This episode contains so many things to give goosebumps. The first one is bhagwan shree krishna saving devi draupadi and then devi draupadi's entire monologue and then Pooja Sharma's acting. I like the presentation of this episode.
8:04 she assured everyone that she's not the one who is impure. It's all of them who are and if they will touch her, she'll become impure. Amazing dialogues and presentation i would say even if all these dialogues are not there in the actual texts still it's very relatable in today's times. 👏
This scene alone is enough to explain the beauty and power of devotion towards God. ❤ I have heard that this sequence is also a reason for our festival of Raksha-Bandhan. Devi Draupadi and Shri Krishna, Sourabh and Pooja were impeccable here!👏🏻
Itane bare bare maharathi aur kisi ne bhi devi Draupadi ki madad nahi ki akhirkar unhe bhagvan ki sarn me hi jana para aur jb sakha ne skhi ki karun pukar suni to turant hi sakhi ke chir ko badhane lage aur dust dusasan antath thakar jamin per gir para Jai shree krisna aur unki lilaye🙏😊❤❤
Devi Draupadi chahti to usi samay saari sabha nasht kar deti apne shraap se qki ye baat satya hai ki ek peedit hriday ka shraap kabhi vifal nahi hota, aur wo swayam swargalakshmi thi, devi sachi ka avtar, unke pas itni shakti thi par sabka ek samay hota hai, in sare papiyo ko apne karma ka fal sahi samay pe milega
But bro yaha par to draupadi thoda chilayi bhi hai aur draupadi ka character thoda ghamandi type dikhaya but in reality draupadi bahut innocent thi uske sath kauravo ne jo kra uske bad bhi druapadi ne Halla ni machaya ulta pandavo ki rajya path aur unki swantantrta wapis mangi bhale pandavo ne uski kuch help nhi kri but draupadi ne unko pura rajya wapis dilwaya jo baad me yudhisthira fir gawa deta hai
@@harshrawat962 sorry brother par mujhe to is wali mahabharat me devi draupadi kahi bhi ghamandi nahi nazar aayi balki purani wali mahabharat me zarur unka character waisa dikhaya, ye mahabharat 40% hi sahi hai par isme inka hi character to sabse satik dikhaya hai, aur chillane se koi ghamandi thodi ho jaata hai, yaha pe ye sara sequence relatable dikhane keliye makers ne ye sare dialogue add kiye i know but still isey dekhkar ghamandi to nahi bol sakte:)
@@rachit676 bro jab duryodhana indraprasth aaye the to draupadi ne hi Inka shastra chinwaye jabki actually me draupadi ka kuch role tha hi nhi aur chilana koi ghamand ni hai par jis hisab se draupadi ka character mujhe isme dikhaya hai sirf draupadi character mujhe 20% bhi satik nhi lga kyuki draupadi ne itne drame nhi kre the butTRP ke liye ye sab kra hai han questions jarur puche the but with respect aur bas main apna opinion de rha wese tujhe Jo thik lge vo Teri choice aur ghamand me jab Draupadi rajyasabha chhodh kr jati hai to use hi ghamand kehte hai bro
Bhaiyom. Draupadi is incarnation of devi "Sri". So if she curse the whole sabha then it will surely happen. Besides Draupadi did Agni snan every year after every 1 year of her life with Pandavas👌👌
Yes. The Pandavas are 5 Indras and Draupadi is Indrayani (Goddess Sachi/Shree or famously called Swarg Lakshmi). She with herself had the power to do much but then they all had to abide by the limitations due to the larger goal.
Mahabharat ke baad Siya ke Ram par reaction dijiyega please....Apki baatein sunne mein bada maja aata hai Besides Mahabharat apki baaton se bhi kaafi kuch sikhne ko mil raha hai.....
इस चैनल के माध्यम से हम जितने भी लोगों के साथ जुड़ेंगे । वो हमारे परिवार के एक सदस्य के रूप में होंगे । और परिवार के हर एक सदस्य की इच्छा को सुनना और उससे पूरा करने का प्रयत्न करना ही हमारा कर्तव्य है । इसलिये हम महाभारत पूरा देखने के बाद अवश्य कोशिश करेंगे । 🙏🙏 हमारी वीडिओज़ आपको पसंद आती है और उससे आपको कुछ सीखने को प्राप्त होता है । ये जानकर हमे बेहद प्रशन्नता भी हुई । आपके प्यार और स्नेह के लिए धन्यवाद 🙏🙏
Ek Chad ki bhi deri? Deri kya hota hai?? Vilambha hota hai... Kapde kya hota hai ??? Vastra hota hai Itna hi Hindi bolne ka man ho raha hai to theek se bolo... Bas showoff karna hai
This episode contains so many things to give goosebumps. The first one is bhagwan shree krishna saving devi draupadi and then devi draupadi's entire monologue and then Pooja Sharma's acting. I like the presentation of this episode.
8:04 she assured everyone that she's not the one who is impure. It's all of them who are and if they will touch her, she'll become impure. Amazing dialogues and presentation i would say even if all these dialogues are not there in the actual texts still it's very relatable in today's times. 👏
Hare Krishna hare Rama 🚩🙏🏻
This scene alone is enough to explain the beauty and power of devotion towards God. ❤ I have heard that this sequence is also a reason for our festival of Raksha-Bandhan. Devi Draupadi and Shri Krishna, Sourabh and Pooja were impeccable here!👏🏻
MAHASATI DEVI PANCHALI KO HRIDAY SE NAMAN.🙏🙏
13:43 bilkul sahi kaha bhai😂😤aisa hi hona chaiye tha asal me
Itane bare bare maharathi aur kisi ne bhi devi Draupadi ki madad nahi ki akhirkar unhe bhagvan ki sarn me hi jana para aur jb sakha ne skhi ki karun pukar suni to turant hi sakhi ke chir ko badhane lage aur dust dusasan antath thakar jamin per gir para Jai shree krisna aur unki lilaye🙏😊❤❤
Badhiya episode, ekdum ek number. Great acting overall
Best episode mahabharat ka🥺.. Govid 🙏❤🥺
Devi Draupadi chahti to usi samay saari sabha nasht kar deti apne shraap se qki ye baat satya hai ki ek peedit hriday ka shraap kabhi vifal nahi hota, aur wo swayam swargalakshmi thi, devi sachi ka avtar, unke pas itni shakti thi par sabka ek samay hota hai, in sare papiyo ko apne karma ka fal sahi samay pe milega
Aur wo devi "Shri" ka avthar bhi hai
But bro yaha par to draupadi thoda chilayi bhi hai aur draupadi ka character thoda ghamandi type dikhaya but in reality draupadi bahut innocent thi uske sath kauravo ne jo kra uske bad bhi druapadi ne Halla ni machaya ulta pandavo ki rajya path aur unki swantantrta wapis mangi bhale pandavo ne uski kuch help nhi kri but draupadi ne unko pura rajya wapis dilwaya jo baad me yudhisthira fir gawa deta hai
@@harshrawat962 sorry brother par mujhe to is wali mahabharat me devi draupadi kahi bhi ghamandi nahi nazar aayi balki purani wali mahabharat me zarur unka character waisa dikhaya, ye mahabharat 40% hi sahi hai par isme inka hi character to sabse satik dikhaya hai, aur chillane se koi ghamandi thodi ho jaata hai, yaha pe ye sara sequence relatable dikhane keliye makers ne ye sare dialogue add kiye i know but still isey dekhkar ghamandi to nahi bol sakte:)
@@rachit676 bro jab duryodhana indraprasth aaye the to draupadi ne hi Inka shastra chinwaye jabki actually me draupadi ka kuch role tha hi nhi aur chilana koi ghamand ni hai par jis hisab se draupadi ka character mujhe isme dikhaya hai sirf draupadi character mujhe 20% bhi satik nhi lga kyuki draupadi ne itne drame nhi kre the butTRP ke liye ye sab kra hai han questions jarur puche the but with respect aur bas main apna opinion de rha wese tujhe Jo thik lge vo Teri choice aur ghamand me jab Draupadi rajyasabha chhodh kr jati hai to use hi ghamand kehte hai bro
@@harshrawat962हु! शासन सुबालोऽयं विकणेः प्राज्ञवादिकः ।
पाण्डवाना च वासास द्रापव्याश्चाप्युपाइर ॥ ३८॥ हे दु;श्वासन ! पण्डितांछ समान बात करनेवाला यह विकणे सूख हे, अतएव तुम पाण्डवा और द्रोपदीके बल्न उतार लो ॥ ३८ !!
तच्छत्वा पाण्डवा? सबं स्थानि वासांसि सारत ।
अबकीर्थोत्तरीयाणि स भायां ससुपाचिशन् ॥ ३९ ॥ है जनमेजय ! पाण्डब लोग यह बचन सुन कर अपना वख उतार उतार कर सभामें बैठ गये ॥ ३९॥ | ततो दुःशासनो राजन्द्रौपद्या बसन बलात् । सभामध्ये समाक्षिप्य व्यपाक्रष्डं प्रचक्रे ॥ ४० ॥
हैं राजन् ! तब दु!क्षासन सभाके बीचमें जबदेस्ती द्रौपदीका वक्ष झटका देकर खींचने लगा ॥ ४० ॥@harshrawat962
जिस रन भूमि में प्रभु इस समय हैं वहा पर उस समय उन्होंने एकलव्य का वध किया था। जो जरासंघ कि सेना में था। और वो अँगूठा कांटने वाली बात मनगढ़ंत हैं.
Bhaiyom. Draupadi is incarnation of devi "Sri". So if she curse the whole sabha then it will surely happen. Besides Draupadi did Agni snan every year after every 1 year of her life with Pandavas👌👌
Yes Devi Draupadi was 'shree' Or lakshmi of swarg lok it is mention in swargarohn parv😊
@@pragyarai6065 And Pandavas are 5 indras😊
@@harikrishnank1996 Yes the are☺
@@harikrishnank1996 previous Indra ki post me 5 pandav hi the
Yes. The Pandavas are 5 Indras and Draupadi is Indrayani (Goddess Sachi/Shree or famously called Swarg Lakshmi). She with herself had the power to do much but then they all had to abide by the limitations due to the larger goal.
Bhaiyon aaj 6 videos
Mahabharat ke baad Siya ke Ram par reaction dijiyega please....Apki baatein sunne mein bada maja aata hai
Besides Mahabharat apki baaton se bhi kaafi kuch sikhne ko mil raha hai.....
Yes. Bahuth samay ke baad mem iss channel se shudh Hindi sun raha hum. Bilkul👌👌
इस चैनल के माध्यम से हम जितने भी लोगों के साथ जुड़ेंगे । वो हमारे परिवार के एक सदस्य के रूप में होंगे । और परिवार के हर एक सदस्य की इच्छा को सुनना और उससे पूरा करने का प्रयत्न करना ही हमारा कर्तव्य है । इसलिये हम महाभारत पूरा देखने के बाद अवश्य कोशिश करेंगे । 🙏🙏
हमारी वीडिओज़ आपको पसंद आती है और उससे आपको कुछ सीखने को प्राप्त होता है । ये जानकर हमे बेहद प्रशन्नता भी हुई । आपके प्यार और स्नेह के लिए धन्यवाद 🙏🙏
@@jvdevotional Ji jarur aur aapka gyan aur aapka mehnat aapko bahut aage tak leke jaaye........ Radhe Radhe🙏🙏🙏
@@sadhanakshetri6426 बहुत बहुत धन्यवाद 🙏
राधे राधे 🙏
@@jvdevotional आकुष्यमाणे वसने द्रौपयास्तु विशां पते । तह वस पर वस्न भादुराशीदनेकशः ॥४१॥ है राजन्! जब पदसा पद्ध खींचा जया, तो उम्र बके भीतरसे अन्यवख और उसमेसे
अन्य इन प्रकारसे रंग बिरंगे अनेक वस्र निकलने लगे ॥ ४१ || 1 || ततो इरुइलाशवञ्दस्तश्ासीद्धोरनिस्वन; । ॥ 2: त् ¢ Ww इ “ड _तददूखुततमं लोके वीक्ष्य सर्वे सहीक्षिताम् ॥ ४२॥ 1३ तब लोळून इस वि।चत्र घटनाको देखकर सभामें सभी राजाओंका हाहाछारका महाशब्द धे उठा ॥ ४९ !! ५
(Bori critical edition Sathwalekar ka Hindi translation)😊🙏
😭😭❤️❤️❤️🙏
Brother means more than husband. Your brother will protect you more than your husband
Next episode reaction
आकुष्यमाणे वसने द्रौपयास्तु विशां पते । तह वस पर वस्न भादुराशीदनेकशः ॥४१॥ है राजन्! जब पदसा पद्ध खींचा जया, तो उम्र बके भीतरसे अन्यवख और उसमेसे
अन्य इन प्रकारसे रंग बिरंगे अनेक वस्र निकलने लगे ॥ ४१ || 1 || ततो इरुइलाशवञ्दस्तश्ासीद्धोरनिस्वन; । ॥ 2: त् ¢ Ww इ “ड _तददूखुततमं लोके वीक्ष्य सर्वे सहीक्षिताम् ॥ ४२॥ 1३ तब लोळून इस वि।चत्र घटनाको देखकर सभामें सभी राजाओंका हाहाछारका महाशब्द धे उठा ॥ ४९ !! ५
Ek Chad ki bhi deri?
Deri kya hota hai?? Vilambha hota hai...
Kapde kya hota hai ??? Vastra hota hai
Itna hi Hindi bolne ka man ho raha hai to theek se bolo... Bas showoff karna hai
मित्र आप ने उचित कहा इस बात का हम ध्यान रहेंगे की हिंदी भाषा में और शुद्धता लाएं।
🙏