Itne aache se bonsai ke bare mein btane ke liye thanks. Aage bhi iske bare mein btaye. Aur koi bhi bonsai bnaye tu share kere please. Thank you so much 🙏👌👌
DAP bahut jaruri hai roots ko healthy banane ke liye. Saath me nitrogen bhi mil jata hai leaves grow karne ke liye. Potash bhi bahut kam matra me daalte rehna chahiye. Ye plant ke overall health ko improve karta hai.
Mere experience se mai keh sakta hu ki jab tak desired thickness na aaye branch ya trunk me, tab tak pruning nhi karna chahiye. Isse branches 1-2 hi aate hain. Atleast 1 cm diameter ka ho jaay toh bahut achha dense branching hota hai. Uss time hard pruning kar sakte hain. Abhi mai roots par hi concentrate kar raha hu kyunki water aur nutrient absorb karne ki capacity achhi hogi tabhi wo plant tezi se grow karega, thickness bahut kam time me achieve karega.
Pehle cuttings ko soil me establish hone dijiye. Shed me rakhiye aur light milti rahe toh cuttings root develop kar jayega. Rain me tabhi rakhiye jab plant kaafi healthy growth kar raha ho. Ya phir daily thanda paani spray kijiye din me jitni baar kar sake.
Dear Shimpy Ji, I am a SR Citizen from Gurgaon & watch Ur Videos which are very informative. Can u Please share your location & phone to get ur valuable advice for my house plants Thanks, Sudhir
Good information. Best thing is that date is given which gives the season information.
Beautiful plant and nice sharing bhaji 🙏
😊🙏
Itne aache se bonsai ke bare mein btane ke liye thanks. Aage bhi iske bare mein btaye. Aur koi bhi bonsai bnaye tu share kere please. Thank you so much 🙏👌👌
Ji jaroor 👍
*1st... 👍👍*
*Nice information 👌👌*
*🦋 HAPPY🌹 GARDENING🦋*
😊🙏❤
@@shampysgarden 🙏🌹🙏
very informative.... thanks sardar ji...
Very good demonstration of pruning and canopy forming and shaping.
So beautiful plant 🌿🌿 Nice information 👌👌👍 Happy Gardening 👍🙏🙏❤️❤️
😊🙏❤
बहुत ही सुंदर
Bahut he shandaar
liked bye # SIDNAAZ fan 👍🤗
Congratulations sir 300k
😊🙏❤
Thanks for the useful tip, this was an actual problem which I was facing for my ficus tree
Nice sharing 👌
Great information 👌👌I am also making this bonsai for last 3 years... it's doing well...thank you
😊👍
Beautiful video as always 👍 Wonderful information thank you Sir ☺️ Happy Gardening Sirji ❤️ ❤️🌹🌹
😊🙏👍❤🌹
Nyc informative share 🌳
1st view and like
👍👍😊
Too Beautiful 💚❣️💚
very nice information 👍💐
Super sir ji..
Sir ek q/a video plan kijiye
Sir please Ravenia k lia care and flowering tips k video dijiye
Isme kaun si khad de taki iski growth acchi ho
Srr ji namaste,,, Sir ji plants ki cutting karne ke bad usmein 8,,10 dane dap ke sabhi plants me dal sakte hain. Indor plant ko chhod kr.
Hanji
DAP bahut jaruri hai roots ko healthy banane ke liye. Saath me nitrogen bhi mil jata hai leaves grow karne ke liye. Potash bhi bahut kam matra me daalte rehna chahiye. Ye plant ke overall health ko improve karta hai.
Mere experience se mai keh sakta hu ki jab tak desired thickness na aaye branch ya trunk me, tab tak pruning nhi karna chahiye. Isse branches 1-2 hi aate hain. Atleast 1 cm diameter ka ho jaay toh bahut achha dense branching hota hai. Uss time hard pruning kar sakte hain. Abhi mai roots par hi concentrate kar raha hu kyunki water aur nutrient absorb karne ki capacity achhi hogi tabhi wo plant tezi se grow karega, thickness bahut kam time me achieve karega.
Sir is time kashmiri rose laga sakte h kya
Hanji
Sir mere ghar mai pot mai apne aap hi lg gya..kya ye shi h
Koi probelm nahi
Apne pyare subscribers doston ka man udaas mat kijiye aur pyar se kuch plants giveaway kar dijiye 🥰☺
😄👍❤
🙏🙏🙏
🙏🙏😊
सर जी क्या कटिंग्स लगाने के बाद उसको बारिश में रख सकते है,, या लगाने के बाद शेड में ही रखें।🙏
Jyada barish se gal jaegi
Pehle cuttings ko soil me establish hone dijiye. Shed me rakhiye aur light milti rahe toh cuttings root develop kar jayega. Rain me tabhi rakhiye jab plant kaafi healthy growth kar raha ho. Ya phir daily thanda paani spray kijiye din me jitni baar kar sake.
Champa me leaves bahut jayda h or flowering nhi h
Paani kam kijie
My howrthia is not spreading out n growing.it is same for last one year
Repot again and keep in morning 4 hrs sunlight
Jaipuri tab iska result jarur dikhaiyega
👍👍😊
Video mai bass mera dhyaan ek jagah tikka raha.. on the rack! Baki maine kuch nahi dekha 😂
😂😂🎉
Dear Shimpy Ji, I am a SR Citizen from Gurgaon & watch Ur Videos which are very informative. Can u Please share your location & phone to get ur valuable advice for my house plants
Thanks,
Sudhir