Agar larka aur larki dono iz khud mujood hon aur khud nikah fill kren during nikah ceremony, uss case main waqeel required hain, dono side se? According to law?
Haq-mehr ki koi value fix nahi hain Islam mein. Ye Haq mehr ladka ladki ya inki families mutual mashwre se fix krti hain. Jis p dono families agree ho jaye.
@@theoryoflaw1752 sir mane Union council sectary ko call kya ta wo bol Raha ha ma neka name dek ke apko fee batawonga ye kya seen ha agar os ne zeyada pase mange per kya Karo for example sarkari fee Kitna ha
Family Court Rules 1965
ruclips.net/video/xKUHem0DESQ/видео.html
Keep it up
Thank you 😊
Bht acha explain kia ap ne zaberdast,Meri talaaq hui ha tuo dekha k nikkah naama hi ghalat parhaaya hua tha
nice vid.
Thank you 😊
Bht shukriya ap ka
nice
Thanks
Zruri h k Talaq K column cross Ho? Kya female ko huq nhi
Ye haq tafwez kiya ja skta hai isi lye to column available hai, lekn mostly log wife ko talaq ka haq tafwez nhi krte
Agar larka aur larki dono iz khud mujood hon aur khud nikah fill kren during nikah ceremony, uss case main waqeel required hain, dono side se? According to law?
Aur divorce ka haq tafwez k liye kis kism ki sharait add krty hain?
Han g wakel required hain pir b , Qk wo uska sarparast hoga
Koi b shart ho skta hai jo aps mein understanding se ho , mshwra se
@@theoryoflaw1752 thank you
Dulhy ky wakeel ka ID card number ki jagah q nhi hy??
From where we can get Nikkah form ? Only from union council or open market ?
From union council
Sir aj ka waqt ma haqmaher kitna hona chiya
Haq-mehr ki koi value fix nahi hain Islam mein. Ye Haq mehr ladka ladki ya inki families mutual mashwre se fix krti hain. Jis p dono families agree ho jaye.
Sr.
Plz ye tu bty beewa klue kia sharaeet hy
Laarka kawara hy laarki biwa hy
Nikah ka tareqa bty
Bewa ki iddat complete ho jaye to wo b isi tarah nikah kr skti hai, lekn ye ko nikah form hai is mei likha jyga k ladki bewa hai
@@theoryoflaw1752 sr.
Mi ye pouchn charah tha beewa ourat ka
Certficat bnwana parta hy cout se
Ye reehnoumi farmi bhout mihrbaani
@@theoryoflaw1752 mi aapka bhout shoukr goizaar hu aapny jawab dya sr.
@@HamzaAli-ih9bw Divorce ya Khula ki surta mein apne Union Council ko inform krna hota hai, Union Council certificate jari krta hai
Sir Mene yeh pouchna larki Ki dosri Shadi ho nikah nama pr likhna zaruri hota talak shuda
Sir 2020 ma neka Nama fill kya ha or 2024 ma rejestraction karwana Chahta ho kitna fees ho ga
Same fees, chahy 2020 mei register kiya hota ya abi krna hai to fees same hai
Neka Nama rejestraction fees Kitna ha plz
@@KhalilUrRehman-lx1pc Union Council se apko information milegi
@@theoryoflaw1752 sir mane Union council sectary ko call kya ta wo bol Raha ha ma neka name dek ke apko fee batawonga ye kya seen ha agar os ne zeyada pase mange per kya Karo for example sarkari fee Kitna ha
@@KhalilUrRehman-lx1pc sarkari fees to 200 hain. Lekn late fees pir different hai
السلام وعلیکم
جناب بیواہ یا مطلقہ خاتون جس کے بچے بھی ہوں اس کا نکاح فارم پر کرنے کا کیا طریقہ ہے
To isi form mein zikr already hua hai. Us mein likhna padega k ladki widow ya divorced hain. Aur kitne bacchy hain wo b likhne hngy
@@theoryoflaw1752 شکریہ محترم
Agr dulhan or dulha k koi wakeel na ho to
Dulhe k lye likh dya jata hai k Dulha Khud mojod hai, lekn dulhan k lye kisi sarbarah ka hona zrori hai
18 aur 19 par cross kyu lagate Hain us par bhi razamandi se likhwana chahiye
G bilkul razamndi ho to likhwana chahye, koi pabandi nahi hain. Lekn mostly cross ❌ lgta hai
Sir apna number dijiye
03135978769
@@theoryoflaw1752 jazak Allah sir