Mene 2020 m update krwaya tha uske baad mere adhar m father name nhii h ab mujhe add krna h toh 10th ki marksheet s add ho jayga na or jo address h voo change toh nhi hoga naa jo abhi recent adhar m h mere
But will care of instead of s/o valid? In higher authority verification like passport and all. If not what can we do to add s/o instead of c/o with this process
Bhai apne papa ke adhar mai change mat krio kuch bhi jaise ki ho teri 10th 12th ki marksheet mai jo name hai vahi name jo hai vo apne adhar mai kar de agr kahi govt job mai document lgenge to papa ka adhar card nhi dekha jayega teri marksheet or identity card koi bhi uski details match hogi
@@jiokumar7638 bro tune sahi bol diya, thanks 🙏, Lekin ek ye problem hai ki agar marksheet me mata pita ka surname hi nhi hai to kya mere aadhar me bhi vesa hi hona chahiye jesa marksheet me hai, agar ha to baad me koi dikkat to nhi hogi na 😢😢😢
mere papa ke aadhar me wo name nhi h jo mere markseet me h or unke sare documents me whi name h jo unke aadhar me h to ab me apni markseet ke hisab se kese thik kr skta hu
So can you clear my doubt Merko bs papa ka name change Krna hai unke adhaar card mi jo hai vahi same mera adhaar card mi bi chya tho jbb hof ke liya papa ka adhaar card use krungi tho mera papa ke papa ka name tho ni aa jyga ??
Sir , mere 10th and 12th k marksheet me mera papa ka middle name nahi hai. Lakin mere all documents me papa ka middle name hai. Or mere papa k aadhar me be mere all documents k jaisa name hai . Ab aadhar me marksheet jaisa name karne k lya kya karu 😢 please reply
Apke marksheet me jo papa ka name h or waisa hi name apke papa ke aadhar me bhi h to jo process is video me h usko follow karke ap apne aadhar me papa ka name sahi kr skte h... But apke marksheet or papa ke aadhar me unka name alag alag h, to Nivas praman patra se ho jayega
Sir mere papa ke documents mei unke naam mei kumar laga hai but mujhe mere adhar mei kumar hatwana hai kyuki mere result mei kumar nhi hai toh mei kya krr sakti hoo
Sir mere 10 mai papa ke middle name mai kumar likha hua aur baki documents adhar pen domicile mai kumaar nhi likha hua hai aur cuet bharne ke liye 10th marksheet lag rhi haii toh koi dikkat hoga??
Sir ji mera addar card mai sirf father name ka sath kumar laga hua lekin 10 aur 12 marksheet mai kumar jindal (surname) laga hua aissa koi problem to nahi hogi future mai
Sir ji agar father ka aadhar card nhi h bcz father expired ho gye the aadhar card aane se pahle to aadhar card me father name kese change kare marksheet ke base pe
Nivas praman patra banwana hoga Us nivas praman patra me father name apne marksheet ke according dena h Jab nivas praman patra ban jayega usse bhi aadhar sahi ho jayega
Thankyou Maine pura video dekh ke Khud se kiya aur ekdam sahi hogya❤ maine aaj hi 4 pm afternoon ko apply Kara aur night tak ho bhi Gaya saare correct ❤
So mera ak doubt hai hopefully you'll clear jo updated aadhar card aya hai usmi tumare father's name mi correction hokr tumare papa ka hi name aya hai na unke papa ka tho ni aya coz hof mtlb papa or unke ke adhaar card mi unke papa ka name hota hai with address likha hota hai
bhaiya ,mere marksheet me aur other document me father's name mere papa ke aadhar card se match nhi karta hai ,maine voter's id v nhi banaya hai ,main apne aadhar card me father's name apne marksheet ke according change krna chahti hu ,par mere pas koi document proof hi nhi hai ,please help me ,mujhe option batayiye jisse main aadhar card me father's name marksheet ke aacording change kr payu..
Apko address proof document banwana hoga Jaise ki nivas praman patra (domicile certificate ya resident certificate) Ye document banwate time apne marksheet ke according father name dena h , jab ye document ban jayega fir us document se aadhar card me father name correction Krna h
Sab State ka alag alag ruls hota h... Kisi state me aadhar ke according hi father name leta h or kisi state me manually sabhi details ko fillup Krna hota h...
Sir mere mere adhar card me papa ka name mohd naved usmani hai aur marksheet me naved usmani hai but papa ke adhar card me name unka mohd naved usmani hai to kaise change hoga sir
Ager father k adhar bhi naam galat hai toh fir kya kare marksheet k naam say nahi hoga keya adhar k hisab say hi hoga sir father ka naam marksheet k jisha hi karna hai father k adhar m bhi naam galat hai
Mene hof se father name update kiya Lekin C/O KE BAD (:) ye wala dot nhi aa rha he Sidha C/O LAXMAN LAL MEENA dikhai de rha Aage koi problem to nhi hogi? Jaise OTR karne me.
Isse apko koi problem nhi hoga.. But agar mother ke aadhar me name sahi Krna h to iske liye unke sahi wale name ka voter ID card ya Pan card se Krna hoga
Uidai ka ye supporting document lish 👉bit.ly/3TLtH9A Proof of identity me jo document diya huaa h usme se koi bhi document unke pass hoga to name sahi ho jayega
Agar middle name me Kumar nhi papa ke aadhar me. Aur mere aadhar me papa ke naam me Kumar add karwana h toh hoga aisa? Kyunki mere saare document me papa ke naam pr Kumar laga hua h
Marksheet se nhi hoga... Iske liye apne name se resident certificate ya OBC certificate ya domicile certificate Inme se koi ek dena hoga usse apke aadhar card me papa ke name me Kumar add ho jayega
Gujrat ka marksheet ho ya kisi bhi jagah ka ho jayega Bs condition ye h - marksheet me photo hona chahiye, name, DOB or father name ye sb details bhi hona chahiye Fir ho jayega
School ke according 22/12/2006 data of birth aadhar card me karna h to 10th ke marksheet ho jayega but 18 sal complete hone ke bad To ap January 2025 ke bad marksheet leke aadhar centre Jake addhar card me date of birth 22/12/2006 karwa skte h... Birth certificate bhi school ke according banwana hoga
Sir ji aapne sabko replt diya hai i hope mujhe bhi doge mujhe ek sawal hai ...mera adhar csrd mai fawad usman khan likha hai but maire marksheet mai fawad Mohammad usman khan lokha hai yani mujhe adhar Card mai Mohammad add karna hai toh sir jo abhi aaone kiya head of family jaise usse oehkw bhi option tha na left side maj jisme addhar adrees upate hota aur care of mai agar mai Mohammad add ksrdu toh kya ho jayega ?
Ap mere reply ka wait kiye h Uske liye Thank you 😊 Maine Jo process is video me btaya h father name sahi krne ka To apke marksheet me jo father name h wahi same name apke father ke aadhar card me bhi hona chahiye to ho jayega
Father name marksheet ke According thikk ho jayega or Address father ke Adhar card se utha lega yhii btaya h na apne ?? Ya fir Name v father ke Adhar se uthayega agrr SRN kiya to
Sir agar mai fathers name iss process se update krta hu to jo bhi address father ke adhar card mein h whi same address mere adhar card mein aayega ? Lekin mere aur mere father ke adhar card mein address different h kyuki wo jharkhand mein rehte h aur mai greater noida . To mujhe only fathers name change krana h to it is possible. I want my address in the aadhar by changing only fathers name in it
It's not possible... father name correction ke sath unke aadhar card me Jo address h wo bhi apke aadhar pe aa jayega, isliye is process se ap mt kijiye... Ek aur video channel pe h wo dekh lijiye usko follow krke kr skte h father name correction
Fir is video ko dekhke papa ka name apne aadhar card me sahi kr skte h. ruclips.net/video/S7GOTvPvmew/видео.html Apne name ka address proof document upload Krna hoga
Bhai mena aadhar update kr deya hai father name ka leya.... Toh kitna days mai process complete ho jyega? Aur mujha sms bhi ni aaya kuch abhi tk request accept hona ka baad aadhar ki?
Hello brother.. my 10 th certificate are 6 year old ... jisme father k name hi galat h .. .. but father adhar id me . Mere 10 th k according ni h.. ab mai 10 th ki marksheet sudhar ni skta .. isliye mujhe apne adhar me hi correction krna h.. but aap keh rhe ho ki.. father k adhar me.. v wahi name hona chahiye.. to ky mere adhar me.. 10 th ki marksheet according name ni change ho payega..?
Fir is video ko dekhke papa ka name apne aadhar card me marksheet ke according sahi kr skte h. ruclips.net/video/S7GOTvPvmew/видео.html Is process me marksheet upload nhi Krna h but Apne name ka koi dusra address proof document upload Krna hoga
Mene 2020 m update krwaya tha uske baad mere adhar m father name nhii h ab mujhe add krna h toh 10th ki marksheet s add ho jayga na or jo address h voo change toh nhi hoga naa jo abhi recent adhar m h mere
But will care of instead of s/o valid? In higher authority verification like passport and all. If not what can we do to add s/o instead of c/o with this process
Agar papa ke aadhar me name different h to
To ye wali video ko dekh ke apne aadhar card me papa ka name apne certificate ke according de skte h : ruclips.net/video/S7GOTvPvmew/видео.html
Bhai apne papa ke adhar mai change mat krio kuch bhi jaise ki ho teri 10th 12th ki marksheet mai jo name hai vahi name jo hai vo apne adhar mai kar de agr kahi govt job mai document lgenge to papa ka adhar card nhi dekha jayega teri marksheet or identity card koi bhi uski details match hogi
@@jiokumar7638 bro tune sahi bol diya, thanks 🙏,
Lekin ek ye problem hai ki agar marksheet me mata pita ka surname hi nhi hai to kya mere aadhar me bhi vesa hi hona chahiye jesa marksheet me hai, agar ha to baad me koi dikkat to nhi hogi na 😢😢😢
Marksheet me jo mata pita ka name h wahi name apke aadhar card me hona chahiye to dikkat nhi hoga
Sir mujhe mere middle name me pitaji ka name correction krna hi vo kaise hoga 10 th ke marksheet ke base par
mere papa ke aadhar me wo name nhi h jo mere markseet me h or unke sare documents me whi name h jo unke aadhar me h to ab me apni markseet ke hisab se kese thik kr skta hu
Thank you so much 😊 mene yhi process follow kiya aur mera adhar update ho gya within 7 days
So can you clear my doubt
Merko bs papa ka name change Krna hai unke adhaar card mi jo hai vahi same mera adhaar card mi bi chya tho jbb hof ke liya papa ka adhaar card use krungi tho mera papa ke papa ka name tho ni aa jyga ??
Sir , mere 10th and 12th k marksheet me mera papa ka middle name nahi hai. Lakin mere all documents me papa ka middle name hai. Or mere papa k aadhar me be mere all documents k jaisa name hai . Ab aadhar me marksheet jaisa name karne k lya kya karu 😢 please reply
Apke marksheet me jo papa ka name h or waisa hi name apke papa ke aadhar me bhi h to jo process is video me h usko follow karke ap apne aadhar me papa ka name sahi kr skte h...
But apke marksheet or papa ke aadhar me unka name alag alag h, to Nivas praman patra se ho jayega
Sir mere papa ke documents mei unke naam mei kumar laga hai but mujhe mere adhar mei kumar hatwana hai kyuki mere result mei kumar nhi hai toh mei kya krr sakti hoo
Fir new aadhar card banke aayega kya?
Sir Barth certificate se shahi he kaya sir
Sir mere father ki death ho chuki hai or nahi unka aadhar card hai to name correction kese kare marksheet
Mera marksheet me pita ka nam : mebla hai aur pita ka adhaar card me : amaja hai kya me change kar sakta hai sir
Sir,Na name inka Father name na marksheets thagattu apply cheyalii 2 updates okkasari cheyachaa
Sir mere 10 mai papa ke middle name mai kumar likha hua aur baki documents adhar pen domicile mai kumaar nhi likha hua hai aur cuet bharne ke liye 10th marksheet lag rhi haii toh koi dikkat hoga??
10th marksheet ke according Papa ka name apne sabhi documents me Krwa Lijiye, nhi to bad me problem hoga
Bhiya papa ke adhar card me unkaa name me sarname nhi he or mere marksheet me surname he
Sir ma father name inka na name na marksheets thagatuu apply cheyali.2 names updates okkasari cheyachaa
Sir ji mera addar card mai sirf father name ka sath kumar laga hua lekin 10 aur 12 marksheet mai kumar jindal (surname) laga hua aissa koi problem to nahi hogi future mai
Marksheet pe jo father name h wahi same name aadhar card pe kijiye nhi to problem hoga
Kya Sar family mein kisi ke bhi Aadhar Card Se jodkar Kya update kar sakte hain kya Sare adress ke sath Pitaji ka naam bhi change ho jaega kya
Bolo
jiska aadhar jorke update kijiyega usi ka name c/o me aa jayega
isliye Father ya Husband ka hi aadhar deke update kijiye
Sir ji agar father ka aadhar card nhi h bcz father expired ho gye the aadhar card aane se pahle to aadhar card me father name kese change kare marksheet ke base pe
Nivas praman patra banwana hoga
Us nivas praman patra me father name apne marksheet ke according dena h
Jab nivas praman patra ban jayega usse bhi aadhar sahi ho jayega
Mera dob marksheet or aadhar mai alag hai toh kese change karu marksheet se ?
Agar marksheet ke according apka age 18+ h to original marksheet or aadhar card leke aadhar centre jaeye ho jayega
Bhai main Aadhar Card update karte samay W/O lagana bhul gaya tha ab kya karna padega
Fir se update Krna hoga or yad se w/o lga dijiyega
Thankyou Maine pura video dekh ke Khud se kiya aur ekdam sahi hogya❤ maine aaj hi 4 pm afternoon ko apply Kara aur night tak ho bhi Gaya saare correct ❤
So mera ak doubt hai hopefully you'll clear jo updated aadhar card aya hai usmi tumare father's name mi correction hokr tumare papa ka hi name aya hai na unke papa ka tho ni aya coz hof mtlb papa or unke ke adhaar card mi unke papa ka name hota hai with address likha hota hai
yh house of head m update krne k liye kh rha hai kyo ulu bna rhe ho father name m surname change krna hai usme edit ka option kha aa rha hai
Video ko achha se dekhiye
Skip krke dekhiyega to smjh me kuch nhi aayega
Sir mere father ke aadhar card mai unka surname hai. par meri marksheet mai surname nhi or mj mere aadhar card mai surname naam nhi chahiye
To fir domicile certificate se father name sahi hoga apne aadhar card me
@@SaksenaWalaReview sir mere sab document Mai father ka surname name hai
Bhai aesa koi rule hai ky father name marksheet ke hisab say krne ke liye niwas bnwana padta hai ky
Ha nivas se bhi hota h
bhaiya ,mere marksheet me aur other document me father's name mere papa ke aadhar card se match nhi karta hai ,maine voter's id v nhi banaya hai ,main apne aadhar card me father's name apne marksheet ke according change krna chahti hu ,par mere pas koi document proof hi nhi hai ,please help me ,mujhe option batayiye jisse main aadhar card me father's name marksheet ke aacording change kr payu..
Apko address proof document banwana hoga
Jaise ki nivas praman patra (domicile certificate ya resident certificate)
Ye document banwate time apne marksheet ke according father name dena h , jab ye document ban jayega fir us document se aadhar card me father name correction Krna h
Mere papa ka naam kuch or hai unke aadhar card me or meri marksheet me kuch or hai to change nahi hoga kya sir please sir reply urgent hai
Nivas praman patra banake apne aadhar me father name sahi kr lijiye
@@SaksenaWalaReviewusko bnwane ke liye bhi toh aadhar lgta 😂aur aadhar me hi toh glt hai
Sab State ka alag alag ruls hota h...
Kisi state me aadhar ke according hi father name leta h or kisi state me manually sabhi details ko fillup Krna hota h...
Mere adhar me father name hindi me sahi h lekin English me sahi nhi h, aik space ki problem h..
Marksheet ke anusar dono sahi ho jayega kya...
Jo process maine btaya h waise hi kijiye
Ho jayega but video me jo condition maine btaya h wo bhi hona chahiye
Sir Mene Aadha update kiya pahle father name tha update hone kai baad nahi hai kiyakare
Update karwane se pahle apke aadhar card me father name sirf aadhar ke front side me hoga, or back side me father name nhi hoga
Or aadhar update krwane pe automatic aadhar front side se father name hat jata h..
Father name aadhar me add Krwana hoga uske liye apke name se address proof document lgega
Bhai , farher ka naam adharcard me ram kumar yadav h but marksheet me ram yadav h tho kya change ho jayega
Ye process follow kijiye 👇👇ruclips.net/video/S7GOTvPvmew/видео.html
@@SaksenaWalaReview thank you bhaiya
Thank you so much😊itne ache se detail mai kahi nhi mila
Adhar ke anusar namm change hoga ki marksheet ke anusar
Father me aadhar card ke anusar apke aadhar card me father name aayega
Bhai nivas patra update kya ja sakta he kya😢😢
Nivas praman patra update nhi hota h
Usko dubara se banwana hoga
Sir mere mere adhar card me papa ka name mohd naved usmani hai aur marksheet me naved usmani hai but papa ke adhar card me name unka mohd naved usmani hai to kaise change hoga sir
Apke papa ka name "Marksheet me father name" or apke papa ke aadhar se name match nhi kr rha h to , nivas praman patra se sahi kr lijiye
Ager father k adhar bhi naam galat hai toh fir kya kare marksheet k naam say nahi hoga keya adhar k hisab say hi hoga sir father ka naam marksheet k jisha hi karna hai father k adhar m bhi naam galat hai
Address proof document lgake father name sahi kr skte h
Mene hof se father name update kiya
Lekin C/O KE BAD (:) ye wala dot nhi aa rha he
Sidha C/O LAXMAN LAL MEENA dikhai de rha
Aage koi problem to nhi hogi?
Jaise OTR karne me.
Koi problem nhi hoga
Sir mera father name correction krna ha 10 ka icse ka marksheet se change ho gayega ?
Ho jayega
@NiteshTamang111 Tera change hua kya??
12th boards wali marksheet se bhi correction ho jayega ??
Nhi
Sir meri 10 th ki marksheet mai mother ke naam ki spelling alag h aur unke adhar card mai alag h toh kaise thik hoga???
Isse apko koi problem nhi hoga..
But agar mother ke aadhar me name sahi Krna h to iske liye unke sahi wale name ka voter ID card ya Pan card se Krna hoga
@@SaksenaWalaReview
Unke voter I'd card mai bhi glat name likha hua h
Uidai ka ye supporting document lish 👉bit.ly/3TLtH9A
Proof of identity me jo document diya huaa h usme se koi bhi document unke pass hoga to name sahi ho jayega
Sir mere papa k nam m singh lga h middle m par marsheet m nhi lga h to kya thik krana pdega kya?
Marksheet me jo father name h wahi name aadhar card pe Krna hoga
Aadhar download karne per password kya Lgaye?
Aadhar me jo name h wahi name capital latter me suru ka 4 latter dena h uske bad janam ka sal
@@SaksenaWalaReview ok thanks
Marksheet option hi nhi mil Raha
Jo process maine btaya h usko step by step follow kijiye, video skip mt kijiye
Marksheet ka option mil jayega
Agar middle name me Kumar nhi papa ke aadhar me. Aur mere aadhar me papa ke naam me Kumar add karwana h toh hoga aisa? Kyunki mere saare document me papa ke naam pr Kumar laga hua h
Marksheet se nhi hoga...
Iske liye apne name se resident certificate ya OBC certificate ya domicile certificate
Inme se koi ek dena hoga usse apke aadhar card me papa ke name me Kumar add ho jayega
Sir mera gujarat ka he marksheet se ho jaayega pls reply sir
Gujrat ka marksheet ho ya kisi bhi jagah ka ho jayega
Bs condition ye h - marksheet me photo hona chahiye, name, DOB or father name ye sb details bhi hona chahiye
Fir ho jayega
Sar meri school par 22/12/2006 aur birth certificate pe 22/02/2006 dob thik kar sakte hai sar aadhar card me
School ke according 22/12/2006 data of birth aadhar card me karna h to 10th ke marksheet ho jayega but 18 sal complete hone ke bad
To ap January 2025 ke bad marksheet leke aadhar centre Jake addhar card me date of birth 22/12/2006 karwa skte h...
Birth certificate bhi school ke according banwana hoga
Mere papa ke aadhar aur mere aadhar me papa ka naam ek lekin marksheet me naam me spelling mistake hai kya karna hai
Fir ap ye video dekho : ruclips.net/video/S7GOTvPvmew/видео.html
Marksheet 10 th ya 12 th kya donon mein se koi chalega please reply bhaiya
Sirf 10th ka marksheet ya certificates se hoga
12th se nhi
@@SaksenaWalaReview but 10th marks sheet option show nahi kar raha hai😢
@@SaksenaWalaReviewpls replyyy😢
Sir mera portal login hi nii ho rha
Bar bar error dikha rha h
Server ka issue kabhi kabhi rahta h to problem hota h
Fir se Try kijiye ho jayega
Fir bhi problem hota h to mujhe btaye
Marksheet me papa ka naam ram kumar hai or papa ke adhar me ram kumar sharma h
To kaise change hoga
Nivas praman patra banwana hoga
Uske bad is process se sahi Krna hoga - ruclips.net/video/S7GOTvPvmew/видео.htmlsi=-Yr26OoYxLWkYCMM
What if father's is no more then how to change father name in adhaar card
Use document based update process
Visit my aadhar portal or nearest aadhar centre with local adress proof document
Sir ji aapne sabko replt diya hai i hope mujhe bhi doge mujhe ek sawal hai ...mera adhar csrd mai fawad usman khan likha hai but maire marksheet mai fawad Mohammad usman khan lokha hai yani mujhe adhar Card mai Mohammad add karna hai toh sir jo abhi aaone kiya head of family jaise usse oehkw bhi option tha na left side maj jisme addhar adrees upate hota aur care of mai agar mai Mohammad add ksrdu toh kya ho jayega ?
Ap mere reply ka wait kiye h
Uske liye Thank you 😊
Maine Jo process is video me btaya h father name sahi krne ka
To apke marksheet me jo father name h wahi same name apke father ke aadhar card me bhi hona chahiye to ho jayega
@@SaksenaWalaReview agr wo father ke aadhar me same name nhi h to
sir yeah 12 ki marksheet seh hojaega nah
10th ki certificate ya marksheet se hoga
12th se nhi
Father name marksheet ke According thikk ho jayega or Address father ke Adhar card se utha lega yhii btaya h na apne ?? Ya fir Name v father ke Adhar se uthayega agrr SRN kiya to
Father name or address dono chij father ke aadhar se hi uthayega...bs verification ke liye marksheet lgta h jisse ye confirm ho ki wo apke father h
@@SaksenaWalaReview esa nhii ho skta jo address hamara h vhi rhe father wala naa hoo uske liye kya kare
Aadhar card mein naam or date of birth janm praman Patra se ho jaye ga change
Name or DOB change 10th marksheet se ho jayega
Janam praman patra se sirf date of birth change hoga
Mere aadharkard me father ka name thoda galat he par marksheet me sahi he to hoga ya nahiii
Ho jayega but jo process maine video me btaya h usi tarah se kijiye
Sir agar mai fathers name iss process se update krta hu to jo bhi address father ke adhar card mein h whi same address mere adhar card mein aayega ? Lekin mere aur mere father ke adhar card mein address different h kyuki wo jharkhand mein rehte h aur mai greater noida . To mujhe only fathers name change krana h to it is possible. I want my address in the aadhar by changing only fathers name in it
It's not possible... father name correction ke sath unke aadhar card me Jo address h wo bhi apke aadhar pe aa jayega, isliye is process se ap mt kijiye...
Ek aur video channel pe h wo dekh lijiye usko follow krke kr skte h father name correction
Bhai is time mujhe b same problem hai par mujhe bola jarha hai nivas lgega marksheet se nhi hoga
Jo process h is video me usko follow krke khud se kr skte h
Aadhar centre jaoge to fir address proof documents dena hi hoga
Father k aadhar card ka nam alag hai
Fir is video ko dekhke papa ka name apne aadhar card me sahi kr skte h.
ruclips.net/video/S7GOTvPvmew/видео.html
Apne name ka address proof document upload Krna hoga
Aadhar code to update kaise karen
Aadhar centre Jake update kijiye
Thank you bro ❤
Thanku bhaiya❤❤... Mera 2 din me update ho gya....
Sir mp se hu me ye kam karegha sir
ha kam karega
Jb father hi ni hain to Aadhar no kahan se layen
To address proof document se kr lijiye
Marksheet main pita ka name sahi nhi h😢
Mera OTP ata nhi hai please reply
Server ka issue hoga isliye OTP nhi ja rha hoga, bad me try kijiyega
Apni Marksheet ke hisab se papa ke adhar card mai unka naam kese sahi kare
Apne marksheet ke according Papa ke name se document dena hoga identity proof me
Bro in HoF Request that is showing backend Error
Bad me try kijiyega
Server ka av bahut issu chal rha h
Marksheet kese upload kare is process m
Video ko without skip krke dekhiye or pdf format me upload kijiye
Bhaiya marksheet mai hi galat hai wo kaise shi hoga yeh btado
Marksheet me sahi Krna h to Board office jaeye, waha se sahi hoga
Bhai mena aadhar update kr deya hai father name ka leya.... Toh kitna days mai process complete ho jyega?
Aur mujha sms bhi ni aaya kuch abhi tk request accept hona ka baad aadhar ki?
Check kijiye update ho gya hoga
Huaa Bhai tumhara update
Mere father ka name in adhar- uddhav
In my 10th certificate -udhavrao
In his adhar -udhav
What should i do
Ye process follow kijiye 👇👇ruclips.net/video/S7GOTvPvmew/видео.html
Jai Goodmarani
Konse format mai document deni h
Pdf ya jpg
Nem add karnaho to
Thank for sir
Hello brother.. my 10 th certificate are 6 year old ... jisme father k name hi galat h .. .. but father adhar id me
. Mere 10 th k according ni h.. ab mai 10 th ki marksheet sudhar ni skta .. isliye mujhe apne adhar me hi correction krna h.. but aap keh rhe ho ki.. father k adhar me.. v wahi name hona chahiye.. to ky mere adhar me.. 10 th ki marksheet according name ni change ho payega..?
Fir is video ko dekhke papa ka name apne aadhar card me marksheet ke according sahi kr skte h.
ruclips.net/video/S7GOTvPvmew/видео.html
Is process me marksheet upload nhi Krna h but Apne name ka koi dusra address proof document upload Krna hoga
Apne adhar mai apna naam kaise thik kre
Aadhar me apna name thik aadhar centre se hoga
Nice vidiyo
Sir mujse nhi ho para hai please app kr do
Kya problem ho rhi h online krne me?
Papa ki name spelling mistake h mere aadhar card me marksheet me right h
Marksheet ke according kr Lijiye
Bhai mere papa k unke aadhar me alag h
To fir dusra video h channel pe wo wali process ko follow krke father name apne aadhar me sahi kr Lijiye
Self form bhr ke bhi ho jayega 😅😅😅😅😅😅
Self declaration form se bhi hota h but usme aadhar cancel bahut ho rha h..
Hii