Wali Ki Ijazat Kay Baghair Nikkah Hojaiega ? | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 1 окт 2024
  • Wali Ki Ijazat Kay Baghair Nikkah Hojaiega ? | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    ‪@MuftiTariqMasoodSpeeches‬
    In this video, we discuss whether a marriage can take place without the permission of a wali (guardian) in Islamic law. Understand the requirements and the role of the wali in the marriage process.
    ____________________________________________________________________
    ➤ Stay connected with us!
    👉 Subscribe us: / muftitariqmasoodspeeches
    👉 Like us on Facebook: / muftitariqmasood
    👉 Follow us on Instagram: / mufti_tariq_masood
    👉 Follow us on Twitter: / muftitm
    ➤ PLEASE JOIN OUR PRIVATE GROUP
    / muftitariqmasood
    ➤ For Masail Program Join us on Ask Mufti Tariq Masood
    / asktariqmasood
    #wali #nikkah #muftitariqmasood

Комментарии • 27

  • @Anonymous.x12
    @Anonymous.x12 3 месяца назад +3

    Mufti Sahab, Aap ek course banaye jis me har tarah ki paaki napaki, Wudu ke tarike, ghusl ke tarika, Ghusl kb fard hota hai, Qada Namaz kaise padhi jaaye, Islam kya hai, Tawheed kya hota hai. Napaki kaise failti hai.
    Jo ki Youth oriented ho, kyunki youth me bahut islamic ilm ki kami hai.
    Love from Delhi ❤❤❤❤❤❤

  • @azizurrahman3956
    @azizurrahman3956 3 месяца назад +4

    آ پ کا پوسٹ دیکھا بہت پسند آیا آ پ کا ا امریکا کے مدرسے کا دورا دیکھا بہت پسند آیا اور اس مدرسے کی تعلیم بہت پسندآی آ مین ثمہ امین

  • @Samsunghyd
    @Samsunghyd 3 месяца назад +2

    Our family's beloved personality mufti Tariq Masood saab

  • @Faanibhaii
    @Faanibhaii 3 месяца назад

    اسلام و علیکم ، مفتی صاحب برائے مہربانی ذرا اس موضوع پہ بیان کریں کہ پچھلے چند دنوں سے سوشل میڈیا پہ ایک خبر گردش کررہی ہے کہ حضور صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کی آواز مبارک کسی ریسرچر کمپنی نے ریکارڈ کیا ہے ؟؟ عثمان فانی کویٹہ سے

  • @یوسفابنیعقوب-ث6ك
    @یوسفابنیعقوب-ث6ك 3 месяца назад +2

    ❤ محمد صلی اللّٰہ علیہ والہ وسلم ❤ محمد صلی اللّٰہ علیہ والہ وسلم

  • @MohdkaifUstaad-ty3jt
    @MohdkaifUstaad-ty3jt 3 месяца назад +3

    ماشااللہ ❤

  • @raghibsiddiquiofficial
    @raghibsiddiquiofficial 3 месяца назад

    بھائی یہ والا بیک گراؤنڈ بہت اچھا ہے
    یہی یا ایسا ہی رکھو ہمیشہ کے لئے

  • @HurremHurrem-gb5qe
    @HurremHurrem-gb5qe 3 месяца назад

    Mofti sahab me apko Allah ka wasta dty. Ho mere madad kijy me khud kashi k karib agy apko Allah ka wasta dty ho. Mere. Madad kijy

  • @mannoshaikh6860
    @mannoshaikh6860 3 месяца назад

    Assalamu alaikum. Sir mera aik sawal hai agar kisi ka ghar itna chhota ho k wazu kliye null bhi kholy toh dusron ki neend kharab hogi tou agar aisa shaksh fajir ki farz namaz kliye uthy or ghar k baqi log ussy jhagra karein k tum ny huqooqul ibaad adaa nahin kiye dusron ki neend kharab kr k unhein azziyyat di hai tumhari namaz qubool nahin hogi or uss shakhs ko torture kiya jaata ho mentally toh aise mein kia kary rehnumai kr dein plz sir kia namaz qubool nahin hogi qk nafli ibaadat toh nahin farz namaz sy unhy taklif horahi or chhupp k uthna bhi mumkin nahin so rehnumai kr dein plz plz sir

  • @tofikshaikhtofikshaikh8784
    @tofikshaikhtofikshaikh8784 3 месяца назад +1

    Mufti Sahab main aapse online nikaah parwana chahta hun bataiye aapse raabta kaise hoga taufik India Surat

  • @zainabaz5122
    @zainabaz5122 3 месяца назад

    Allah Mufti sahaab ko pm banaaye Pakistan ka hamara padosi mulk bhi achha tarqi karna chahiye

  • @mdrasid1046
    @mdrasid1046 3 месяца назад +2

    Mashallah

  • @candykhan1136
    @candykhan1136 3 месяца назад

    Taubah Or Mighfirat mai antar kay hai bataye mufti saheb❤

  • @mohammadnazeer661
    @mohammadnazeer661 3 месяца назад +2

    ❤❤

  • @subhanallah6
    @subhanallah6 3 месяца назад

    Sirf Hanafi ma ho skta ha is k elawa Maliki shafi Hanbali Ahl e Hadis kisi ma b jainz ni ha

  • @mohdumaraarifkhan8481
    @mohdumaraarifkhan8481 3 месяца назад +1

    MASHA ALLAH ❤️❤️

  • @misbahashfaq7708
    @misbahashfaq7708 3 месяца назад +1

    Definitely excellent explained

  • @Eaglegang1.2
    @Eaglegang1.2 3 месяца назад

    Maulana Sahab Meri shadi 2022 me Hui Thi Mujhe 6 mahine Me Hi ghr Se Darkhwast Krdiya Gya Kyonki Mai Apni Biwi Ko Talaq Nhi dena Chahta hun Mere papa Ka Kehna Hai Agr Iss Ladki Ke sath Rehna Hai Toh Iss Ghr Me Kadam Mt Rkhna Chodhke aana Ho Toh chle Aana Mgr Meri Biwi Me Aisa Ek Bhi Ayeb Nhi hai Ke Mai Usse Chodh Du Naa To Usne Mere Walid Se Kbhi Nzre utha Ke baat Ki na Hi Meri waliden unka Kehne Hai Ke Meri saans Se Unki nhi Banti Lekin Isme Mai Apni Biwi Kyon chodu Mujhe Apni Biwi Se Mtlb hai Jisse Mera Nikal Mere ammi abbu Ne Karwaya Tha maine Apne Ghr Se Ek Dhela Bhi Nhi Liya Naa Hi Paisa Na Hi Sona Naa Hi Meri Biwi ke ghr waalo ne jo jahez Diya Tha Mai Ek Jode Me Ghr Se Bahar Nikla Apni Biwi ke Sath Humne Lakh Koshishe Kri Sab sahi Hojaye Mere Dadaji Ne Bhi Bahot Koshishe ki Magar KuCh Sahi Nhi Hua isme Kyaa Mai apni Biwi Ke Sath Kiraye Ke Makaan Me reh rha Hun Isme Mai KuCh Galat Toh Nhi Kr Rha Jaane Anjaane Kuch Glti Toh Nhi kr rha Kya Isme Mujhe Apne Baap Ki Baat Maan Kr Biwi Ko bewajah Chodhna Chahiye Tha?

  • @MuhammadUsman-rl7pz
    @MuhammadUsman-rl7pz 3 месяца назад

    wali hud phasa ho to?

  • @Sumaiya-qidwai-119
    @Sumaiya-qidwai-119 3 месяца назад

    Wali ki ijazat ke bagair Girl ka Nikah nahi ho sakta h. Hadees ke According woh Nikah Jhootha h.
    😊😊😊

  • @shahedi1407
    @shahedi1407 3 месяца назад +1

    Assalamoalaikum mufti sahab hum zinda the aur mere shohar ne meri janaze ki namaz parha di thi isliye 20th june ko fajr ke waqt hum suicide karege InshaAllah 😇

    • @IK-cs5dt
      @IK-cs5dt 3 месяца назад

      Kya Howa sis Yar asa mat bolo

  • @JohnsonZulfoqar
    @JohnsonZulfoqar 3 месяца назад

    Sir Kya ap mujhay btayen gay kaya bible change hai me apki video ka wait karunga

    • @ShahreyarNafis
      @ShahreyarNafis 3 месяца назад

      Bhai Bible jo hai n wo isha alahisslam pe najil hui lekin Bible me Aaj kuch line hi Aisa hai jo isha a s ka hai baki usme logo ne adding Kiya hai

  • @shazadshazad8800
    @shazadshazad8800 3 месяца назад

    السلام علیکم ۔۔۔۔ مولوی صاحب اس میں شک نہیں کہ آپ کے پاس بہت علم ہے مگر یہ بھی سچ ہے کہ صحابہ بھی اگر کسی معاملے میں غلط فیصلہ کرتے تو اگر ان کے سامنے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کا قول آ جاتا تو وہ رجوع کرتے تھے تو اگر کوئی آپ سے صحیح بات پوچھ کر رجوع کر لیتا ہے تو اس میں فرقہ کہاں سے آ گیا ۔۔۔ضروری نہیں کہ غلط بات پر بھی اپنے امام سے جڑا جائے ۔۔۔