Waah mufti saahab pehli baar kisi mufti ya molvi sahab kay moo se ye sachi seedhi batein sune ko mili hain, dil ki batein ched di aap ne dil khush hogya wallahi, allah har mufti ko isi tarah original aur do tok batein kehne ki taufeeq day.. Aameen
Mardon ko bhi control krna chahiye khud par ghalat mardon ki wajah se gherat mand mardon ko bhi sharminda hona parta hai aur phir society ghalat ko ghalat nahi bolti seedha mard ya aurat ko ghalat samjha jata hai.
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته مفتی صاحب آپ نے جتنا بھی بیان کیا ھے بلکل ٹیھک ھے آج کل ایسا ہی ہوتا ھے صرف ایک قانون ہونا چاھے عورت جاۓ خولہ لے لیکن ایک ہونا چاھے جج کو چاھے جب بھی بچوں کا خرچہ ڈالے تو بچوں کا ڈی۔ این ۔اے ھونا چاھے ۔اگر ایک بندے کو بیس سال بعد پتہ چلے یہ بچے میرے نہیں ھے تو پھر آپ کے اوپر کیا گزے گی
Actually I am a lawyer of high court and lemme correct you Mufti sab if the lady have wicked character then the custody of the children will be shifted to husband it's written in our Muslim personal law. Anyone who wants legal Islamic consultancy you are more than welcome thank you everyone jazakAllah Khair.
Assalaamualaikum wa'rehmatullahi wa'barakatuhu.. Brother junaid.. May i know.. From wher u belong or where do u live.. Its been almost 14 years.. Nd my ammi and abbu are in shadeed aazmaaishh..."and the mattr is about case and court and all that.. We badly need a lawyer to whom v can trust..and aaj kal jis tarha se mahol ho rakha hai.. Be'emaan ho gai hai duniya.. Anyways much more to say.. Please could u mention your city name.. So that we can proceed to tok.. JazakALLAHU khairan
@@ayeshasameensameen820 but it's all about the facts and truth dear ....how you can blame the whole judiciary there is still some good people who,s running this country.
Log Shadi karne se nhi darte, log ghalat shahks ke sath rishta jur jane se darte hayn, ghalat shahks ke sath se darte hayn. Isliay hamesha apne naseeb ki Dua karni chahye. Ke Allah us shahks ko rehmat bana ke dey, zehmat ya azmaish bana ke na dey. Allah ham sab ke naseeb achy kare, Ameen.❤
I think you live in Pakistan but I live abroad and what he is talking about it is very prevalent in Muslim societies living abroad. Ye abhi jis sahib ki baat Kar rahe hain wo inhe Australia ke tour par Milay thay jinho ne inko apni personal marital family situation se tang hokar bataya tha. Hota ye he ke jab financially stable aadmi Pakistani Larki ko shaadi karke America USA Canada UK lekar aata hai tou kuch time baad wo apne Asli rang dekhati hain aur court bhi unhai support karti hai. Larkiya yaha akar PR hasil karne ke baad "gold diggers" ban jaati hai. Sab nahi kuch ka emaan mazboot hota hai aur husband se wafa karti hain leken buhut si ye harkatein karti hain. Jis ki waja se log Pakistani aurton se shaadi nahi kartay balkay jo pehlay se abroad Mai hoti hain unko prefer kartay hain leken guarantee kisi ki bhi nahi😅 Leken aap ki baat bhi theek hai ke itnay sakht alfaaz istemaal nahi karne chaiye thay aur mard aurat dono ka criticism Banta hai sirf female ka nahi.
maine jitne BHi aurte dekhi hai devorce wali un sab KO apne shohar ki wajah se hi tallakh mila hai ladkiya bht soft dil ki hoti hai aur un ki thodi adat tedi khism ki hoti hai ladko kaam hai ki apni biwi KO achi tarha samjhe naki unhe tallakh dede unhe jitna pyar se samjhaye so utni achi hoti jati hai❤
@@mrblack8741westin culture ko mat copy karo Pakistan ke logo ko Bolta hu ma kyu ke india ma hum na westin culture ko copy kar liya ab hum ro raha h 😢
Aik baar mujhe b aik Auraat ne Zina ki dawat di thi lakin Mai bari mushkil se Zina se bach ke waha se Bagh gaya. Or apne ap ko Zina ki lanat se bacha liya
Totally agree with, community is denying it especially when the women shows she is the innocent one. I don’t think this is only happening in modern society, this issue is occurring all over the world.
Mufti Sahab. Masha Allah kya pyara bayan kia hai aapne. Society ka asal chehra dikhaya hai. bohat hi zabardast bayan dia hai. Allah aapki mehnat qubool farmaey. Aaj kal larkiyoon ka koi aitbaar nhi raha. ye log deen ka mazak uratay hain. Lanat hai Libral logoon pe.
Same situation hai india mai bhi. Or afsoos ki baat yeh hai k arab jo allah ka pasandida mulk hai waha bhi yahi halat. Mashallah allah ka kya sabr hai 12:4412:4512:4612:4712:4812:50
السلام علیکم و رحمت اللہ و برکاتہ, Hazrath Janab Mufti Tariq Masood Sahab, Zabardast bayaan hei aapka, جزاک اللہ خیرا, جزاک اللہ, آمین ثم آمین, السلام علیکم و رحمت اللہ و برکاتہ، Hazrath Janaab Mufti Tariq Masood Sahab, Allah paak, aapku aur aapki family ko aur aap kei poorei qaandaan ko aur aapkei tamaam ahle wa ayaal, rishtedaar aur mohsineen ko, Imaan/Sahath/Umer/jaan/aimaalei sauleh/daulath/maal/izzath/ilm/knowledge, mei qoob barkath wa taraqqi atha farmayei, aafiyath, amen aur khushiyein kei saath, duniya aur akhirath mei, آمین ثم آمین آمین, Yei duayein, Allah paak merei aur merei tamaam ahle wa ayaal wa mohsineen kei haq mei bhi qabool farmayei, آمین ثم آمین آمین
I am 29 years old....Meri Ami g to abi b hmn mar dyti hn....and bht strict ri hn mri mother baba mere out of country re h. Meri mother ne hmre uppr hr lhz se nzr rkhi.....means esa environment bnyia hua Jo k abi tk hai k bhr Jo b kch ho sai ho glt ho har bat a kr hm sb bhen Bhai dscs krte hn aj b.....and phones hm b use krte hn.....but Alhamdollillah Allah ka krm hai kabi b kch glt use Ni kiya....and Meri mother to gusse aye to abi mar par jati hai UN se mgr hm UN k smne blte ni JB wo gusse mn h .....sari bat ka khulasa ye hai k ger ka environment or Islamic education bht matter krti hua...ensan burai se bacha rhta hai...... Alhamdollillah 6 Saal se job kr ri hn kabi kch glt ni kiya daily a ri hn daily ja ri hn Apne kam se kam rkhti....to family environment mattr krta bht......
میں آپ کا ایک بہت بڑا فین ہوں اور آپ کے بیانات بہت شوق سے سنتا ہوں. آج پہلی دفعہ آپ کو بیان کے حوالے سے تصحیح کرنے کی جسارت کی جس پر معزرت چاہتا ہوں کیونکہ میں کسی بھی بیان میں آپ کو غلطی کرتے ہوئے نہیں دیکھ سکتا.
Baat sahi kahe hai aap talaq ke bare me same aisa hi ho raha aaj ke jamane me aur ye bahut teji se aurto ka business chalu hai kanoon ke jariye kanoon ke jariye ladko ko ladki ko paisa dena padta hai kharch
Aslaam alaikum mashallah buhat acha bayan diya apne mulana shahab .mera aik sawaal hai aap bas aurat ko point kr rhe ho ab agr yahi cheezai marad dohraye toh aurat ka koi haqq nhi hai ki wou uss se talakh de ya kuch aur ?
تمام خواتین کو حجاب/برقع پہننا چاہیے۔ سب روزانہ پانچ وقت کی نماز پڑھیں۔ والدین کو بچوں کی شادی میں جلد بازی کرنی چاہیے جب وہ جنسی طور پر بالغ ہو جائیں (لڑکیوں کے لیے 9 سے 11 سال اور لڑکوں کے لیے 12 سال کی عمر) اور اس وقت تک انہیں اپنے بچوں کو احتیاط سے دیکھنا چاہیے۔ شادی کے بعد بھی پڑھائی جا سکتی ہے۔ بہت سی خواتین شادی کے بعد پی ایچ ڈی بھی کرتی ہیں۔
مجھے ایک سوال کا جواب چاھئیے۔ ہر جگہ عوارت غلط نہیں ھوتی۔ سوال یہ ھے کہ اگر شوہر بد کردار ھو ظالم ھو جبکہ اسکی بیوی با کردار اور اچھی عورت ھو تو اگر وہ عورت اپنے شوہر کے ظلم سے تنگ آ جاۓ ظلم مطلب اسکا شوہر اسکو مارتا پیٹتا ھو اور روز مرہ کی ضروریات بھی پوری نا کرے تو س صورت میں تو یہ عدالتی قانون ٹھیک ہی لگتا ھے کہ عورت عدالت کے زریعے خلع لے لے۔ کیونکہ مرد ذہنی مریض ھوتا ھے تو وہ طلاق بھی نہیں دیتا اور حد سے زیادہ ظلم بھی کرتا ھے۔ اس بارے میں بتائیں کیا حل ھے اسکا۔
Waah mufti saahab pehli baar kisi mufti ya molvi sahab kay moo se ye sachi seedhi batein sune ko mili hain, dil ki batein ched di aap ne dil khush hogya wallahi, allah har mufti ko isi tarah original aur do tok batein kehne ki taufeeq day.. Aameen
Me ek ladki hun but me agree krti hu mufti sahab ki baton se...ki aaj k jamane mein jo kuch v galat ho rha hai us mein ladkiyon ki galti zada hai
Bilkul sahi ,,females ko darr ko nahin Allah ka
❤
Mardon ko bhi control krna chahiye khud par ghalat mardon ki wajah se gherat mand mardon ko bhi sharminda hona parta hai aur phir society ghalat ko ghalat nahi bolti seedha mard ya aurat ko ghalat samjha jata hai.
Alla ko haq bat pasand h
From mumbai
Allah aap ki Umar e daraj kare. Lots of love from india ❤❤❤❤❤❤
Laa ilaha illallah muhammadur rasool'ullah
(Sallallahu alaihi wasallam)
Subhanallah ❤️
Alhamdulillah ❤️
Allahu Akbar ❤️
Mohobbat ke bare me kuch janna h
Mohabbat karna gunha h
بہترین بیان
جزاک اللہ مفتی صاحب اللہ کرے ہم سب کی سمجھ آجائے بات
بےشک یہ بات صحیح کہی اپنے
اللہ تعالی ا ہم سبھی کی حفاظت امین ثم امین
Ameen
Aameen
ماشااللہ بہت ہی خوبصورت بیان کیا مفتی صاحب نے ہاں یہ صحیح ہے
Molna is doing good work MashaAllah
noT molana dear MUFTI
He only defend mens.
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته مفتی صاحب آپ نے جتنا بھی بیان کیا ھے بلکل ٹیھک ھے آج کل ایسا ہی ہوتا ھے صرف ایک قانون ہونا چاھے عورت جاۓ خولہ لے لیکن ایک ہونا چاھے جج کو چاھے جب بھی بچوں کا خرچہ ڈالے تو بچوں کا ڈی۔ این ۔اے ھونا چاھے ۔اگر ایک بندے کو بیس سال بعد پتہ چلے یہ بچے میرے نہیں ھے تو پھر آپ کے اوپر کیا گزے گی
اللہ تعالیٰ آپ کی عمر میں برکت عطا فرمائے آمین
علم میں برکت عطا فرمائے
5:06 is the best time❤
ALLAH mujhe zina se bachaye jo bhi ye video dekh rhe h ya dekhenge mere liye dua kre
Luv o Baiie❤
tumhe bhi aur tamaam mard -O- Aurat ki allah zina se hifazat farmaye aur tamaam gunaho se
Ameen
Ameen
@@SaifaliKhan-zk6sh summa ameen
100% thek kaha janab achy sy samjhaya kuch log hen jo abhe bhe nahe samajh rahy bat ko
Actually I am a lawyer of high court and lemme correct you Mufti sab if the lady have wicked character then the custody of the children will be shifted to husband it's written in our Muslim personal law. Anyone who wants legal Islamic consultancy you are more than welcome thank you everyone jazakAllah Khair.
Unfortunately, our justice system is not just. These days the judicial system is pro women and not just.
Assalaamualaikum wa'rehmatullahi wa'barakatuhu.. Brother junaid.. May i know.. From wher u belong or where do u live.. Its been almost 14 years.. Nd my ammi and abbu are in shadeed aazmaaishh..."and the mattr is about case and court and all that.. We badly need a lawyer to whom v can trust..and aaj kal jis tarha se mahol ho rakha hai.. Be'emaan ho gai hai duniya.. Anyways much more to say.. Please could u mention your city name.. So that we can proceed to tok.. JazakALLAHU khairan
@@ayeshasameensameen820 but it's all about the facts and truth dear ....how you can blame the whole judiciary there is still some good people who,s running this country.
Shariat lawyer hain aap k Constitution made by men? Asking from India
As he told you Mr lawyer of high court please listen carefully ky law likha hwa hai lkn is per Amal nae kiya jaw rha
Log Shadi karne se nhi darte, log ghalat shahks ke sath rishta jur jane se darte hayn, ghalat shahks ke sath se darte hayn. Isliay hamesha apne naseeb ki Dua karni chahye. Ke Allah us shahks ko rehmat bana ke dey, zehmat ya azmaish bana ke na dey. Allah ham sab ke naseeb achy kare, Ameen.❤
SHi bola ❤😢
I think you live in Pakistan but I live abroad and what he is talking about it is very prevalent in Muslim societies living abroad. Ye abhi jis sahib ki baat Kar rahe hain wo inhe Australia ke tour par Milay thay jinho ne inko apni personal marital family situation se tang hokar bataya tha. Hota ye he ke jab financially stable aadmi Pakistani Larki ko shaadi karke America USA Canada UK lekar aata hai tou kuch time baad wo apne Asli rang dekhati hain aur court bhi unhai support karti hai. Larkiya yaha akar PR hasil karne ke baad "gold diggers" ban jaati hai. Sab nahi kuch ka emaan mazboot hota hai aur husband se wafa karti hain leken buhut si ye harkatein karti hain. Jis ki waja se log Pakistani aurton se shaadi nahi kartay balkay jo pehlay se abroad Mai hoti hain unko prefer kartay hain leken guarantee kisi ki bhi nahi😅
Leken aap ki baat bhi theek hai ke itnay sakht alfaaz istemaal nahi karne chaiye thay aur mard aurat dono ka criticism Banta hai sirf female ka nahi.
It's true nowadays marige is to much scary😢 special for girls
Queen assalamualaikum
Ameen
Solidd speech
Zabardastt mufti sahab🫶🫶🫶
Jo byan kiya yhi realty h
Allah hamari har shar se hifazat kare aameen😢😢
Great sir /Moulana / Mufti / … you have raised the genuine issue
Ma sha Allah Molana sbb bhht alla speech krty hn impressive ❤
Mufti sab ki baat bilkul sahi hai
maine jitne BHi aurte dekhi hai devorce wali un sab KO apne shohar ki wajah se hi tallakh mila hai ladkiya bht soft dil ki hoti hai aur un ki thodi adat tedi khism ki hoti hai ladko kaam hai ki apni biwi KO achi tarha samjhe naki unhe tallakh dede unhe jitna pyar se samjhaye so utni achi hoti jati hai❤
Sir phaly shadi karln..umeed ha kay ap mature ho jou gay...
@@mrblack8741westin culture ko mat copy karo Pakistan ke logo ko Bolta hu ma kyu ke india ma hum na westin culture ko copy kar liya ab hum ro raha h 😢
U r right humary mulk Ki divoce wali or zani ha molana sab keya kahna cha rahy hain
@@Amnakhan-597 ap kehna kya chahte ho pehle yeh samjhao.. kya likhliye kya nai kuch samjh me nai aara matlab
Ha larke jayse bhout izat wale ho
Allah sb ko amal krny aur hidayat deny ki tofeeq ata farmai Ameen Sumameen 🤲
Aik baar mujhe b aik Auraat ne Zina ki dawat di thi lakin Mai bari mushkil se Zina se bach ke waha se Bagh gaya. Or apne ap ko Zina ki lanat se bacha liya
🎉
Aapne Allah ke liye zina se bacha ab iska sila BHI Allah hi dega aapko insha allah
ALLAH Bless you
Allah aap jaise ko jindagi bhar Salaamat rahe
Assalamualaikum doing good work Mufti saheb
Haqeqat bta rae ha sb JazakAllah Allah burai sa mehfoz rkhy amen
ALLAH hamen hidayat ata farmaye, I don’t agree with moulana sb with many issues but about this I 💯% agree with him
Totally agree with, community is denying it especially when the women shows she is the innocent one. I don’t think this is only happening in modern society, this issue is occurring all over the world.
Mufti Sahab. Masha Allah kya pyara bayan kia hai aapne. Society ka asal chehra dikhaya hai. bohat hi zabardast bayan dia hai. Allah aapki mehnat qubool farmaey. Aaj kal larkiyoon ka koi aitbaar nhi raha. ye log deen ka mazak uratay hain. Lanat hai Libral logoon pe.
mufti sahab buuuuhhht Zabardast bayan kiya aap ny sun kar aanso aa gye yaar Sari haqeqat biyan kar dii ap ny aaj ky waqt ki❤❤😢
Mashaallah allah aapko salamet rakhe.❤❤❤
Apne to Pora Pakistan Ka hi Wat Laga Deya Bahot Acha Laga Apka yee Bayaan Son Ke Allah Apko Lambi Zandgi De 👍🤲
Beshaq❤
mufti sahab great wordings
Mufti is my heart ❤❤❤
Mualana is a gem for Pakistan ❤
❤
bech de
یہ بات بلکل صحیح فرمایا اپ نے
Same situation hai india mai bhi. Or afsoos ki baat yeh hai k arab jo allah ka pasandida mulk hai waha bhi yahi halat. Mashallah allah ka kya sabr hai 12:44 12:45 12:46 12:47 12:48 12:50
Molana sahab aapke bayane mujhe bhut inspire karte h .. Aallah aapko lambi Umar aata farmaye❤❤❤
حق گوئی کی آپ نے ، اللّٰہ جزاۓ خیر دے
dil ke bat bola apne mufti sabbbbb
bilkul sahi kaha aapane Maulana Sahab jabardast byan hai😢😢😢😢
السلام علیکم و رحمت اللہ و برکاتہ,
Hazrath Janab Mufti Tariq Masood Sahab,
Zabardast bayaan hei aapka,
جزاک اللہ خیرا,
جزاک اللہ,
آمین ثم آمین,
السلام علیکم و رحمت اللہ و برکاتہ،
Hazrath Janaab Mufti Tariq Masood Sahab,
Allah paak, aapku aur aapki family ko aur aap kei poorei qaandaan ko aur aapkei tamaam ahle wa ayaal, rishtedaar aur mohsineen ko,
Imaan/Sahath/Umer/jaan/aimaalei sauleh/daulath/maal/izzath/ilm/knowledge,
mei qoob barkath wa taraqqi atha farmayei, aafiyath, amen aur khushiyein kei saath, duniya aur akhirath mei,
آمین ثم آمین آمین,
Yei duayein, Allah paak merei aur merei tamaam ahle wa ayaal wa mohsineen kei haq mei bhi qabool farmayei,
آمین ثم آمین آمین
Atleast you said truth finally
دھویں دار حق پر مبنی بیان❤
Beshak bahoot zabardast bat ki hai molana apne
بات تو صحیح ہے کیونکہ یہ حالات پاکستانی ہو چکا ہے یہ بدولت ہے لیکن مرد کو بھی دھیان رکھنا ہوگا عورت کو بھی دھیان رکھنا اور دونوں کو دھیان رکھنا ہوگا۔
اللہ تعالیٰ آپ کو جزائے خیر دے محترم مفتی طارق مسعود صاحب!❤
ماشاء اللہ
Great speech by Mufti ❤
I am 29 years old....Meri Ami g to abi b hmn mar dyti hn....and bht strict ri hn mri mother baba mere out of country re h. Meri mother ne hmre uppr hr lhz se nzr rkhi.....means esa environment bnyia hua Jo k abi tk hai k bhr Jo b kch ho sai ho glt ho har bat a kr hm sb bhen Bhai dscs krte hn aj b.....and phones hm b use krte hn.....but Alhamdollillah Allah ka krm hai kabi b kch glt use Ni kiya....and Meri mother to gusse aye to abi mar par jati hai UN se mgr hm UN k smne blte ni JB wo gusse mn h .....sari bat ka khulasa ye hai k ger ka environment or Islamic education bht matter krti hua...ensan burai se bacha rhta hai...... Alhamdollillah 6 Saal se job kr ri hn kabi kch glt ni kiya daily a ri hn daily ja ri hn Apne kam se kam rkhti....to family environment mattr krta bht......
Ji mashaAllah Aap ki ammi ne bhot Apaki Tabiyat ka dhyan rakha kyuki single mother hote hue bhi bhot Tawajjo di.
Good,
Apki mom bht achi environment di apne, and as u knw very well what is right & what is wrong now u understand.😊
Shadi Karni hai??
❤
मौलाना सहाब को लाईक और फॉलो करें बहुत खूबसूरत बयान करता है माशाअल्लाह
Assalamu alaikum 🥀🥀 subhanallah Allah aapki Hifazat karen🥀🥀🥀💯💯💯,
So proud muftee sahib ma Sha Allah Allah salamt rky
Handoffs to your work you are doing really good 🇮🇳🇮🇳🇮🇳....
True said dear Qari sab....❤❤️🩹❤️🔥💯🤝🏻
Allah ham sab ki hifazat farmaye
Ameen
Buht achii bat ki h ❤
ماشاءاللہ بہت خوب
Allah Pak ham sab ki ghunaho se hifazat farmaye Mufti sahab app great ho Allah Pak hmesha apko sehatmand rakhe Ameen
Great speech
Ma Shah Allah bohat alah g❤
❤ From Bangladesh.
میں آپ کا ایک بہت بڑا فین ہوں اور آپ کے بیانات بہت شوق سے سنتا ہوں. آج پہلی دفعہ آپ کو بیان کے حوالے سے تصحیح کرنے کی جسارت کی جس پر معزرت چاہتا ہوں کیونکہ میں کسی بھی بیان میں آپ کو غلطی کرتے ہوئے نہیں دیکھ سکتا.
Choti c alfaz ki ghalti thi mere bhai insan hain wo
Bhai sach to batarahe hain lekin unki Baat sidhi dil taak paunch rahi hai isi liye galti lagrahi hai
Apki tasheeh ka andaz mujai pasand aaya❤
.
Molna is doing good work MashaAllah ❤❤❤
Allah pak apko jazaykhaier dy. Ameeen
Maulana everything ends up to knowing islamic values. May Allah keep us all protected..
ماشاءاللہ ❤❤❤ بلکل سھی فرمائے آپنے مفتی تارق مسود صحاب
MashaAllah
Nice ...
Mufti sahab aisi baate sunke to koi kaisey shaadi ka decision le paayga mann hi ni karega yhi dekh dekh k shaadi ka mnn hi ni h
kya bat ha mufti saab bilkul thk ARZ kr rhy hn ap
ماشااللہ مولانا صاحب
Absolutely right 💯💯💯 mufti sab❤
Inshallah one day i will meet ❤ you
بلکل حقیقت مفتی صاحب اپ نے تو ھمیں رلا دیا 😅
Baat sahi kahe hai aap talaq ke bare me same aisa hi ho raha aaj ke jamane me aur ye bahut teji se aurto ka business chalu hai kanoon ke jariye kanoon ke jariye ladko ko ladki ko paisa dena padta hai kharch
He is right,good work by molana sahib
Im Bangladesh 😊but i love Pakistan ❤and love you Pakistani vai oi 😊😊
All women should wear Hijab/Burqa.
All should pray 5 times Namaz daily.
ALLAH ham sab k maa baap lambi zindagi ata fermaaiy
Allahumma'Ameen
Great job molana sahab there is need to change our vision and raise our voice against this system being a muslim
Aslaam alaikum mashallah buhat acha bayan diya apne mulana shahab .mera aik sawaal hai aap bas aurat ko point kr rhe ho ab agr yahi cheezai marad dohraye toh aurat ka koi haqq nhi hai ki wou uss se talakh de ya kuch aur ?
काश मुफ्ती साहब हमारे इंडिया में आए और हम जैसों को इनसे मिलने का मौका मिले अल्लाह करे ऐसा हो मेरी मेरे अल्लाह से ये दुआ है
Bhut hiii khubsurat video haii real haii ye baate ...
Tariq jameel demonstrates for ideal life while mufti masood throws light on practical life
Allah ham sab muslmano ki kabhira sagirah gunaho ko maf kare ameen 🥺🥺❤️🩹😭🕋🇮🇳🤲
12:01 astaghfirullah my heart rate is high when I listen this 😢😢😢😢
Masha'Allah Mufti s.b. app ko Allah swt sabit qadam rakhe, or madad farmaye, aisse muaashrati masail pe kaheen se awaaz buland nahe ho rahi..
Allah ham sab k maa baap ko
Lambi zindagi ata fermaa iy👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Mushkil hay es bt ko digest karna aurat zat ky khilaf sab sunna lkn ya sach hay we have to digest it .
اللہ اکبر 😔🥀🇮🇷🇷🇺🇵🇰🇨🇳🇮🇶🇵🇸🇱🇧☝🏻
Thik kah rhe ap hmri bhabhi hmre liye azaab bn gyi h but hm kuc nhi kr sakte h 😢😢 kanoon Aisa h
Allah sa duwa karo aap har namaz allah aap ki bhabi ku neak hedayat zarur deaga
Ap b parda karo baji dp nikal do baqi ap ki marzi
Kya hua ha apka sath btya gi ap?
😢
@@mohdsohailsohail7074 ji meri nhi h dp h
Sahi baat bole 6:40
Hum India se h gajiyabad se apke byan kafi ache
As Salam alykum molana shaeb im from India uttar pardesh aap deobaand kb a rhe ho
@@user-ot3xj9rj8xdeo ko band kerna chor do
تمام خواتین کو حجاب/برقع پہننا چاہیے۔ سب روزانہ پانچ وقت کی نماز پڑھیں۔ والدین کو بچوں کی شادی میں جلد بازی کرنی چاہیے جب وہ جنسی طور پر بالغ ہو جائیں (لڑکیوں کے لیے 9 سے 11 سال اور لڑکوں کے لیے 12 سال کی عمر) اور اس وقت تک انہیں اپنے بچوں کو احتیاط سے دیکھنا چاہیے۔ شادی کے بعد بھی پڑھائی جا سکتی ہے۔ بہت سی خواتین شادی کے بعد پی ایچ ڈی بھی کرتی ہیں۔
Allah aapko jazae khai ata farmaye
You are 100% right
Assalamualaikum everyone ❤❤
مجھے ایک سوال کا جواب چاھئیے۔
ہر جگہ عوارت غلط نہیں ھوتی۔
سوال یہ ھے کہ اگر شوہر بد کردار ھو ظالم ھو جبکہ اسکی بیوی با کردار اور اچھی عورت ھو تو اگر وہ عورت اپنے شوہر کے ظلم سے تنگ آ جاۓ ظلم مطلب اسکا شوہر اسکو مارتا پیٹتا ھو اور روز مرہ کی ضروریات بھی پوری نا کرے تو س صورت میں تو یہ عدالتی قانون ٹھیک ہی لگتا ھے کہ عورت عدالت کے زریعے خلع لے لے۔
کیونکہ مرد ذہنی مریض ھوتا ھے تو وہ طلاق بھی نہیں دیتا اور حد سے زیادہ ظلم بھی کرتا ھے۔
اس بارے میں بتائیں کیا حل ھے اسکا۔
Masallah 👍
May allah protect us from zina ❤
Allah apko Jaza e kher de
Main AP ka bhot bada frind ap ki bayan bhot Shok se sunta hn allha pak AP ko salamat rakhain