Shri Ghrushneshwar Jyotirlinga sabse aakhri aur 12 Va jyotirlinga hai. Yah Maharashtra me district-Chatrapati SambhajiNagar ke Ellora(Verul) gaon me stith hai. Yah jyotirlinga tatha is mandir ka bahot sundar itihas hai
Ghrushneshwar Jyotirlinga ki ek kahani bhi hai. Ghrushneshwar Jyotirlinga ka jo Abhi current mandir structure hai vo ahilyabai Holkar ji ne banvaya hai. Isse pehle Is mandir pr karib 2-3 hamle ho gaye hai. Aurangazeb ne pehle ellora caves udhvasta karne ka prayatna kiya pr na kr paya purhi tarah se. Fir voh Ghrushneshwar Jyotirlinga ki taraf mooda. Aur mandir me ja Jyotirlinga ko khandit karne ka prayas kiya parantu na kar paya. Kyunki jo main dwar hai garbhagrih me jane ka usse aapko purhi tarah se zukkar jana padta hai bhagwan ke samaksh. Isi karan aurangazeb tatha uski seni andar garbha me na ghus payi apne swabhiman karan
हर हर महादेव
Har har mahadev
Mst ❤❤❤
Ghrushneshwar Jyotirlinga ke pas me hi Ellora Caves hai. Vo jarur dekhe. Vaha bahot prachin karigiri hai. Aur usme bhi sabse pratham Kailash Leni Dekhe. Bahot adhbut hai.
Shri Ghrushneshwar Jyotirlinga sabse aakhri aur 12 Va jyotirlinga hai. Yah Maharashtra me district-Chatrapati SambhajiNagar ke Ellora(Verul) gaon me stith hai. Yah jyotirlinga tatha is mandir ka bahot sundar itihas hai
@@kishorediwakar1059 ji
Bhai Patna ke Mahaveer mandir ka video banao.
Ok
worli ke kon se jagah se hai ye bus
Ghrushneshwar Jyotirlinga ki ek kahani bhi hai. Ghrushneshwar Jyotirlinga ka jo Abhi current mandir structure hai vo ahilyabai Holkar ji ne banvaya hai. Isse pehle Is mandir pr karib 2-3 hamle ho gaye hai. Aurangazeb ne pehle ellora caves udhvasta karne ka prayatna kiya pr na kr paya purhi tarah se. Fir voh Ghrushneshwar Jyotirlinga ki taraf mooda. Aur mandir me ja Jyotirlinga ko khandit karne ka prayas kiya parantu na kar paya. Kyunki jo main dwar hai garbhagrih me jane ka usse aapko purhi tarah se zukkar jana padta hai bhagwan ke samaksh. Isi karan aurangazeb tatha uski seni andar garbha me na ghus payi apne swabhiman karan
Bilkul Right Next Video full story ke sath milegi kal saam tak
Har har mahadev