Sir mare document ma papa k name Ramesh Chand h starting sa hr document ma...but pension k papero pa papa ka naam Ramesh chander bta rha..or papa apna name change karva rhe h ...Ramesh chander kr rhe ..toh es case ma mujhe bhe apne document m change Krna honga kya....please reply
Same problem mere sare education certificate me father ka nam Ramawadh chauhan hai or adharcard,pancard, domicile,caste certificate me nam Ram Awadh Chauhan hai waise to mere father ka real name Ram Awadh Chauhan hai to iss case me mujhe kya krna hoga
मेरे 10वीं, 12वीं, ग्रेजुएशन, में पिता का नाम vinod है। उनका surname नहीं लगा है। लेकिन जाति प्रमाण पत्र, मूल निवासी, आधार कार्ड, पैन कार्ड में नाम ( vinod gaur ) है। इनमें surname ( gaur ) लगा है। क्या इससे documents verification में दिक्कत आएगी? क्या मुझे इन सभी में surname हटवाना पड़ेगा। कृपया जवाब दें
Sir, my father's name is correct in my 10th, 12th or Aadhaar card.. Is there one letter missing in Delhi Police admit card? Have I been able to take the exam or is there any problem...
Sir meri nalco apprentice main nalco associate main select hua lekin dv main meri documents main father name Sukant Garanayak hai lekin unke adhar card main Sukanta Garnayak hain koi dikat to nahi hoga sir
सर मेरी जितने भी document है उन में पिता का नाम चोथमल है और मेरे पिता के डॉक्यूमेट्स में पिता का नाम चोथुराम है अब सर मेरे को ये बता दो पिता के कोन कोन से डॉक्यूमेंट्स में सही करवाना पड़ेगा जिस से आगे दिक्कत ना आए
😢Sir mere all documents me father's name "Omprakash" hai and mere papa ke all documents me name "Om Prakash Yadav" hai to papa ke adhar card me name omprakash karvana hai ho jayega kya?
Sir please please do reply, meri dv hone waali hai but bhht badi mistake ho gyi hai soo bhi nhi paa rhi hun... actually mene form fill krte time dono jgha correspondence address daal diya,,jbki aadhar mai permanent address hai,,dusri problem ye hai ki aadhar mai fathers name ki spelling mistake hai kya krun....😢😢😢😢kya krun sir ab even pan card voter id sbb mai vhi spelling mistake hai fathers name mai ,kyunki id ke liye inme se ak maanga hai but kya krun sirr 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Mera b emrs ka dv hone vala h or mother's name jo form me dala vo 10th k according dala jbki usme one word ka mistake arha h or other document me shi name likha h 😭
Sir mera 8th tak father ka surname alg tha 8th tak ki t.c mein bhi wahi h 9th mein baord ragistration mein i change my father surname or board mein aaage ki sbhi degree mein same h toh kya dikkat hogi mujhe school wale change ni kr rhe ab 8th tak
Sir mera 10th,+12 me signature same hai but graduation part 1 se le kar part 3 thak mera signature alag ho gya hai aur..kya DV me signature ko le kar problem hogi
@@SK_Rikuyadavsir mere Master degree me father ke naam ki spelling me AEK world badh gaya hai to kya usse koi problem hai net jrf ka exam de skte hai ya nhi
Mere 10th or 12th m jo nam h papa ka marksheet ka whi krana hga adhar card main..Ya fir 10th 12th ka change krun kyuki adhar m shi h ??...or Agar adhar card m change kraye or sare document m same krale marksheet k according toh koi dikkat v hga ky?? Ky krna chaiye mujhe?? Or obc ncl certificate pe kaisa fill kru marksheet k according? please rply very urgent iit aspirant from kota
Bro kuch solution Mila kya batao plz mera adhar card , caste , pan card in me papa ka nam Prabhu hai and bak documents jaise ki baki tc , marksheet graduation tak ki unme prabhuji aur papa ke adhar me prabhu hai Toh mai kya kar sakta hu Koi problem hogi kya IT me placement ke liye
Sir, 10th and 12th certificateme hi fathers name spelling mistake hai. To kya kare...? ( baki cast, diploma, graduation har jagah correction karwa lia hai.)
Sir mera adhar card , caste , pan card in me papa ka nam Prabhu hai and bak documents jaise ki baki tc , marksheet graduation tak ki unme prabhuji aur papa ke adhar me prabhu hai Toh mai kya kar sakta hu Koi problem hogi kya IT me placement ke liye
Kuch document me father name me 1point ka he space aaya ۔۔۔aur kych me joined name aya hai without space ka ۔۔۔۔chal jaayenga government verification me ya gazetee banans padenga reply spsce problem ۔without spsce problem
Sir, sabhi mere sabhi document (10th, aadhar and pan card) sab me fathers name sahi hai jo hai "HANSRAM PETWAL" lekin 12th marksheet mai hai "HANRAM PETWAL" kya koi dikkat hogi?
Sir capital ni jagya e small letter hoy to problem thy? A-I/h-I aesa application form printing mistake hogya he lekin orignal docu. A-I/H-I aesa he to problem aa skti hai
Plz reply i dont understand hindi. In my sslc and plus two cerificate my fathers name is Anilkumar S. And in my aadhar pan card and license it is Anil Kumar s In All other documents it is similar to sslc Is there any problem with this space in fathers name. Plz reply
same , my father name in my sslc,+1,+2 certificate is Vinodkumar K S but my Aadhar , id card , etc, all in Vinod kumar K S so what I do , Is there any problem with this? did you have plz replay
@@SK_Rikuyadavsir mera document mai (10,12 Awar degree certificate mai)father name is Ramjiwan Murmu. But the name of my father is differtly spelled in my father document (Ramjivan Murmu) instead of "W" there is "V".
Sir high school ke rudult me mere name , father name, aur mother name me last name srivastav hai aur inter aur graduation me Srivastava hai sir dv me koi problem hoga
Hello bro , I have a question that in my education certificate my father's name is written as Late Akbar Ali Khan but in my Aadhaar card and PAN card Akbar Ali Khan is written. It is effective ?
Sir in my all documents such as 10th certificate, 12th ,aadhar card, pan card ,graduation my father's name is "Shree prakash ojha" but in my father's documents his name is mentioned as "prakash ojha", will it create problem during document verification ?
@filmystatus222 are u sure ?? Bcz meri bh same problem h.....mere father aur mother k name mere sabhi docs. M to same h.....but unke docs m surname change h thode se........ mera ab ssc stenographer 2022 dopt dv lega..........kya krna chiye
Sir kindly reply, affidavit kab banwau form fill krne se pahle ya documents verification ke time. Form fill krte time affidavit provide krna hai ya DV ke time
Respected sir, My name in 10th and 12th certificate, (as per surname first method) is Kashyap Lomash Rajesh (Surname) (Name) (fathers name) And in graduation certificate and in adhar card is, Lomash Kashyap (Name) (surname) 1. Which document should i Prefer to fill the form? 2. Will i face any problem during document verification? And what is the solution for this? Kindly guide me For the same. Thank you!
You should Fill Name as Matriculation certificate. First Try to Correction Name in Graduation it is easy from University otherwise You have to affidavit from first Class Magistrate.
Mera bhi 10th m pooja h (surname, father name nhi h) aur 12th, graduation m (surname, name, father name h) but 10th up board se h baki sb Maharashtra i think har University k diff pattern hota h dv m koi problem hogi ky ssc m ?
Hello sir , My Father name is Different in his Service and Different in my School Documents and Aadhar Card . I'm facing problem in Applying Income and Scholarship . What Should I do To fix it ? Please help 🙏
Sir मेरा Matric certificate me पिता का नाम LALMOHAN MONDAL है और d el ed के सारे certificate में LAL MOHAN MONDAL है, LAL और MOHAN के बीच space रह गया तो क्या ऐसे में दिक्कतें होगी
Bhai mere aadhaar card m mere father ka naam ajit kumar h lekin meri marksheet m sirf ajit h lekin aur sb document m jaise domicile, caste certificate, income, certificate m ajit kumar to mujhe government job k farm bharne m in sb document m change karwana pdega kya
Meri ctet ki marksheet me primary or junior dono ka result ek sath h primary ke result me koi mistake nhi h but junior ke lie mene graduation me English kia h but ctet form me maths dal Dene ki vjh se wo galat hogya jis vjh se mene junior ka paper nh dia tha jiski vjh se junior ke result me maths likha hua h or absent bh ...to mujhe janna h ki junior ki mistake ya result ki vjh se primary ke document verification me koi problem to nahi hogi
Sir meri svi certificate me ek hi name hai sab shi hai lekin aay or nibas prman patr me ma ka name sailja ho gya hai jbki shailja hai to kya deled form fill krne me problem nhi hogi kuki nibas prman v khojta hai plz reply sir
Sir mere or mere husband ke sarname senma hai or mere children ka rawat krna hai wo abhi kg 2 mai hai to aage ja k koi problem hogi plz answer dena bhut confused ho gai hai
Sir hum 10, 12, graduation me or adhar card sab me papa ka naam chandu dale hai Or papa chandrabhanu dalte hai to kya kare samajh me nahi aa raha hai age problem hoga Please reply
Please sir reply mai question🙏🏻👇🏻 Sir mere 10th , 12th dono certificate mai correction thi ,ab 10th certificate shi hor kr aagiya hai punjab board, Mohali se 10th certificate shi hai uske adhar par ab 12th certificate automatically shi ho kar aaye gaa yaa fir se correction file apply krni pade gi ?
Sir class 10 or 12 ki marksheet me father name ki spelling alag h or father k aadhar card me alag h to kya university admission ya counseling me ya koi or aage problem hogi?????
Bhai mera matric and inter dono me father name wrong hai Mukesh ke jagh pe Mukesh hogaya to ye to minor correction hoga ha aur dono me correction ke alg alg affidavit lagega ya ek hi affidavit se ho jyega
Sir mere sare certificate ma father name manoj sharma ha or mere father ka documents ma manoj kumar sharma ha or income certificate ma bhi , mugha scholarship lene me problem hogi kya
Sir mere sare school collage school certificate pe mere pita ka "Dipak" aur mere adharcard aur cast, validity, domecile sab document pe pita ka naam "Deepak" toh kya main UPSC jaise exams de paungi?
sir, mera obc ncl main village name pehele ka hain jo mera permenant adress aur aadhar ka adress se alag hain...... obc ncl ka baki sab kuch state , name theek hai. kya isse dikkat hoga kohi?...... sdm office ma main gaya tha to waha bol raha hain caste certificate ka adress utna important nhi hota isi liye kuch likh kar nhi diya waha se
Sir please rply mere father ka nam obc ke certificate me upr to sahi h but niche mohd Aarif ki jgha Arif h to isse koyi prblm hogi y anhi or jo affidavit he wo ek bar bnwakr hmesha lg jayega ?
Sir mere adhar or other documents jo adhar se bna h usme pooja kumari shah h name ke sath or 10th 12 th ki marksheet me pooja shah h toh koi issue ho skta h ky
Sir 10-12 certificate me kalyanji anandji hai jabki anya documents me kalyan ji anand ji hai, pahle me gap nhi jabki dusre me gap hai to kya problem hoga?
Meri mother ke Aadhar card me PARMILA naam hai...jbki mere 10th certificate me PRAMILA hai...sirf A OR R agge piche ho gya hai...or mere 12 th certificate, marksheet me mother name PARMILA hi hai....toh mujhe affidevit kaise bnana hoga...10tha basis pr ya 12 basis pr..or ye affidavit kb bnwana hoga..jb document verification hoga ya...pehle se hi bnwa ke rkh le...date wagera ka issue ho jayega kya..agr pehle bna lenge toh..plzz rply sir
Sir mere all documents me English name sahi hai 10th 12th me Only English name hai , adhar card aur voter card me Hindi name de rkha hai , graduation me hindi aur English dono me hai lekin usme Hindi wala naam ki spelling adhar wale or voter card se match nhi khati sivay English wale nam se to kya aage chal kr ishki dikkt aa skti hai kya?
Sir mera pura naam ankit kumar saini hai lekin aik form bhra tha tb galti se sirf ankit saini bhar diya to.. koi dikkat hai ya nhi ya fir correction krvaye sir plz suggest kre
Sir mera mother ,father name mera document me thke he hai.lakin mera model name sort from me diya hoi.mera koi problem ayega kiya model name sort from me likne me?
Sir mere adhar pan 10 12 and education qualification m sbme girraj gupta fathers name h and ews aur caste certificate m girraj Prasad gupta father's name h jo ki father k documents m h kya kbhi koi problem hogi
Mera na.. class first to graduation tak meri mummy ka name Bharti Patel likha gya h Our unka real name Bharat Laxmi Patel h ab mujhe dikkat ho rhi h.. naukri mein dikkat ho jayga kya
Sir,mere matric, inter, aur mere aadhar card mein fathers name Sanjay Kumar hai par graduation mein fathers name Sanjay Kumar Sinha ho gaya hai to kya Kanya utthan Yojana me apply karne koi problem hogi agar hogi to kya karna chahiye
Sir mere har jagah same hai sir bas papa k khud k original I'd se mere sarre original certificates or I'd mein ek papa ka naam mein ek "H" letter ka difference hai..... Or papa k adhar ID ko sudharne gya to...papa ki khud ki esi pf mein dikkat hogi ... Pls sir reply
Hello sir , Mere l.c me patel hinabahan ratilal Aur 12th marksheet me heenaben ratilal patel Aur job k order me hinaben maheshbhai patel husband ka nam hai Bad k sare documents me husband ka nam hai Par kisi me bahan hai kisi me ben hai kisi me hina hai kisi me heena hai Aur lc me suname aage hai Dusre document me pichhe hai Ab kaise sahi ho sakta hai pls sir reply 🙏
Sir meri 10th,12th marksheet me papaji ka name Harisingh he lekin other sabhi documents me Hari Singh he isse college me koi problem hogi kya and graduation ki marksheet me details 10th marksheet ke according fill hoti he kya
Sir what about hindi spelling of name.Meri b.ed ki degree mei hindi spelling different hai graduation se...toh kya kch hoga issue.Because hindi name to 10th mei hota hi ni
Bhainek problem h bas clear nahi ho pa rahi h meri 10 wali matksheet me mera name KM SHIVANYA or 12, addhr card m sanhi document me sirf SHIVANYA h kya ho sakta mera ssc dv me koi problrm hogi kya solution ho sakta h please batana bhai
my name is Rakesh Golder . My mother name is Sandha Goldar ( all documents) , there is one word mismatch ( e and a ) . But mother Name is not mentioned in 10th certificate , then what should I do now ?
Hello bhaiya ek problem hai......mere sare document sahi hai .......bus 10 th or 12 me surname me tailor ki jagha tailar hai..... Aage koi bhi job me document verification me problem to nhi aayegi..... Please help me
On my ssc/hsc certificates my name is written in the following format While on my photo id adhar and pan card its like thisFather name> while applying any competitive exam such ssc which name should I prefer will it cause any problems in dv of scc?
Sir mere mummi papa ka name 10th ,12th me late Mr. bhagwan das or Mrs.shashi devi he lekin mere graduation marksheet me sirf bhagwan das or shashi devi likha he isse koi problem to nhi hogi
For Doubt *Follow* & *ask* 👇
facebook.com/profile.php?id=61555181881977
Sir name me spelling error ho to kya kre..?
Sir mare document ma papa k name Ramesh Chand h starting sa hr document ma...but pension k papero pa papa ka naam Ramesh chander bta rha..or papa apna name change karva rhe h ...Ramesh chander kr rhe ..toh es case ma mujhe bhe apne document m change Krna honga kya....please reply
Same problem mere sare education certificate me father ka nam Ramawadh chauhan hai or adharcard,pancard, domicile,caste certificate me nam Ram Awadh Chauhan hai waise to mere father ka real name Ram Awadh Chauhan hai to iss case me mujhe kya krna hoga
@@AlphaCodeInkoi dikkat nhi hui hai ji thik hai n
Sir mera form fill krte time domicile State glt fill hogya hai to final dv me kuch dikt nhi hogi na agr hogi to solution bta do pls
Thank you sir , aapne mera pura doubt clear kar diya, mai bhot bhot bhot pareshan tha sir...😢
मेरे 10वीं, 12वीं, ग्रेजुएशन, में पिता का नाम vinod है। उनका surname नहीं लगा है। लेकिन जाति प्रमाण पत्र, मूल निवासी, आधार कार्ड, पैन कार्ड में नाम ( vinod gaur ) है। इनमें surname ( gaur ) लगा है। क्या इससे documents verification में दिक्कत आएगी? क्या मुझे इन सभी में surname हटवाना पड़ेगा। कृपया जवाब दें
Kya hua Bhai, problem solve Hui kya?
Bhai same problem hai mere documents main
Tune form fill ker diya ya nahi or kya kiya hai batana please ❓❓❓❓
Same problem
क्या किया फिर भाई ?
Sir, my father's name is correct in my 10th, 12th or Aadhaar card.. Is there one letter missing in Delhi Police admit card? Have I been able to take the exam or is there any problem...
Sir meri nalco apprentice main nalco associate main select hua lekin dv main meri documents main father name Sukant Garanayak hai lekin unke adhar card main Sukanta Garnayak hain koi dikat to nahi hoga sir
Aadhar card aasani se sudhar jata hai.
Sir village name galat hone par kya reject hoga
No,
Bhai
Mera highschool me passing date wrong ho gaya hai
Kya kru sir @@SK_Rikuyadav
सर मेरी जितने भी document है उन में पिता का नाम चोथमल है और मेरे पिता के डॉक्यूमेट्स में पिता का नाम चोथुराम है अब सर मेरे को ये बता दो पिता के कोन कोन से डॉक्यूमेंट्स में सही करवाना पड़ेगा जिस से आगे दिक्कत ना आए
Sir mera 10th marksheet mai Rajesh Kumar Saw hai aur 12th and graduation mai Rajesh kr saw hai
Kya hua bro fir?
Bhai aap km kyu dal diya
😢Sir mere all documents me father's name "Omprakash" hai and mere papa ke all documents me name "Om Prakash Yadav" hai to papa ke adhar card me name omprakash karvana hai ho jayega kya?
सबकुछ सुधार हो जायेगा लेकिन father के document से कोई लेना देना नहीं है आपके प्रत्येक document में आपके पिताजी के नाम सही होना चाहिए।
Same problem meri h bhai BC certificate m papa ka name alag kaise karvaye
Same bhai
Sab jagah Omprakash hai
Sirf 12th m omparkash hai
Same name & spelling problem kisi ka koi solution hua kya?
Apne shi javan diya@@indiaacademy8173
Sir please please do reply, meri dv hone waali hai but bhht badi mistake ho gyi hai soo bhi nhi paa rhi hun... actually mene form fill krte time dono jgha correspondence address daal diya,,jbki aadhar mai permanent address hai,,dusri problem ye hai ki aadhar mai fathers name ki spelling mistake hai kya krun....😢😢😢😢kya krun sir ab even pan card voter id sbb mai vhi spelling mistake hai fathers name mai ,kyunki id ke liye inme se ak maanga hai but kya krun sirr 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Mera b emrs ka dv hone vala h or mother's name jo form me dala vo 10th k according dala jbki usme one word ka mistake arha h or other document me shi name likha h 😭
@@devyanisoni6545 affidavit le Lena
Wo bhai adhar tho corresponding address kaa hi banata h naa
Hello my father's name is Manoj Kumar singh in aadhar card lkn 10 me Manoj Singh hai bs toh kya ye koi problem create krega
Apka dv ho gaya koi problem hui thi kya please reply...?
Sir mera cast certificate par sab kuch sahi hai bus *daughter* ki jga pr *son* hogya hai to affidavit karana pdega kya.
Sir mera 8th tak father ka surname alg tha 8th tak ki t.c mein bhi wahi h 9th mein baord ragistration mein i change my father surname or board mein aaage ki sbhi degree mein same h toh kya dikkat hogi mujhe school wale change ni kr rhe ab 8th tak
Sir mera 10th,+12 me signature same hai but graduation part 1 se le kar part 3 thak mera signature alag ho gya hai aur..kya DV me signature ko le kar problem hogi
No aapke certificate signature se koi issue nhi
@@SK_Rikuyadavsir mere Master degree me father ke naam ki spelling me AEK world badh gaya hai to kya usse koi problem hai net jrf ka exam de skte hai ya nhi
@@SK_Rikuyadavsir, affidavit Dene ke baad name me correction krwana hoga ya nhi
Ye toh bataya hi nhi aapne
Exam entrance verification ke time kya ye chij check nahi hota kya agr father name 1 letter extra ho to ?
Form dalne k bad agar adhar card sudharwaenge to kya document verification me problem hogi please reply me sir
Mere 10th or 12th m jo nam h papa ka marksheet ka whi krana hga adhar card main..Ya fir 10th 12th ka change krun kyuki adhar m shi h ??...or Agar adhar card m change kraye or sare document m same krale marksheet k according toh koi dikkat v
hga ky??
Ky krna chaiye mujhe??
Or obc ncl certificate pe kaisa fill kru marksheet k according? please rply very urgent iit aspirant from kota
Bhai apne adhar card me thik kra lo jo bhi abhi tumhare document me father name correction h
Bhai kuch solution mila?
Mera bhi same problem hai
Bro kuch solution Mila kya batao plz
mera adhar card , caste , pan card in me papa ka nam Prabhu hai and bak documents jaise ki baki tc , marksheet graduation tak ki unme prabhuji aur papa ke adhar me prabhu hai
Toh mai kya kar sakta hu
Koi problem hogi kya IT me placement ke liye
@@_PRANAYMATE Bhai aadhar me change karwana easy hai marksheet ke compare me. Isliye aadhar aur pan me karwa lo. Marksheet sab wahi rhne do
@@yashraj1601 Ha bro Mai bhi yahi karne vala hu
Sir, 10th and 12th certificateme hi fathers name spelling mistake hai. To kya kare...? ( baki cast, diploma, graduation har jagah correction karwa lia hai.)
Sir mera adhar card , caste , pan card in me papa ka nam Prabhu hai and bak documents jaise ki baki tc , marksheet graduation tak ki unme prabhuji aur papa ke adhar me prabhu hai
Toh mai kya kar sakta hu
Koi problem hogi kya IT me placement ke liye
Kuch document me father name me 1point ka he space aaya ۔۔۔aur kych me joined name aya hai without space ka ۔۔۔۔chal jaayenga government verification me ya gazetee banans padenga reply spsce problem ۔without spsce problem
Sir hum bssc k form vre jisme adhar card uplod kie usme post office glt tha pr form vrne m shi die the kuch dikkt v hoga dv m😢
Sir form fill karte time me mother name bharna bhul gya lekin admit card aa gya hai kya aage problem hogi
Sir, sabhi mere sabhi document (10th, aadhar and pan card) sab me fathers name sahi hai jo hai "HANSRAM PETWAL" lekin 12th marksheet mai hai "HANRAM PETWAL" kya koi dikkat hogi?
Got any solution bro?
@@nalla_aspirant-e6e no one got the correct sollution for it? Btw Do you also have same problem?
@@shubham2478 yyyyyysss
@@nalla_aspirant-e6e so any solution if you got?
@@shubham2478 affidavit lgega 100 rs ka bnjata court me
Sir mere all document m spelling sbki spelling ok h bt hindi m thoda alag h isse document verification m koi dikkat ho skti h
Sir capital ni jagya e small letter hoy to problem thy? A-I/h-I aesa application form printing mistake hogya he lekin orignal docu. A-I/H-I aesa he to problem aa skti hai
Affidavit karne ke bad kya sirf affidavit upload karna parega ya uske sath original document bhi upload karna parega?
Affidavit DV ke time Dena padega
Sir gazette or certificate se sarkari nokri form bhar sakte hai, documents verification me koi dikkat nhi aayegi kya
Gazette best h koi problem nhi hogi
Plz reply i dont understand hindi.
In my sslc and plus two cerificate my fathers name is Anilkumar S.
And in my aadhar pan card and license it is
Anil Kumar s
In All other documents it is similar to sslc
Is there any problem with this space in fathers name. Plz reply
You should Modify name in Aadhar & I'd proof Document
@@SK_Rikuyadav sir document verification mein kitne affidavit Manya hota hai
same , my father name in my sslc,+1,+2 certificate is Vinodkumar K S
but my Aadhar , id card , etc, all in Vinod kumar K S so what I do , Is there any problem with this? did you have
plz replay
@@SK_Rikuyadavsir mera document mai (10,12 Awar degree certificate mai)father name is Ramjiwan Murmu.
But the name of my father is differtly spelled in my father document (Ramjivan Murmu) instead of "W" there is "V".
@@VortexisX9 Apne kya solution mila.
Mere case mai bhi same problem hai.
Sir high school ke rudult me mere name , father name, aur mother name me last name srivastav hai aur inter aur graduation me Srivastava hai sir dv me koi problem hoga
Hello bro , I have a question that in my education certificate my father's name is written as Late Akbar Ali Khan but in my Aadhaar card and PAN card Akbar Ali Khan is written. It is effective ?
Yes
Same problem ?
Sir mera 10th me name me surname me mistake h to kya affidavit bnwa lungi to neet me form bharne me koi problem nhi n hogi ?🥹🙏
Sir in my all documents such as 10th certificate, 12th ,aadhar card, pan card ,graduation my father's name is "Shree prakash ojha" but in my father's documents his name is mentioned as "prakash ojha", will it create problem during document verification ?
No
same problem 😞
@@ugprince8786toh apna kya kiya
@filmystatus222 are u sure ?? Bcz meri bh same problem h.....mere father aur mother k name mere sabhi docs. M to same h.....but unke docs m surname change h thode se........ mera ab ssc stenographer 2022 dopt dv lega..........kya krna chiye
@filmystatus222 thanks 😊
Sir kindly reply, affidavit kab banwau form fill krne se pahle ya documents verification ke time.
Form fill krte time affidavit provide krna hai ya DV ke time
Affidavit Abhi bnwa lijiye. Dv ke time - time ka issue ho jata hai
Respected sir,
My name in 10th and 12th certificate,
(as per surname first method) is
Kashyap Lomash Rajesh
(Surname) (Name) (fathers name)
And in graduation certificate and in adhar card is,
Lomash Kashyap
(Name) (surname)
1. Which document should i Prefer to fill the form?
2. Will i face any problem during document verification? And what is the solution for this?
Kindly guide me For the same.
Thank you!
You should Fill Name as Matriculation certificate. First Try to Correction Name in Graduation it is easy from University otherwise You have to affidavit from first Class Magistrate.
@@SK_Rikuyadav thank you so much 😊
Mera bhi 10th m pooja h (surname, father name nhi h) aur 12th, graduation m (surname, name, father name h) but 10th up board se h baki sb Maharashtra i think har University k diff pattern hota h dv m koi problem hogi ky ssc m ?
@@SK_Rikuyadav sir maharashtra aur up board me related vedio
Hello sir , My Father name is Different in his Service and Different in my School Documents and Aadhar Card .
I'm facing problem in Applying Income and Scholarship .
What Should I do To fix it ?
Please help 🙏
Sir school mai maire naam ki spelling mai dikat hai aur adharcard mai sahi hai to sir College ke aadvision mai dikkat aa sakti hai kya sir
Sir मेरा Matric certificate me पिता का नाम LALMOHAN MONDAL है और d el ed के सारे certificate में LAL MOHAN MONDAL है, LAL और MOHAN के बीच space रह गया तो क्या ऐसे में दिक्कतें होगी
Mera v same problem h
Mera v same problem hai please sir boliye na
Mera bhi same
No don't worry
No Problem will be in Future
Don't Worry this is common in our country
Mera 10th ke certificate me Keshav Prasad lekin 12 th me Keshav Prasad kewat hai kya isse dikkat hogi
Sir,10th ke certificate me hi error hai.
Pan card,Adhar card,BA certificate, 12th certificate sab me sahi hai kya karu🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Kya error Explain...
@@SK_Rikuyadav Father name me error hai .
Naam Jagdish hai har jagah per 10th ke certificate me Jagadish hai kya karu
Kuch solution mila kya bhai...? Mujhe bhi same problem hai@@Artncraft102
Mera bhi same hai
Same problem hai
Bhai mere aadhaar card m mere father ka naam ajit kumar h lekin meri marksheet m sirf ajit h lekin aur sb document m jaise domicile, caste certificate, income, certificate m ajit kumar to mujhe government job k farm bharne m in sb document m change karwana pdega kya
Meri ctet ki marksheet me primary or junior dono ka result ek sath h primary ke result me koi mistake nhi h but junior ke lie mene graduation me English kia h but ctet form me maths dal Dene ki vjh se wo galat hogya jis vjh se mene junior ka paper nh dia tha jiski vjh se junior ke result me maths likha hua h or absent bh ...to mujhe janna h ki junior ki mistake ya result ki vjh se primary ke document verification me koi problem to nahi hogi
sir ji, caste certificate me father's name capital me aur surname small letter me hai koi problem to nahi hogi college admisssion me
Mera cast me papa ki spelling mistake hai. To Sir affidavit SDM se hi karwana hoga ya kisi lawyer se Kiya to bhi chalega? Please batao sir.
Sir meri svi certificate me ek hi name hai sab shi hai lekin aay or nibas prman patr me ma ka name sailja ho gya hai jbki shailja hai to kya deled form fill krne me problem nhi hogi kuki nibas prman v khojta hai plz reply sir
Sir Sadi ke baad aadhar pe C/O me husband ka name add kr diya gya. Avi 10 document pe father name . Nursing Job me problem hogi kya
Grand father ke naam ke spelling me ek letter galt hai to dikkat hogi kya?
Sir mere or mere husband ke sarname senma hai or mere children ka rawat krna hai wo abhi kg 2 mai hai to aage ja k koi problem hogi plz answer dena bhut confused ho gai hai
Sir hum 10, 12, graduation me or adhar card sab me papa ka naam chandu dale hai
Or papa chandrabhanu dalte hai to kya kare samajh me nahi aa raha hai age problem hoga
Please reply
Sir,, agar gender galat aya ho admit me to kya document varification me affidavit diya jaya koi problem hoga kya,, please reply.
Sir mere 10 12 marksheet me km ratna sharma hai other sabh jghe ratna sharma to kya is km ka farm pdega ya is title se fark nhi pdta
Marriage k baad surname changed hai to kaun sa name dalege. ...10 wala ya aadhar card jisme Maine change krwaliya hai
10th ka dijiye
Sir kya form bharane ke bad sudhrega to koi problem hoga
Please sir reply mai question🙏🏻👇🏻 Sir mere 10th , 12th dono certificate mai correction thi ,ab 10th certificate shi hor kr aagiya hai punjab board, Mohali se 10th certificate shi hai uske adhar par ab 12th certificate automatically shi ho kar aaye gaa yaa fir se correction file apply krni pade gi ?
Sir mera 10th may 12th may correction tha but ab mny change krva liya h bht jo rbb ka form kiya h usmy paurny wala he koi problem to nhi hogi na
Sir I have filled Prabhas Kumar instead of Prabhash Kumar in wbjee application form . What should I do as it's not changing
Sir class 10 or 12 ki marksheet me father name ki spelling alag h or father k aadhar card me alag h to kya university admission ya counseling me ya koi or aage problem hogi?????
Sir mere graduate or pg ke marksheet me father's name me middle name or surname nhi hai to kya document verification koi issue to nhi hai??
Sir correction ke naad duplicate certificate likha hua aye toh koi dikkat toh nhi hogi na dv mein
Bhai mera matric and inter dono me father name wrong hai Mukesh ke jagh pe Mukesh hogaya to ye to minor correction hoga ha aur dono me correction ke alg alg affidavit lagega ya ek hi affidavit se ho jyega
Sir mere mother ka name me title alag alag h
Or maine uske liye afi davit bnwa liya h
To v ky mujhe problem hogi???
Plzz sir rply me
Sir mere sare certificate ma father name manoj sharma ha or mere father ka documents ma manoj kumar sharma ha or income certificate ma bhi , mugha scholarship lene me problem hogi kya
Sir father name sername add kr diya tha or mene abhi new bnvaya h lekin old or new me ragistration number Cheng ho gye h to koi problem to nhi hogi
Sir mera graduation final year me sirname add ho gya h aur 10th and 12th me nhi h to document verification ke time dikkat hoga kya ? Kya kre
Sir birth certificate needed at document verification
Sir mere sare school collage school certificate pe mere pita ka "Dipak" aur mere adharcard aur cast, validity, domecile sab document pe pita ka naam "Deepak" toh kya main UPSC jaise exams de paungi?
sir, mera obc ncl main village name pehele ka hain jo mera permenant adress aur aadhar ka adress se alag hain...... obc ncl ka baki sab kuch state , name theek hai. kya isse dikkat hoga kohi?...... sdm office ma main gaya tha to waha bol raha hain caste certificate ka adress utna important nhi hota isi liye kuch likh kar nhi diya waha se
Sir mere 10th me parents name hi exchange h.। baki Sare document me shi h 12, graduate.। to ye sudhar ho skta h
Sir please rply mere father ka nam obc ke certificate me upr to sahi h but niche mohd Aarif ki jgha Arif h to isse koyi prblm hogi y anhi or jo affidavit he wo ek bar bnwakr hmesha lg jayega ?
Sir mere adhar or other documents jo adhar se bna h usme pooja kumari shah h name ke sath or 10th 12 th ki marksheet me pooja shah h toh koi issue ho skta h ky
Sir 10-12 certificate me kalyanji anandji hai jabki anya documents me kalyan ji anand ji hai, pahle me gap nhi jabki dusre me gap hai to kya problem hoga?
Sir plz help me
Meri high school ki marksheet m school name galt h to kya dv se bahr kr denge
Plz reply sir
Meri mother ke Aadhar card me PARMILA naam hai...jbki mere 10th certificate me PRAMILA hai...sirf A OR R agge piche ho gya hai...or mere 12 th certificate, marksheet me mother name PARMILA hi hai....toh mujhe affidevit kaise bnana hoga...10tha basis pr ya 12 basis pr..or ye affidavit kb bnwana hoga..jb document verification hoga ya...pehle se hi bnwa ke rkh le...date wagera ka issue ho jayega kya..agr pehle bna lenge toh..plzz rply sir
Sir mere all documents me English name sahi hai 10th 12th me Only English name hai , adhar card aur voter card me Hindi name de rkha hai , graduation me hindi aur English dono me hai lekin usme Hindi wala naam ki spelling adhar wale or voter card se match nhi khati sivay English wale nam se to kya aage chal kr ishki dikkt aa skti hai kya?
Sir mera pura naam ankit kumar saini hai lekin aik form bhra tha tb galti se sirf ankit saini bhar diya to.. koi dikkat hai ya nhi ya fir correction krvaye sir plz suggest kre
Sir mere father ke name harmanjit Kumar ki jgha harmjit Kumar isme koi problem hogi ja nhi
Sir mera mother ,father name mera document me thke he hai.lakin mera model name sort from me diya hoi.mera koi problem ayega kiya model name sort from me likne me?
Sir mera 10th me mummy ka name Reeta hai aur baki sabhi me 12th graduation d.el.ed sbhi jgh RITA hai kya councelling krate vakt dikkat ayegi
Sir mere adhar pan 10 12 and education qualification m sbme girraj gupta fathers name h and ews aur caste certificate m girraj Prasad gupta father's name h jo ki father k documents m h kya kbhi koi problem hogi
Mera na.. class first to graduation tak meri mummy ka name Bharti Patel likha gya h
Our unka real name Bharat Laxmi Patel h ab mujhe dikkat ho rhi h.. naukri mein dikkat ho jayga kya
Sir,mere matric, inter, aur mere aadhar card mein fathers name Sanjay Kumar hai par graduation mein fathers name Sanjay Kumar Sinha ho gaya hai to kya Kanya utthan Yojana me apply karne koi problem hogi agar hogi to kya karna chahiye
Sir mere X me name Ayush Sharma hai lekin Aadhar card aur caste certificate me Ayush Praveen Sharma hai kya mijhe josaa counselling me problem hogi ?
Sir mere har jagah same hai sir bas papa k khud k original I'd se mere sarre original certificates or I'd mein ek papa ka naam mein ek "H" letter ka difference hai..... Or papa k adhar ID ko sudharne gya to...papa ki khud ki esi pf mein dikkat hogi ... Pls sir reply
Sir in sslc marks card jayanna R and in ews certificate R jayanna is there need to do affidavit
Hello sir ,
Mere l.c me
patel hinabahan ratilal
Aur 12th marksheet me heenaben ratilal patel
Aur job k order me hinaben maheshbhai patel husband ka nam hai
Bad k sare documents me husband ka nam hai
Par kisi me bahan hai kisi me ben hai kisi me hina hai kisi me heena hai
Aur lc me suname aage hai
Dusre document me pichhe hai
Ab kaise sahi ho sakta hai pls sir reply 🙏
Sir mere documents gum hua he to dusre nikale to kuch problem nhi hoga n
Sir meri 10th,12th marksheet me papaji ka name Harisingh he lekin other sabhi documents me Hari Singh he isse college me koi problem hogi kya and graduation ki marksheet me details 10th marksheet ke according fill hoti he kya
Sir what about hindi spelling of name.Meri b.ed ki degree mei hindi spelling different hai graduation se...toh kya kch hoga issue.Because hindi name to 10th mei hota hi ni
Sir 12 class ma grace mila ha to muja document verification ma koi dikkat to nahi hogi
Mera 10 th certificate me prashanta mahanand hai
Adhar card me Prashanta Mahananda Hai chale ga ki nehi chale ga
Bhainek problem h bas clear nahi ho pa rahi h meri 10 wali matksheet me mera name KM SHIVANYA or 12, addhr card m sanhi document me sirf SHIVANYA h kya ho sakta mera ssc dv me koi problrm hogi kya solution ho sakta h please batana bhai
Sir in my postgraduation certificates in my name middle space came.. Is it any problem... In certification verigication
my name is Rakesh Golder . My mother name is Sandha Goldar ( all documents) , there is one word mismatch ( e and a ) . But mother Name is not mentioned in 10th certificate , then what should I do now ?
Sir mere sare school certificate me meri mummy ka name parveen hai but unke aadar card me prveen hai to future me koi problem hogi
Sir mere case m 10 12 graduation mein father name m caste ni h pr adhaar m father name m caste h kya lru
Hello bhaiya ek problem hai......mere sare document sahi hai .......bus 10 th or 12 me surname me tailor ki jagha tailar hai..... Aage koi bhi job me document verification me problem to nhi aayegi..... Please help me
On my ssc/hsc certificates my name is written in the following format While on my photo id adhar and pan card its like thisFather name> while applying any competitive exam such ssc which name should I prefer will it cause any problems in dv of scc?
Or while taking admission in University which name should be prefer
kuch nhi hoga bro tumhare sare documents me same hona chahiye bs
Mere papa ka adhar card m naam sahi 10th , 12th m glt h kya m du sol ka form nhi bhar skti ???
Sir mera 10 12 Or graduation m father father name m sanjay kadian h Or sab m sanjay kumar h kya isme problem aa skti h
Sir caste certificate meh ek alphabet mistake hai surname meh yeh chalega na
Mere 10th, 12th marksheet m mere papa ka naam English Vintu kar diya h our hindi m bantu ise mere neet ke form m problem to nhi hogi
Sir mere mummi papa ka name 10th ,12th me late Mr. bhagwan das or Mrs.shashi devi he lekin mere graduation marksheet me sirf bhagwan das or shashi devi likha he isse koi problem to nhi hogi
Sir mere highschool ki merksheet mere name ke aghe km. Lga he lekin inter me km. Nhi lga he isse koi issue hoga sir