتی صاحب صرف یہ جواب دے دیں کہ بینک کمائی کیسے کرتا ہے؟ چلیں یہ مشکل سوال ہے۔ یہ بتا دیں کہ نام نہاد اسلامی بینکنگ کس نظام کے اندر کام کر رہا ہے؟ اسلامی بینک جو کرنسی اور سرمایہ استعمال کر رہے ہیں، وہ کہاں سے آ رہا ہے؟ سادہ سا سوال ہے کہ اگر ان نام نہاد اسلامی بینکوں کا اسٹیٹ بینک میں اکاؤنٹ ہے، وہ تو سود پر ہی کام کر رہا ہے نا؟؟؟ آپ جیسے علماء کے بارے میں حدیث مبارکہ ہے کہ، “بھیڑیوں سے بدتر ہوں گے”۔
Salam mufti sahab main mufti nhi ho lakin main islamic banking ko haram samajhta ho kyunkay main yai shahoor rakhta ho kay ghalat kaam ki saza mujhay millay gi meray mufti sahab ko nhi millay gi aur main sabit kar sakta ho kay islamic banking halal nhi hai haram hai agar aap meri is baat pr agree na ho to aik video meri is baat pr bhi bana diajhay ga asal main yai ijtimai masla hai isliay aap apnay fatway par gour karay kyunkay aap bhi insan hai galti aap say bhi ho sakta hai ha agar apko main ghalat lago to video main bata dia ga main ghalat hua to baray dil say accept karoga. 1. Pahli baat islamic bank logo say paisay liata hai 2. Phir wo is paisay ko bussiness main lagata hai halal bussiness main. 3. Matlab kisi ko property dila kar rent liata hai aur dimishing musharka karta hai good 4. Lakin kya wo paisa jo wo logo say liata hai halal hai ya haram hai iski tasdeek karta hai? 5. Jab hum haram kam main invest karkay profit nhi kama saktay to haram kay paiso say kya profit kama saktay hai? 6. Agar ijtimai kurbani hai agar aik hissay daar nay haram kay paisay dalay hai to kisi ki qurbani nhi hoti to kya haram ka maal karobaar main mil jai to profit halal rahay ga? Ya halal walay ka halal aur haram walay ka haram hojaiga? Agar aisa hai to halal walay ki qurbani hojaigi? Please iska jawab zaroor di jiaga kyunkay sood ka sabzay kam darzay ki saza aap bhi jantay hai aur main bhi thanks Assamu alikkum
Dekhen pehli baat Jo aap ne kii property wali agr ksi k pass itny resources nhi Hain aur koi apko at a time paisy nhi deta tw Islamic bank waly apko wo ghr ly dete aur rent apko bank ko pay krna parhta... Agr aap yeh baat khud py rakhen k agr aap aik ghr lete us ko rent py dy dete it means k aap uska rent lengy q k aap owner hai aur right rakhty Hain same aisy hi Islamic banking Waly bhi krty ... Interest nhi charge krty yeh profit hotaa.... Aur Jo apki savings Hoti Hain agr aap wo ghr py rakhty Jo k safe nhi hai aaj kl k zmany MN banks ap k paisy ko save rkhta hai....mujy personally khud banking psnd nhi jb k main commerce ki student but conventional banks nhi psnd Islamic banking is quite better than conventional banks....I hope you are getting my points ....
@@iqrakhan839 if get a car through islamic so called bank .. in the end i pay more then that.. for example islamic bank give me a car cost 17 lac and i paying the rent in the end i paid total 22lac .. then tell me 22-17 = 5lac .. where did 5 lac go ..? why i paid 5 lac extra for what reaon ? better listen dr israr point of view.. on that.. u r totally wrong.
@@iqrakhan839tuh woh ghar mera hi rehta ha agar me usko 10 saal b rent per do lakin bank walay apsay rent le kar wo b ziyda or bad me wo cheez apko de detay han yeh bat samjh nhi ai rent per cheez le kar bad me wo usi kay name kar do hahahah
مجھے امید ہے کہ آپ اسے پڑھیں گے! کچھ عرصہ قبل، میں نے میزان بینک سے ایک نئی گاڑی لیز/اجارہ کرنے کا منصوبہ بنایا تھا۔ لہذا، میں ان کی ویب سائٹ پر گیا اور 3 سالوں میں ادا کی جانے والی کل رقم کا حساب لگایا۔ نہایت حیرت کی بات یہ ہے کہ گاڑی کی کل رقم اصل قیمت سے تقریباً 10لاکھ زیادہ تھی! کیوں؟ میزان بینک اسے گاڑی کا کرایہ کہتا ہے لیکن یہ دراصل وہ قرض ہے جسے خریدار اصل قیمت سے زیادہ واپس کرتا ہے! مفتی صاحب اپنے حقائق کو سیدھا کریں۔ شراب حلال نہیں ہو جاتی اگر آپ اس اسکی بنوائ میں 0.001 فیصد الکوحل شامل کر کے اس پر "حلال شراب" کا لیبل لگادیں۔
😡😠😡 Tu bhi bhai mufti hi reh, views kay liya kabhi tu banker ban jata hay, kabhi hakeem, kabhi doctor, kabhi scientist, kabhi kuch, Tum kya banker ho ???? Tum nay puri banking perhi hay, Tum bhi aam say mufti ho, Tum ko 100% pata hay iss waqt islamic banks pakistan may kesay kaam ker rahay hain?, woh kahan say aur kesay paisa kamatay hain, woh kahan kahan per awaam ka paisa invest ker rahay hain???? tum un ka sara hisaab kitaab her mahinay check ker rhay ho??? aur un ki her investment ko monitor ker rhay ho??? tum ko pata hay yeh so called islamic banking kesay wajood may aayee???? islaam tu 1400 saal pehlay aa gya tha mager iss naam nihaad islamic banking tu abhi sirf 17 saal pehlay hum logon ko yaad aayee woh kyun aur kesay? Tariq masood tum say yeh umeed nahi thi tum bhi bik gyee aur ban gyee so called islamic banking kay Advertizer, Bhai logon ko baywaqoof na banao, kudh tu dozakh may jao gay masoom logon ko bhi apnay saath lay jao gay, Tariq tum bhi is so called islamic banking ka hissa ban gyee ho, ab roz hasher jiton ko tum iss taraf raghib ker rhay ho un sab kay paisay ka hisaab dena, normal banking tu haram hay hi mager _islamic banking bhi sood per mabni hay._
bhai ho sakta apki bat sahi ho lakin jis tariqa sa ap bat kar raha ha wo bilkul b thek ni ha muftyan ka kam ha tamam sobajat ki mukamal maloomat rakhna
Jis tarah Conventional Banking ki jaga Islamic Banking aye ha, Isi tarah Courts main Islamic Law aur Fiqa ka Qanoon b ly kr aaen...!
Bht shadeed bury halat hn, hmari courts England Common Law k mutabiq hn, Islamic law sirf inheritance & family etc ki had tk ha. New qanoon b bnty ja rhy hn, har chez ka new qanoon sekhna aur apply krna mzeed mushqil ha. Balky na mumkin ha. New Laws aur England Laws ka hmain knowledge ni... Hmain Islamic law ka better knowledge ha, islamic law main faida ha.
Ma Sha Allah
Mufti sb JazakAllah Khair. well guided and well spoke. Now it's a time to introduce Islamic Banking system in Pakistan and keep on working in this field. It's not a matter of common sense or common man to discuss such complicated issues. It is the matter of highly learned Ulemas who had done in-depth research in this field. JazakAllah Mufti sb. Love you.
*Admin Please Background Sound Na Lagaya Kare. Q K Mufti Saab aur Maulana Tariq Jameel Saab ki Awaz Ke Liye Kisi Sound ki zaroorat nahi Hoty. MAA sha Allah Allah Ne Dono Ko Bahut Khubsorat Awaze Dy hain*
_JazakAllah Khaira_
yeh sound nahi nasheed hoti hay, jese Allaahu parha jata hay. ye ghalat ni hota bhai ye bohot acha tareeqa hay islamic clip ko khobsorat bananay ka.
@@Bigsupreme2000 @MuftiTariqMasoodSpeeches bhai hum yahan mufti sahab ki baat sunne aaye hai - nasheed sunne nahi. Koi bhi background sound se baat aur uske alfaaz samajhne mein mushkil hoti hai.
Reight
Background sound se bahut tension ho ta hai
But Islamic Banks are not following, fatwas maliciously,, and are doing the same as conventional banks.... Just for example. in Istshna.. there must be 3 parties customer bank and the manufacturer.. but in practice, it is not followed and an agreement is made between the manufacturer and bank on interest based.
Kia pta Jo roti AP khate hain ...woh koiii Haram tareeqe se laake apko bhejta ho....aisa Karen k roti Khana chorh den.
@@Zee65432roti pese, de k li jati hy, os ny roti kese bnae ye uska masla hy, hum ny roti sood pe nhi khaee
its not intrest based, its a fix price of a product.. price is not increased after d agrement is made...
You are great person ..MASHALLAH
بلکل صحیح فرمایا
جزاک اللہ خیرا کثیرا
The biggest mufti is sitting in one's heart. Live by taqwa and not by fatwa. Fear Allah and live by the minute. Not by eons
English bohat ho gye. Pehla koi Emandar Insan to paida ho ais mulk main sare ka sare khao peyo hain jis ko karobar ka lia paisa do woh kha pee jata hai. Aisi wajha sa awam Bank main Fix karwata hain taaka profit milta raha aur khana pena wala koi chaker na ho...
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ محرمات کے اوپر تفصیلی بیان دیجئے حضرت مفتی صاحب ... انڈیا سے
Jeenay do insan ko bas 2 waqt ki roti naseeb hojye bolo ameen sub.
Ameen
nai RAB par emaan zaroori hay. agar ghalat hay to janay na do.
Halal Haram matters
Thanks sir
to mufti Taqi sab ny Zia era mn jb islamic banking start ki gai to isph criticise q kya tha.
Thank you sir, but these all are the babies of the same system. Just for selling and grapping Islamic people. they created different names and brands to sell and capture people who believe on concept of Islam. Banking system only runs on interest whether it is Islamic or conversional, if not ask financial analyst.
Kia Quran Majeed Ka RIBA ka asool badal sakte haen aap
Please can we have English translation. Jazaakallahu Khayra
Mash ALLAH ❤
Agar Asa Hai Allah Pak un himat Dey
Aur Esaye jalad ez jald sodi Nazam khatim Hojiye
Mufti sahab yeh bataye k agar islamic bank alag hai to in ka interest rate baqi banks k rate pe based kyun hai.. KiBOR ko kyun follow kerte hain
Aap bata dein kis per karna chahiye koi or dusra option mujood nahi hai Pak mein average percentage sirf wahan se islamic bank leta hai lekin islamic bank ka finantial work shariyah base Mudarbah, Musharakah base hota hai or kisi bhi jaiz business ko karne kay liye agar islamic rules ko follow kia jaye to woh business halal hota hai jab kay conventional bank per jo interest milta hai or business bhi interest base companies kay sath kia jata hai or woh fix profit hota hai isiliye Haram hai or yehi sab se bara difference hai..
@@islampeacenetworkofficial6479 agar islamic banks apna central bank alag bana lein to kia masla hai in ka rate alag hoga, kyun k abhi sirf sricker laga hua hai islamic banking ka peeche wohi hai, dosri baat yeh k bht se mufti sahab bhe is islamic banking ko halal nhi mantay. Islamic bank jo profit deta hai woh fix nhi hota laikin kia kisi ko aaj tak nuqsaan hua hai? Jub aap central bank se agreement he convetional rate ka ker k chal rhay ho paisa halaal kese hogaya, aap ka to paise jis guarantee pe central bank k paas hai ya aap k paas jo permission hai woh hai he soodi buniyad pe to aap sirf naam use ker rahay ho real islamic rule follow nhi ker rahay.
Islamic bank alag alag interest rate dete ha even abhi 22% tha magar meezan bank 11% de raha tha islqmic saving me
I have nothing against Islamic Banking.....but all ulema's who support it or enable it or lead it should understand money first.....how it is created, distributed and exchanged....before deciding whether Islamic Banking is halal or haram...
Exactly true!👍
Yes of course they study money and economics and financial systems in detail along with Islamic laws and then come up with their fatwas
@@tayyabazuberi2011it surely doesn’t seem like it, please share any videos on their findings on money, economics etc….they only talk about Islamic Banking, not the underlying monetary system…
@@tayyabazuberi2011 kindly do share a video if you know of any
Wehmi logon ka koi ilaj nahi jo apne aap ko Idlami scholar samajhte hain jab ke Arabi ka ek jumla bhi banana nahi ata
Mufti Saab apko pata hay Islamic bank hokomat Kay Treasury paper Jo sood per hotay hain woh khareedtay hain kia Treasury paper sood Hain ya nahi baray mehrbani farmaey.
WHY THE BACKGROUND TUNES IS THERE A DEFICIENCY IN YOUR WORDS OR YOUR MESSAGES
background hata dien please
Ok
It is very annoying
fractional reserve, ke baare me kya raay hai. islamic banking bhi fractional reserve ka use karte hain
Background hata den
Plz
Gg mufti sb bilkul tekh ha lakin amlyat k muthaliq b pehly reserch kren es me marit k bd. Koe fatwa dya kren
jo loog islamic banking ke mojud hein woh khud admit ker chukey hein banking system ka basic principal he islam ke against hey aur usi principal pe islamic banking ko khara kiya gaya hey . bate khatam .
Background sound ko please hata de
Jahan bank ka naam ajaye tou samjh jao sood hai sirf kapra.change kia hai Islamic ka naam da kar baki hai full sood
tou aap ka account nahi hai bank mein ?
@@adeel.designer Account tou sab hi ka hai mera ha mai use ni karta
Maine Tableeghi Jamat k mudharba main Rs. 10 lakh lagai aur phir dekhta hi reh giya aur mudharba wale ghaib ho gai. Mufti Ihsan rhe head of Mudharba gave bribe to a person for his bail and after bail he disappeared.
Ap ny har baat thik farmai lekin bs aik misal ghalat di 4 shadion wali,, 4 shadion py iman Nhi khara,, han ijazat hai bs,, k agr zarurat hu tou kr lo baki iska eman sy koi taluq nahi
بروز محشر ہر انسان کی جگہ کیا مفتی جواب دہ ہو گا روشنی ڈالیے
Ji han. Able ilam hi Jawab deh hn Gy. Ap mufti akmal KO bhi sun lein
Yes
Bilkul deen samaj nai k liya zarori hai mufti ka hona aur us ke manna q k un ho nai ilm hasil kiya hai waqth lagaya hai warna tou sab sharukh khan bun jao k mairay ghar mai Quran bhi hai aur nowzubla mandir bhi apnay ap mai champion tou mufti hai he rehnumai k liya.
مفتی صاحب ❤️ آپ کا یہی اصول اپنے متعلق بھی ہونا۔ چاہے ۔۔۔ سیاسی علماء کا بھی اپنا نظریہ ہو تا یے۔۔۔
Subhan Allah
Mere csn ne Islamic bank se loan lianha dubai main aur kafi tehqeeq ki thi mujh se bhi poocha tha mene bhi thori boht research ki k sood ni ha phir us ne le liya ab kia krain 50k liya tha and 70k dena agr ye sood ha to us se kese bacha jaye
Bhai sahab paise pe paisa nahin kmaya ja skta,suna to ye hi hai main ne..
mufti saab, army cheif itna acha nahi k soud k khilaf jaye. woh toh khud corrupt aur chor hai!
Fazal ur Rehman Saab zinda abad
Janab mufti tariq masood Assalama alekum
App jo bhi bata kare us bat ki puri tafsilat bataye sukriya
Janab pori tafsel ke Leye app un ke ha tashref le jaen.
Shukreya.
ہر بینک پر اسلامی لکھا ہوا ہے حبیب ہو یا کوئی اور
تو کونسا بینک ہے اسلامی ؟؟؟
میزان ؟ فیصل ؟ البركه ؟
؟؟؟؟
meezan, albaraka, nd bank islami, only these 3 are...
Ab islamic branch hr bank ki hai
Bank sirf lain dain per service charges le sakte haen
Meri bank account me sirf sallary ati ,,, kabhi kbhar koi sal me aik dafa profit a jata khud ba khud ,,, yeh halal hy haram ???
haram hy, is se bachny k lye ap current account kholo,savings account khtam krdo ok
Amazing 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Agar eky liye ho tho haram nahi hamaray liye ho tho haram
Very Rational, 100% Agreed
Sir, may i know the definition of the real currency in the sight of ALLAH. the base valve of this current money system is petrodollar which can be manipulated.
This is the problem they don’t know about monetary system and i guess they don’t even know about fiat money,how it was created in the first place. The real money in Quran is the money with intrinsic value like gold and silver and some other commodities but this paper money is totally bogus and haram because it is not backed by anything and hence can be manipulated and hence we have high inflation
یا اللہ دین کو مشکل بنانے والوں سے امت کو بچائے
tariq masood sahab hamare awam khud ko aalim, judge, wakeel , tajzia nigar sab smjhti he ..dar haqeeqat he kuch bhe nhe
frustrated hain asal mai
Mashallah
I hope you read it!
I had plans to lease/Ijarah a new car from Meezan Bank. So, i went to their website and calculated the total amount to be paid in 3 years. To my surprise, the total amount was almost 10Lac/1million above the actual car price! Why? Meezan bank calls it car rent but it is actually the loan which a buyer returns over and above the actual price! Get your facts straight, Mufti Saheb. Whiskey does not become halal if you label it, Halal Whiskey with 0.01% alcohol.
they are asking its rent on car and rent is allowed in islam.
@@faizanfazzy3964 they are also asking and showing themselves trader so by just saying they can't be a trader they all said it halal because bank said they are trader doing trading but in actual it's financial institute not trading center and from their they gain interest and give it to account holder just by lieing with masoom ya matlabe mufties
Bro I don't endorse Islamic banking.. but their concept is ok that is another thing if they follow properly... if they transfer 100% ownership after paying the full amount then it's OK.. now how much they charge over the original price should be based on their right of ownership they rent to you..
if a car price is 20 lac. i buy it and sell you for 30 lac is it haram? No, then we decided you pay on istallment. so 30 lac installement is not haram.
assalamu aalykum ,sir islamic bank me jo profit milta hy wo halal hy ya haram,sood hy,kia hy,kindly reply me?
Walaikum slam mujhe or bank ka nahi pata lekin Meezan Bank or Bank islami mein saving account per jo profit milta hai woh 100% halal hai or fatwa bhi un ki websit per mujood hai..
Islamic banking kn kn sa bank provide kr rha.. koi guide kr dy
Meezan bank ha srf
Bank islami or Meezan bank complete Islamic shariyah base hai or bhi kafi islamic bank hai lekin Meezan or Bank islami to 100% tehqeeq kay baad Halal hai or in dono banks kay fatway different islamic scholars or Daryl ifta ki taraf se mil chuke hain
Good sir
Zindagi app weekly maintenance reward halal ya haram???
Fixed profit haram
Bhai conventional banking me sirf steps add kr deny se wo Islamic Bank nahi ban jati. Ye labels change kiye hain sirf Islamic touch deny k lye. Ye sari Islamic banking sirf customer k end pe hoti hai bank usy apna profit hi recognize krti hai.
Ap agr ghor se dekhen to bank paise de rhi hai ksi b chiz khareedny k lye.. Khud ek din b use nahi kr rhi or phir earning rent pe kr rhi hai.. Bank chah k b khareedi hui chiz use nahi kr skti to bank kesy owner ho gai us chiz ki?
beta itna kro..srf cash lkr batado Islamic banking se...as a loan... ghanta denge wo
islamic bank kbi b loan nhi deta, so sood ka sawal e nhi peda hua...
islamic bank pese nhi deta, chex apk lye purchase krega khud, apko cash nhi dega kbi b, phr wo chex apko resale krdega xeada price par jo k jaez hy
@@irfanrehmat6687 bhai, ap 1 zameen ya gari khareed k agy sale krogy tou xeada pese lo gy ya jis pe ap ny li utny pese lo gy? yaqeenan ap b xeada price par he sale krugy na...isko he tou tijarat kehty hn...
All banks work under the umbrella of State Bank and it is the factory of riba, so whatever comes out of that factory is absolutely riba filled
Exactly true!👍
And you know more than ulama? That sounds like kibr.
So what can we do? How can we save our money?😢
What about bank al habib Islamic branch women saving account??? Plz reply soon
har wo bank jo conventional+ islamic dono kaam kar raha hu wo haram hy, bank must hv only islamic banking
اسلامی لیزنگ میں kibor کو ہی base بنایا جاتا ہے سنی سنائی نہیں مصدقہ بات ہے ۔اب یہ کہاں سے اسلامی رہی۔
There is nothing like Islamic banking as both conventional and so called Islamic banks lend almost 80% of their depositor money to government to finance their budget deficit and this information is available in the balance sheet of all the banks which is available publicly as they are listed companies in Pakistan stock exchange. So when government of Pakistan borrow from these banks they do not do any business but it is to fill the budget gap as they have to spend more and earn less. So when the government pay fixed return to banks for their loans then they call it Ijara (Rent) for Islamic bank and Interest for Non-Islamic bank.
Are you Mufti?
Maazrat ke saath aspp dobarah tehqiq karayn.
Mufti janab Ahmad Mumtaaz Sahib ki theqeeq ko bhi dekh layn!!!!!
Aur jab banori town ka mustanad aur bara idara is ko haram qaraar deta hay to kya aap ka farz nahi banta ke aap is shoqooq bharay maslay ko dobarah check karayn ???
Please !!!!!
Mufti sahab bol to rhy h k unho ny 1 sal study kr k fatwa dia h. Binori town waly mufti nhi h aalim h
Assalamu alaikum sir Mera aik islamic bank Mai account h saving us per monthly profit ata h mjy kisinje Kaha it's haram jab mainy bank person SE bat ki usny Kaha it's not haram because it's not fix I search on net but Mai still confused hun l ye profit halal h ya haram ap please is per mere rehnumai kren
its haram brothre.. the fatwas they are following are right .. but these bank are not following them ....i have worked their as an internee.
Apko kia hall mila
❤
Girvi pr Ghar Lena kaisa plz roshni dale
Tasheel-E-Bahishti Zewar parh lijiye. Ye saarey maaail insha Allah clear ho jaenge.
Agr RUclips ki kamaee halal hay to islami bankari bhi halal hay
Boycott Visa card ❌🌎🚫 Mastercard USA America 🚫 israel Change
OIC Muslim country ATM Card Bank service system digital online payment konsa hai🌍⁉️
Please ek video banaen sir
insan ki degree uska Aqal hai....Paper Dunya me dikhana padhta h, Allah ke yeha koi degree nahi
آسلام وعلیکم ۔ علماء کو چاھیئے کہ banking کی سائینس پڑھیں ۔ تب ھی وہ اس سلسلے میں عوام کی صحیح رھنمائی کرسکیں گے ۔ اگر یہ بینکوں کا نظام صحیح ھے ، تب بھی اور غلط ھے تب بھی۔ بینک کے نظام میں اتنے چھپے چھپے ، باریک باریک معاملات ھیں ، جو لفظوں کے ھیر پھیر میں الجھ جاتے ھیں ، اور انسان اصل حقیقت تک نہیں پہنچ پاتا ۔ اسلامی بینک حلال ھیں یا حرام ھے یا نہیں ، مشکوک ضرور ھے۔
Ager bank main fix na karen koi aisa shaks bata dan pora Pakistan main jis ka sath Investment karen like paisa hamara aur mehnat aus shaks ki. Pora Pakistan main koi mushkil sa 1% aisa mila ga jo Emanat main khayanat na kare. Sub ka Sub 2 number hain ais mulk main pehla aun ko Islam sekhayen aus ka baad Sood per baat karen
Yeh kaam ap ka bhi hai shuru ap ker lain
@@asiftahir3940 Hum khud apna ap ko theak kar sakta hain lakin dosra ko theak karna ki koshish nahi karni chaiya ulta gala paar jata hai
Banking k ilawa hr cheez ki example dy di bhai ap ny. Jitni qismain ap ny islamic bank ki batai unhy explain kr dety....aye bay chay ho rhi pory lecture mien. Bhai hm mien itni samajh hy k agr ap sahi sy samjhy to samjhny ki koshish zaroor kry gy. Laikin ap ny to topic k mutalliq kuch bataya hi nahi
Sir hamay na koi apna loan de raha tha or need b thi.. bank sy loan lia he gold de k or pta b hay k sood he . Insan kia kare jb kahin sy rasta na nazar aye
Le sakte hain agar jaan janay ka dar ho. Warna haram kam karne ki koi excuse nhi hai
👍👍👍👍
Bhai deen ke Malik banne ke elawa deen samjho aur samjhao apka kaam hai ap kaise apke research ki hai aur kis bunyad par Kisi chez KO halal ya haram Kiya hai batay
sabse bada mufti andar beta hua hai.... apna dil. taqwa ikhtiar karo mere bhaai.... zindagi maut ka nahi pata. minute ke hisab se jiyo... barso ke hisab nahi
kon sa islamc bank ha jo without intrest loan dta ha ksi ko pta ho to mjy btayn plz mjy loan chaye.
mcb, meezan..
akhowat whithout sood qarza data h
Background ko hatao
HBL Islamic bank reality ma islami bank ha?
meezan and mcb are ..as mufti muneeb ur rehman acknowledges mcb islamic bank and meezan is acknowledge by taqi usmani sahab
mjy bi islamic ni lgta reality ma
Islamic bank bhe to loan daty gari .ghar k liy
Halaly waly kya jany Islam ko
Mufti sahb ap just taraf isharah krrha hai engr sahb ka mutaliq engr sahb ka bhi yahi moqaf hai
آٹھ منٹ میں ایک منٹ بھی موضوع پہ بات نہیں کی بس گپپں
App maozo par bat karo
پھر آپ کو موضوع کا پتہ ہی نہیں تھا ۔۔۔۔ کہ ان کا موضوع ہے کیا ۔۔۔۔
کیا اسلام میں شیر مارکیٹ میں پیسے بھرنا جایز ہے
G sirf investment k hisab se.. or sirf sharia complaint companies mein
Kuc bhi ho. I will be alone in my Qabar to answer. Its a risk. If it will haram then, what . You guys please avoid koi mufti qabar mein nae ayeega. Alot to say but its an advice.❤ take care
indeed its haram.. nobody mention.. that pillar of baking is fractional banking.. its then lending money is second thing ..nobody mention it.. sadly
Bro it is not haram
Then what is your saying of keeping money in conventional bank even if it is current account?
Have you read about that too? Even keeping money in conventional bank’s current account is not considered good
Assalam o alaikom molvi sahab 1 bewah ha jis ki bachi ha ghr b karaye ka ha or ghr ka khrcha chalany k ly kisi ghr me kaam krti ha agr os k pass jo saving ha wo bank se munafa ly tu jaiz ya najaiz agr es munafa se srf ghr ka karaya dy tu sahi ha ya ghalat
Nice 👍 brother
No bank no concept haram
محترم مفتی صاحب میں میزان بینک گیاتھاجن صاحب نے مجھےڈیل کیا انہوں نے بتایا کہ اسلامی کھاتہ مضاربہ اوراسلامی سیو نگ میں نقصان بھی ہوسکتاہےمثلااگرآپ ایک لاکھ جمع کراؤگےتوکاروبارمیں پانچ یادس ہزار کا نقصان بھی ہوسکتاہے یعنی پہلے ہی نمبرپروہ ڈراتے ہیں انکا مقصدیہ ہوتا ہےکہ یہ ڈرکرسودی کھاتہ کھولے*میں سرگودھا میں رہتا ہوں امیدہےآپ میری بات سمجھ جائیں گےاوراسکاحل بھی بتائیں گے
He
Mudarbe Mushareqat Munarha Salm Ijara Istesna
Leasing Rental mortgage Rebtal
France Ka Safar kub Hy ap Ka
It is like that you are saying Islamic vine is halal and western vine is Haram 😂
Same is like with banking
what do you know about islamic banking that you are making this comment
رٹا مارنے سے علم نہیں آ جاتا۔ علم تو اللّٰہ تعالٰی کی عطاء ہے۔
مفتی صاحب صرف یہ جواب دے دیں کہ بینک کمائی کیسے کرتا ہے؟
چلیں یہ مشکل سوال ہے۔ یہ بتا دیں کہ نام نہاد اسلامی بینکنگ کس نظام کے اندر کام کر رہا ہے؟ اسلامی بینک جو کرنسی اور سرمایہ استعمال کر رہے ہیں، وہ کہاں سے آ رہا ہے؟
سادہ سا سوال ہے کہ اگر ان نام نہاد اسلامی بینکوں کا اسٹیٹ بینک میں اکاؤنٹ ہے، وہ تو سود پر ہی کام کر رہا ہے نا؟؟؟
آپ جیسے علماء کے بارے میں حدیث مبارکہ ہے کہ، “بھیڑیوں سے بدتر ہوں گے”۔
Bus ap nai itni serious guftugo mai ik joke mar diya k chief of Army staff bhi intrest k khalaf hain 😂😂😂
Salam mufti sahab main mufti nhi ho lakin main islamic banking ko haram samajhta ho kyunkay main yai shahoor rakhta ho kay ghalat kaam ki saza mujhay millay gi meray mufti sahab ko nhi millay gi aur main sabit kar sakta ho kay islamic banking halal nhi hai haram hai agar aap meri is baat pr agree na ho to aik video meri is baat pr bhi bana diajhay ga asal main yai ijtimai masla hai isliay aap apnay fatway par gour karay kyunkay aap bhi insan hai galti aap say bhi ho sakta hai ha agar apko main ghalat lago to video main bata dia ga main ghalat hua to baray dil say accept karoga.
1. Pahli baat islamic bank logo say paisay liata hai
2. Phir wo is paisay ko bussiness main lagata hai halal bussiness main.
3. Matlab kisi ko property dila kar rent liata hai aur dimishing musharka karta hai good
4. Lakin kya wo paisa jo wo logo say liata hai halal hai ya haram hai iski tasdeek karta hai?
5. Jab hum haram kam main invest karkay profit nhi kama saktay to haram kay paiso say kya profit kama saktay hai?
6. Agar ijtimai kurbani hai agar aik hissay daar nay haram kay paisay dalay hai to kisi ki qurbani nhi hoti to kya haram ka maal karobaar main mil jai to profit halal rahay ga? Ya halal walay ka halal aur haram walay ka haram hojaiga? Agar aisa hai to halal walay ki qurbani hojaigi? Please iska jawab zaroor di jiaga kyunkay sood ka sabzay kam darzay ki saza aap bhi jantay hai aur main bhi thanks Assamu alikkum
Dekhen pehli baat Jo aap ne kii property wali agr ksi k pass itny resources nhi Hain aur koi apko at a time paisy nhi deta tw Islamic bank waly apko wo ghr ly dete aur rent apko bank ko pay krna parhta...
Agr aap yeh baat khud py rakhen k agr aap aik ghr lete us ko rent py dy dete it means k aap uska rent lengy q k aap owner hai aur right rakhty Hain same aisy hi Islamic banking Waly bhi krty ...
Interest nhi charge krty yeh profit hotaa....
Aur Jo apki savings Hoti Hain agr aap wo ghr py rakhty Jo k safe nhi hai aaj kl k zmany MN banks ap k paisy ko save rkhta hai....mujy personally khud banking psnd nhi jb k main commerce ki student but conventional banks nhi psnd Islamic banking is quite better than conventional banks....I hope you are getting my points ....
@@iqrakhan839 if get a car through islamic so called bank .. in the end i pay more then that.. for example islamic bank give me a car cost 17 lac and i paying the rent in the end i paid total 22lac .. then tell me 22-17 = 5lac .. where did 5 lac go ..? why i paid 5 lac extra for what reaon ?
better listen dr israr point of view.. on that.. u r totally wrong.
Her koi bhai apny mal ka jwab day hy , koi kitni bh try kry hr bnday ki kmai khoj ni sakta
@@ehsankhan8523 allah ne aqal de hy ..wo use kar le bahi.. warna.. jo hona u know it.
@@iqrakhan839tuh woh ghar mera hi rehta ha agar me usko 10 saal b rent per do lakin bank walay apsay rent le kar wo b ziyda or bad me wo cheez apko de detay han yeh bat samjh nhi ai rent per cheez le kar bad me wo usi kay name kar do hahahah
Bhai aap asani sae samjha saktay Hain with some good references , aap loog samjhana chahtay nahein
Aj inki izzat gir gai....banking should not be prmoted
Everything done by government is halal by pet scholars.
مجھے امید ہے کہ آپ اسے پڑھیں گے! کچھ عرصہ قبل، میں نے میزان بینک سے ایک نئی گاڑی لیز/اجارہ کرنے کا منصوبہ بنایا تھا۔ لہذا، میں ان کی ویب سائٹ پر گیا اور 3 سالوں میں ادا کی جانے والی کل رقم کا حساب لگایا۔ نہایت حیرت کی بات یہ ہے کہ گاڑی کی کل رقم اصل قیمت سے تقریباً 10لاکھ زیادہ تھی! کیوں؟ میزان بینک اسے گاڑی کا کرایہ کہتا ہے لیکن یہ دراصل وہ قرض ہے جسے خریدار اصل قیمت سے زیادہ واپس کرتا ہے! مفتی صاحب اپنے حقائق کو سیدھا کریں۔ شراب حلال نہیں ہو جاتی اگر آپ اس اسکی بنوائ میں 0.001 فیصد الکوحل شامل کر کے اس پر "حلال شراب" کا لیبل لگادیں۔
bhai agr nafa ziada he to sood hojaega😂😂😂
kia logic he bhai..kamal ka ilm he apka..apke ilm pr 21 topo ki salami
Ya jahilo wali bat hai k amm insan k samjh nahi ayga... Bhai islam kisi mufti / molvi ki jageer nahi....
100% haram
Pura baat krdi samjhaya nhi hy kuch 😂
مولانا تقی عثمانی کو بت نہ بناؤ یہ بحث ہی غلط ہے اسلامی نظام تو قائم کر لو پہلے۔