Ha kar sakte he. Uske liye 1 chhota sa part aata he vo alag se Lena padta he. Singer machine online Lene ke bad demo dikhane ke liye 1 technician aata he. Uske pas milega.
Sir mera machine ko do din hi hui hai aai hui ... pahele din badhiya chali hai jab maine paheli barr hi machine chalai hu par aab bobbin se dhaga upar nahi aara .....kya karu sir plz help mi...🙏
Bhaiya this video was soo helpful thank you so much
Brush k peeche thread opener bhi hai
sir mene ye purchase kia stiching achi h pr lace ni lg ri awaj aa ri jyada dhaga tut ja ra kya reason ho skta h lace kyu ni lg ri h
Sir kon kon se fabric is machine se stitching kr skte hai
Singer 1409 me twin niddle lagega kya plz reply
Cod piping kaise bana sakte ha is mechine ke dwara?
Pico fall kar saktey hai...
Ha kar sakte he. Uske liye 1 chhota sa part aata he vo alag se Lena padta he. Singer machine online Lene ke bad demo dikhane ke liye 1 technician aata he. Uske pas milega.
Tq
Kya machine on karne pr sound bhi krta hai
Jyada sound nahi he. Smooth chalta he. Proper oiling karte rahna chahiye. Meme 6400 me liya tha abhi 9500 ke aas pas iski Price he flipkart pe
How it is working now?
Very good working
Isse kaun kaun fabric pr silai ho skti h aur interlock ho skta h kya plzz fast reply @@CarandhomeAccessories
@@vivekkumarsingh1397 cotton, silk, polyester, nylon
ESI machine me piko kaise hota he bataye.
Pico ka tool alag se lena pdta h maine liya
Plzz iss mai niddle konsi usse hoti hain number batady
Customer kliye vhi bana sakte hai kya
Nahi me mere Ghar ke liye liya hu. Mera business nahi he.
@@CarandhomeAccessories meine pusa ki is machine se customer logo k bhi Bana sakte hai ya nehi?
@bheestyle9654 ha bana sakte he.
Sir mera machine ko do din hi hui hai aai hui ... pahele din badhiya chali hai jab maine paheli barr hi machine chalai hu par aab bobbin se dhaga upar nahi aara .....kya karu sir plz help mi...🙏
9.300. is ki rps ❤
Mene liya tha tab 6400 me mil Gaya tha
Sir handle nehi gumrahe kese karu
Open machine and oiling. After handle working
How much waight per machine?
Waight I am not check but almost 5 kg. Not more
Zara sa bhi kapda mota hota h fauran dhava tootta h
Machine me proper oiling karte. Machine slow chalaye. Dhaga achha quality ka use Kare. Mere machine me bhi kabhi kabhi dhaga tutata he.
is me leg stand lg skta h pls btaye
Ha lagega.
Dhaga tootte hi pura ander chala jata h... Kyun