Sir mere sabhi marksheet me mother name me first later m ki jagah n hai or adhar card me m hai to document verification ho jayega ki nahi plz reply sir g
Good afternoon sir, mere MSc 2019 m complete huwa, lekin subject paper m minor saa correction ke wajah se hamare marksheet phir 2022 main aayi, kya main Jaan sakta hu form bhrte time date of passing year kya daalenge jisse hume DV main koi problem create naa ho... Hum 2019 daalenge, yaa 2022 daalenge.... Hamare pass 2019 ki ab sirf duplicate copy hai.... original marksheet 2022 ki hai....
Sir mane form fill up karte time fathers name fill nahi kiya tha , q ki mandatory field nahi tha. So only my name and surname , will my DV will be rejected ? Please reply.
sir mere 10th certificate me father's name - HARI NATH MISHRA And 12th Certificate me father's name - HARINATH MISHRA hai to kya problem hogi? please bataye
Sir mere 10 aur 12 k result dono mai father name hindi wale nam mai thoda sa galat hai aur mere adhar card par alag h to aage problem to nahi hogi n please reply
Meri 10th 12th ke documents mein papa ka naam surjit singh hai lekin graduation ke 3 saalo ke certificate mein surjeet singh hai ab 10 saal hoge h mujhe graduation kiye..ab mera man h aage m.a krne ka ton ab kya kru
आधार कार्ड के नाम के अनुसार सभी डॉक्यूमेंट सेम है, जैसे बैंक पासबुक आय, मूल ,जाति प्रमाण पत्र और जितने भी सरकारी डाक्यूमेंट्स अभी में आधार कार्ड का ही नाम है, सिर्फ 10th.12th. कि मार्कशीट में नाम कि स्पेलिंग अलग हे और सरनेम नहीं है, तो आप बताए ऎसि स्थिति कंडीशन में क्या करना होगा, एफिडेविट बनवाने से कम हो जाएगा, कि मार्कशीट से नाम सुधार कराऊ, पर सभी डॉक्यूमेंट में नाम सुधार होना पड़ेगा फिर, मार्कशीट में Reetesh, और आधार कार्ड और सभी डॉक्यूमेंट में Ritesh choudhary हे। मार्कशीट में नाम चेंज करऊ कि एफिडेविट बनवा लूं क्या सही रहेगा
@@niharlanjewar1601bhai mere 10th , 12th , graduation ke marksheet me english me hi sirf name likha hai, hindi me name nhi hai likha hua lekin mere aadhar card me hindi me अलोक likha hai aur english me same name hai certificate wala but mera hindi me name आलोक hai lekin certificate jitna mila hai unn sab me sirf english me hi name hai likha, kya koi dikat hoga agar mai hindi me अलोक hi ab se likhu toh?
Sir mere intermediate me father's name me late maine write kar Diya tha Jo mare pita ji nahi hai lekin Maine matric graduation and b.ed me late nahi write ✍️ Kiya tha Jo ki mere intermediate certificate me late aur baki me late nahi hai to kya mai affidavit banana jaruri hai ya nahi 8/09/23 ko DV hone wala hai to dikkat hogi please sir tell me ✋😂🤣😭
Mere sabhi documents me papa ka middle name diya hua ha aur papa ke sabhi documents me name aur middle name ke bich gap nahi ha to kya kisi v govt job me documents verification ke time koi dikkat hogi ?
Sir mere sare documents me to name ki koi dikkat nhi hai lekin 2nd grade ka form fill krte time papa ke name ki spelling mai mismatch ho gya .iska solution dijiye Please
Sir maray sabhi documents ma papa k nam Sanjiv Kumar Dwivedi ha kaval EWS ma Sanjeev Kumar Dwivedi ha aur papa ka sabhi documents ma Sanjeev Kumar Dwivedi ha kya Railway ki Dv ma problem aagai sir
Mera cast certificate mummy ke adhar per banna h kyunki papa nhi h aur unka koi document nhi tha isliye vakil ne mummy ke cast certificate se mera bannaya h kyuki mummy papa sem cast aur place se belong krte h the 😅 Kya mera document reject krdiya jayega 😅 please tell me
Thanks sir ❤❤❤❤❤ Sir mera 10th marksheet me CHANDRA hai and 12th marksheet me CHANDAR ho gya hai😢😢. Document verification me koi problem nahi hogi na please reply sir
सर अगर अपने किसी भी document मे पिताजी का उपनाम नही है तो फिर अनुप्रमाणन फॉर्म को भरते वक्त जो उपनाम डालने को आता है उसमे हम पिता जी का उपनाम डाल सकते है?
Sir mera sab document me name correct hai but application form me sitamani k jagah sita mani hai spcace h to document verification me koi problem create ho sakta hai kya....plz reply
Agar 10th ke marksheet me apne naam ke bich me KUMAR lag jaye jaise SHIVAM DUBEY ke jagah SHIVAM KUMAR DUBEY ho jaye aur papa ke naam me space lag jay jaise HARIOM DUBEY ke jagah HARI OM DUBEY....to affidavit kaam karega ?kyuki school wale bol rhe ki hmara data available nhi hai kyuki 2014 me mai passed out hu
Mera Graduation 2018 me final hua jisame main ek subject ke 3rd part me absent ho gaya , number achchha hone ki vajah se result me pass bhi dikha rha hai 999/1800, aur maine improvement form nhi bhara to kya DV me koi dikkat to nhi aayegi?
Hlo bhaiya mene apne har govt form m father name k age late laga diya h jbki mere adhar highschool inter khi bhi late nhi laga kya dv k time koi problem hogi plz bata do m bhut preshaan hoon
Sir meri graduation ke marksheet me mother's name me ek letter ki mistake hai ( shakuntla ki jagah pr shakuntala) ho gya hai aur form fill krte time isi ka serial no. daal diye hai aur iska photo copy attest krke office me speedpost kr diye hai to kya result ke baad us documents ko sudhaar krwa kar documents verification me jaa skte hai
Sir meri mummy ka naam 10th & greduation me same hai but but 12th ki marksheet me unka cast nhi likha hai kya document verification me koi dikkat ayegi plz reply me 🙏
Bhai mere 10th CBSE certificate me papa ka naam sekhar h And baki 12th, Graduation and aur v documents (adhar,pan , DL,voter ID etc)me sare me Shekhar hai to kya govt job me document verification me mujhe pass krenge ya fail ?? Yahi ek alphabet ka difference h bs And maine already iske liye Affidavit banwa rakha hai jo ki District court se hai Reply jarur kare 🙏🏻
Please reply my father name is Mr harish chandra kesarwani which is in my aadhar and pan but in my other documents it's harish chandra kesharwani only word mistake what can I do
सर माझा एक problem aahe,,, माझा पुर्ण documents वर आई चा नाव मीना बाई आहे,,आनी त्यांचा डॉक्यूमेंट्स वर डोडे ha नाव आहे,,tar documents verification मधे problem होईल का,,,plz rply me सर 🙏🙏
Bhai 2024 main aaj, mare bhai ke form main galti se mera naam dlgya tha, kyunki bo mare leptop se bhar raha tha to, apne aap utha liya usne, ab document verification hai, to bhai iska kuch solution hai kya?
Sr mere papa na nam me thoda misteck h mere papa na neme h lakhindra Soren or Mera metrics srtifecte me lakhindra Soren h or sbhi srtifecte jaise intermediate ya gredution me lakhindra Soren hi h to kya my kabhi job se wanchit ho skti hu
Bhai after selection, in police verification are they ask about father identity card , like if your father name in his document is different from your document, is it create problem?
Sir mere 10th 12th reet certificate me to mmy ka name kaur h or B.A. M.A. b.Ed me kour h kya kre sir plz koi bhi reply kardo meri marksheet me glti h 😒
@@vedjipatel school se admission form nikal ke school tc ke saath attach kar ke school se letter forwading karwana hoga. Sath me fist class magistrate se ek affidavit lagana hoga name correction mention karte huye. In sare documents ko certificate ke sath respective board ke paas ja ke waha counter pe rashid katana hoga. Uske baad new certificate milega kuch din baad board se.
Sir, Cast certificate aur 10th,12th marksheet pe mother name spelling alag alag hai to ug admission ke liye koi problem to nahi hai na Please jisko information vo reply kare
Si Namaste Mere Tamam Docoments me fother and mother name sem hai lekin mere mother ke documents me mere fother name spelling me farak hai chalega ya correction karna padega please reply me
Sir mere graduation ki certificate me chandra bansh singh ki jagah chandrabansh singh ho gya.space maine nhi lagaya h .koi problems hoga kya.please reply
sir ek mera sawal hai, mere 10th ke sabhi document me pitaji ke last name me, ek alphabet Missi hai or baki ke sabhi document me sahi hai to kya aage chalkr dikkat hogi
sir mere 10th aur 12th ke marks sheet mai father name =vijay pal gautam hai and sc certificate main father name =vijay pal toh koi problem to nahi hoge kay.......
Sir mere school ke document me mere father ka name Ramjibhai wo name galat hai. Or mere Aadhar card me Ramubhai hai wo name sahi hai to muje kya karna padega.
Acha ek batao.. Mere 12 th me mumy ke name glt he.. Or mere kvs ke exm h... Agr exm nikal gy to.. Kya lgta h.. Apko vo bhr kr denge ye phr affidavit se man lenga... Vese to me shi krva rhi hu but 3 mnth mang rhe h
@@ranitomar3135 yr m cbse board.... Se hu allahabad cbse board office jake shi krve rhe h... Abhi hua nhi h yr bhut time lagta h... Dmkh khrb kr rkhe h
सर मेरे पूरे डॉक्यूमेंट्स में मम्मी का नाम मीना बाई है,,,और उनके document मे Done है तो क्या,,aafidevid से काम चल जाएगा या,,रिजेक्ट होगा,,plz,,rply me,,,sir
Ushke liye aapko jaha se aap study kare ho aap baha ke principal ke sign or seel karba lena or jaha jaha aadhar card correction hota hai waha se karba lena
My father's name in his adhar card - Balvir singh Dhillon In my 10th class Marksheet - Balvir singh In my 12th class Marksheet - balvir singh Dhillon In rest of the documents - Balvir singh. What can I do?
जून 2021 में सुप्रीम कोर्ट ने पाया कि सीबीएसई का वह नियम बेतुका है जिसमें कहा गया है कि छात्रों को प्रमाणपत्रों पर अपना नाम बदलने से प्रतिबंधित किया गया है क्योंकि इससे प्रशासनिक दक्षता प्रभावित होगी। अदालत ने माना कि बोर्ड के उपनियम छात्रों की संभावनाओं के बजाय कागजी कार्रवाई से अधिक चिंतित थे जिनसे उन्हें गुजरना होगा। न्यायालय ने बोर्ड को तत्काल कार्रवाई करने और नाम में सुधार या बदलाव, जैसा भी मामला हो, दर्ज करने के लिए एक उचित तंत्र शुरू करने का आदेश दिया। किसी छात्र के लिए बोर्ड प्रमाणपत्रों में अपनी पहचान बदलना लगभग असंभव बनाने के लिए प्रशासनिक दक्षता को एक बहाने के रूप में उपयोग करना बोर्ड की अत्यधिक असंगतता थी, भले ही यह कितना भी जरूरी या महत्वपूर्ण क्यों न हो। You Can Change Your Name 10th and 12th Marksheet
hlo sir. mne phd k liye farm apply k time jo family I'd Dali h. usme mistakes h to kya isme b baad me m. family I'd shi krke dikha sakti hu please sir btaye ? 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Depression mein tha bhut din se aapke video ne depression se bahar laane mein bhut help ki thank you so much
@@Dhruvratheeteamindia bhai kya solution Mila h apko. Thoda Mera v help kijiye
@@Gameforfame.obhai maine bahut bhaga dodi ki tab jake board office me kaam hua
Kya aapko koi solution mila, 😢
मेरे 10th ....12th तक माँ के नाम मे मिश्रा है। और उसके बाद देवी कर दिया ।
और अब माँ के आधार card में भी देवी ही है ।
Sir cast certificate ka issue date form ke last date se pahle ka hona chahiye na?
Mere sab document par mata ka nam Binita Devi hai or उनके आधार और अन्य जगहपर vinita devi hai kuch problem hoga DV me
YADE KISE TEACHER NE GALTI KI HO TO SAJA KISKO MILNA CHAHIYE
Sale ye computer valo ki galti h 👺👺 galat name fit kar denge bad me students pareshan hoy 😢😢😢
Sir mere sabhi marksheet me mother name me first later m ki jagah n hai or adhar card me m hai to document verification ho jayega ki nahi plz reply sir g
Sir when I filled my form I didn't write late before my father's name but it is written on all of my documents .Will it be okay?
Same problem
Sir mere 10th ki marksheet me let laga hai magar 12th me mahi hai mai anm bharti ke farm me let nahi lagaya hai kya karna padega
Good afternoon sir, mere MSc 2019 m complete huwa, lekin subject paper m minor saa correction ke wajah se hamare marksheet phir 2022 main aayi, kya main Jaan sakta hu form bhrte time date of passing year kya daalenge jisse hume DV main koi problem create naa ho...
Hum 2019 daalenge, yaa 2022 daalenge....
Hamare pass 2019 ki ab sirf duplicate copy hai.... original marksheet 2022 ki hai....
Sir mane form fill up karte time fathers name fill nahi kiya tha , q ki mandatory field nahi tha. So only my name and surname , will my DV will be rejected ? Please reply.
sir mere 10th certificate me father's name - HARI NATH MISHRA
And 12th Certificate me
father's name - HARINATH MISHRA hai
to kya problem hogi?
please bataye
Same problem mere sath v h bhai.kuch PTA chala kya ki koi dikkat to nhi hoga na.
@@rajeevkashyap7798 nhi hoga
Same here
Sir mere 10 aur 12 k result dono mai father name hindi wale nam mai thoda sa galat hai aur mere adhar card par alag h to aage problem to nahi hogi n please reply
Sir mere pure documents me father name किरण मंडल है सिर्फ caste certificate me किरण कुमार है चलेगा कि नही चलेगा
Meri 10th 12th ke documents mein papa ka naam surjit singh hai lekin graduation ke 3 saalo ke certificate mein surjeet singh hai ab 10 saal hoge h mujhe graduation kiye..ab mera man h aage m.a krne ka ton ab kya kru
आधार कार्ड के नाम के अनुसार सभी डॉक्यूमेंट सेम है, जैसे बैंक पासबुक आय, मूल ,जाति प्रमाण पत्र और जितने भी सरकारी डाक्यूमेंट्स अभी में आधार कार्ड का ही नाम है, सिर्फ 10th.12th. कि मार्कशीट में नाम कि स्पेलिंग अलग हे और सरनेम नहीं है,
तो आप बताए ऎसि स्थिति कंडीशन में क्या करना होगा, एफिडेविट बनवाने से कम हो जाएगा, कि मार्कशीट से नाम सुधार कराऊ, पर सभी डॉक्यूमेंट में नाम सुधार होना पड़ेगा फिर,
मार्कशीट में Reetesh, और आधार कार्ड और सभी डॉक्यूमेंट में Ritesh choudhary हे। मार्कशीट में नाम चेंज करऊ कि एफिडेविट बनवा लूं क्या सही रहेगा
Aapne kya kiya aaffite daffit banwaye ya nhi
@@niharlanjewar1601bhai mere 10th , 12th , graduation ke marksheet me english me hi sirf name likha hai, hindi me name nhi hai likha hua lekin mere aadhar card me hindi me अलोक likha hai aur english me same name hai certificate wala but mera hindi me name आलोक hai lekin certificate jitna mila hai unn sab me sirf english me hi name hai likha, kya koi dikat hoga agar mai hindi me अलोक hi ab se likhu toh?
Mera adhar card me spelling chote letter me hai aur marksheet me bade letter hai isse to koi problem nahi hogi na
Sir age mein government is niyam ko to nhi htayege na please reply digye sir
Sir mere intermediate me father's name me late maine write kar Diya tha Jo mare pita ji nahi hai lekin Maine matric graduation and b.ed me late nahi write ✍️ Kiya tha Jo ki mere intermediate certificate me late aur baki me late nahi hai to kya mai affidavit banana jaruri hai ya nahi 8/09/23 ko DV hone wala hai to dikkat hogi please sir tell me ✋😂🤣😭
Mera bhi problem hai bhai❤
Mere sabhi documents me papa ka middle name diya hua ha aur papa ke sabhi documents me name aur middle name ke bich gap nahi ha to kya kisi v govt job me documents verification ke time koi dikkat hogi ?
Bhaiya plz repky.. Mere inter ki marksheet me nam ka last word aur caste saf ni dikh rha print ht gya h.. Kya dusre bnvane hoge???? Ya affidevit???
Sir mere sare documents me to name ki koi dikkat nhi hai lekin 2nd grade ka form fill krte time papa ke name ki spelling mai mismatch ho gya .iska solution dijiye
Please
Fir keya hua ???apke
@@funnytoons8606 shapath patra lag jaega
Sir maray sabhi documents ma papa k nam Sanjiv Kumar Dwivedi ha kaval EWS ma Sanjeev Kumar Dwivedi ha aur papa ka sabhi documents ma Sanjeev Kumar Dwivedi ha kya Railway ki Dv ma problem aagai sir
तहे दिल से शुक्रिया आपका साहेब जी
Sir jo application form tha usme spelling mistake ho gye form bhrte time??? Dv me kya problem ho skte h ??????
Sir lekin UPSC ke DV main name correction affidavit chalega ya nahi.
Solution mila kya bhai kuch plzz batana
Mera cast certificate mummy ke adhar per banna h kyunki papa nhi h aur unka koi document nhi tha isliye vakil ne mummy ke cast certificate se mera bannaya h kyuki mummy papa sem cast aur place se belong krte h the 😅
Kya mera document reject krdiya jayega 😅 please tell me
Thanks sir ❤❤❤❤❤
Sir mera 10th marksheet me CHANDRA hai and 12th marksheet me CHANDAR ho gya hai😢😢. Document verification me koi problem nahi hogi na
please reply sir
Bhai Apko koi problem hui thi kya dv me.... Mera bhi dv dar lag raha h
Sir ji mera 10 th ki marksheet mai sar name ma spelling error h baki har documents mai thik h kya muja documents out kr deya jaya ga
सर अगर अपने किसी भी document मे पिताजी का उपनाम नही है तो फिर अनुप्रमाणन फॉर्म को भरते वक्त जो उपनाम डालने को आता है उसमे हम पिता जी का उपनाम डाल सकते है?
Mila kya solution?
Mere sare documents me papa ka surname h bus 10th ki marsheet ko chod ke kya kru govt job ki preparation krri hu please reply
Spelling mistakes nhi hai, pura naam alag alag hai ... Kya karu mai...😞😞😞😢
aapne kya kiya please bataiye mera bhi same problem
@@rohitgamer5117bhai naam to change nhi hopara hai, Isliye ek " Affidavit " Likhao ki naam me aaisa aisa galat hua hai kaha kar likhao usme...
Mera bhi yahi problem hai
Koi rasta mila kya bhai batana
Sir mera sab document me name correct hai but application form me sitamani k jagah sita mani hai spcace h to document verification me koi problem create ho sakta hai kya....plz reply
Bhai same problem hai space ki
Aapka kya solution hua hai
Sir mare name maine prefix KM hai maine form fill krte hue nhi dala , sir isse problem hogi kya ???? Sir please reply 🙏
Same problem
Agar 10th ke marksheet me apne naam ke bich me KUMAR lag jaye jaise SHIVAM DUBEY ke jagah SHIVAM KUMAR DUBEY ho jaye aur papa ke naam me space lag jay jaise HARIOM DUBEY ke jagah HARI OM DUBEY....to affidavit kaam karega ?kyuki school wale bol rhe ki hmara data available nhi hai kyuki 2014 me mai passed out hu
same problem bhai
@@rajeshnarnaure4411 bhai better hoga ki gazette bnwa lo
Gajjat bannee ke bad goverment documents verification me dikkat nahi ayega???
Space koi problem nhi krta but Kumar problem krega aur affidavit bna lo.
Gazette or affidavit dono kra liya jaye tb to document verification me problem nhi aani chaliye?
Candidate ka name me hi spelling mistake ho toh???
Ek letter jyada add ho gya h to kya isme affidavit se kaam ho. Jayega???
Mera Graduation 2018 me final hua jisame main ek subject ke 3rd part me absent ho gaya , number achchha hone ki vajah se result me pass bhi dikha rha hai 999/1800, aur maine improvement form nhi bhara to kya DV me koi dikkat to nhi aayegi?
Same problem
Hlo bhaiya mene apne har govt form m father name k age late laga diya h jbki mere adhar highschool inter khi bhi late nhi laga kya dv k time koi problem hogi plz bata do m bhut preshaan hoon
Thank you sir 🙏 clear karne ke liye ❤
Ye sapath patra karypalak dandadhikari se ki nyayik dandadhikari se kisse banwana hai
Sir meri graduation ke marksheet me mother's name me ek letter ki mistake hai ( shakuntla ki jagah pr shakuntala) ho gya hai aur form fill krte time isi ka serial no. daal diye hai aur iska photo copy attest krke office me speedpost kr diye hai to kya result ke baad us documents ko sudhaar krwa kar documents verification me jaa skte hai
Same
Kuchh solution Mila bro
Kya kuch pta chla apko is matter me
Sir meri mummy ka naam 10th & greduation me same hai but but 12th ki marksheet me unka cast nhi likha hai kya document verification me koi dikkat ayegi plz reply me 🙏
Bhai mere 10th CBSE certificate me papa ka naam sekhar h
And baki 12th, Graduation and aur v documents (adhar,pan , DL,voter ID etc)me sare me Shekhar hai to kya govt job me document verification me mujhe pass krenge ya fail ??
Yahi ek alphabet ka difference h bs
And maine already iske liye Affidavit banwa rakha hai jo ki District court se hai
Reply jarur kare 🙏🏻
Koi problem aya kya ek word se
Koi problem Hui kya pls btao
@@azadshaikh6656 tm kuch pta chala koi problem Hui ya nhi?
Sir form me 12th ka subject glt ho gya h science ki jgh art ho gya h ...kya kruu
सर 10th,12th और d.ed में सिर्फ नाम है और peb के result में ,आधार कार्ड में बाकी सभी डॉक्यूमेंट में surname है तो कोई प्रोब्लम तो नही होगी ना। #varg3
Mere pass bhi yahi h bro
Hello sir
Sir papa ke adhar me Deena nath sahu hai or hmare 10 or 12 marksheet dono me Deena nath likha hai sahu nhi laga hai marksheet me koi dikkat to nhi h
Sar meri mummy ka naam unke documents mein alag hai aur mere documents mein alag hai
Isase mujhe aage koi problem hai kya please 🥺🥺
Bhai mera bhi same problem hai ab aage kya kiya aapne
Bhai job karte ho to batao koi dikkat to nahi n hua...
Koi dikkat nhi na hui h
Please reply my father name is Mr harish chandra kesarwani which is in my aadhar and pan but in my other documents it's harish chandra kesharwani only word mistake what can I do
Aadhar aur pan ko update kr lo
Sir meri tenth marksheet m parents surname nhi h but others m h but spelling thik h to kya mujhe correction krana hoga
सर माझा एक problem aahe,,, माझा पुर्ण documents वर आई चा नाव मीना बाई आहे,,आनी त्यांचा डॉक्यूमेंट्स वर डोडे ha नाव आहे,,tar documents verification मधे problem होईल का,,,plz rply me सर 🙏🙏
Just.
Uj
Jj
Sir mere 12th ki.markseet me sc ke bajay jenral kr diya ab kya kru please Ripley me
Bahut bhut sukriya sir
Sir Sadi ke baad aahar me C/O me husband name add kr liye . Marksheet me father name . Docccument verification me problem hoga kya
Sir mere 10th marksheet mai mother ke name mai sirf a ke jagah e hai to koi problem to nahi
Koi problem nahi hoga
Bhai 2024 main aaj, mare bhai ke form main galti se mera naam dlgya tha, kyunki bo mare leptop se bhar raha tha to, apne aap utha liya usne, ab document verification hai, to bhai iska kuch solution hai kya?
Sir mere sabhi documents me father ka name me Mohd h ,
pr papa k sbhi documents me Mohammad h to issue kuch issue nh ayga na??
same problem ..aapko dikkat aayi kuch?
Sr mere papa na nam me thoda misteck h mere papa na neme h lakhindra Soren or Mera metrics srtifecte me lakhindra Soren h or sbhi srtifecte jaise intermediate ya gredution me lakhindra Soren hi h to kya my kabhi job se wanchit ho skti hu
Sir ji document verification me 10,12th ke admit card v chahiye hota hai
Kya chahiye hota h admit card verification ke liye
Agar ha to plz bta dijiye kyuki mera kho gya h admit card
Sir mere sare documents mein mmy ji ja name sikha devi h except birthday certificate mein shikha mahato toh ....mujhe kya krna chahiye ???
Bhai after selection, in police verification are they ask about father identity card , like if your father name in his document is different from your document, is it create problem?
Bhai to problem solve hua kya
Bhai iska reply dena
@@ywcreation6284 nahi bro
Hlo Sir mere jati prman ptr m thodi mistake Ho gai h Papa k nam m sb documents m Chaudhary likha h or is m jat to ab kya krna pdega
Sir in my highschool marksheet my father name is R YADAV and adhar car contains RAJESH YADAV....can I apply for KVS JOB...iam very confused plz help
Same problem
Same problem
Kya hua bro
Sir mera surname 10 12th me same hai but graduation me surame me spelling mistake h kya job me problem ayegi rrb ntpc me
Sir mere 10 ke result me bss mummy ka name hai aur 12 me usme surname add ho gya isse koi problem ho sakti hai kya
Sir mere 10th 12th reet certificate me to mmy ka name kaur h or B.A. M.A. b.Ed me kour h kya kre sir plz koi bhi reply kardo meri marksheet me glti h 😒
Sir, agr Qualification code m mistake hai to usse koi issue hota hai? Pls reply.
Bhai application from me mistake ho gai yaar parsanteg glt br diya
Sare documents me mother name same hai. Par maa ke aadhar me name alag hai
@@vedjipatel school se admission form nikal ke school tc ke saath attach kar ke school se letter forwading karwana hoga. Sath me fist class magistrate se ek affidavit lagana hoga name correction mention karte huye. In sare documents ko certificate ke sath respective board ke paas ja ke waha counter pe rashid katana hoga. Uske baad new certificate milega kuch din baad board se.
Same problem Mera bhi hai yaar
Same problem mare sat bhi h kya solution hoga please reply
Same problem hai
No problem
Mera nam Makhan Lal patel he lekin mere bete ke document me Makhan patel likha he Lal likha nhi he eske liye kya krna pdega
Bhaiya (English) m to name thik h but Hindi m document m Matra ki galti h ye calega
K6 pta chla apko...?
Same question
Meri bhi same hi condition hai
E 6 pta chale hamka@@s1103
Sir mere cast certificate me papa ke name ke aage Ram hai aur mere saare documents me Ram nhi hai to ise koi problem to nhi hogi
Thankyou sir ji 🙏🙏🙏🙏🙏
Sir mene iti instructor ki vacancy mai Passing year mai mistake ho gyi h but jismai mistake hoiii h additional mai tha to ab kiya kare
Thank you for information 😊
Sir mere high school ki documents me father name Awadesh kumar hai jabki inter aur bsc me Awadhesh Kumar hai to koi dikkat hogi kya
Sir father name , form me Deep Chand Singh aaya hua h or collge document me deepchand Singh hai
Same problem hain bro
jai shree shyam jai hind jai bharat mata ki ♥️🇮🇳🏃🇮🇳❤️♥️🤗
Sir,
Cast certificate aur 10th,12th marksheet pe mother name spelling alag alag hai to ug admission ke liye koi problem to nahi hai na
Please jisko information vo reply kare
Thank you very much sir 🙏
Si
Namaste Mere Tamam Docoments me fother and mother name sem hai lekin mere mother ke documents me mere fother name spelling me farak hai chalega ya correction karna padega please reply me
Thanku so much 😊it really helps
Sir mera 1st semester me vocational course kuchh aur hai aur baki semesters me koi aur hai to kya is se document verification me problem hogi
Sir mere graduation ki certificate me chandra bansh singh ki jagah chandrabansh singh ho gya.space maine nhi lagaya h .koi problems hoga kya.please reply
sir ऑनलाईन फ्रॉम भरताना माझी बर्थ डेट चुकीची आहे आणि सगळ्या documents var वेगली ahe tar Kay problem येईल का
sir ek mera sawal hai, mere 10th ke sabhi document me pitaji ke last name me, ek alphabet Missi hai or baki ke sabhi document me sahi hai to kya aage chalkr dikkat hogi
Thanks for this information
sir mere 10th aur 12th ke marks sheet mai father name =vijay pal gautam hai
and sc certificate main
father name =vijay pal
toh koi problem to nahi hoge kay.......
Thank you so much sir ❤❤😅
Sir mere school ke document me mere father ka name Ramjibhai wo name galat hai. Or mere Aadhar card me Ramubhai hai wo name sahi hai to muje kya karna padega.
मेरी मां का राधिका कुमारी है आधार कार्ड में और मैंने सब जगह राधिका देवी लिखा है तो दिक्कत होगी 😢
Kumari ho ya Devi koi fark nahi padta, aapki mataji Radhika thi, Radhika h aur Radhika hi rahegi....🎉
Koi dikat nhi hogi aapka document m sabi.m.same.honi cheiya bas
Bhai mummy papa ka name same hona chaiye 😢 dikaat to nhi dega but krna pdah
Sir Mera adhar card pe Hindi me papa ka name or mera name galat hai koi dikkat hogi
Ha dikat hai
Sir meri mother ka name iti certificate m name m mistake h to dv m problem thodi aayegi
thankyou sir ,me depression me aa gya tha meri tyyari achichi hai vyapam ki
Acha ek batao.. Mere 12 th me mumy ke name glt he.. Or mere kvs ke exm h... Agr exm nikal gy to.. Kya lgta h.. Apko vo bhr kr denge ye phr affidavit se man lenga... Vese to me shi krva rhi hu but 3 mnth mang rhe h
kese sahi krna rhe h please btaye
prakriya
@@ranitomar3135 yr m cbse board.... Se hu allahabad cbse board office jake shi krve rhe h... Abhi hua nhi h yr bhut time lagta h... Dmkh khrb kr rkhe h
@@komalverma6473 allahabad kyu jana pra?
Sir mere documents me same h lekin mere father ka name aadhar card me alg h to kya frk pdega
सर मेरे पूरे डॉक्यूमेंट्स में मम्मी का नाम मीना बाई है,,,और उनके document मे Done है तो क्या,,aafidevid से काम चल जाएगा या,,रिजेक्ट होगा,,plz,,rply me,,,sir
Same question ... And after Jan adhar card , mother's Jan aadhar name also reflects in obc certificate ,,, what to do
Sir mere documents m father's name Bhushan h or papa ke aadar card m papu h sir kese change hoga plz btaye
Sir mere 10 or 12 ki marksheet me Thakur dala hai lekin Aadhar card me papa ke name PE paraste hai toh dv me dikkat hogi kya
Adhar me thik kra lo
Bhai Mera bhi yhi problem h bhai...
Ha bhai ho gaya hai aadhar card sahi
Ushke liye aapko jaha se aap study kare ho aap baha ke principal ke sign or seel karba lena or jaha jaha aadhar card correction hota hai waha se karba lena
Ya phir aap apne area ke sarpanch ke seel sign karba loo
Ccc certificate me father name madan mohan sharma ki jgh madan mohan singh h document verification me dikkat to nhi hogi koi vdo exam me
My father's name in his adhar card - Balvir singh Dhillon
In my 10th class Marksheet - Balvir singh
In my 12th class Marksheet - balvir singh Dhillon
In rest of the documents - Balvir singh.
What can I do?
Was there any issue with it?
Same problem here bro
Same my problem.....Bihar board daur daur kar halat kharab ho gaya hai ....but correction nhi hota hai ...😔😔
जून 2021 में सुप्रीम कोर्ट ने पाया कि सीबीएसई का वह नियम बेतुका है जिसमें कहा गया है कि छात्रों को प्रमाणपत्रों पर अपना नाम बदलने से प्रतिबंधित किया गया है क्योंकि इससे प्रशासनिक दक्षता प्रभावित होगी। अदालत ने माना कि बोर्ड के उपनियम छात्रों की संभावनाओं के बजाय कागजी कार्रवाई से अधिक चिंतित थे जिनसे उन्हें गुजरना होगा। न्यायालय ने बोर्ड को तत्काल कार्रवाई करने और नाम में सुधार या बदलाव, जैसा भी मामला हो, दर्ज करने के लिए एक उचित तंत्र शुरू करने का आदेश दिया।
किसी छात्र के लिए बोर्ड प्रमाणपत्रों में अपनी पहचान बदलना लगभग असंभव बनाने के लिए प्रशासनिक दक्षता को एक बहाने के रूप में उपयोग करना बोर्ड की अत्यधिक असंगतता थी, भले ही यह कितना भी जरूरी या महत्वपूर्ण क्यों न हो।
You Can Change Your Name 10th and 12th Marksheet
bro please tell you got solution for it or not
sir meri 10th mai papa ka nam e shailendra gupta hai or12th mai kumar singh hai to kya sahi karana hoga
Sir mere 10th ki marksheet me Prafull kumar h aur adhaar pan card vyapam profile me prafull bhalavi h mujhe age chal ke koi dikaat to nhi hongi
Thank you sir
Bhai dilhi police mai document verification mai perents id to nhi lagte kiyuki mere documents mai unka name dusra hai unke documents mai lag plzzz
hlo sir. mne phd k liye farm apply k time jo family I'd Dali h. usme mistakes h to kya isme b baad me m. family I'd shi krke dikha sakti hu please sir btaye ? 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
10th class me mother ka name Geeta devi or application form me let's Geeta devi likhne se koi dikkat ho sakta h kya