Sir ek member ki age dec me 10 21 ke uper horhi hai us wajah se pass srif 1 mahine 3 din ka issue hua hai ab jab uska bonafide lgyega tab woh pass me ayega jis wajah se ye pass keval ek mahine ka issue hua toh kya ye cancel hoskta hai
Sir pass ta cancel kar Diya fir b pass so nai karta hei Jo pass mene cancel Kiya us pass se me dubaara brak journy change kake lene chaha tu ,,,but us pass so nai karta cancel karne k bad b,,,,,plz sir reply me,,,,, bahut jaroori hei tkt karna hei
Mera Pass generate hogaya par usme Via journey galat hai to booking nai ho ra maine cancellation ke liye request dala mere pass clerk re forward bhi kiya ab process kya hai...
First reason h mera leave nahi mil rhe par aaj kal to online apply hota leave online cancel kar dete h leave uska screen shot lga ke kaam ho jayega kya
Sir muje train route change karna hai
Nhi hoga bhai
Sir.. Maine jis din train thi usi din ticket cancel kiya mera pass dubara active hoga kya please reply..
50Km ka range m galti se epti k jagah ek epaas issue ho gaya cancel krna chahte hai sir please bataiye ho payega
Sir mujhe apne pass me break journey dalna hai to approval document me kya dalunga plz help me 😢😢😢
Sir ek member ki age dec me 10 21 ke uper horhi hai us wajah se pass srif 1 mahine 3 din ka issue hua hai ab jab uska bonafide lgyega tab woh pass me ayega jis wajah se ye pass keval ek mahine ka issue hua toh kya ye cancel hoskta hai
Same matter Mera bhi hai only 7 days ke liye pass issue hai kaise cancel kare? Please Sir suggest us.🙏
Konsa document upload krna h
Sir maine wrong rute dal diya tho kya cancel ho kai bapas se sahi route dal sk the hai kya
Nhi
Contact number sir
Sir pass ta cancel kar Diya fir b pass so nai karta hei Jo pass mene cancel Kiya us pass se me dubaara brak journy change kake lene chaha tu ,,,but us pass so nai karta cancel karne k bad b,,,,,plz sir reply me,,,,, bahut jaroori hei tkt karna hei
PIA ne pass cancel kar diya ya nhi??
@@RailTechinHindi4 nahi sir ,,men ta cancel kar Diya HRMS I'd me ,,,
Mene call Kiya tha mujhe kaha Gaya tumara HRMS I'd pe hi cancel hoga por cancel kar Diya mene ,,,
Pahle request pass clerk ke pas jayegi fir PIA ke pas jayegi
Jab PIA Request accept karenge tab cancel hoga
Pass issue hone k bad mne counter se ticket bhi le lia h to ab pass kese cancel ❌ hoga
Pahle ticket cancel karana hoga agar ticket par yatra kar li hai ya yatra ki date nikal chuki hai to pass cancel nhi hoga
@@RailTechinHindi4 ticket november ka book hai. Mujhe journey date change krni hai.
Boarding station & destination station same hai only journey date and train change krni hai
Ticket cancel karana padega
@@RailTechinHindi4ticket cancel karwane pe wo fir se reflect ho jaega kya ???
Pass cancel na hoto, then ohi pass use kar sakte he kaya?
Cancel na ho to wo pass use bhi kar sakte hain
@@RailTechinHindi4 Thank you😊
Mera Pass generate hogaya par usme Via journey galat hai to booking nai ho ra maine cancellation ke liye request dala mere pass clerk re forward bhi kiya ab process kya hai...
PIA cancel nhi karenge
@@RailTechinHindi4shi bola sir PIA cancel nhi karte hai
same problem??
any solution
Mera ticket confirm nahi hua kya mera pass cancel hoga
First reason h mera leave nahi mil rhe par aaj kal to online apply hota leave online cancel kar dete h leave uska screen shot lga ke kaam ho jayega kya
In-charge se leave na dene ka reason likhwa lo use attach kar do
Cancel ka option nhi aa rha kya kru?
Issue pass rejected hogya hai ,return kaise laye
Sir pass generate hone ke baad attendent ko kaise add kare
Pass generate hone ke baad attendent ko add nhi kar sakte
Mera journey 17 ko tha but ab mujhe 16 ko jana h pass cancle krke fir se kr skte h
Reservation cancel karke dobara kar lo
Prevellage pass ka half set kiye h cancle krne pr kya reason denge
@@akshaychaurasiya9084kya ticket cancel karne pe pass fir reflect karega
Agr train cancel hogi h aur pass pe ticket issue nhi ki hai mujhe ticket book karani thi toh konsa document lgana hota hai
अगर उस रूट पर दूसरी और कोई ट्रेन नहीं है तब तो हो सकता है अन्यथा नहीं
स्टेशन प्रबंधक से एक एप्लीकेशन अप्रूव करा लेनी चाहिए
Sir, pass generate hone k baad boarding station and destination station kaise change karen, aur usme break journey bhi add karna hai
Cancel hi karna padega
Sir mujhe apne pass me break journey dalna hai to approval document me kya dalunga plz help me .😢😢😢
@OmprakashMHT-rd9ft nhi hoga
@@RailTechinHindi4 pass cancel nahi hoga sir
Nhi
Sir jis din mera confirm ticket tha us din baad k karn train cancel kr diya gya tha to is condition m kya document upload kru
Yes, documents uploaded karna padega
Document mein kya upload krw
Pass kyu cancel karaya ja rha hai usse sambandhit documents jaise sick certificate ya self written application verified by PIA