Sir aapke dwara bataye gaye download ki process bilkul fact hai or up to date hai...Pass ya PTO download kaise kre iske liye Hamne Kai saare you tuber ko dekha par sabka process galat nikla par aapne jo bataya ye bilkul sahi nikla....Thanku so much sir....
Sir Ji, Aapki jaha par posting hui hai... Waha ke dealing Clark se ye baat boliye.....fir wo apne aap change karne ki process karenge.... Abhi aap yaha ke Dealing Clark ko bol dijiye....ki mujhe pass/pto lena hai.....or HRMS me sab pahle waha show ho raha hai....
Sir Ji, Jab wo ye bol rahe hai ki khud se sab kuchh change hoga....to unhi se puchhh lo ki kaise change karna hai... khud se.... Fir hme bhi bta dijiyega....
@@technicalravi__ wohi hrms pe ja ke view/edit my details section pe jaa ke sab kuch change karna padega... Main abhi tak dekha bhi nehi... Agar ho jayega toh aapko zaroor inform karunga.
sir Ji, Pahle to aap RUclips par video search kar lijiye..es sambndh apko RUclips par video mil jayenge..... yadi fir bhi solution nahi milta hai to aap apke division me apke branch office me jakar ye problem bta sakte ho...ya fir aap apke branch officer ko address karte huye application bhi de sakte apke supervisor ko...
Sir HRMS se e pass download krne ke baad printout nikal kr travel karte tym do br aisa hua ke TT ne e pass dekhkar kaha ke ye nahi chalta hai unhe samjhaya ke aage se hi online ban rha hai... Agar after download koi or process ho to plz guide kre
Sir Ji, 1) Konsi Rail mtlb Zone v Division me travel karte samay ye problem aa rahi hai........?? 2) To fir apne TT se puchha ki, apke hisab se kon sa pass chalta hai....
@@technicalravi__ hahaha epaas print kr k jana illegal hai without reservatiom just paas dikha k jana illegal hai ab phle jaisa offline paas lekar jana band fir v daily travel krne wale jate hai
Sir Ji, Aap pass/pto kiase download kar sakte ho Eske liye maine kuchh din pahle hi Updated video upload kiya hai .. Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko latest wala video mil jayega...
Ma'am... Yadi apne Full set pass liya hai.. To return ticket bhi book kar sakte ho....same process hai...jaise aap onward Journey ka krte ho.... Yadi apka reservation nahi ho raha hai or apko jyada help ki jarurat hai to aap mujhe Instagram par message kar sakte ho... Instagram I'd video ke description me di gai hai....
Sir Ji, Esa nahi ho sakta..ki sab chij sahi hai fir bhi ye error aa raha ho..... Aap ek kam kijiye..... Sabse pahle aap pass ko download kijiye......or usme Jo name ki spelling or age di gai hai wo same spelling or age apko reservation karte samay dalni hai..... Jaisa maine bataya waise aap try kijiye reservation ho jayega.....
Sir Ji, Apko browser me desktop mode par click karke fir login karna hai.... Uske bad me apke pas download ka option pura aa jayega..... Eske liye maine latest video bhi upload kar rakha hai.... Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko latest wala video mil jayega...wo video aap dekh lijiye maine usme jaise bataya hai aap waise karoge to aapke pas download ka option aa jayega....
Ma'am.. Eske liye maine Updated Video 27 Sept 2022 ko upload kiya hai....aap wo video dekh lijiye apka solution ho jayega.... Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko Updated wala video mil jayega....
Sir Ji, Eske liye maine already 2 se 3 video upload kar rakhe hai...aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega...
Sir Ji, Kisi bhi Browser (Google Chrome) me HRMS website open kijiye or browser ke left side me three dot par click karke Desktop site ke option par click karna hai.....fir aapko HRMS I'd or password dalkar login kar lena.... Aap ese karoge to apke pas pass/pto ko download karne ka option mobile me aa jayega...
Ma'am, Apko half hi dikh raha hoga . Lekin aap usko download kar lijiye.... Download ki process maine es video me bataya hai..... Aapke mobile me jaha par notification aati rahti hai waha par download complete hone ke bad me dikhai deti hai bus us par click karke usko open kar lijiye...
Sir Ji, Kya login se pahle apne Browser ko desktop site par click Kiya tha ?? Jaise maine video me bataya hai.... Yadi apne desktop site par click nahi Kiya to...jab aap kisi bhi browser ko open karte hai to uske right side top me three dots par click karna hai fir usko scroll karte huye niche Jana hai, waha par desktop site ka option milega us par click karna hai......bus fir apko HRMS site login karni hai...fir apke pas paas download karne ka option aa jayega...
Sir Ji, Maine to bilkul sahi bataya hai..... Jaise maine bataya hai waise apne follow nahi Kiya hoga..... isliye apko aadhi adhuri jankari lg rhi hai.... Esliye Krupa karke jaise maine video me bataya hai aap waise kijiye..apka pass download ho jayega....
Sir Ji, Aapne kis par try Kiya hai HRMS App ya fir HRMS Website se..... Kyuki Maine unique pass number par click bhi kiya hai....or Pass ko download bhi kiya hai....
Bahut hi achi jankari diye hai aapka Bahut bahut dhanyawad 🙏🏽
🙏🙏🙏🙏🙏
Very ususefull to me.many many thanks.😊
🙏🙏🙏🙏
Bahut achhi jankari di hai aapne ,thanks for information
Thanks Sir I was trying from long time
Sir Ji,
Welcome 💐💐💐
Good information. We hope such videos on useful informations will continue to come in future as well. Sincere thanks to you.
Sir Ji,
Thank You so much....
Feedback dene ke liye...
Sir aapke dwara bataye gaye download ki process bilkul fact hai or up to date hai...Pass ya PTO download kaise kre iske liye Hamne Kai saare you tuber ko dekha par sabka process galat nikla par aapne jo bataya ye bilkul sahi nikla....Thanku so much sir....
Sir Ji,
Thank You......
Agr kishika ye saree option nhi AA Raha h only Dashboard and Apar is coming then?
Ma'am...
Dealing Clark se contact kijiye...
Sir thank u so much
U r great 💗
Thanks Sir Ji
Good Job 👍🏻👍🏻👍🏻
🙏🙏🙏🙏🙏
Thank you sir ji
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir ji mera Ek zone se dusra zone se transfer ho gaya hai.. Ab mein e pass ya pto kaise lu??.. HRMS mein PIA pehla wala zone ka show kar raha hai..
Sir Ji,
Aapki jaha par posting hui hai...
Waha ke dealing Clark se ye baat boliye.....fir wo apne aap change karne ki process karenge....
Abhi aap yaha ke Dealing Clark ko bol dijiye....ki mujhe pass/pto lena hai.....or HRMS me sab pahle waha show ho raha hai....
@@technicalravi__ Sir ji bola hu yeh baat... Bol raha hai ke khud se sab kuch change karna padega... Phir office se verify kar dega..
Sir Ji,
Jab wo ye bol rahe hai ki khud se sab kuchh change hoga....to unhi se puchhh lo ki kaise change karna hai... khud se....
Fir hme bhi bta dijiyega....
@@technicalravi__ wohi hrms pe ja ke view/edit my details section pe jaa ke sab kuch change karna padega... Main abhi tak dekha bhi nehi... Agar ho jayega toh aapko zaroor inform karunga.
Sir Ji,
Jaha tak mujhe knowledge hai waha par ye sab change nahi hota hai....
Fir bhi aap try kar lijiye.....
MERA NPS/PRAN M MOBILE NUMBER REGISTRATION NHI H
Issilye mujhe koi jankari nhi milti h iske bare m Plz btaiye kya kru
sir Ji,
Pahle to aap RUclips par video search kar lijiye..es sambndh apko RUclips par video mil jayenge.....
yadi fir bhi solution nahi milta hai to aap apke division me apke branch office me jakar ye problem bta sakte ho...ya fir aap apke branch officer ko address karte huye application bhi de sakte apke supervisor ko...
Good information.
🙏🙏🙏🙏🙏
How to download epass
Sir HRMS se e pass download krne ke baad printout nikal kr travel karte tym do br aisa hua ke TT ne e pass dekhkar kaha ke ye nahi chalta hai unhe samjhaya ke aage se hi online ban rha hai... Agar after download koi or process ho to plz guide kre
Sir Ji,
1) Konsi Rail mtlb Zone v Division me travel karte samay ye problem aa rahi hai........??
2) To fir apne TT se puchha ki, apke hisab se kon sa pass chalta hai....
@@technicalravi__ hahaha epaas print kr k jana illegal hai without reservatiom just paas dikha k jana illegal hai ab phle jaisa offline paas lekar jana band fir v daily travel krne wale jate hai
Thank you
🙏🙏🙏🙏🙏
Thanks sirji
Thanks
Thanks ♥️
Kaise Kate thoda bhataeye
Sir Ji,
Pahle aap es video ko achchi tarah se last tak dekhiye.....
Esme jaisa maine bataya vaise hi aap kijiye .....ho jayega pass/pto download....
Ha wahi. To
Sir Ji,
Aap pass/pto kiase download kar sakte ho Eske liye maine kuchh din pahle hi Updated video upload kiya hai ..
Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko latest wala video mil jayega...
TQ bro
Pass pe photo lagana jaruri h kya sir
Ma'am,
Koi Jaruri nahi hai abhi.....
Mobile say pass kaisey download karay
Ma'am...
Ye maine mobile se hi download Kiya hai.....mere sare videos mobile se hi banaye gaye hai....
Bhaiya mera unique pass no nhi show kar Raha hai o kaise pata kare
Ma'am,
Kya apka pass/pto issue ho chuka hai......??
Unique Pass Number pass/pto issue ho jata hai tab Generate hota hai....
G bhaiya sb ho gaya
Ma'am...
Esa to nahi ho sakta..
Ki pass issue ho gaya ho jisme UPN Number nahi ho.......
Ab show kar Raha hai
Kya same pass se return ticket kar skte hai agar ha to kaise kare
Kar rahe hai to pass type not match likh Raha hai
Ma'am...
Yadi apne Full set pass liya hai..
To return ticket bhi book kar sakte ho....same process hai...jaise aap onward Journey ka krte ho....
Yadi apka reservation nahi ho raha hai or apko jyada help ki jarurat hai to aap mujhe Instagram par message kar sakte ho...
Instagram I'd video ke description me di gai hai....
आईआरसीटीसी पास रिजर्वेशन करते समय एरर आ रहा है तो प्लीज क्या करें बताएं
Sir Ji,
Kya error aa raha hai...
Krupa batane ka kasht kare....
Errer
Faill
(Mohd Nazir) 1Psngr dtels nt mtchd Or psngr no more dpendnt
तरीके से लिखा हुआ आ रहा है सर जी जो कि मेरा सब सही है मैचिंग है
Sir Ji,
Esa nahi ho sakta..ki sab chij sahi hai fir bhi ye error aa raha ho.....
Aap ek kam kijiye.....
Sabse pahle aap pass ko download kijiye......or usme Jo name ki spelling or age di gai hai wo same spelling or age apko reservation karte samay dalni hai.....
Jaisa maine bataya waise aap try kijiye reservation ho jayega.....
3.0 version se main pass download nhi kar pa rha hu
Sir Ji,
Pahle aap es video ko achchi tarah se last tak dekhiye.....
Esme jaisa maine bataya vaise hi aap kijiye .....ho jayega pass/pto download....
Jai Hind
Tnx
Sir umid card kabhi bana do
Mera pass download nhi hota Hain aadha dikhata Hain download ka mark aata hi nhi hain
Sir Ji,
Apko browser me desktop mode par click karke fir login karna hai....
Uske bad me apke pas download ka option pura aa jayega.....
Eske liye maine latest video bhi upload kar rakha hai....
Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko latest wala video mil jayega...wo video aap dekh lijiye maine usme jaise bataya hai aap waise karoge to aapke pas download ka option aa jayega....
Mera pass download nhi Ho raha h plz kese Kare tell me
Ma'am..
Eske liye maine Updated Video 27 Sept 2022 ko upload kiya hai....aap wo video dekh lijiye apka solution ho jayega....
Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko Updated wala video mil jayega....
Save karne ke baad kaise banyege
Sir Ji,
Eske liye maine already 2 se 3 video upload kar rakhe hai...aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega...
नीचे जाने पर पूरा पास डाउन लोड का ऑप्शन दिखाई नही देता
Sir Ji,
Login karne se pahle browser me desktop mode par click kijiye...
Fir pass ko download kijiye...
Apka pass download ho jayega...
Mobile men full pass view nahi hota aur na hi download hota hai
Sir Ji,
Kisi bhi Browser (Google Chrome) me HRMS website open kijiye or browser ke left side me three dot par click karke Desktop site ke option par click karna hai.....fir aapko HRMS I'd or password dalkar login kar lena....
Aap ese karoge to apke pas pass/pto ko download karne ka option mobile me aa jayega...
Pass type kaise select kare
Sir Ji
Apke es comment ka reply maine aaj ke video me bta diya hai....
If shows Draft then what to do?
Mere phone me download v show nhi ho rha h
Half aa rha h
Ma'am,
Apko half hi dikh raha hoga .
Lekin aap usko download kar lijiye....
Download ki process maine es video me bataya hai.....
Aapke mobile me jaha par notification aati rahti hai waha par download complete hone ke bad me dikhai deti hai bus us par click karke usko open kar lijiye...
Exp date kaisa fhir
Sir Ji,
Expiry date pass/pto me mention hai...5 months hoti pass/pto ki validity....
Pass sowing only half portion
Sir Ji,
Video ko last tak dekhiye....
Esme maine bataya hai ki aap kaise download kar sakte ho....or fir apko pura portion bhi dikh jayega..
यीशु पास डाउनलोड नहीं हो रहा है भाई पूरा खुल नहीं रहा है
Sir Ji,
Kya login se pahle apne Browser ko desktop site par click Kiya tha ?? Jaise maine video me bataya hai....
Yadi apne desktop site par click nahi Kiya to...jab aap kisi bhi browser ko open karte hai to uske right side top me three dots par click karna hai fir usko scroll karte huye niche Jana hai, waha par desktop site ka option milega us par click karna hai......bus fir apko HRMS site login karni hai...fir apke pas paas download karne ka option aa jayega...
Please tell me how to download
Sir Ji,
Pahle aap es video ko achchi tarah se last tak dekhiye.....
Esme jaisa maine bataya vaise hi aap kijiye .....ho jayega pass/pto download....
Aadha adhura q batate ho Bhai.... Mera to Full pass open nhi hota hai bro
Sir Ji,
Maine to bilkul sahi bataya hai.....
Jaise maine bataya hai waise apne follow nahi Kiya hoga..... isliye apko aadhi adhuri jankari lg rhi hai....
Esliye Krupa karke jaise maine video me bataya hai aap waise kijiye..apka pass download ho jayega....
Unique pass no pe click karne se kuchh v nahi ho rha hai
Sir Ji,
Aapne kis par try Kiya hai HRMS App ya fir HRMS Website se.....
Kyuki Maine unique pass number par click bhi kiya hai....or Pass ko download bhi kiya hai....
@@technicalravi__ website se ab ho gya kal nahi ho rha tha. Thanks.
Family declarations me edit family me sabka nam aa rha hai lekin details me 1 ka nahi aa rha hai kya karna padega
Okk sir....
Sir Ji,
Kiska name nahi aa raha hai... Employee ka..??
Pass me to download ka option hi nhi Diya Hai
Sir Ji,
Pahle aap es video ko achchi tarah se last tak dekhiye.....
Esme jaisa maine bataya vaise hi aap kijiye .....ho jayega pass/pto download....