Bonsai ki roots ko jeldi Mota kerne ka tarika || How to make exposed roots of bonsai.Banyan bonsai

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 19 июл 2022
  • bonsai ki roots ko Mota kerne ka bahut easy method.how to make exposed roots of bonsai.banyan bonsai repotting.

Комментарии • 52

  • @PinkiDahiya18
    @PinkiDahiya18 2 года назад +1

    Very nice sharing Vijaya mam 👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻 🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗

  • @tubssamterracegardeningvlo1251
    @tubssamterracegardeningvlo1251 2 года назад +1

    buhat badria gardening tips beautiful bonsai tree happy gardening 💐

  • @agreenhobby655
    @agreenhobby655 2 года назад +1

    Bahut sundar plant hai hum bhi iski puja karte hai. very informative video thanks for sharing 👌🏻🙏🏻

    • @Dave_en
      @Dave_en Год назад

      Humare society me logo me peepal poojne ka itna junoon hai ki jab tak ped jal ke mar na jaay, tab tak uske neeche diya jalate rehte hain. Jal kar kaala bhoot ban gaya, ek bhi patti nhi bachi, phir bhi kal diya jalta hua mila.🤣🤣🤣

  • @Patbonsaitv
    @Patbonsaitv 11 месяцев назад +2

    wooow helpful tips for making bonsai... thank you for sharing...

  • @nirukibgiya5814
    @nirukibgiya5814 2 года назад +1

    Bhut sundar vijayaji aapse maine bhut kuchh sikha h

  • @sudhirdeo7984
    @sudhirdeo7984 Год назад +1

    Bahut achha jankari diye ho mam

  • @maitrypadmanabh9553
    @maitrypadmanabh9553 Год назад +1

    Bahot achchha laga

  • @shashikiranverma5406
    @shashikiranverma5406 Год назад +2

    Bahut sundar

  • @takshitchoudhary4499
    @takshitchoudhary4499 2 года назад +1

    Very nice information Mam 👍

  • @anitakadam1418
    @anitakadam1418 2 года назад +1

    बहोत अच्छा है बरगद का बोन्साय👌👌....मैंने भी अभी एक बरगद प्लांट खरीदा हैं और उसका बोन्साय बना रही हुं...😊

    • @Dave_en
      @Dave_en 2 года назад

      RTB technique lagaiye. Bonsai me roots majboot aur ghane hone chahiye. Issliye cocopeat, perlite, vermiculite, spent tea, moss wagehra single ya combination ke medium me grow kijiye.
      Mujhe bhi ek chhota sa sapling mila hai. Uska isi tarah strong root system bana raha hu. Achha growth hone ke baad hard pruning karunga trunk system ke liye.

  • @anishgardening
    @anishgardening 2 года назад +1

    bahut badhiya 🙏

  • @anuradhakoleshwar2436
    @anuradhakoleshwar2436 2 года назад +1

    Very informative vedio mam...

  • @Swetacreativegarden
    @Swetacreativegarden 2 года назад +1

    Very easy method... very nice information and nice sharing

    • @Dave_en
      @Dave_en Год назад

      Horticulture ke professor bhi iss tarah paudhe ko lift karte rehne ki baat karte hain. Root ball ko disturb kiya toh ped shock me chala jata hai, phir ek maheena bhi lag sakta hai ped ko active hone me. Bas neeche thoda leaf compost add karne ko kehte hain, halka halka roots ko trim kar ke baitha dijiye. Aur bhi jyada sankhya me fine roots niklenge.

  • @punamsinha8459
    @punamsinha8459 8 месяцев назад +1

    Bahut badhiya

  • @nipurngamerz1681
    @nipurngamerz1681 2 года назад +2

    First

  • @ashayadav668
    @ashayadav668 2 года назад +1

    Thankyou so much mam 🙏❤️😘
    Bahut hi achhi tarah se bataya aapne mam
    Very helpful video 👍👍👍

  • @takshitchoudhary4499
    @takshitchoudhary4499 2 года назад +1

    👍👍👍👍👍👍👍

  • @gardenparadise
    @gardenparadise 2 года назад +1

    Very informative and nice video ma'am 👍

  • @rakeshsood2198
    @rakeshsood2198 2 года назад +1

    Good information

  • @shofiqislam6616
    @shofiqislam6616 10 месяцев назад +1

    It was very good to see. Desire is not learned by hand

  • @pramilasharma4052
    @pramilasharma4052 2 года назад +1

    Namaste Mam nice video

  • @mamashideout
    @mamashideout 2 года назад +1

    Very nice information 👌👌

  • @rukhsanakhan8963
    @rukhsanakhan8963 2 года назад +2

    Very very informative and easy method used Thanks .aapne plastic pot use kiya h mam .

  • @nileshjinwala180
    @nileshjinwala180 2 года назад +2

    *Nice information 👌👌*
    *Plant ne aapko chai pine ke paise diye,but,aapne vapas rakh diye... 😂😂*
    *🦋 HAPPY🌹 GARDENING🦋*

  • @arifkhankhan150
    @arifkhankhan150 2 года назад +1

    Thank you for sharing this information

  • @geetaguglani4988
    @geetaguglani4988 2 года назад +1

    Beautiful

  • @PoojasGarden
    @PoojasGarden Год назад +1

    Beautiful Bonsai ❤ #poojasgarden

  • @terracegardenrecipe
    @terracegardenrecipe 2 года назад +1

    Thank for sharing 👏

  • @sabitabehera547
    @sabitabehera547 2 года назад +1

    Thanks

  • @rakeshvijay2612
    @rakeshvijay2612 2 года назад +1

    Nice

  • @surajandnarsarivlogs4777
    @surajandnarsarivlogs4777 Год назад +1

    Good

  • @tahakabir1644
    @tahakabir1644 9 месяцев назад +1

    kya cutting say bargad banyan ka burra paed ban sakta hai? ya ssed say hit barra darakh banta hai banyan ka ?

  • @leepikamukherjee8177
    @leepikamukherjee8177 2 года назад

    Mam y dandee se lag jata hai?

  • @Dave_en
    @Dave_en Год назад

    Mai aur ek upaay batata hu. Jado ki pushti ke liye hafte me ek baar 4-5 goli DAP jarur dein. Har ek plant ka trunk mota karta hai aur roots bhi kaafi tezi se failta aur mota hota hai. Nitrogen wale khaad NPK sirf 1 chutki 1 litre paani me mila kar spray dwara poore plant ke har hissey me daalein. Sirf roots se hi nhi balki leaves, stem aur trunk se bhi khaad absorb hota hai. Beech beech me leaves ko bhi geele kapde se pochh kar saaf karna rehta hai. Isse sunlight aur jyada absorb karta hai. Jab plant chhota rehta hai, tabhi se roots ke peeche lag jana chahiye. Ek dibbe me chai patti daal kar trunk me baandh dene se trunks se kuchh hi dino me roots nikalne lagte hain. Jitne jyada roots honge utna jyada ped ko bhojan banane ke liye poshak tatva aur paani milega.

  • @Yuvraj_Singh_Rajput
    @Yuvraj_Singh_Rajput 8 месяцев назад +1

    Aapka Banyan tree ka AGE kitna hai?

  • @NeelamSharma-dy8xt
    @NeelamSharma-dy8xt 2 года назад +1

    नमस्कार 🙏
    मैम मैंने भी कोशिश की थी बरगद की टहनी को गमले में ग्रो करने की, पर सफलता नहीं मिली,
    आपने कैसे ग्रो किया है टहनी से..
    कैसी मिट्टी चाहिए व सारा प्रोसेस
    प्लीज बताएँ रिप्लाय जरूर करें 🙏

    • @Dave_en
      @Dave_en 2 года назад +1

      Purani chai patti ko saaf kar ke cutting plant kijiye. Disposable glass me inko rakhiye. Abhi barsat ke season me success rate jyada hai. Aloevera gel ka prayog se success milega.

  • @mayankshaw3953
    @mayankshaw3953 2 года назад +1

    Ghar me bardad pipal ka ped nhi lgna chahiye

    • @riteshbansal1738
      @riteshbansal1738 Год назад

      Kyu bhai

    • @mayankshaw3953
      @mayankshaw3953 Год назад

      @@riteshbansal1738 these trees in Hinduism are to be planted in temples not in house

  • @parveensharma7186
    @parveensharma7186 4 месяца назад +1

    मै समझा पैसे का पेड़ है

    • @PunamyadavGroup
      @PunamyadavGroup 3 месяца назад

      Iska kanch hamen chahie Kahan milega ek bar apna number humko dijiye

  • @boobyparveen9033
    @boobyparveen9033 3 месяца назад +1

    Wow

  • @naturenasha
    @naturenasha 2 года назад +1

    Beautiful