Yeh galat information hai, as per Sonyputra Corona fans - Pehle Karna ne Bheem ko haraya, phir usne Arjun ko bhi hara diya phir usse laga ki ab kisse haraun toh woh Pitamah Bhishma se ladne chala gaya, wahan usne Pitamah ke shareer se saare baan nikal diye aur phir unko dobara baano se beendh ke unhe hara diya. Uske baad bhi mann nai bhara toh woh Ashwathama se yudh karne laga aur usse hara diya, finally usse laga ki chalo lage haath Guru Dron ko bhi hara he dete hai toh unhe bhi hara diya. Vastavikta mae yeh hua tha na ki jo yahan bataya gaya hai
Kon hai tu jisko ye nahi pata ki asli Mahabharata m karn Bheem ko dhunush ke dhage m band kar krukshetra m ghasita tha abe tum jesai pakhandi log samjho ge kya Mahabharata koe yudh nahi wo ek Sikh hai or Dharm hai
Bhai karna ne kabhi bheem se puri shakti se yudh nahi kiya tha mata kunti ko vachan diya tha isliye warna karna ne jarasndh ko badi asani se malya yudh mai hara diya tha jabki bheem ko kafi din lag gaye the vo bhi krishna ki wajah se bheem jita tha jarasandh se aur rahi bat bheem aur karna ki karna ne kabhi bheem pe divyastra nahi chalya warna karna chahata toh bheem ke upar indra ki vasvi shakti ya bhramastra chalakar uska wadh kar deta aur 2 baat iske channel pe sari farzi video ati hai thodi kahani grantho mai se aur thodi apni taraf se bana deti hai iski sabhi videos dekhna kabhi kuch khti hai toh kabhi kuch
Maam you literally have skipped all battles of Bhima vs Karna on 17th day, in which Bhima did a group attack and got defeated 3-4 times and after that started to avoid Karna..
Exactly, and that defeat is worse because bheem was in group of many warriors while karna was alone. Also she didn't mention that Karna was fighting mildly and he never went for the kill.
: @samarthyagroup-kd2td.bhai iss channel vala ya kahata hai ki 😅 It's real fact that Arjun is more powerfull Archer then Karna and Karna is more powerfull Archer then Bheemsen as per original Geetapress likhit Mahabharata, original Mahabharata me clearly ullekh he ki Karna Bhimsen ke samne Bina puri takat lagaya Yuddh kar raha tha aisa ullekh Geeta press Mahabharat me 2 bar Kia Gaya he, lekin aap to ye reality Highlight karogi nahi, aap aapni khudki judgment ke hisabse video banate ho, Watch God chanel ko suno usme ek bhi chiz khudki nahi hoti jo Mahabharata me jaisa he vaisa hi batate he.
असली महाभारत में कर्ण बहुत बड़ा महारथी नही था, में पहले कर्ण को बहुत बड़ा महारथी मानता था जबकि महाभारत के युद्ध के परिणाम से देखें तो कर्ण बहुत बार पराजित हुए लेकिन अर्जुन कभी किसी से पराजित नही हुए । अर्जुन तो फिर अर्जुन है 😎
It's real fact that Arjun is more powerfull Archer then Karna and Karna is more powerfull Archer then Bheemsen as per original Geetapress likhit Mahabharata, original Mahabharata me clearly ullekh he ki Karna Bhimsen ke samne Bina puri takat lagaya Yuddh kar raha tha aisa ullekh Geeta press Mahabharat me 2 bar Kia Gaya he, lekin aap to ye reality Highlight karogi nahi, aap aapni khudki judgment ke hisabse video banate ho, Watch God chanel ko suno usme ek bhi chiz khudki nahi hoti jo Mahabharata me jaisa he vaisa hi batate he.
@@Tarangbhai99 ese to fer Arjun b puri Shakti se kbhi nhi lda jitne divyaastra ka gyan use tha us yug mein Prabhu Shri Krishna ko chhod k koi nhi tha jisko sampurna dhanurvedh ka gyan ho
@@Tarangbhai99 watch god ke poore episode dekh chuka hoon main.. Watch god ke episode main hi bheem ne karn ko baar baar haraayaa hai our Arjun ka saamna to kabhi kar hi nahi paaya. Our watch god nain hi bataya hai ki Arjun ne baar baar karn ko haraaya hai kai baar to ek saath kai maharathiyon ko haraaya hai jaise :- Virat Yuddha our 14th day of Mahabharat (Jaydrath Badh) etc. Ek baar for se watch god series dekho our fir aakar kahna...
Ye channel pura fake hai isko Karn ko harane ke liye views milte hai, reality se kuch lena dena nahi hai ye ek Kapanik story hai... Mahabharat maine bhi padhi hai sirf ek baar bheem ne gada yudh mein Karn ko haraya tha aur 3 baar Karn ne dhanush yudh mein haraya tha
BR Chopra Mahabharata was really great , but Unhone Karn-Bheem ka sirf ek hi yuddha dikhaya tha . Jisme Karn jeete the.. Karn -Arjun k b 42 Yuddha huve the, lekin usme sirf 3 yuddh dikhaye gye the... Isi karan logo ko galatfahmi h ki Karn greatest warrior the.. Jabki esa nhi h, but Daan sheelta m , Karn jarur mahan the, jinhone apni sabse powerful cheej Kavach aur Koondal dan m de diye the..
Bheem is best but karn is good parमहाभारत में कर्ण के सारथी शल्य थे. शल्य माद्रा (मद्रदेश) के राजा थे और महाराज पांडु के बहनोई थे. वे नकुल और सहदेव के मामा भी थे. Iakin vha to karn ke baad sanapati bane it's impossible 😮😮
स विह्वलो महाराज कर्णो भीमशराहतः ॥ प्राद्रवज्जवनैरश्वै रणं हित्वा महाभयात् । महाराज ! भीमके बाणोंसे आहत होकर कर्ण विह्वल हो उठा और महान् भयके कारण युद्ध छोड़कर शीघ्रगामी घोड़ोंकी सहायतासे भाग निकला ॥ भीमसेनस्तु विस्फार्य चापं हेमपरिष्कृतम् ॥ आहवेऽतिरथोऽतिष्ठज्ज्वलन्निव हुताशनः ॥ परंतु अतिरथी भीमसेन अपने सुवर्णभूषित धनुषको ताने हुए प्रज्वलित अग्निके समान युद्धस्थलमें ही खड़े रहे ॥ (महाभारत , द्रोणपर्वणि,अध्याय 134/ श्लोक , 33-35)
भीम द्वारा कर्ण की तीसरी पराजय: •भीम ने धनुर्विद्या में कर्ण को परास्त किया "हे महाराज! भीम! फिर से उसने सैकड़ों-हजारों बाण बरसाना शुरू कर दिया। अचानक उस दृढ़ धनुर्धर पाण्डुपुत्र भीम ने बाणों से आच्छादित होकर मुस्कराते हुए कर्ण के धनुष की डोरी काट दी। फिर उसने एक चौड़े सिरे वाले बाण से कर्ण के सारथी को यमलोक भेज दिया। और उस महारथी भीम ने कर्ण के चारों घोड़ों को भी प्राणों से वंचित कर दिया। महारथी कर्ण तब शीघ्रता से अपने घोड़ेविहीन रथ से नीचे कूदकर वृषसेन के रथ पर चढ़ गया। तब वीर भीमसेन ने कर्ण को परास्त करके युद्ध में, बादलों की गर्जना के समान ऊंची आवाज में चिल्लाया।" - द्रोण पर्व (जयद्रथ- वध पर्व) खंड ११८
Bilkul Sach hai !! Shri Krishna me bhi dekhaya gya par pure tarah nhi dekheya gya !! Jaidrath wadh wale din yudh ka 14 waa din tha jo tab karan arjun ko rokne aaya tha but bheem ne karan ko rokk ke usko bure tarah hra deya tha !! Bheem is best 👌Shri Krishna purani walle me dekhaya gya hai ye 🙏
Bahut achha kaam kar rahi ho madam. Aise si karan ke jhooto ka khatma karo. Sony putra karan to tino loko ka swami tha, tridev to uske samne kuchh nahi the as per tv serial 😂😂.
भीम द्वारा कर्ण की आठवीं पराजय: •भीम ने एक बार फिर धनुष और बाणों से कर्ण को परास्त किया "और एक बार फिर, हे भारत! महाबाहु भीम ने उस युद्ध में दस लम्बे बाण छोड़े, जो विषैले सर्पों के समान प्रतीत हो रहे थे, जो अभी-अभी केश से मुक्त हुए हों। भीम द्वारा छोड़े गए वे बाण, हे महाराज, कर्ण के माथे पर ऐसे लगे, जैसे चींटी के टीले में साँप घुस जाते हैं। उन बाणों के माथे पर चिपके रहने से सूतपुत्र पहले की तरह ही सुन्दर दिख रहा था, जबकि उसके माथे पर नीले कमलों की माला थी। पाण्डुपुत्र भीम ने उसे गहराई से छेद दिया, जो कुक्षर पर खड़ा था।सुंदर, जैसा कि वह पहले था, जबकि उसके माथे पर नीले कमलों की माला थी। पांडु के सक्रिय पुत्र द्वारा बुरी तरह से घायल होने के कारण, कर्ण ने अपने रथ के कुक्षर पर खुद को सहारा देते हुए अपनी आँखें बंद कर लीं। हालाँकि, जल्द ही होश में आने पर, शत्रुओं को झुलसाने वाला कर्ण, अपने शरीर को खून से नहलाकर क्रोध से पागल हो गया।" -द्रोण पर्व (जयद्रथ वध पर्व) खंड १३८
Bhai karn ne mata kunti ko vachan dia tha... Isliye karn ne 4 pandav par kabhi bhari nahi hua. He did absolutely no deadly attack on them...sirf defend kiya...
Gandhiv dhanush uss yug ka sabse achha danush tha vijay dhanush hote huye parshuram ji bhism se harr gaye karn virat me harr gaya. Lekin gandhiv dhanush kabhi hara aur usse arjun ke alawa koi use nahi kar sakta tha
आप जो बात कहीं है ओ किसमे से पढ़ा है कौन सी प्रेस का है बता दीजियेगा.. ताकि मैं भी लिखत साक्ष्य को देखकर संतुष्ट हो जाऊं.. मै आपकी हर वीडियो को देखता हूं..और उसके बाद लिखित साक्ष्य को भी देखता हूं.. जितनी भी आपकी वीडियो देखा हूं ओ गीता प्रेस गोरखपुर का लिखित साक्ष्य से मिला है जो प्रमाणित मानते है.. और संतुष्टि भी मिला है.. कृपया इसको भी बता दीजिएगा..
Karan sabse bada maharathi ka Karan jaisa Joda Na koi hua hai aur Na koi hoga Karan mrityunjay hai Karan ko chhal se marega kyunki Shri Krishna Ko pata tha ki Karan ko koi maar nahin Sakta aur Karan Sabse mahan tha Karan jaisa koi danvir nahin aur Karn sabhi Apne bhaiyon mein sabse takatvar tha Karn mein 100000 hathiyon ka Bal tha jabki Bheem mein Keval 100 hathiyon ka asal mein karni Sabse mahan aur takatvar tha agar Karn ko chhal se mara na jata to Mahabharat ka yuddh karn hi jita Karn Parshuram ji ka shishya tha isliye usko koi Hara nahin Sakta tha Bheem to use kabhi bhi Hara nahin Sakta tha Karan sabse Gyani aur sabse balshali tha Aisa koi yoddha nahin Jo Karn ko Hara sake Karan is the best 💪💪💪💪💪🔥🔥🔥🔥🔥
Very Nice Good Awesome Informative Video Related to Our Great India Country Old Past Glorious ancient Hindu dharma Epics Mahabharat Two Most Powerful Strong Valiant Fearless Warrior Bheem and Karn both are brave Fearless exordinary skilled warriors with lots of powerful strong dangerous Destructive Divine Weapons 😊☺️❤️ Both Mahabharat kurukshetra 18 days Big Destructive Bloody Battle Between Whole Pandav Army and its whole all powerful strong brave fearless warriors vs Whole Kaurav Army and its whole all powerful strong brave fearless warriors Both Bheem and Karn Defeated Each Other more than 3 times in whole 18 days Big Destructive Bloody Kurukshetra War 😊
Powerful to bheem hi zyada h but yodha Arjun bht bdha h bheem se , Arjun dwapar yug me bhagwan shiv or bhagwan Krishna ko chodhke kisi se har ni skta tha
@@AbhishekSharma-ix2qt विलेन की DP लगाने वाले जाहिल,संसार से सबसे बड़े ग्रंथ का ज्ञान तू कॉमेंट सेक्शन में लेना चाहता है,तुझे मैने पैदा नहीं किया है,तू मेरी जिम्मेदारी नहीं है, मैं बस इतना बोल सकता हु की तू बता इस विडियो में ऐसा क्या बताया गया है जो गलत है?
@@AbhishekSharma-ix2qtare murkh kyuki karn yudhishthir nakul sahdev ko to mar hi skta tha na or ye mt bhulo kunti karn ki maa thi to obviously unke hisab se karn bht bdha yodha tha hi or vo chahti thi ki karn bhi duryodhana ka sath chodh de jb karn ne mana kr diya ye krne ko tb unhone manga ki tm apne bhaiyon ko Mt marna but karn itna nalayak tha Arjun se itna jalta tha ki jante hue bhi Arjun uska bhai h usko Marne ki hi bt krta raha or last me mar gya Arjun ke hathon 😂
Ye pura padh na Aur tumhare Abhimanyu ko Chandra Dev ne vardan diya tha ki chakravyuh mein Ajay ho jaega aakhri samay use ko koi nahin maar payega aur jab Sham dhale ki to vah mar jaega Chandra Dev ke pass chala jaega yah to tumko usne paka nahin bataya hoga 😂
Yha to Bhimsen hi bhari pr rha h karan or surya putra corona fan's Arjun ko hrane ki bat krte h Arjun ke samne kbi koi bi ni tik paya karan kya chije h Arjun apne jivan kal me Mahabharat ke yudh tk ke time' me mahadev ke alawa kisi se prajit nhi huye
Ky bol rha hai bhai karn ke dhanush ki prtyancha kse kat skta h bheem vo vijaydhanush thha jiski prytancha koi bi shaster nhi kat skta vo khud bhgwan shiv ka bnaya hua thha . Gyan glt kyu de rha h bhai vijaydhanush ke bare me pddo phle ..bhim ne uski prytancha kat di kuch bi mt bolo
@@OMGANPATAYE you didn't get my point madam ....even a little kid will not agree what you said...for example Yudhishthir ne aapni biwi ko juwe pe lagaya he just suffer 14 years of exile..kisi ne unko shrap nahi diya wow🤣🤣..but Karna who wanted to learn something was denied because he was not a khatriya...and when he hide his caste...he was cursed that he would forget everything and will die...This is just unfair ...us hisab se toh every story is fake and just don't sound realistic.
@@OMGANPATAYE one more point...Bheem ke pass 100 haathi ka takat tha....but us ke raath ko sirf 2 horses kheech ke le jaata thaa...do you think it's normal🤣🤣🤣
@@OMGANPATAYE have you ever gone to school.???🤣🤣 Yeh koi memory card thodi thain ki 1 tb data 1 choti si chip mein aa jayegi ...don't make fool of yourself...1 more fact that you shared...ki Bheem aapni mata ke goad se 1 baar gir gaya aaur 1 moutain tuut gaya....toh usko bachpaan mein mata goad mein bitha kaar dudh kaise pilati thi...🤣🤣🤣 Waha weight aaur power ka basic science unit nahi hota kya ???
Bhim killed 11 Kauravs in front of Karna that day. Why would Karan not fight at his best to save his best friend Duryodhana's brothers? Also Karna had promised Kunti he will not kill any Pandava except Arjuna. That doesn't explain why Karna was defeated so badly so many times ? He could have stayed put and defended. On the same day Arjuna has to bypass guru Drona since it was not possible to defeat him and kill Jaydrath within the same time limit. This did not happen with Bhima. Drona was far superior to Karna.
Bro Arjun is superior, everyone knows that. But Karna is definitely powerful than Bheem. He defeated him 5 times in group attacks on the 17th day. But she didn't mention it.
Ye sab jhuth hai ap local book mai se ye sab bata rahe ho jo jhuth hai kyonki karna aur bheem ka digvijay yatra mai yudh hua hi nahi tha ye dono sirf kurukshetra yudh mai hi amne samne aye the
Manta bheem se hara bhi hoga karn lekin kavach or kundal hote huye vo lahu luhan bta rhe or kavach kundal hote huye bhi agr vo mar sakta tha to use lene ki jarurat indra dev ko kyu pdi vaise hi hra dete
Are murkh kavach kundle keval use mrne ni dete the kyuki vo Amrit se bne the , hara to karn Kai bar tha kavach kundle ke sath bhi but use mar ni skte the
@@santoshkyadav442 are bhai rashmirathi kbse authentic ho gyi vo to ramdhari singh dinkar ne 1950 ke aaas pass likhi h , ved vyas rachit Mahabharat hi authentic h jiske translation Geeta press ya bori critical edition h
Main janta hu 😂 abhi jo kalki movie aayi hai useme karn ko arjun se behtar dukhaya hai isliye tumhari karn se jal rahi hai , isliye tum bar bar karn ko har video mein kam dikha rahi ho
@@Basudevsrikrishna8936wo mahabharat youtube shorts ,Sony , kalki movie mei parta hei Real mahabharat parne ka sahas hi nahi hei uske pas..kyuki waha reality likhi hui hei
महाभारत के सबसे बड़े योद्धा महारथी सर्वश्रेष्ठ धनुर्धारी अर्जुन जो अर्जुन महादेव को युद्ध में संतुष्ट कर सकता है वो कितनी शक्ति साली होगी 😊
Best Line Of BR Chopra's Mahabharat :-
अर्जुन तो फिर अर्जुन है 😎
Koi sense hai iss bat ka?🤡
@@Sigma01350ha hai
@@Sigma01350 matlab Arjun ke aage sab chai kam paani hain 😆
जयद्रथ वध के समय अर्जुन को कोई रोक नहीं पाया था | 🔥🙌🙏
Bhai yaha karna or bheem ki baat ho rhi hai 🤡
Gurudron
भाई निसंदेह कर्ण धनुर्विद्या में कर्ण भीम से श्रेष्ठ थे लेकिन गधा युद्ध में भीम कर्ण से श्रेष्ठ थे
@@वैदिकभारतya badi acchi bat kahi appne ❤❤❤
@@वैदिकभारत Han lekin takat karn ke pass jyada thi usne jarasandh or bhagdat ko easily hra diya tha ..
Bhim is the great
Not greater than Danveer Karna
@@Sigma01350 lgta hai ye pagal ho gya hai 🤣🤣🤣
@@munishkashav427 Karna 🗿
@@Sigma01350bhim karn ko faad ke rakh deta
Bro 13 mei 11 bar jeer hai karn
Yeh galat information hai, as per Sonyputra Corona fans - Pehle Karna ne Bheem ko haraya, phir usne Arjun ko bhi hara diya phir usse laga ki ab kisse haraun toh woh Pitamah Bhishma se ladne chala gaya, wahan usne Pitamah ke shareer se saare baan nikal diye aur phir unko dobara baano se beendh ke unhe hara diya. Uske baad bhi mann nai bhara toh woh Ashwathama se yudh karne laga aur usse hara diya, finally usse laga ki chalo lage haath Guru Dron ko bhi hara he dete hai toh unhe bhi hara diya. Vastavikta mae yeh hua tha na ki jo yahan bataya gaya hai
@@harshbhai11 🤣🤣🤣
😂 wah bhai wah
😂😂😂
😤😤😤
🤣🤣🤣
New mahabharat 😂😂😂
Bheem to Bheem hai. Sonyputra corona lover ki fhat rhi hogi ese dekhkar😊😊😊😊
Sahi pakla😅
@@LuciferMorningstar-md5sm es se bakwas serial toh koi be nahi hai tv industry 😂😂
😂😂😂
Karna ❤
Bhai thoda izzat se baat kar tu surya dev ka apman kar raha ha
कर्ण भीम के सब युद्ध धनुर्विद्या से हुए. अगर मल्लयुद्ध या गदायुद्ध होता तो भीम ना जाने कितनी बार हराता कर्ण को.😂
Kon hai tu jisko ye nahi pata ki asli Mahabharata m karn Bheem ko dhunush ke dhage m band kar krukshetra m ghasita tha abe tum jesai pakhandi log samjho ge kya Mahabharata koe yudh nahi wo ek Sikh hai or Dharm hai
@@neeruchauhan781shlok likh Zara ghsitne vle
@@neeruchauhan781shlok like kh jisme yeh likha murkh vo sahi keh mall yudh nhi juva unke niche nalle
Bhai karna ne kabhi bheem se puri shakti se yudh nahi kiya tha mata kunti ko vachan diya tha isliye warna karna ne jarasndh ko badi asani se malya yudh mai hara diya tha jabki bheem ko kafi din lag gaye the vo bhi krishna ki wajah se bheem jita tha jarasandh se aur rahi bat bheem aur karna ki karna ne kabhi bheem pe divyastra nahi chalya warna karna chahata toh bheem ke upar indra ki vasvi shakti ya bhramastra chalakar uska wadh kar deta aur 2 baat iske channel pe sari farzi video ati hai thodi kahani grantho mai se aur thodi apni taraf se bana deti hai iski sabhi videos dekhna kabhi kuch khti hai toh kabhi kuch
Dhanu yudh kya burai he
Maam you literally have skipped all battles of Bhima vs Karna on 17th day, in which Bhima did a group attack and got defeated 3-4 times and after that started to avoid Karna..
Exactly, and that defeat is worse because bheem was in group of many warriors while karna was alone.
Also she didn't mention that Karna was fighting mildly and he never went for the kill.
ab kuch karn ke andh vakt ayenge aur bolenge tv serial wala karn best he 😂😂😂😂😂😂😂😂😂
:
@samarthyagroup-kd2td.bhai iss channel vala ya kahata hai ki 😅
It's real fact that Arjun is more powerfull Archer then Karna and Karna is more powerfull Archer then Bheemsen as per original Geetapress likhit Mahabharata, original Mahabharata me clearly ullekh he ki Karna Bhimsen ke samne Bina puri takat lagaya Yuddh kar raha tha aisa ullekh Geeta press Mahabharat me 2 bar Kia Gaya he, lekin aap to ye reality Highlight karogi nahi, aap aapni khudki judgment ke hisabse video banate ho, Watch God chanel ko suno usme ek bhi chiz khudki nahi hoti jo Mahabharata me jaisa he vaisa hi batate he.
Star Plus Mahabharat dekhne wale attendance lagaye 😂
Bhai aa chuke hain 😂😂😂 niche comments me 😂😂😂
Right
Ha Vai bheem ne Karna Dhanush me latkakar ghasita tha😂😂😂
Mahabali Bheem 💪💪❤️❤️
Bhim is the great 💪
असली महाभारत में कर्ण बहुत बड़ा महारथी नही था,
में पहले कर्ण को बहुत बड़ा महारथी मानता था जबकि महाभारत के युद्ध के परिणाम से देखें तो कर्ण बहुत बार पराजित हुए लेकिन अर्जुन कभी किसी से पराजित नही हुए ।
अर्जुन तो फिर अर्जुन है 😎
It's real fact that Arjun is more powerfull Archer then Karna and Karna is more powerfull Archer then Bheemsen as per original Geetapress likhit Mahabharata, original Mahabharata me clearly ullekh he ki Karna Bhimsen ke samne Bina puri takat lagaya Yuddh kar raha tha aisa ullekh Geeta press Mahabharat me 2 bar Kia Gaya he, lekin aap to ye reality Highlight karogi nahi, aap aapni khudki judgment ke hisabse video banate ho, Watch God chanel ko suno usme ek bhi chiz khudki nahi hoti jo Mahabharata me jaisa he vaisa hi batate he.
@@Tarangbhai99 ese to fer Arjun b puri Shakti se kbhi nhi lda jitne divyaastra ka gyan use tha us yug mein Prabhu Shri Krishna ko chhod k koi nhi tha jisko sampurna dhanurvedh ka gyan ho
@@Tarangbhai99 watch god ke poore episode dekh chuka hoon main..
Watch god ke episode main hi bheem ne karn ko baar baar haraayaa hai our
Arjun ka saamna to kabhi kar hi nahi paaya.
Our watch god nain hi bataya hai ki Arjun ne baar baar karn ko haraaya hai kai baar to ek saath kai maharathiyon ko haraaya hai jaise :- Virat Yuddha our 14th day of Mahabharat (Jaydrath Badh) etc.
Ek baar for se watch god series dekho our fir aakar kahna...
@trumpamerica9444arey watch god dekh k aagaya. Khud Jake padh na
Uski potential par mat jana
Sonyputra fan om ganpataye channel is not safe for you .
😂
Tu pagal hai kya sala re
Got suffocated and quickly switched to Karn bhakt channel, so they can breath.
Ye channel pura fake hai isko Karn ko harane ke liye views milte hai, reality se kuch lena dena nahi hai ye ek Kapanik story hai... Mahabharat maine bhi padhi hai sirf ek baar bheem ne gada yudh mein Karn ko haraya tha aur 3 baar Karn ne dhanush yudh mein haraya tha
Na jaane Bheem ne kitni hi baar karn ko hrya hai aur karn bhakt kehte hai ki karn jaisa yodha koi nahi 😂😂
yh sab serials ka kamal hai
Ja kar Sanatan supremacy channel dekh fight ka proof ke sath 😅
Or likhna karna or Bheem Sanatan supremacy channel per fight ka pata chal jye ga
But karn defeated Bhima 8 times in group war alone. It is written in almost every version.
Very Interesting & Informative Video . Never knew about Bhim Karn fights before .
महाभारत के अनुसार भीम ने अर्जुन कि प्रतिज्ञा के कारण करन को नहीं मारा
Karna ne kunti mata ko vachan diya tha ki woh Arjun ke alwa ko nehi marega lekin😂😂aap eia baat nehi bataoge😂😂 pata tha😂😂
@@JAYJEET- सात्यकि ने भी करन की को अर्जुन की प्रतिज्ञा के कारण नहीं मारा पता है ना
@@sumittyagi3442 yeh corona Wale satyaki ko vi nahi jante, kyuki karna usse vi Hara tha...
BR Chopra Mahabharata was really great , but Unhone Karn-Bheem ka sirf ek hi yuddha dikhaya tha . Jisme Karn jeete the..
Karn -Arjun k b 42 Yuddha huve the, lekin usme sirf 3 yuddh dikhaye gye the...
Isi karan logo ko galatfahmi h ki Karn greatest warrior the..
Jabki esa nhi h, but Daan sheelta m , Karn jarur mahan the, jinhone apni sabse powerful cheej Kavach aur Koondal dan m de diye the..
Tv Serial wale karn se bada Yoddha koi nhi Tha…
Bheem is best but karn is good parमहाभारत में कर्ण के सारथी शल्य थे. शल्य माद्रा (मद्रदेश) के राजा थे और महाराज पांडु के बहनोई थे. वे नकुल और सहदेव के मामा भी थे. Iakin vha to karn ke baad sanapati bane it's impossible 😮😮
Isliye kahte he Mahabharat padho dekho mat bhai original Mahabharat Geeta press ki bohot alag he koi propogenda ya glorification nhi
Salay ne bhim ko bhi gada yudh me bhohot gayal kiya tha vo maharathi me aate he
@@ankitdubey6981Geeta Press bhi BORI CE ke age Pani bharta hai😂
जय श्री कृष्ण हर हर महादेव जय सनातन 🙏🚩🚩🚩🚩
Sony putra karna waalo ne to kuch aur hi dikha diya logo ko 😅
स विह्वलो महाराज कर्णो भीमशराहतः ॥ प्राद्रवज्जवनैरश्वै रणं हित्वा महाभयात् ।
महाराज ! भीमके बाणोंसे आहत होकर कर्ण विह्वल हो उठा और महान् भयके कारण युद्ध छोड़कर शीघ्रगामी घोड़ोंकी सहायतासे भाग निकला ॥
भीमसेनस्तु विस्फार्य चापं हेमपरिष्कृतम् ॥ आहवेऽतिरथोऽतिष्ठज्ज्वलन्निव हुताशनः ॥
परंतु अतिरथी भीमसेन अपने सुवर्णभूषित धनुषको ताने हुए प्रज्वलित अग्निके समान युद्धस्थलमें ही खड़े रहे ॥
(महाभारत , द्रोणपर्वणि,अध्याय 134/ श्लोक , 33-35)
Sony putra karn 😂
Bheem 6 - Karn 3 . Winner is Bheem ❤
Next please make Video on Satyaki and Karn face off .
भीम द्वारा कर्ण की तीसरी पराजय:
•भीम ने धनुर्विद्या में कर्ण को परास्त किया
"हे महाराज! भीम! फिर से उसने सैकड़ों-हजारों बाण बरसाना शुरू कर दिया। अचानक उस दृढ़ धनुर्धर पाण्डुपुत्र भीम ने बाणों से आच्छादित होकर मुस्कराते हुए कर्ण के धनुष की डोरी काट दी। फिर उसने एक चौड़े सिरे वाले बाण से कर्ण के सारथी को यमलोक भेज दिया। और उस महारथी भीम ने कर्ण के चारों घोड़ों को भी प्राणों से वंचित कर दिया। महारथी कर्ण तब शीघ्रता से अपने घोड़ेविहीन रथ से नीचे कूदकर वृषसेन के रथ पर चढ़ गया। तब वीर भीमसेन ने कर्ण को परास्त करके युद्ध में, बादलों की गर्जना के समान ऊंची आवाज में चिल्लाया।"
- द्रोण पर्व (जयद्रथ- वध पर्व) खंड ११८
Par apne apni pehli videos mein kaha tha ki Karn ne Bheem ko kai baar haraya tha lekin yaha toh Karn sirf 3 baar jite
Bilkul Sach hai !! Shri Krishna me bhi dekhaya gya par pure tarah nhi dekheya gya !! Jaidrath wadh wale din yudh ka 14 waa din tha jo tab karan arjun ko rokne aaya tha but bheem ne karan ko rokk ke usko bure tarah hra deya tha !! Bheem is best 👌Shri Krishna purani walle me dekhaya gya hai ye 🙏
Great video
Jai Shree Krishna 🙏🙏♥️❤️
Karna : The great Born to get defeated.😍
Why haven't you included Bhima's defeats on 17th day while he was group attacking Karna and thrashed by him every time???
Bahut achha kaam kar rahi ho madam. Aise si karan ke jhooto ka khatma karo. Sony putra karan to tino loko ka swami tha, tridev to uske samne kuchh nahi the as per tv serial 😂😂.
Please make a brief video about meghnath indrajit please
Good information
दुर्योधन to कर्ण:- तुमसे न हो पाएगा 😂😂😂
Suno katha par video Upload kare ❤❤❤❤❤
भीम द्वारा कर्ण की आठवीं पराजय:
•भीम ने एक बार फिर धनुष और बाणों से कर्ण को परास्त किया
"और एक बार फिर, हे भारत! महाबाहु भीम ने उस युद्ध में दस लम्बे बाण छोड़े, जो विषैले सर्पों के समान प्रतीत हो रहे थे, जो अभी-अभी केश से मुक्त हुए हों। भीम द्वारा छोड़े गए वे बाण, हे महाराज, कर्ण के माथे पर ऐसे लगे, जैसे चींटी के टीले में साँप घुस जाते हैं। उन बाणों के माथे पर चिपके रहने से सूतपुत्र पहले की तरह ही सुन्दर दिख रहा था, जबकि उसके माथे पर नीले कमलों की माला थी। पाण्डुपुत्र भीम ने उसे गहराई से छेद दिया, जो कुक्षर पर खड़ा था।सुंदर, जैसा कि वह पहले था, जबकि उसके माथे पर नीले कमलों की माला थी। पांडु के सक्रिय पुत्र द्वारा बुरी तरह से घायल होने के कारण, कर्ण ने अपने रथ के कुक्षर पर खुद को सहारा देते हुए अपनी आँखें बंद कर लीं। हालाँकि, जल्द ही होश में आने पर, शत्रुओं को झुलसाने वाला कर्ण, अपने शरीर को खून से नहलाकर क्रोध से पागल हो गया।"
-द्रोण पर्व (जयद्रथ वध पर्व) खंड १३८
❤
Agar arjun aur Bheem itnehi shaktishali the to pandavo ko Krishna ki sahayta Leni hi kyu padi ,
Bhai tu Mahabharata padh le agar Krishna na hota toh bhagdatta ka vaisnvastra Arjun ka vadh karta and bhim ko toh bhisma pitamah bhi maar sakte the
Aur agar karna duryodhan itne hi shaktishali the to padavo pahale hi yudh mai kyo nahi haraya, Mayavi faso se jua kyo khela
Bheem lost to karna atleast 8 times in group fights
Serial wale aate hi honge 😂
Bhai karn ne mata kunti ko vachan dia tha... Isliye karn ne 4 pandav par kabhi bhari nahi hua. He did absolutely no deadly attack on them...sirf defend kiya...
Vijay dhanush vs gandhiv dhanush m kaun sa saktishaali es pr video banaiye
Gandhiv dhanush uss yug ka sabse achha danush tha vijay dhanush hote huye parshuram ji bhism se harr gaye karn virat me harr gaya. Lekin gandhiv dhanush kabhi hara aur usse arjun ke alawa koi use nahi kar sakta tha
Very interesting...
Har Har mahadev
Karan 😂😂
Karna bhagoda 😂
Karna bhagoda > DHAMBODBHAVA rakshas😂😂😂
आप जो बात कहीं है ओ किसमे से पढ़ा है कौन सी प्रेस का है बता दीजियेगा.. ताकि मैं भी लिखत साक्ष्य को देखकर संतुष्ट हो जाऊं.. मै आपकी हर वीडियो को देखता हूं..और उसके बाद लिखित साक्ष्य को भी देखता हूं.. जितनी भी आपकी वीडियो देखा हूं ओ गीता प्रेस गोरखपुर का लिखित साक्ष्य से मिला है जो प्रमाणित मानते है.. और संतुष्टि भी मिला है.. कृपया इसको भी बता दीजिएगा..
yeh sara video geeta press par hi aadarit hai
Jis jarasan ko harane me bhim ko Krishna ka sahara lena pada us jarasan ko akele hi haraya tha karn ne 🔥🔥🔥🔥
Bhim ne jarasandh ko haraya ni mar diya tha , karn ek avg yodha tha jo abhimanyu se bi 3 bar Hara tha
@@swapnilmishra3537 gandharv,satyaki, bhima, dhrupad, abhimanyu...kis kis ka nam lu sab se Hara hei karn or ha harne ke bad bhaga vi hei😂
Kunti Putra Bheem ki jai
आप पहले आपके जुकाम का इलाज कराइए,
आपकी आवाज बहुत दबी दबी लग रही है ।
Karan sabse bada maharathi ka Karan jaisa Joda Na koi hua hai aur Na koi hoga Karan mrityunjay hai Karan ko chhal se marega kyunki Shri Krishna Ko pata tha ki Karan ko koi maar nahin Sakta aur Karan Sabse mahan tha Karan jaisa koi danvir nahin aur Karn sabhi Apne bhaiyon mein sabse takatvar tha Karn mein 100000 hathiyon ka Bal tha jabki Bheem mein Keval 100 hathiyon ka asal mein karni Sabse mahan aur takatvar tha agar Karn ko chhal se mara na jata to Mahabharat ka yuddh karn hi jita Karn Parshuram ji ka shishya tha isliye usko koi Hara nahin Sakta tha Bheem to use kabhi bhi Hara nahin Sakta tha Karan sabse Gyani aur sabse balshali tha Aisa koi yoddha nahin Jo Karn ko Hara sake Karan is the best 💪💪💪💪💪🔥🔥🔥🔥🔥
WhatsApp wala Gyan 😂😂😂
Andh bhakti dekh raha vinod
Ek aur Soni Putra korona serial lover a Gaya
Very Nice Good Awesome Informative Video Related to Our Great India Country Old Past Glorious ancient Hindu dharma Epics Mahabharat Two Most Powerful Strong Valiant Fearless Warrior Bheem and Karn both are brave Fearless exordinary skilled warriors with lots of powerful strong dangerous Destructive Divine Weapons 😊☺️❤️
Both Mahabharat kurukshetra 18 days Big Destructive Bloody Battle Between Whole Pandav Army and its whole all powerful strong brave fearless warriors vs Whole Kaurav Army and its whole all powerful strong brave fearless warriors Both Bheem and Karn Defeated Each Other more than 3 times in whole 18 days Big Destructive Bloody Kurukshetra War 😊
Arjun aur Karn all fights ka bhi video banao na
Very nice video 💓💝
Bhai bhim or Arjun mei kon powerful hai ek video banaho
Powerful to bheem hi zyada h but yodha Arjun bht bdha h bheem se , Arjun dwapar yug me bhagwan shiv or bhagwan Krishna ko chodhke kisi se har ni skta tha
Duryudon vs Bheem ke yudh ke uppor video banaye ???
❤❤❤🎉🎉🎉🎉
वास्तविकता के साथ जागो इस श्रापित दुनिया में चीज़ें ऐसे नहीं चलती जैसा कि तुम सोचते हो।
यही बात हम कलयुगी रावण और कर्ण के अंधभक्तों समझा समझा कर थक गए है😅
@@ashutoshkumar-py5ez कर्ण इतना ही कमज़ोर था तो कुंती माता कर्ण के पास क्यों गयी अपने 5 पुत्रों का जीवनदान माँगने?
जवाब हो तो देदो।
@@AbhishekSharma-ix2qt विलेन की DP लगाने वाले जाहिल,संसार से सबसे बड़े ग्रंथ का ज्ञान तू कॉमेंट सेक्शन में लेना चाहता है,तुझे मैने पैदा नहीं किया है,तू मेरी जिम्मेदारी नहीं है, मैं बस इतना बोल सकता हु की तू बता इस विडियो में ऐसा क्या बताया गया है जो गलत है?
@@AbhishekSharma-ix2qtare murkh kyuki karn yudhishthir nakul sahdev ko to mar hi skta tha na or ye mt bhulo kunti karn ki maa thi to obviously unke hisab se karn bht bdha yodha tha hi or vo chahti thi ki karn bhi duryodhana ka sath chodh de jb karn ne mana kr diya ye krne ko tb unhone manga ki tm apne bhaiyon ko Mt marna but karn itna nalayak tha Arjun se itna jalta tha ki jante hue bhi Arjun uska bhai h usko Marne ki hi bt krta raha or last me mar gya Arjun ke hathon 😂
@@swapnilmishra3537 महाभारत थोड़ी सी भी पढ़ी है या बस ऐसे ही हवाइयाँ उड़ाई जा रही है।
😂😂 kuch bhi bolo upload kar do😅
Bhai karn vs Arjun me kitne youd hua tha aue kon jayda jita ❤❤
Bhai har bar Arjun jeeta tha.
Chahe jitni baar hua ho har Baar Arjun he jeeta tha.
@@saurabhsharma5115 no doubt 🧐🧐😢😢
Angraj Karan ❤❤❤
Karan ki jeet bhim k jiwan dan Dene k badh hui 3 no baar
Karn❤
❤❤❤
Actually it's all are already written 😮
. Mata kunti ko diya bachan yaad ❤. Name is enough Surya Narayan Karna🙏🙏🙏
arjun ki pratigya ka maan rakhte hue karn bhi jeevit bach gaya tha , dusri side bhi dekho
Ye pura padh na Aur tumhare Abhimanyu ko Chandra Dev ne vardan diya tha ki chakravyuh mein Ajay ho jaega aakhri samay use ko koi nahin maar payega aur jab Sham dhale ki to vah mar jaega Chandra Dev ke pass chala jaega yah to tumko usne paka nahin bataya hoga 😂
ab kar lo baat Karan bhako...🤣
Karan Yudh Hara nhi tha Karn ne yydh continue Rakha Toh wo uski har jese hui ?
Yha to Bhimsen hi bhari pr rha h karan or surya putra corona fan's Arjun ko hrane ki bat krte h Arjun ke samne kbi koi bi ni tik paya karan kya chije h Arjun apne jivan kal me Mahabharat ke yudh tk ke time' me mahadev ke alawa kisi se prajit nhi huye
Suryaputra karn tha ,usaki garmi se aap kali huye hogi lekin aag nahi buzi hogi to burai karati hai😢😢😢😢
Ky bol rha hai bhai karn ke dhanush ki prtyancha kse kat skta h bheem vo vijaydhanush thha jiski prytancha koi bi shaster nhi kat skta vo khud bhgwan shiv ka bnaya hua thha . Gyan glt kyu de rha h bhai vijaydhanush ke bare me pddo phle ..bhim ne uski prytancha kat di kuch bi mt bolo
Reality me arjun sawam bhagwan nar ke avatar the unko parast karna namumkin tha
Tumne Arjun ki andh bhakti mein PhD Kahan se ki hai????????
mahabharat book pad sale idiot 😡😡😡😡
Ky jhut bolti hai yaar ye 12th day, 16th day ka yudh to batae hi nhi
Surya putra karn ne khud hi har mani ,kyu ki vo bhai ko marana nahi chahata,varana bramdam me koi bhagavan nahi jo karn ko hara sake
Maya favreta karan arjun dono mahan the dono me aapni visast thi karan danveer the aur arjun danodar dono hi mahan yoda the
Karan ne bachna dia tha nhi tu bheemh ka baab v nhi karan ko hara skta tha😂😂😂
Incomplete knowledge mat do
Parv aur Adhyay bhi bata diya hai check kar lo.
@@saurabhsharma5115 sanatan supermancy ki videos dekho
Nyc joke😂😂Bheem ne karna ko haraya hai😂😂 Kara vasoli mei 😂😂😂
Es hisaab se karn ka Vijay dhanush vifal ho gaya jo swayam shiv ji ka tha jise dharan karne wala ajey tha
Karna kitne akshoni sena ko mara tha
1.5
Kauravon ki taraf se sbse zyada pandav sena ko ashwathama ne mara tha
16 aur 17 din milake 1.5 aur baki 5 din 1 matlab 2.5 Akshauni sena maara tha Karna ne almost
@@swapnilmishra3537 Bhishm ne
@@Shailen12 no ashwathama ne
To jo abhi vah video banaa raha hai vah bhi Arjun andhk bhakt hi hai 😂
Mahabharat pdh le jake serial me karn best hoga Mahabharata granth me Arjun ka adha bi ni tha vo
Karan ik yodh bi nahi jeeta bheem kabi bagha nahi aur karn har baar bhaga yodh se
Jab bhik uchal ke Nakul ke rath pr bhaga to wo bhagna nahi tha .. tha wo punha nahi lote .. waah kya her fer hai sabdo ka
Bheem ne karna ko jaab gaada maara taab karn ka rath tut gaya....jab wahi gada bheem ke sarathi ko laga woh sirf murshit huwa....koi logic hain 😂😂😂😂
haan logic ek yudh se dhund rahe ho sare yudhon ko khud mahabharat mein pado ek ek chapter mention kiya hai , kyun hidu dharm ki bezatti karte ho
@@OMGANPATAYE you didn't get my point madam ....even a little kid will not agree what you said...for example Yudhishthir ne aapni biwi ko juwe pe lagaya he just suffer 14 years of exile..kisi ne unko shrap nahi diya wow🤣🤣..but Karna who wanted to learn something was denied because he was not a khatriya...and when he hide his caste...he was cursed that he would forget everything and will die...This is just unfair ...us hisab se toh every story is fake and just don't sound realistic.
@@OMGANPATAYE one more point...Bheem ke pass 100 haathi ka takat tha....but us ke raath ko sirf 2 horses kheech ke le jaata thaa...do you think it's normal🤣🤣🤣
you are comparing weight and power? have some basic science units knowledge
@@OMGANPATAYE have you ever gone to school.???🤣🤣 Yeh koi memory card thodi thain ki 1 tb data 1 choti si chip mein aa jayegi ...don't make fool of yourself...1 more fact that you shared...ki Bheem aapni mata ke goad se 1 baar gir gaya aaur 1 moutain tuut gaya....toh usko bachpaan mein mata goad mein bitha kaar dudh kaise pilati thi...🤣🤣🤣 Waha weight aaur power ka basic science unit nahi hota kya ???
Karan bheem sataki burshrawa shalya ik sreni k yodha the bal main bheem sab se uper the
Arjun ke baad bheem hi sabse bada yodha tha
Madam bori or kmg mai toh yeh lekha hai ki karn bhim se halke mai yudh kar raha tha or bhim satki ke group attack ko katm kiya tha
Right
Harakar chodna haarkar chodne mein fark hai.
फिर तो बोरी आपने पढ़ा ही नहीं।
@@shankarsinghrajpoot242 kuch bhi
Bhim killed 11 Kauravs in front of Karna that day.
Why would Karan not fight at his best to save his best friend Duryodhana's brothers?
Also Karna had promised Kunti he will not kill any Pandava except Arjuna.
That doesn't explain why Karna was defeated so badly so many times ?
He could have stayed put and defended.
On the same day Arjuna has to bypass guru Drona since it was not possible to defeat him and kill Jaydrath within the same time limit. This did not happen with Bhima.
Drona was far superior to Karna.
Sonyputra karn❤
Ohh pls bheem mei itna shakti nhi tha ki karna ko hra ske
Jis jisko lagta hei unhe mahabharat sab pata hei ...mere is question ka answer do..
Karna kitni bar har ke bhaga tha ...??😂
Digvijay me ghanta hara tha karn aur sun bo dusara agraj karna tha to 😂
Karn was striking mildly
रियल महाभारत पढ़ के आवो तब पता चलेगा। कोन जीता है कर्ण ने 9 बार भीम को हराया है videos che pata nahi chalta thik ha
only 500 likes, show how much Karna fans increased with fake tv serials & movies. Jab tak hindustan me cinema hai log c***** ban te rahenge
Nakul me kitna bal tha is par video banaey
Karn to kabhi bhim ko nahi hara paya Arjun ke samne uski kya okat thi 😅😅😅😅
Bro Arjun is superior, everyone knows that. But Karna is definitely powerful than Bheem. He defeated him 5 times in group attacks on the 17th day. But she didn't mention it.
Bhima himself defeated karna many times when karna attacked him with duryodhan brothers
Ye sab jhuth hai ap local book mai se ye sab bata rahe ho jo jhuth hai kyonki karna aur bheem ka digvijay yatra mai yudh hua hi nahi tha ye dono sirf kurukshetra yudh mai hi amne samne aye the
Manta bheem se hara bhi hoga karn lekin kavach or kundal hote huye vo lahu luhan bta rhe or kavach kundal hote huye bhi agr vo mar sakta tha to use lene ki jarurat indra dev ko kyu pdi vaise hi hra dete
Baki geeta nii pdhe h sir
Are murkh kavach kundle keval use mrne ni dete the kyuki vo Amrit se bne the , hara to karn Kai bar tha kavach kundle ke sath bhi but use mar ni skte the
@@swapnilmishra3537 accha rasmi rathi ji ki kavita bhi pd lena mere hosiyar bhai
@@santoshkyadav442 are bhai rashmirathi kbse authentic ho gyi vo to ramdhari singh dinkar ne 1950 ke aaas pass likhi h , ved vyas rachit Mahabharat hi authentic h jiske translation Geeta press ya bori critical edition h
@@swapnilmishra3537 aap bol rhe ho ye bhi to vhi se liya gya h
Main janta hu 😂 abhi jo kalki movie aayi hai useme karn ko arjun se behtar dukhaya hai isliye tumhari karn se jal rahi hai , isliye tum bar bar karn ko har video mein kam dikha rahi ho
Age ys sony tv karn friend andha vakth Mahabharata book padha kabi. 😂😂😂😂😂
@@Basudevsrikrishna8936wo mahabharat youtube shorts ,Sony , kalki movie mei parta hei
Real mahabharat parne ka sahas hi nahi hei uske pas..kyuki waha reality likhi hui hei
@@BrainTrain-cj5lq hmm.
Always karna❤
@@Kaptansingh011 sonyputra corona
@@LuciferMorningstar-md5sm 🤔🤔🤔🤔
@@LuciferMorningstar-md5smmadrasachap 🤡
Kahana Kaya chata ho 🧐🧐🧐🤔🤔