Bhai mera bhi CCTC h, 13 june ko email par offer letter aaya h & 16 june ko division me report krna h Agar offer letter ka documents ready n ho to division wale time dete h ki nhi?
Sir mai apne Nani ke yha se padha hoon aur Sara adress mera aur meri maa ka to naunihaal ka hai aur same hai lekin mere pita ji ka adress alag hai to hum pitaji ka kon sa adress denge please reply
Sir Mera ek question hai. Mera level 1 me selection huaa hai. Aur form apply huaa tha usme bas class 10 hai fill kiya huaa hai. To attestation form me higher qualifications Dena hai ya nhi. Clear kare issue.
Bhai isme name documents ke according likhna hai ya apni marzi se jaise mere aadhaar me only name hai surmane nhi h to ma apna surname laga skta hu form me 😢 pls reply
Mai bsc graduation 2017 se 2020 hai but part 3rd k redult 31 dec 2020 ko diya aur iti sesssion august 2020 se august 2022 hai to kya mera session lad rha hai ? Pleaese bata do bhaiya tomorrow hi joining hai
Bhai mere attestation form k sath identity certificate tha uspe photo lagake uski photo attested karwau ya front ki 5*7 ki photo attest karwau.. mene identity wala karaya h to kya ye b karwau
@@rupachaudharymukul2013 aapke jaisa instructions mile hai uske according documents ready karwa lo Kyoki alag alag division se alag alag instructions mil rahe hai candidates ko
Sir form fill karte time and DV ke time mera address kuchh or tha but mai avi just naye parmanent address pr sift hua hu to mujhe address me kya fill krna chahiye...?
Sir...mujhe NTPC se 4 attestation form aur har attestation form ke sath ek identity certificate(total 4 identity certificate) aur 2 character certificate bheja gaya hai.....mera sawal hai ke "ye 4 identity certificate ko ek hi authority se sign krwana hai ya 4 alag alag authority se krwana hai????""
Sir mai pahle ek choti si private job krta tha jahan mera PF (EPFO se naki PRAN se) katata tha but railway group d join krte samay maine phle wali private job ki jankari dena uchit nahi samjha (kyuki aisi private job ka koi vishesh mtlb ni hota) ye mere se choti si glti ho gyi. kya age koi problem hogi?
Aapko Jo instructions mile hai unme check kar lena ki identity certificate ke liye bola hai kya kyoki alag alag division se alag alag instructions mil rahe hai
Bhai alag alag division se alag alag instructions mil rahe hai candidates ko isliye aapko Jo instructions mile hai uske according documents ready karwa lena
Aur ek aur baat bhai ye character certificate hame departmental dv k time dikhane honge ya sabhi attestation form k saath department me post karte time hi bhejne homge??
Railway se related update ke liye hamare you tube channel updated new ko subscribe kar sakte ho !
Bhai mera bhi CCTC h, 13 june ko email par offer letter aaya h & 16 june ko division me report krna h
Agar offer letter ka documents ready n ho to division wale time dete h ki nhi?
@@sunny_kumar_1 Bhai time dete hai aap division me call kar lena or une aapna reason bata dena
Bhai aapka konsa zone hai
@@updatednew Varanasi Division NER
@@sunny_kumar_1 Bhai aap se bat karna hai kya aap mere mail par hello bhej sakte hai updatednew1999@gmail.com
@@updatednew bhej diye
Thank you
Rrb NR assistant bridge ki joining document ke bare m ek video bna dijiye
last attended College baale character certificate m lecturer se sign aur mohar lagvaai h chalega ki nahi ....
Sir mene privet school me pdaya tha to uski jankari likhani h kya sir btana
Black ink pen se sing kr liye koi problem to nai hoga...?
Jo sign karwana hota hai wo pura india mai kisi guzzatedd officier se kra skte hai kya please bataye
Thanks Bhai🙏🙏
Attestation form par agar video se sign Kara lete hai to character certificate par bhi vdo se kara sakte hai kya.?
Character certificate may Maine 6 month se janta hey gazetted officer ne kiya koi dikkot hoga kya ?
Sir mai apne Nani ke yha se padha hoon aur Sara adress mera aur meri maa ka to naunihaal ka hai aur same hai lekin mere pita ji ka adress alag hai to hum pitaji ka kon sa adress denge please reply
Mera CGA m group C select hua fir Group C attestation form kidhar milega ya Group D fill kadna hoga???
Bhai charecter certificate p 2 gazetted officer k sign m 2 alg alg doctor s sign krwa skte h kya
Ha karwa sakte ho
Bhaiya railway ke attestation form mai 107 aur 116 ki information deni hoti hai kya????
Sir Mera ek question hai. Mera level 1 me selection huaa hai. Aur form apply huaa tha usme bas class 10 hai fill kiya huaa hai. To attestation form me higher qualifications Dena hai ya nhi. Clear kare issue.
Attestation form me photo par kisi officer ka sign bhi karwana h kya please reply
Hlo sir photo pr stemp lagana jruri hai plzzz SIR RIPLEY ME 🙏🙏😢
Agar joining letter ✉️ me instructions me diya hai to karwa lena
Bhai isme name documents ke according likhna hai ya apni marzi se jaise mere aadhaar me only name hai surmane nhi h to ma apna surname laga skta hu form me 😢 pls reply
Bhai 10th marks sheet ke documents ke according
Sir, Date joining wala dena hai ya pehle ka?
Mai bsc graduation 2017 se 2020 hai but part 3rd k redult 31 dec 2020 ko diya aur iti sesssion august 2020 se august 2022 hai to kya mera session lad rha hai ? Pleaese bata do bhaiya tomorrow hi joining hai
Bhai result corona ke Karan let hua to use koi farkh nahi badega kyoki aapne 2020 me graduation complite kar Li or uske baad ITI me admission liya tha
Which color pen is best
Blue Pen
If filled with black pen any problem
@@bmkallinone4528black use karne par bhi koi problem nahi hoga
SIR HUM APNE PRIVATE ITI COLLEGE SE SIGNATURE KARWA SAKTE HAI..... JAHA SE HAMNE ITI KI HAI
PLEASE REPLY ME SIR 🙏 🙏
Sirf Government chalegaa . privet nahi
Are chal gaya mera joining bhi ho gaya😂
Bhai mere attestation form k sath identity certificate tha uspe photo lagake uski photo attested karwau ya front ki 5*7 ki photo attest karwau.. mene identity wala karaya h to kya ye b karwau
Bhai aapka jo instructions Mila hai uske according karwa lo kyoki alag alag division se alag alag instructions mile hai
Nice information
Sir privet dgree collage ke pracharya mam se kra sakti hu kya
Indemnity certificate par karwa sakte ho
@@updatednew sir character cirtificate pe bhi to likha hai ki jha last padhai kiya ho to uspe nhi kra sakti hu
@@rupachaudharymukul2013 aapke jaisa instructions mile hai uske according documents ready karwa lo
Kyoki alag alag division se alag alag instructions mil rahe hai candidates ko
Sir form fill karte time and DV ke time mera address kuchh or tha but mai avi just naye parmanent address pr sift hua hu to mujhe address me kya fill krna chahiye...?
New Address fill karna hoga
@@updatednew aadhar card pe phle wala hai?
Govt. Doctor se bhi sign krwa skte h kya
Ha karwa sakte ho
Sir jaise Maine kahi private me work kiya hai to use fill kar denge to resigned letter v mangega kya
Bhai iske baare me PATA NAHI HAI
Bhai level 1 me mumbai division me saare educational documents attested manga h gazetted se to kya lecturer ka attested chal jayega
1grad teacher ka chal jayega
Experience me private company me job ki unki detail complsory hai ya only govt job.?
Bhai aap chalo to details add kar sakte ho nahi karoge tab bhi koi dikkat nahi agar private job kiya hai to
Photo pr bs stamp laga kr chod di madam sign krna bhul gayi chal jayega n
Ha chal jayega
Bhai ye 3 form mila hai us 3 me kisi ek se hi signature krbani hai ya 3no me alag - alag officer ka signature hoga
Bhai ek hi officer se attested karwana hai
Attestation form me ham iti ko show nhi karna chahta hu to kai dikakt hai kya ?
Koi problem nahi hai
private college se padhai ki hai ..kya unse attested karwa sakte h
Ha karwa sakte ho indemnity certificate ko
Accha bhai ssc me kya hame kisi sdm vagera se bhi sign karvane hote hain ya principal se hi karva lau??
Second time address likhna pade to mene usame.... As above..... Likh diya.... Chalega???
Chalega Bhai koi problem nahi
@@updatednew thank u for your kind reply 🙏
School lecturer ka chl jayega kya sign ?????????
Kha posting huii
Posting Katihar division me
Ha school lecturer se karwa sakte ho
Sir...mujhe NTPC se 4 attestation form aur har attestation form ke sath ek identity certificate(total 4 identity certificate) aur 2 character certificate bheja gaya hai.....mera sawal hai ke "ye 4 identity certificate ko ek hi authority se sign krwana hai ya 4 alag alag authority se krwana hai????""
Ek hi authorised person se karwa sakte ho
@@updatednew sukriya sir!!
Bhai ex- servicemen ko experience me apni details dalni padi gi kya,?
Bhai ex service man ko job details dalni hogi
Present address ka koi id proof na ho to aage koi problem hogi kya
Bhai koi problem nahi hogi
Present age m month dalna jruri nhi h na bhai
Jaise chaho waise likh sakte ho
Attestation wala identity certificate me gazetted officer ne 6 months likha hai....kya waha reject kar dega
Nahi isa kuch nahi hoga
Address maine small letters me fill kr dia h koi problem hogi
Jaisa hai waisa tik hai usme koi problem nahi
Sir mai pahle ek choti si private job krta tha jahan mera PF (EPFO se naki PRAN se) katata tha but railway group d join krte samay maine phle wali private job ki jankari dena uchit nahi samjha (kyuki aisi private job ka koi vishesh mtlb ni hota) ye mere se choti si glti ho gyi. kya age koi problem hogi?
Bhai koi dikkt hui kya isse ?
@@saksham9292
Nahi hogi...koi bhi problem
Bhai mujhe jo attestation form aya hai usme identity certificate nhi hai to kya nhi krna hai usko pls reply
Aapko Jo instructions mile hai unme check kar lena ki identity certificate ke liye bola hai kya kyoki alag alag division se alag alag instructions mil rahe hai
Bhai क्या गोल मोहर ही जरूरी होता है कि चौकोर मोहर भी चल जाएगा
Pleass 🙏🙏🙏
Jaise bhi ho chal jayega par authorised hona chahiye
Hloo bhai afadavit or stamp ke video bnao
Bhai aapko is video ke description box me affidavit & bond par details video ka link mil jayega
Affix signed photo likha hai first page ke attestation me toh wahan khud ka sign se attest karna hai na
Ya Gazzeted officer se karwana hoga
Bhai mujhe to gazetted officer ke liye introduction mila tha
Aapko Jo update Mila hai waise karwa lena
Attestation form ki 3 copy ke sath indentity aur charactor certificate ki bhi 3-3 copy attest karvani hai ya keval 1-1 copy hi attest karvani hai
Only Attestation form ki 3 copy chahiye
1 years or 0 months kar diya h shi to h na ye indenity per
Bhai Jo ho gya wo sahi hai
Waise 0 ko 10 me badla ja sakta hai 😀🤪
@@updatednewwah wah 21 topo ki salami apko😮
Kuchh din pahle shadi hua h to wife ka address me kya bharna h
Apna add ya uske mayke ka..?
More vedio
Exam ke time meri marriage nhi hui thi to ab kya attestation form me husband ka name likh skti hu
Ha ab aap usme naam add KAR sakte ho or reporting time marriage certificate bhi le jana
Ok thank you so much
Sir mujhe extension chahiye to attestation form bharna jaruri he kya? Please reply
Bhai iske baare me jayada pata nahi hai or Mai aapko galat information nahi deba chahta hu
3 copy ek hi officers se attested kare ya alag alag officers se
Bhai same officer se hi karwana hai
Brother and sister ki shadi ho gyi ho to bhi details fill karni h
Ha fill kar sakte ho
क्या सर्टिफिकेट वगैरा भी आर्टिस्ट करवाना पड़ेगा जैसे 10th 12th aur caste certificate इन सभी को भी आर्टिस्ट कराना पड़ेगा
Bhai alag alag division se alag alag instructions mil rahe hai candidates ko isliye aapko Jo instructions mile hai uske according documents ready karwa lena
Bhai mera naam kartik Kumar hai isme sir naam kya likhe
Bhai Kumar aapka midal name hai ya surname
@@updatednew mai only kartik Kumar hi likhta hu bus
Aapka to ntpc me hua tha n
Ha Bhai
@@updatednew Mera bhi aa gaya 14 jun dv cisf resign
@@ravikantkumarmourya2379 Bhai new job ke liye congratulations 🎉
Aur ek aur baat bhai ye character certificate hame departmental dv k time dikhane honge ya sabhi attestation form k saath department me post karte time hi bhejne homge??