Didi me bhi yahi mashin lena chahti thi per us dukan ye singar ki mashin thi hi nhi 1 nuwember ko shuorabh ki amrela mashin li he bo bhi 😢9300 ki aai hai😢 abhi tak use chala kar bhi nhi dekha kash mujhe ye mashin mil gai hoti us din
Hello mam maine y machine 2 years pahele li thi phele to sb acche se ho raha tha but fir pico m krne me 2 needle tut gayi uske baad silai krne pr kai baar needle neeche fansh gayi badi mushkil se nakli ab jo needle aayi thi unme se sirf ek hi bachi hai vaki sb bekar ho gayi vo bhi naa tut jaaye is daar se maine pichle saal se uspr kuch sila hi ni actually mujhe samjh ni aa raha hai is machine me kis kapde pr konsa no. Rakhun ya kaise set karun jo needle na tute or kahan se iske liye needle lun kitne no. Ki lun kuch ni pata aap bahut aaccha explain karti hai please mam meri help kar dijiye itne mehngi machine li gai or vo aise hi rakhi hai please mam aapse request hai is machine ko har kapde pr kaise use karen kya no. Use karen kaise machine ko set karen in sb par kuch videos bana dijiye or iske liye needles kahan se please mam bata deejiye it's a request please reply kriyega please please please please please 🙏🙏🙏
Apka video dekh ke maine meri singer electric sewing machine ko starting Kia he,maine is saal bigg billion day me kharida he ye meshine.❤❤
Wow .🙏
Excellent keep it up
Wow amazing ❤
You're so good at it. The review is so detailed and certainly is a great extension to the previous videos regarding this product.
Thank you 🙏
App Ka flipkart ma review dakha 2019 ka gift my husband ❤
Didi me bhi yahi mashin lena chahti thi per us dukan ye singar ki mashin thi hi nhi 1 nuwember ko shuorabh ki amrela mashin li he bo bhi 😢9300 ki aai hai😢 abhi tak use chala kar bhi nhi dekha kash mujhe ye mashin mil gai hoti us din
Good
Well explained
Thank you
Hello mam maine y machine 2 years pahele li thi phele to sb acche se ho raha tha but fir pico m krne me 2 needle tut gayi uske baad silai krne pr kai baar needle neeche fansh gayi badi mushkil se nakli ab jo needle aayi thi unme se sirf ek hi bachi hai vaki sb bekar ho gayi vo bhi naa tut jaaye is daar se maine pichle saal se uspr kuch sila hi ni actually mujhe samjh ni aa raha hai is machine me kis kapde pr konsa no. Rakhun ya kaise set karun jo needle na tute or kahan se iske liye needle lun kitne no. Ki lun kuch ni pata aap bahut aaccha explain karti hai please mam meri help kar dijiye itne mehngi machine li gai or vo aise hi rakhi hai please mam aapse request hai is machine ko har kapde pr kaise use karen kya no. Use karen kaise machine ko set karen in sb par kuch videos bana dijiye or iske liye needles kahan se please mam bata deejiye it's a request please reply kriyega please please please please please 🙏🙏🙏
Nice
Thank you 🙏
Kitne sal hua a matching leiya huie .khuch kharabi to nahi aie
Is jeans Alteration possible
Apka Singer FM1409 service kysa derahe?
Kya isse jeans selai kar sathe hai?