Bhai Maine category change submit kiya h ME ak trackman hu to maine SSe ko submit krdiya kya Maine Je k pass submit krna tha ya Kisi aur officer k pass aur AK me dusra category daalna chata hu usme usko edit kaise kre ye btaye please
Ma'am... Issue pass ko aap modify nahi kar sakte...... Aap us pass ko cancel karne ki request dal sakte ho...lekin uske liye conditions di gai....yadi aap un conditions ko follow karte ho to shayad apka pass cancel ho sakta hai..... Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega...... Video title:- Issued pass ko kaise cancel kare
Agr M tpj to jp ke pass apply krta Hu... Aur aur break journey Mas , bhopal & agc dalta hu.... To ek ek route Bhopal se convert hota h jisme swm se sida jp.jati h To kya uske bad Direct ticket tpj to jp ho skta h kya...
Sir ji 2021 ka jo pass ya pto hai woh toh 30/05/2022 tak apply kar sakta hu.. . Toh mera question hai us pass se june 2022 mein reservation kar sakta hu kya??
Sir Ji, Year 2021 ka pass/pto aap 30 May tak kabhi bhi apply Karo...Lekin Us pass/pto ki Validity 30 May 2022 tak hi rahegi.....30 May ke bad ka reservation nahi hoga......
@@technicalravi__ sir ji ek aur question.. Main ek zone se dusre zone par transfer le raha hoon toh mujhe kaun kaun sa cheez change karna hoga.. Ya yeh kam wahan ka office mein ho jayega?
Sir Ji, Aap HRMS me change karne ki baat kar ho to........... Esme apko kuchh nahi karna hai... Ye kam jaha par apki posting hogi ...waha ke karyalay ka hai...
Sir Ji, Jab tak pass aavedan ko pas Clark pass Issuing Authority ko forword nahi karta hai tab tak aap us pass aavedan ko edit kar kuchh bhi change kar karte ho ........ Yadi apka pass issue ho gaya hai to aap usme kuchh bhi change nahi kar sakte ho.....
Sir Ji, Pahle tha Cancel Karne ka option... Or usme bhi conditions di gai thi... Lekin ab pass ko cancel karne ka option hta diya gaya hai..... Aap Ticket ko cancel karke aage ki date me reservation kar lijiye...... Aap pass par 02 ticket cancel karke fir se reservation kar sakte ho....
Sir Ji, Letter nahi tha... Jab hmm pass ko cancel karne ki process karte the to wahi par conditions di gai thi........... Maine us time video banakar bhi upload kiya tha......us video m maine wo sabhi conditions bhi batai h... Eske liye aap wo video bhi dekh sakte ho...... Video Title:- Issued pass ko kaise cancel kare | How to cancel Issued pass in HRMS
Bhai मैंने पास apply kar Diya tha , apply पास ko cancelled करने ka option था to maine उसको कैंसल भी कर दिया था । Dayning clerk के पास भेजा गया है क्या अब मेरे को पास फिर से मिल पाएगा
Bhaiya! Abhi new rule aaya hai kya? Pass cancle nhi ho skta kya?.. Aaj kal to pass clerk ke pass bhi nhi jati h request direct pass bn jati so ab cancle ya edit kaise kare??? Withdrawal ka option available nahi h!kya kare ab please reply?
Sir Ji, Pahle pass application Clark ke pas jati thi....fir PIA ke pas jati thi tab pass jari hota tha .... Lekin ab automatically pass jari ho jata hai....bhut kuchh update ho gaya hai....
Sir Ji, Maine jaise video m bataya hai... Yadi apke pass wo option nahi aa raha hai to....apki application pass Clark ne PIA ko forward kar di hogi....
Ma'am/sir Issue pass ko cancel karwana bahut hi muskil Kam hai....kyuki eske liye jo condition di gai hai...vo bahut kattin hai....... Issue pass ko cancel karne ke aap kaise request dal sakte ho, Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega....
@@technicalravi__ bhai mene full set vala apply kiya lekin issue nhi kiya lekin abhi tak hrms vale mein show nhi ho rha he jese jese aapne bataya vese lekin blank aarha he
Very useful , excellent and educative video.
Thanks bro 🥰
Thanks for helping us
🙏🙏🙏🙏
Bhai ak dikt aagi change of category ME Maine dirct sse ko bhjdiya je k pass bgana tha kiya kre btaye
Sir Ji,
Question thoda clear kare....pura samjh nahi aaya...
Bhai Maine category change submit kiya h ME ak trackman hu to maine SSe ko submit krdiya kya Maine Je k pass submit krna tha ya Kisi aur officer k pass aur AK me dusra category daalna chata hu usme usko edit kaise kre ye btaye please
Issue pass me modify kar sakte h kya
Ma'am...
Issue pass ko aap modify nahi kar sakte......
Aap us pass ko cancel karne ki request dal sakte ho...lekin uske liye conditions di gai....yadi aap un conditions ko follow karte ho to shayad apka pass cancel ho sakta hai.....
Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega......
Video title:- Issued pass ko kaise cancel kare
Agr M tpj to jp ke pass apply krta Hu...
Aur aur break journey Mas , bhopal & agc dalta hu....
To ek ek route Bhopal se convert hota h jisme swm se sida jp.jati h
To kya uske bad Direct ticket tpj to jp ho skta h kya...
Sir Ji,
Apke Question ka reply maine aaj ke video me bta diya hai.....
Sir ji 2021 ka jo pass ya pto hai woh toh 30/05/2022 tak apply kar sakta hu.. . Toh mera question hai us pass se june 2022 mein reservation kar sakta hu kya??
Sir Ji,
Year 2021 ka pass/pto aap 30 May tak kabhi bhi apply Karo...Lekin Us pass/pto ki Validity 30 May 2022 tak hi rahegi.....30 May ke bad ka reservation nahi hoga......
@@technicalravi__ accha sir ji samajh gaye.. Matlab 30 may ke baad laps ho jayega.
Ji Sir....
@@technicalravi__ sir ji ek aur question.. Main ek zone se dusre zone par transfer le raha hoon toh mujhe kaun kaun sa cheez change karna hoga.. Ya yeh kam wahan ka office mein ho jayega?
Sir Ji,
Aap HRMS me change karne ki baat kar ho to...........
Esme apko kuchh nahi karna hai...
Ye kam jaha par apki posting hogi ...waha ke karyalay ka hai...
Issued pass ko edit nhi kar sakte kya
Sir Ji,
Nahi kar sakte...
Issued pass ko break journey edit kar sakte hai?
Sir Ji,
apke comment ka reply maine aaj ke video me de diya hai....
Hum pass mein class ko modify kr skte hai ????
Sir Ji,
Jab tak pass aavedan ko pas Clark pass Issuing Authority ko forword nahi karta hai tab tak aap us pass aavedan ko edit kar kuchh bhi change kar karte ho ........
Yadi apka pass issue ho gaya hai to aap usme kuchh bhi change nahi kar sakte ho.....
@@technicalravi__ after issue hum nhi kr skte ???
Sir Ji,
Nahi kar sakte.....
@@technicalravi__ okay thank you ❤️
Bhai kya jab train cancel ho due to blockage or interlocking repair to kya is case mei hum pass cancel kar sakte hai?? Koi letter hai isse related
Sir Ji,
Pahle tha Cancel Karne ka option...
Or usme bhi conditions di gai thi...
Lekin ab pass ko cancel karne ka option hta diya gaya hai.....
Aap Ticket ko cancel karke aage ki date me reservation kar lijiye......
Aap pass par 02 ticket cancel karke fir se reservation kar sakte ho....
@@technicalravi__pehle rule tha to koi letter hoga kya..... Mujhey wapas reservation nhi karna wo route pe kyuki ab uss route pe jana nhi hai
Sir Ji,
Letter nahi tha...
Jab hmm pass ko cancel karne ki process karte the to wahi par conditions di gai thi...........
Maine us time video banakar bhi upload kiya tha......us video m maine wo sabhi conditions bhi batai h...
Eske liye aap wo video bhi dekh sakte ho......
Video Title:- Issued pass ko kaise cancel kare | How to cancel Issued pass in HRMS
Sir ji edit karne k baad bhi koi otp ata hai yah normally hojata hai? Please reply kijiye
Sir Ji,
Apke comment ka reply aaj ke video me de diya hai.....
❤
Maine PP Pass cancellation submit kr diya h bt ab mai use fr se use Krna chahta hu. To kya Krna pdega mjhe?
Sir Ji,
Pass Clark ko bol dijiye ki wo apki pass cancel karne ki request ko reject kar de.....
Mujhe pass cancel karna hai, online medical certificate upload ho raha he, lekin then page mil nehi raha he
Sir Ji,
Konsa page nahi mil raha??
Sir pass issue hone ke baad edit ho skta h kya?
Sir Ji,
Pass issue hone ke bad edit nahi hota hai......
Bhai मैंने पास apply kar Diya tha , apply पास ko cancelled करने ka option था to maine उसको कैंसल भी कर दिया था ।
Dayning clerk के पास भेजा गया है क्या अब मेरे को पास फिर से मिल पाएगा
Sir Ji,
Kya apka pass issue ho gaya tha??
Uas root me koi train nahi hai
this is option isnt available on hrms .....plz dnt follw the instrucations kindly contect to ur ofice
Sir Ji,
Abhi ye option available nahi hai....kyuki abhi pass self generated ho jata hai......
Agar pass ban gaya ho to root change kese kare
Sir Ji,
Pass issue hone ke bad aap usme kuchh bhi change nahi kar sakte ...
Vijay Singh Dpt CTI ko jante ho bhai
Sir Ji,
Nahi janta .....
Konse division me posting hai enki...
@@technicalravi__ Jaipur division
Bhaiya! Abhi new rule aaya hai kya?
Pass cancle nhi ho skta kya?..
Aaj kal to pass clerk ke pass bhi nhi jati h request direct pass bn jati so ab cancle ya edit kaise kare???
Withdrawal ka option available nahi h!kya kare ab please reply?
Sir Ji,
Pahle pass application Clark ke pas jati thi....fir PIA ke pas jati thi tab pass jari hota tha ....
Lekin ab automatically pass jari ho jata hai....bhut kuchh update ho gaya hai....
अभी ऑप्शन हटा दिया गया है क्या भाई क्योंकि अब नहीं दिखता है
Bilkul sahi baat hai...
Or ab to automatically pass generate ho jata hai
Bhai mujhe pass edit Krna h but jo red arrow vala ap bta rhe ho vo mere me show nhi ho rha h
To pls bataye ki kaise edit hoga
Sir Ji,
Maine jaise video m bataya hai...
Yadi apke pass wo option nahi aa raha hai to....apki application pass Clark ne PIA ko forward kar di hogi....
Application status me dikha rha h ki.... approved by PC
Sir Ji,
Pass clerk ne approve kar diya hai esliye edit ka option nahi aa raha hai..
To iska kya mtlb hua
Cancel tickets rebooking tickets used rail pass
Sir Ji,
Pass par bni ticket ko cancel karke usi pass par hmm fir se reservation kar sakte hai....
Issue pass ko
Ma'am/sir
Issue pass ko cancel karwana bahut hi muskil Kam hai....kyuki eske liye jo condition di gai hai...vo bahut kattin hai.......
Issue pass ko cancel karne ke aap kaise request dal sakte ho, Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega....
Pass.clark.hatana.jari.hai
Siri mera pass nhi ho rha aplly call me con no.
Sir Ji,
Ye to bataiye ....
Problem kaha aa rahi hai....
Jab aap pass ke liye apply karte ho to kya error aa raha hai....???
@@technicalravi__ bhai mene full set vala apply kiya lekin issue nhi kiya lekin abhi tak hrms vale mein show nhi ho rha he jese jese aapne bataya vese lekin blank aarha he
Sir Ji,
1) Apne pass application submit kar diya tha.....ya nahi..??
2) Ya fir pass Clark ne apka pass issue nahi kiya ??