Ameen summa Aameen sahi baat he aajke daur me zaati makan bahut zaroori he .. privacy or safety.. or security hoti he.... Aajkl joint family me rehna bahut mushkil hogaya he competition comparison jealousy hasad nafrat jhagde ye sb bahut badh Gaye he 🥺
We are only musafir in this world we have to leave everything behind only our good deeds will come along with us let us understand each other and earn good deeds like that uncle
Sahi baat he jaha rehte he us jagah se us ghar ki har cheez se bahut hi zyada attachment ho jata he .... Waha ke har kone se yaadein judi hoti he...new ghar me jaane ki Khushi to bahut hoti he but fir bhi purane ghar jo chodhne ne bagut hurt hota he.. shuffling me poori zindagi hil jati he.m.khuda sbko zaati or spacious makan de taaki shifting or shuffling ka masla hi na ho
@@AdilAli-j9d ameen summa Ameen.. pr hmare Nabi dunya waa aakhirat ki bhalai dono maangte the..hmko bhi yaha ki or aakhirat ki dono jagah ji bhalai or Kamyabi ki dua maangni chahiye.. hmko Dunya me aakhirat me dono hi jagah sukoon Wale Ghar ki Khuahish or zaroorat he
@@aafreenjahan1663 ji apne sahi farmaya lekin duniya ko zrurat ka saman samjhna chahiye na ki asli ghar agar hm aise gaddar aur bewafa na hote to aj Palestinian bhai bahan ka ye haal na ho raha hota bahar haal jo hadees me likha hai wo bhi to hona hai 100% hadees me pahle se maujoid hai ki Allah je nabi ne farmaya ki ek time aisa ayega jab tmme wahan paida ho jayega to sahaba rza. Ne pucha ya rasul Allah wahan kya hai to apne farmaya duniya se muhabbat aur maut se daroge halanki maut nahi aa sakti jab tak Allah na chahe Allah maaf kare agar koi galti hui ho batane me ameen
@@AdilAli-j9d Allah paak hm sbko huzoor Paak ki sunnato pr Amal krne wala bnade or hmari tamam BEEMARI or pareshani ko dur farmade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen
To vapis apni country jao... vaise bhi koi bhi wealthy Muslim country citizenship nahi deti even if u live to 20 40 years. If u have gone to some European country or secular country wahan citizenship mill jaati.
Sahi dialogue pe sahi expression s, Karnika ka. Old man khanddarwala ka super supportive acting. Makhan Malik fit baita hai!!👌 Time time pe beautiful Music!! Kul milakar bhoot achhi movie. Sadiq bhaiya ka na hona bilkul sahi Gaya!! Don't feel bad. Sahi story thi. Hat's off!!
Sahi baat hai ...jis ghar me humare bachapan ki yade Judi hoti hai parents ke sath rehte hain itne sal bitaye hote hain boht dukh hota hai usse door Jane par😢 jaise ek ladki apna ghar chor ke sasural me jaati hai kabhi pooch kar dekhna kitna bhi rach bas jaye sasural me lekin usko apna ghar mayka hi lagta hai ...
Main to khud k ghar me rehti hoon Allah ka shukr hai khud ka h ghar .mere husband ne saudi me bht mehnat Kari or zameen k liye paise apne maa baap ko bheje .ghar ban gaya kuch paise sasur ne bhi lgaye or aj sunne ko milta h mere husband ko ki ye unka kuch nahi h kyu ki unhone apne naam kuch nahi krwa . Apni maa k naam krwaya Sara paisa maa baap Ko diya kama k .yaha tak k mujhe muh dikhayi bhi ni thi itne paise bhi nahi the unke pass. Or mujhe is bat se koi shikayat ni h k kuch ni diya unka pyar unki masumiyat bht h mere liye... Par ye jab wo rote h to hm toot jaate h. Ab ye ghar apna ni lgta hmlogo ko isse accha to kiraye p hote sukoon se hote ... Allah subhantala hm sabko khush rakhe . Or jo jo preshan h unki preshaniyon ko door kare. Apna ghar dila de sukoon dila de app sbko .... inshallah Aameen😊😊@@yooshorts2646
बहुत अच्छी कहानी हैं। पर आखरी में अगर पहले वाले मकान मालिक को भी बिना पूछें हुये चाय लातें तो और अच्छा होता। उन्हें दुखी कर दिया। पर *अपना घर* 👌
Bahut hi shandaar story hai,sach me kahin bhi raho,uss jagah se bahut si yaadein Judi hoti hai
You people rock! Awesome family and very touching post. Well done!
Allah sabauo ko apna khud ka Ghar aataa kare... Aameen summa aameen 🌹
Ameen summa Aameen sahi baat he aajke daur me zaati makan bahut zaroori he .. privacy or safety.. or security hoti he.... Aajkl joint family me rehna bahut mushkil hogaya he competition comparison jealousy hasad nafrat jhagde ye sb bahut badh Gaye he 🥺
@@aafreenjahan1663sabse jada jhaanT tab jalti hai jab makanmalik ghar ke andar ghusta hai bina privacy ki soche
@@kumarpallavchitransh4397 ... Sahi baat .. khuda sbko is nemat se nawaze
Uncle's acting superb❤❤❤
We are only musafir in this world we have to leave everything behind only our good deeds will come along with us let us understand each other and earn good deeds like that uncle
Sahi baat he jaha rehte he us jagah se us ghar ki har cheez se bahut hi zyada attachment ho jata he .... Waha ke har kone se yaadein judi hoti he...new ghar me jaane ki Khushi to bahut hoti he but fir bhi purane ghar jo chodhne ne bagut hurt hota he.. shuffling me poori zindagi hil jati he.m.khuda sbko zaati or spacious makan de taaki shifting or shuffling ka masla hi na ho
Duniya me is trah rahna chahiye jaise musafir hm sab duniya ki muhabbat me fans chuke hain😢 Allah nejaat de ameen
@@AdilAli-j9d ameen summa Ameen.. pr hmare Nabi dunya waa aakhirat ki bhalai dono maangte the..hmko bhi yaha ki or aakhirat ki dono jagah ji bhalai or Kamyabi ki dua maangni chahiye.. hmko Dunya me aakhirat me dono hi jagah sukoon Wale Ghar ki
Khuahish or zaroorat he
@@aafreenjahan1663 ji apne sahi farmaya lekin duniya ko zrurat ka saman samjhna chahiye na ki asli ghar agar hm aise gaddar aur bewafa na hote to aj Palestinian bhai bahan ka ye haal na ho raha hota bahar haal jo hadees me likha hai wo bhi to hona hai 100% hadees me pahle se maujoid hai ki Allah je nabi ne farmaya ki ek time aisa ayega jab tmme wahan paida ho jayega to sahaba rza. Ne pucha ya rasul Allah wahan kya hai to apne farmaya duniya se muhabbat aur maut se daroge halanki maut nahi aa sakti jab tak Allah na chahe Allah maaf kare agar koi galti hui ho batane me ameen
@@AdilAli-j9d Allah paak hm sbko huzoor Paak ki sunnato pr Amal krne wala bnade or hmari tamam BEEMARI or pareshani ko dur farmade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen
Main saudi rehti hu,yahan mujhe ALLAH ne beta diya,ghar itne pyar se sajaya,mujhy to soch kar hi rona at hai jab sochti hoo kai ye kabhi chorna parega
Mashallah sister mujhe b Saudi shift hona h inshallah
Ye duniya hi chhodni hai ek din.. Ghar to phir ghar hota hai...
To vapis apni country jao... vaise bhi koi bhi wealthy Muslim country citizenship nahi deti even if u live to 20 40 years.
If u have gone to some European country or secular country wahan citizenship mill jaati.
@@12321islam insha'Allah sis
@@mehnazaslam3499 g bilkul
Sahi baat hai..apna ghar toh apna he hota hai❤
Saqib bhai dil ko chu gye yeh story. It awesome bro or aisay he bnaty rhea
Alllah tera lakh lakh shukar hay maira ghar apna hay apni chhat hay allah maire ghar ko salamat rakhay
Ameen
Beautifully depicted, the attachment to one’s house where all landmark events took place…Emotions displayed so subtly and masterfully. Lovely film..
Sahi dialogue pe sahi expression s, Karnika ka.
Old man khanddarwala ka super supportive acting.
Makhan Malik fit baita hai!!👌
Time time pe beautiful Music!!
Kul milakar bhoot achhi movie.
Sadiq bhaiya ka na hona bilkul sahi Gaya!! Don't feel bad. Sahi story thi. Hat's off!!
Rula Diya aapney itni achi Vedio banaakar
Aaj k Wqt me kisi Ajnbi k Chehre p Muskan La denA. Bhut Bdi Baat h. Mano Muskan Dene waLe ko bhi Qeemti KhaZAna MiL gya ho... JAI HO
Her acting is superb❤. She is perfectly able to show the difficult emotions on face. She will flourish a lot in acting.
What a beautiful movie...n lovely acting
Sahi baat hai ...jis ghar me humare bachapan ki yade Judi hoti hai parents ke sath rehte hain itne sal bitaye hote hain boht dukh hota hai usse door Jane par😢 jaise ek ladki apna ghar chor ke sasural me jaati hai kabhi pooch kar dekhna kitna bhi rach bas jaye sasural me lekin usko apna ghar mayka hi lagta hai ...
The level of content is going up day by day. And all of them are heart touching.
Very Touching and motivational vedio
Beautiful family values depicted. Thanks
Masha Allah asp logo ka kontent bahut achha jota he❤❤❤
Kash hmara bhi sach me apna ghar hota ,
Ho jaayega bhai
Mai hamesha aapki video dekhta hu bhabhi and bhiya 🥰
Your video is always inspiration and motivation❤
Beautifully presented
Very very nice good act awesome story dil ko chu lene wali
Mai teen saal se rental house me rhti hu.apne Ghar ki abhi kuch bhi ummied nhi .bohot dar lagta hai .Jane kaha Jana pade ab😊
Allah swt aapko ek achha ghar ata karen ameen
@@hhlk-yv4tj Aameen..dua ke liye aapka tahe dil se shukriya 😊
Mei to 12-13saalo se rent p reh rhi hu aur ab BH apne ghr ki koi ummid n dikh rhi😢😢😢shaadi k baad se he rent p reh rhi hu
Main to khud k ghar me rehti hoon Allah ka shukr hai khud ka h ghar .mere husband ne saudi me bht mehnat Kari or zameen k liye paise apne maa baap ko bheje .ghar ban gaya kuch paise sasur ne bhi lgaye or aj sunne ko milta h mere husband ko ki ye unka kuch nahi h kyu ki unhone apne naam kuch nahi krwa .
Apni maa k naam krwaya
Sara paisa maa baap Ko diya kama k .yaha tak k mujhe muh dikhayi bhi ni thi itne paise bhi nahi the unke pass.
Or mujhe is bat se koi shikayat ni h k kuch ni diya unka pyar unki masumiyat bht h mere liye...
Par ye jab wo rote h to hm toot jaate h.
Ab ye ghar apna ni lgta hmlogo ko isse accha to kiraye p hote sukoon se hote ...
Allah subhantala hm sabko khush rakhe .
Or jo jo preshan h unki preshaniyon ko door kare.
Apna ghar dila de sukoon dila de app sbko .... inshallah
Aameen😊😊@@yooshorts2646
Allah se dua he ki humara bhi apna ek ghar ho duniya me na sahi but inshallah jannat me zaroor
Beautiful concept, wonderful acting by Uncle Jee and tenant girl. Very touching 😢😢
Amazing saquib bhai and bhabhi Allah may bless u always keep it up
Kash Kash Ke Sari Duniya ko is chij ka Ehsas ho jaaye love u❤❤❤❤❤
Bahut badhiya
Just a great uncleji........
Dil jeet liya bhai...
Lovely. Beautiful. Acting of that uncle ji is 👌
It is true that you are attached to the place you stay for years.❤❤You know that the house wants you too
heart touching... Content
what a content lovd it
rula diya aj is video ne saqib bhai
Allah pak hume b apna ghr naseeb kare❤
Very Very Nice & Awesome.
Wow nice
एक चाय मालिक के लिए भी लानी चाहिए थी।😊
लाजवाब ऐक्टिंग।
Wow ! Wats the heroine’s name ? She’s so good … and yes uncle too .
Such a sweet story
Bind 6:48 blowing acting by uncle ji।
Biutefull lovely story.,..
so relatable
Bhut hi acchi soch ❤❤❤❤❤
Bhai kaha se late ho aisi videos .gazab bhai
Very nice and heart touching story ❤❤
Amazing Content
Lazwab content
Jo bhi rental house me reh rahe hai, wo hi samjh sakte hai apne Ghar ki ahmiyat.😊
Kya Saqib bhai "rulaayega kya"😢
Beautiful story 👌👌
सही बात हैं
Beautiful story ❤
Itna achha videoa ka only 2.3k like.. Sorry makers.. You deserve more...
Better than many bollywood movies
Apna ghar chhorna bahut mushkil hota hai
nice story 👌
GOD bless you.
Beautiful❤
"Love is when the other person's happiness is more important than your own." - H. Jackson Brown Jr.
Very touching...
Saya part 3 k ayega I m waiting
Mee too
Apna ghar ek sapna hai har aurat ka jo jarur pura hona chahiye.mera sapna kab pura hoga?
✨✨✨✨
Niece Video
Superb story
Supb story
Nice story
Very emotional
I cried
Great
Waooooo
Very nice 👍👍👍
Very Nice 👌 👌 👌
Very nice story
nice video
Does it really happen? We live in the world of concrete with most people having heart of stones
We lived in a rented house for 30 yrs but now is sold and we have to move to our own house.....lagao ho jata hai.
Nice❤
❤️❤️❤️
Very good
Super video didi
Ved nice
🥀 😢
😊 2:02 mm
Blue shirt uncle looks like baddo baddi 😅
Hello sir ❤
Kahi per se bhi muslim nhi lagti
👎👎👎👎 not practical
Uncle's acting superb❤❤❤
Very nice story
Good story
Very nice 👍👍👍👍
Very nice