Allah aapko iska behtareen Ajar de... plz meri Rivotril se jan chorwa de... main 3 tablet daily se ab half tablet night pe aagaye hun... but is ko khatam.karna chati hun... aap ki is vdo se bht help mili hai... ab ye tareqa try karongi In Sha Allah.... meri is dawa se jan chut jaye main apko sari zindagi Duaa main yaad rakhongi... Allah aapko zindagi de Aabad rahy..Aameen
Main ny comment kia tha aap ki 2 month pehly ki video pr anxiety depression k mutalik k neurosurgeon sy consilt kr rhi hun tou kindy aap uss ki koi video share krain
ڈاکٹر صاحب اللہ تعالی آپ کو اس کا اجر عطا فرمایئں میرا ایک سوال تھا کہ مجھے کچھ عرصہ ڈیپریشن رہا تھا اب بلکل اچھا ہوں یعنی موڈ اور سلیپ دونوں بہتر ہیں صرف سیکس کی فیلنگ نہیں آتی اریکشن ٹھیک ہے لیکن لبڈو بلکل نہیں ہے اس موضوع پر اگر آپ وڈیو بنا لیں یہ کمنٹ میں جوب دے سکیں تب بھی ٹھیک ہے جزاک اللہ خیر
Es par already videos hain .Aap ko yeh problem dwayyan letay huvay hai ya dwayyan chore di hain tab yeh problem aaya hai dono soorat e haal mein ilaaj mein farq ho ga
Doctor Main valium 10 mg ki 2 tablet le rahi aik subha aik rat ab ye mujhe ni mil rahi mujhe lexotnal pe shift karwa den ye kisi doosri benzo per or plz dose bhi bata dijiye ga valium ki total dose meri 20 mg hai
Sir i m using tryptanol from last 4 years due to stress no sleep... Sudden my bp roses to 170/110 n gradually reduces after an hour... Plz guide any medicine
Sir me 1 psyco patient hun or apne dr k kehne se Alp tablet start ki thi abi agr me ye tablet na loon to mujhe neend nhe ati agr le loon to neend a jati he
Bhai main kafi pareshan ho 3 sal se Mujhe headache hota hai Main jab baat krta ho tou batein atak jaty hai Meri body me is trah pain hota hai jesy needle pain ho mera sar itna dard karta hai kia batao sar chakar aaty hai mein jao tou jao kahan plzzzzzzzzz bata do kabhi kabhi is trah hota ho jesy nend me ho mein koi kuch kehta hai mujhe samjh ni ata confusion normal life task me b confuse rehta ho har chez me plzzz mera sar is trah heavy hota hai 💔🪡
Quetiapine Chorna Chahtay Hein Tau Esi Tariqay par aml kerain ya es pehlye bhi aik video hai antidepressants chornay Kay Baray mein malomaat Aur Serif Dawai Kay Baray mein malomaat chaiye Tau video majood hai
neend ki baqi dawaiyon ki terhan is ko bhi aahista aahista chorra ja sakta hai. lekin mahswara yahi hai jin Psychiatrist ko Aap check karwa rahay tha unhi ko check karwaen. yeh dwayyan marhiz ki tabiyat dekh kar aur tareeqay se chorna behtar hai. khud se dawai chorney par mareez beech mein pareshan ho sakta hai.
Sir me depression ki medican use kar raha ho 8 year sy. Zeline tab 50 mg Sertraline furmula hy. Is sy mera depression 90% clear hy magar me ghar sy door ni jasakta iski waja jab road par traffic jaam hoti hy to car ya bike ki cylencer sy nikalny wali dowa usme mera dum gutta hy aur gabrahat hojati hy please koi rehnomai farmaye Q ky me karachi me ho aur aap Lahore me kis tara appointment hogi
@@murshidabbas9959 aisay nhi chortay bht tabyat bigharti hai... dobara jab start karty hai to phir sahi kaam nahi karti dawa... aap apnay Dr ko zaror dikhaye woh ahista ahista kam kar k churwa denge...
Allah aapko iska behtareen Ajar de... plz meri Rivotril se jan chorwa de... main 3 tablet daily se ab half tablet night pe aagaye hun... but is ko khatam.karna chati hun... aap ki is vdo se bht help mili hai... ab ye tareqa try karongi In Sha Allah.... meri is dawa se jan chut jaye main apko sari zindagi Duaa main yaad rakhongi... Allah aapko zindagi de Aabad rahy..Aameen
ڈاکٹر صاحب میں آپ سے فزیکلی ملنا چاہتا ہوں،بیثے کے علاج کے لئے،پلیز آپ اپنا ایڈرس یا فون نمبر دیں
Good information
Very nice
Very good ❤️
بہترین
Main ny comment kia tha aap ki 2 month pehly ki video pr anxiety depression k mutalik k neurosurgeon sy consilt kr rhi hun tou kindy aap uss ki koi video share krain
Dr shaib talopex kitny arsa khni chahiye yeh antidepresssion ki medecine hy
ڈاکٹر صاحب اللہ تعالی آپ کو اس کا اجر عطا فرمایئں
میرا ایک سوال تھا کہ مجھے کچھ عرصہ ڈیپریشن رہا تھا اب بلکل اچھا ہوں یعنی موڈ اور سلیپ دونوں بہتر ہیں صرف سیکس کی فیلنگ نہیں آتی اریکشن ٹھیک ہے لیکن لبڈو بلکل نہیں ہے اس موضوع پر اگر آپ وڈیو بنا لیں یہ کمنٹ میں جوب دے سکیں تب بھی ٹھیک ہے جزاک اللہ خیر
It seems you have PSSD, Post SSRI sexual dysfunction.
PSSD
Es par already videos hain .Aap ko yeh problem dwayyan letay huvay hai ya dwayyan chore di hain tab yeh problem aaya hai dono soorat e haal mein ilaaj mein farq ho ga
Ap ke clenck kha p he
Doctor Main valium 10 mg ki 2 tablet le rahi aik subha aik rat ab ye mujhe ni mil rahi mujhe lexotnal pe shift karwa den ye kisi doosri benzo per or plz dose bhi bata dijiye ga valium ki total dose meri 20 mg hai
Dr sib mere sar main baht drd hy .main ny ye dawa chhore hy
Resperidone aur escitalopam kysa withdraw karna
Sir paraxetin ke dose kam karny ke bare vedio banao
Wo Antidepressant hai us par video majood hay
M olanzia 10 mg or kempro 5mg raat ko khata hn isko chorna kaa tariqa bta dain
Sir please koi ik vedo amotion pr ho ny chaye
Iam experiening worst ocd symptoms after taking ssri is it common although anxiety buhat kam hoi hai
Sir i m using tryptanol from last 4 years due to stress no sleep... Sudden my bp roses to 170/110 n gradually reduces after an hour... Plz guide any medicine
Sir me 1 psyco patient hun or apne dr k kehne se Alp tablet start ki thi abi agr me ye tablet na loon to mujhe neend nhe ati agr le loon to neend a jati he
Sir Paani Peenay Say Sperm Yani Manni Main Faida Hota Hai Ya Nahi
doctor lexotnal 6 mg se valium pe shift hona hai kitni dose equal hogi
Taqreeban 20mg se 25mg
Dr sb kaun si stage pe ye medicines continue rehny chai.
Video mein Sab Tau bta diya
Doctor my brain light is off and how its come back I feel no image in my mind what I do
Ap ke hospital kha p he
Lahore
Sir muj insomnia ha mind jakta rahat ha i am poor please medicine bat da sleeping parliyes i am 40 year old
Sir ap sy what's up per bat hui ma ny pointmant ly the lakin jnb ap ny jawab ni dya
Bhai main kafi pareshan ho
3 sal se
Mujhe headache hota hai
Main jab baat krta ho tou batein atak jaty hai
Meri body me is trah pain hota hai jesy needle pain ho mera sar itna dard karta hai kia batao sar chakar aaty hai mein jao tou jao kahan plzzzzzzzzz bata do kabhi kabhi is trah hota ho jesy nend me ho mein koi kuch kehta hai mujhe samjh ni ata confusion normal life task me b confuse rehta ho har chez me plzzz mera sar is trah heavy hota hai 💔🪡
Nsyat ki wja se gle me khana atk skta hai kya dctr sahb plz mje lazmi jwb dena
Yes it can but psychiatrist se pehlay ENT specialist ko zaroor check karwa lein
@DrAneelShafi ent specialist se chekup kraya hai wo dctrs kehte hn k sochti bht hn is liye khana rukta ap mje koi advice den please bht preshan hn
☑️
M 4 sal sy kha ri hu mjy stomach ki problem Hite ha Ned ni ate
Doctor sab tell us about quetiapine ?
Bhi ap kb sa ly rhy
Quetiapine Chorna Chahtay Hein Tau Esi Tariqay par aml kerain ya es pehlye bhi aik video hai antidepressants chornay Kay Baray mein malomaat
Aur Serif Dawai Kay Baray mein malomaat chaiye Tau video majood hai
How to leave quetiapine ?
Es Video mein bhi bhut Kuch btya gya hay aur es se pehlye aik video hay Channel par Antidepressant chornay ki
Sir m Muzffrabad sy hu me NASA 15mg tablet Ade kha ri hu ksy churu
neend ki baqi dawaiyon ki terhan is ko bhi aahista aahista chorra ja sakta hai. lekin mahswara yahi hai jin Psychiatrist ko Aap check karwa rahay tha unhi ko check karwaen. yeh dwayyan marhiz ki tabiyat dekh kar aur tareeqay se chorna behtar hai. khud se dawai chorney par mareez beech mein pareshan ho sakta hai.
@DrAneelShafi sir mjy stomach ka issue ha tb Ned b distreb rate ha PHR tb me majbori half tablet late hu
@DrAneelShafi Sir NASA 15mg tablet tk ha
@DrAneelShafi sir apko me sunte rate hu
Assalam o Alaikum doctor g ap sy appointment leni h ap NY Jo number mention Kia koi reply ni krta us number pr
Kon sa number diya gya tah Aap ko mojy reply ker dein.
Sir me depression ki medican use kar raha ho 8 year sy. Zeline tab 50 mg Sertraline furmula hy. Is sy mera depression 90% clear hy magar me ghar sy door ni jasakta iski waja jab road par traffic jaam hoti hy to car ya bike ki cylencer sy nikalny wali dowa usme mera dum gutta hy aur gabrahat hojati hy please koi rehnomai farmaye Q ky me karachi me ho aur aap Lahore me kis tara appointment hogi
Apko 8 years me koi sideeffects feel huwy he?
Health Street Clinic : Plot # 117, Block B, Bankers Town, Basement of Punjab Pharmacy, Kamaha Roundabout, Lahore.
-------------------------------------------------------------------
Lahore Care Hospital
Ghazi Rd, Nishtar Town, Lahore.
-------------------------------------------------------------------
Appointment/Consult Online : 03487791601 Mr Irfan.
(Editor Mubashir)
-------------------------------------------------------------------
-------------------------------------------------------------------
Ni sir koi side effects feel ni howa hy. Balky medicen kany sy faida hota hy@@muhammadsalih7207
Salaam sirr❤.sirr main 10month se escitalopram 10mg ka raha ho main abi 90./. Teek ho tu kiya isko kana band kardo plzz.sirr rehnumai farmaye.
Sirf yahi ly rahy ya sath koi our v plz jawab dyna
@@sk6614-t5t sirf escitalopram 10mg ly rahy hoon
@sk6614-t5t mujhe panic disorder ta .aur apko
@@murshidabbas9959 aisay nhi chortay bht tabyat bigharti hai... dobara jab start karty hai to phir sahi kaam nahi karti dawa... aap apnay Dr ko zaror dikhaye woh ahista ahista kam kar k churwa denge...
@sk6614-t5t sirf escitalopram ly Raha hoo
AP islmbad bethte hen
Lahore
Sir mein pindi sy ho ladi ho 40 + AP sy Kesy mil sakty hai
@@DrAneelShafi cal pe ap ko fess de k bat ho sakti
@@BitoNona6th road per doctor maryam bethiii han os ka pass jao
Thanks phiscartes hai details bata dein
ڈاکٹر صاحب آپ کو مریض دکھانا ھو تو بتادیں آپ کہاں بیٹھتے ھیں ٹائم لینے کے ليۓ فون نمبر بھی بتادیں