आपकी आवाज से महाभारत काव्य के वीरों की यश की गाथा प्रशंसनीय है । ऐसे प्रतीत होता है जैसे कुरुक्षेत्र का दृश्य साक्षात आंखो के समक्ष हो और हम उन्हे देख रहे है।
Imagine kare Agar Arjun aur Abhimanyu dono ek sath Chakravyuh mai enter karte to Kauravo ka kya haal hota . Akele abhimanyu ney unki band baja di. Arjun hote to Yudh usi days end ho jata. Karn kisi se kabhi jeeta bhi hai k nahi? Ek Abhimanyu to karn Se sambhla nahi jata. Aur Arjun se karn hamesha competition karta tha.
Aap bohot jyada hi soch te hai! Yah par Krishn hi Saab kar raha hai, krishn hi ka hi politics tha abhimanyu ko chakravyu mein ghusana!!! Aap log abhi bhi bacche hai jyada dimag par pressure maat daliye!😉
Aapse ye mahagatha itni detail me sun kar aisa lagta hai ki apne parivar ka koi hame kahani suna raha hai .Bachpan me jab hamare bade hame kahaniya sunate the to bhi aisa hi anand aata tha ,bachpan ka anubhav phir se karvane or hame ye katha sunane ke liye is video ko bannane ka parishram karne ke liye aapka bahut bahut dhanyevaad. jai shree krishna🙏
@@NrisinghadevDestroyer ennata kayarta venna mavane karna broke his bow only because of his valor he did not get boon from. Chandradev to be victorious on his death day 😅😅😅😅😂😂
Thank you for liking our work. We are working to finish this part of Mahabharat first. Then we will take up another part. Your suggestion has been noted.
Please sir, you may compose a video on Parsuram and Karn meeting and Karn archery learning from Guru Parsuram and ghatotkach's night fight against Kauravas. Thank you, that will be extremely good and also you enjoy to narrate that.
तुम गंड़िव उठाकर और मै सुदर्शन चक्र लेकर एकसाथ जाते फिर भी रणसम्रागन मै नरशेष्ट्र कर्ण को जीत नहीं सकते थे ..... भगवान श्री कृष्ण श्लोक नंबर 17 अध्याय नंबर 180 पेज नंबर 3656
@@shivamp2428 कुछ भी 😂😂 चलो एक पल के लिए तुम्हारे बातो को सही मान भी लें तो चलो ये बताओ की कर्ण या उसके पूरे कौरव सेना के पास ऐसा कौन सा अस्त्र शस्त्र था जो सुदर्शन चक्र को भेद सके ? 😂😂😂 फालतू की बाते न करा करो तो अच्छा है पूरे युद्ध में सभी योद्धाओं को महान और एक दूसरे से बढ़ कर बोला गया है और ये सब योद्धाओं का कॉन्फिडेंस बढ़ने के किए बोला जाता है इसका मतलब ये नही की वो सच में उससे बढ़ कर है शाल्यपर्व के अध्याय 7, श्लोक 29 में भगवान कृष्ण ने शल्य को भीष्म द्रोण कर्ण से भी बड़ा योद्धा कहा है तो क्या भीष्म द्रोण से बड़ा प्रदर्शन किए बिना ही शल्य को उनसे बड़ा मान ले क्या? 😂
hm bs apse ek request krna chhte h ki jo b aap btaye wo sb sach hi ho ... kisi tv serials wala fake drama n ho bs ...baaki hme apki vdos bhut aachi lgti h...🙏🙏🙏❤️❤️❤️ pls continue..... ur knowledge
Mahabharat pe video banane wale RUclipsr to anek hai par jo sachai aap dikhate hona sir ji uski to bathi kuch or hai ayese hi video banate rahiye 👍👍👍👍👍👍👍❤️❤️❤️❤️❤️❤️
🙏🇮🇳🙏 Jay Shri Hari Krishna 🙏🇮🇳🙏🕉️ Abhimanyu Vadh ke bad Arjun ne jaidrath ko kaise mara vistar mein jarur bataen Chakravyuh ke andar Abhimanyu ne Duryodhan ke Putra Lakshman ka vadh kaise kiya bade bhrata Shri sampurn Mahabharat ki Gatha aap aise hi sunate raho बहुत-बहुत dhanyvad aapka Jay man Bharati ke Veer Putra Jay Hind Jay Bharat 🙏🇮🇳🙏 Jay Shri Hari Krishna 🙏🇮🇳🙏 Jay Shri Hari Krishna 🙏🇮🇳🙏🕉️
Yes, the video will come tomorrow. We use Adobe softwares to make these videos. After Effects, premiere pro, Photoshop, Audition and few others too. It's very time consuming to imagine and then reflect that imagination in the making process.
Sir , you have been silent for more than one week. Do you think on any plot? Sir I have already suggested you Ghatotkach's night fight against Kauravas, That would be superhit and giving many reviews. Please consider it.
Working on next part of Abhimanyu Vadh. Will consider next topic only after completing Abhimanyu Vadh. I have duly noted your suggestion and surely its a nice one.
Nehi bhai Nehi tha Sayad mujhe pata nehi Likin ek baat bolu agar tum shurya putra Karn serial ki baat kr reh ho us sin ka jab karn na indra dev k upar baan chalaya tha wo pura jhuth tha
karn ke pass indra ka pasupastra tha ok jo use parshuram se mila tha and ye weapon bhishm and dron ke pass bhi tha ,,,, unh bhi ye parshuram se mila tha and arjun ke pass lord shiva ka mahapasupastra tha
@@firebeast7113 bori me aisa kahi bhi nahi ok agar nanguchod kmg ko maante hai to unhe ye bhi manna hoga ki karn 14th day bhim se 6 baar haara tha and 17th day yuddhistir se haara tha and karn draupad se bhi haara tha kmg ke according
Karn ka chota bhai bhi tha uska naam kya tha sir ??? Karn toh kunti se janma tha toh pandavs usi ke bhai hue na toh Kauravas ke tarf se Karn ka konsa bhai lad raha tha please sir batao
ye video dekh k mujhe lag raha hai ki karn to maharathi the hi nahi ko samany astro ka gyan rakhne wale mamooli yodha the... par satya to narayan jaane...
Maharathi hi tha vo, Ghatotkach aur Arjun ke sath final battle dekho uska,, lekin uski Buri baat ye hai ki vo kahi baar yuddhh chhodkar bhag gaya tha,,
@@daxesh_kumar bro GHATOTKACH ke time kyun nahi bhaga???? Arjun ke paas toh akshaytuneer tha jisse teer khatam nahi hote thee Lekin karn ko peeche mutna padta tha apne sastra lene ke liye. Ashvathama bhi peeche jata tha sastra lene ke liye.
आपकी आवाज से महाभारत काव्य के वीरों की यश की गाथा प्रशंसनीय है ।
ऐसे प्रतीत होता है जैसे कुरुक्षेत्र का दृश्य साक्षात आंखो के समक्ष हो और हम उन्हे देख रहे है।
Hame aapke videos bohut achhe lagte hai.. 😊👌
जय श्री कृष्ण 💛
हर हर महादेव 🙏🏻🙏🏻
Imagine kare Agar Arjun aur Abhimanyu dono ek sath Chakravyuh mai enter karte to Kauravo ka kya haal hota . Akele abhimanyu ney unki band baja di. Arjun hote to Yudh usi days end ho jata. Karn kisi se kabhi jeeta bhi hai k nahi? Ek Abhimanyu to karn Se sambhla nahi jata. Aur Arjun se karn hamesha competition karta tha.
Arjun ke dar se hi to use Samshaptka se Yuddh karvakar Chakravyuh se Dur le gaye,😅
Aukat hona chahiye arjun se yudh karne ka arjun ko mahabharat me kisi ne nahi haraya tha
Arjun akele hi kafi the is chakravyuh ko todne k liye
Aap bohot jyada hi soch te hai!
Yah par Krishn hi Saab kar raha hai, krishn hi ka hi politics tha abhimanyu ko chakravyu mein ghusana!!!
Aap log abhi bhi bacche hai jyada dimag par pressure maat daliye!😉
Mara jata 🤣😂
Jai veer abimanyu 💕🙏
Very nice video💕
First comment
Aapki aavaj seedha yuddh chhetra le jati h
Well said
Yes , you are right.
अच्छा हुवा असलियत बाहर ला रहे हो अभिमन्यु की... वो खुद लोगो को घेर कर मारता था
@@shivamp2428 asliyat to karn ka nikla ek balak ko fair fight main hara nhi paya
महोदय जी आप बहुत अच्छा बर्णन करते हो
कृपा करके आप क्रमानुसार वर्णन करे तो बहुत
कृपा होगी और विराट पर्व की तरह बड़ा वीडियो बनाइए
रो पड़े क्रोध में माधव, देख सखी की पीर |
दस हजार गज बल थका, घटा न दस गज चीर ||
Bap ka beta 😍😎😎
Aapka karya sarahaniya hai bhai. Jai shree krishna💜
Next video 14th day war ke upor banaye plz.
Jayadrath vadh ka purn barnan kare. Plz
The Feerless Sree Krishna Sisya Subhadrey Abhimanyu 🔥🔥🔥
Sree Krishna 🙏 k Sisya ahi kafi hai
Wah abhimanyu wah 🙏🙏
Voice is not at all the matter but the content you provide is as good as reading
Thank you for enlightening every viewer
My favorite mahabharat worrier karna arjun 🥰🥰
Bohot khub ..
East or west watch god channel is the best 😇😇
Jai sri krishna 🙏🙏har har mahadev 🙏🙏
Aapse ye mahagatha itni detail me sun kar aisa lagta hai ki apne parivar ka koi hame kahani suna raha hai .Bachpan me jab hamare bade hame kahaniya sunate the to bhi aisa hi anand aata tha ,bachpan ka anubhav phir se karvane or hame ye katha sunane ke liye is video ko bannane ka parishram karne ke liye aapka bahut bahut dhanyevaad.
jai shree krishna🙏
बहुत बहुत धन्यवाद । हमें खुशी है की आपको पसंद आ रहा है हमारा काम :)
Please upload more fast😭😭😭 this channel deserves more❤️❤️❤️❤️
But finally karna managed to break Abhimanyu's bow. But it wouldn't have been possible if rest of maharathis hadn't kept him engaged.
@@Thor-cp1yh kuch bhi
Sony putra ka fan aagaya😂
Wo bhi kayarta se
piche se to sher ko kutta bhi kaat skta h iska mtlb sher se kutta veer h????
@@NrisinghadevDestroyer ennata kayarta venna mavane karna broke his bow only because of his valor he did not get boon from. Chandradev to be victorious on his death day 😅😅😅😅😂😂
Please make an Arc of Arjun Vs Bhisma yudh at kurushetra
Bahoot acha kaam kar rahe maza ah jatah ae video dekh kar
Abhimanyu jaisa yodha koi nahin Jai Arjun Putra
अगले वीडियो को अभिमन्यु वध का सम्पूर्ण विवरण सहित बनाइए, अब और प्रतीक्षा नहीं होती...
Thank you for giving us such a true eye opening information. 🙏Jay shree Krishna
Ek hi baar me puri video bna diya kro bHai me Mahabharata bhut hi intrest ke saath dekhta hu
Great video. Bdw next make a video on Ashwathama vs Arjuna epic battle on Kurukshetra.🙏❤️
Thank you for liking our work.
We are working to finish this part of Mahabharat first. Then we will take up another part.
Your suggestion has been noted.
God bless you bro 🙏
Sir - App k video - 1st class hai - Hamesha wait karte rehte hain next episodes ka , Thank you very much !!!!
क्या अद्भुत व्याख्या की है आपने🙏🙏🙏
Please sir, you may compose a video on Parsuram and Karn meeting and Karn archery learning from Guru Parsuram and ghatotkach's night fight against Kauravas.
Thank you, that will be extremely good and also you enjoy to narrate that.
Aup ki awag dil ko chune wali hai jase live dakhne ko mahabharat karta hai radhe radhe
Nangu hamesha bhagte hi rahta hai😂😂😂😂
Abee tu ye kyun nahi dekhta usne kaun sa dhanush use kiya hai...?
Abhimanyu ki baat kar rahaa hoon
@@BHARAT_3433 Usne to nangu kaha apko aisa kiu laga wo karn ko hi bol raha hai 😅😅😅😅
Plz tell what would be the area of chakravyuh in sq meter , may be 20000 , 30000 sq meter ???
Karn k liya abhimanyu e kafi tha 😂😂 arjun ka jarurat e nehi tha 😂😂
Nahi bhai Karn Sonyputra hai... Sonyputra se bada yodha koi nahi... Jai Sonyputra Corona
@@kandiking2218 shi kha bhai 😂
तुम गंड़िव उठाकर और मै सुदर्शन चक्र लेकर एकसाथ जाते फिर भी रणसम्रागन मै नरशेष्ट्र कर्ण को जीत नहीं सकते थे
..... भगवान श्री कृष्ण
श्लोक नंबर 17 अध्याय नंबर 180 पेज नंबर 3656
@@shivamp2428 Tony Putra corona me hi hai ye.
@@shivamp2428 कुछ भी 😂😂 चलो एक पल के लिए तुम्हारे बातो को सही मान भी लें तो चलो ये बताओ की कर्ण या उसके पूरे कौरव सेना के पास ऐसा कौन सा अस्त्र शस्त्र था जो सुदर्शन चक्र को भेद सके ? 😂😂😂 फालतू की बाते न करा करो तो अच्छा है पूरे युद्ध में सभी योद्धाओं को महान और एक दूसरे से बढ़ कर बोला गया है और ये सब योद्धाओं का कॉन्फिडेंस बढ़ने के किए बोला जाता है इसका मतलब ये नही की वो सच में उससे बढ़ कर है शाल्यपर्व के अध्याय 7, श्लोक 29 में भगवान कृष्ण ने शल्य को भीष्म द्रोण कर्ण से भी बड़ा योद्धा कहा है तो क्या भीष्म द्रोण से बड़ा प्रदर्शन किए बिना ही शल्य को उनसे बड़ा मान ले क्या? 😂
Aapka vishleshan bohot hi acha hai. Aur aapki vani bhi bohot hi achi hai.
अब और इंतजार नहीं होता। अगला भाग जल्दी ही बनाकर अपलोड कीजिए ।
दो रथियों के बीच दूरी कितनी होती थी।
Jay sri krishna 🙏
Mai agle part ke liye bahut utsahita hu apke video bahut acche hote hai
🙏JAI SHREE KRISHNA🙏
Please make a video on kalkeya, paulam danav army vs Arjun
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Amazing Mahabharata video🙏👍
Superb as always ❤️
Next part kab upload ho raha hai 😊
Radhe Radhe
Nice vdo sir
hm bs apse ek request krna chhte h ki jo b aap btaye wo sb sach hi ho ... kisi tv serials wala fake drama n ho bs ...baaki hme apki vdos bhut aachi lgti h...🙏🙏🙏❤️❤️❤️ pls continue..... ur knowledge
Bahut badiya
🙏🙏Arjun aur Bhagdatt yudh par video banaie please 🙏🙏Hare Krishna 🙏🙏
Aap bahut hi shaandaar video banate ho
Mahabharat pe video banane wale RUclipsr to anek hai par jo sachai aap dikhate hona sir ji uski to bathi kuch or hai ayese hi video banate rahiye 👍👍👍👍👍👍👍❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Har Har Mahadev 🙏
मुझे यह जानना है की आपका श्रोत क्या है , मुझे वो पड़नी हैं विस्तार से। कृपया इसे साझा करें। धन्यवाद ।
🙏🇮🇳🙏 Jay Shri Hari Krishna 🙏🇮🇳🙏🕉️ Abhimanyu Vadh ke bad Arjun ne jaidrath ko kaise mara vistar mein jarur bataen Chakravyuh ke andar Abhimanyu ne Duryodhan ke Putra Lakshman ka vadh kaise kiya bade bhrata Shri sampurn Mahabharat ki Gatha aap aise hi sunate raho बहुत-बहुत dhanyvad aapka Jay man Bharati ke Veer Putra Jay Hind Jay Bharat 🙏🇮🇳🙏 Jay Shri Hari Krishna 🙏🇮🇳🙏 Jay Shri Hari Krishna 🙏🇮🇳🙏🕉️
Jaldi videos dalo nahito apki videos hamare aane wale bacche hi dekh payenge 😂
Very good
First comment 😅🙏💓💓
जय श्री राम
सर महाभारत के युद्ध की समाप्ति के बाद क्या हुआ उसका वीडियो विस्तार से बताएगा,
क्यों की उसके बाद क्या हुआ ये किसी को नहीं पता इसलिए,
धन्यवाद🙏
Agla video jaldi Lana please
Mahabharat mein krishn hi Saabse barein karta dharta hai
Sabse bare hero bhi aur sabse bare villain bhi;
Jo unho ne khud swikara hai
Next video kab aayegi
Nice video
Hello Sir,
Hope the next video on Chakravyuh yuddh will come soon.
By the way I never watch how you all makes video.
Thank you
Yes, the video will come tomorrow.
We use Adobe softwares to make these videos. After Effects, premiere pro, Photoshop, Audition and few others too.
It's very time consuming to imagine and then reflect that imagination in the making process.
Bhai regular video chahiyec
Nice
Next part kb ayega bohot wait h mujhe❤️❤️❤️
jaldi next video banaeaye video late araha he
Arjun aur drupad ka udh
Thoda back ground music kum rakho
Please aap videos jaldi dala kijeye
शान्ती प्रस्ताव के बारेमे भिडियो बना सक्ते है???
Jaldi banaaya Karo video bhai... 🙏🙏
आदेश जय श्री महाकाल
Vary good
Next vedio jaldi banaya
करण का छोटा भाई कोन था ?
Mahabharat pado sir pta lag jayega
adhirath ka putra
@@mythofacts3833 😂 nice
Kurukshetra war ka 14th day ka video daaliye 🙏
Ho sake to bhavishya puran pr ek video bnaiye
Ramayan ka bhi banao
Mera ek sawal hai
....kisi ko pta ho to jarur bataye...
Ye gatha..kon si Mahabharat se li gayi....hai....kis ke dwara rachit hai.... please answer
Vaishampayan Mahabharat hai, Geeta press author se,, Vyas ji ne hi Rachna ki thi aur unke Shishya Vaishamoyan ko sunayi thi,aur vahi available hai,
💓💓har har mahadev ❤️💋
कृपया खंडव वन के ऊपर भी वीडियो
Jai mahakal 🙏🏻
Aapne kya GEETAPRESS mahabharat se ye sab kahaniyan boli hai?
Next part jadi banaya
Sir , you have been silent for more than one week. Do you think on any plot?
Sir I have already suggested you Ghatotkach's night fight against Kauravas, That would be superhit and giving many reviews. Please consider it.
Working on next part of Abhimanyu Vadh.
Will consider next topic only after completing Abhimanyu Vadh. I have duly noted your suggestion and surely its a nice one.
sir video ke bich itna gape ka kya karan hota he ????
Graphics तैयार करने में समय लगता है ।
Who was brother of Karan?
Sir... Big fan of your videos....
Sir ek sawal tha aapse... Kya Karna ke pass bhi Pashupatastra tha...?
Nehi bhai
Nehi tha
Sayad mujhe pata nehi
Likin ek baat bolu agar tum shurya putra Karn serial ki baat kr reh ho us sin ka jab karn na indra dev k upar baan chalaya tha wo pura jhuth tha
karn ke pass indra ka pasupastra tha ok jo use parshuram se mila tha and ye weapon bhishm and dron ke pass bhi tha ,,,, unh bhi ye parshuram se mila tha and arjun ke pass lord shiva ka mahapasupastra tha
Video Lane me deri na kare..
Mahabharat ke pahala din sa yudh ka varanan kijiyaa.
What was the name of karn's brother who was killed by abhimanyu
Make video Frist please make video in 10-10 day
gape
Who many kill by abhmanyu in Chakraveyu
Karna ke chote Bhai kaise hua koun they woh unka naam kya tha
😘😘😘🙏🙏🙏🙏👍👍👍
Abhi manyu ko vardan tha esliye ose Chakravyuh me koi hra nhi paya
Beti kon se nasha karke aaye ho....
@@spiderman-rv8bb nshe me toh arjun bhakt rhte h 😭😭😭
Pagal hai kya ??? Koun sa vardaan tu baata 🤔🤔
@@firebeast7113 bori ce se proof de na ki kmg se ok
@@firebeast7113 bori me aisa kahi bhi nahi ok agar nanguchod kmg ko maante hai to unhe ye bhi manna hoga ki karn 14th day bhim se 6 baar haara tha and 17th day yuddhistir se haara tha and karn draupad se bhi haara tha kmg ke according
Karna ke bhai to pandav the to aur kaun bhai aaya karna ki raksha krne abhimanyu se🤔
अधिरथ और radha का पुत्र
Karn ka chota bhai bhi tha uska naam kya tha sir ???
Karn toh kunti se janma tha toh pandavs usi ke bhai hue na toh Kauravas ke tarf se Karn ka konsa bhai lad raha tha please sir batao
Adhirath ke putra...jisne karn ko pala tha
कर्ण के भाई तो पांडव थे तो ये कर्ण के कौन से भाई हुए
Krishn ka yahi udyog tha ke kuru-pandav ka ek bhi bansaj na bache!
Sakuni toh kuch bhi nahi tha! Ek mohora
ye video dekh k mujhe lag raha hai ki karn to maharathi the hi nahi ko samany astro ka gyan rakhne wale mamooli yodha the... par satya to narayan jaane...
Maharathi hi tha vo, Ghatotkach aur Arjun ke sath final battle dekho uska,, lekin uski Buri baat ye hai ki vo kahi baar yuddhh chhodkar bhag gaya tha,,
@@daxesh_kumar bro GHATOTKACH ke time kyun nahi bhaga????
Arjun ke paas toh akshaytuneer tha jisse teer khatam nahi hote thee
Lekin karn ko peeche mutna padta tha apne sastra lene ke liye.
Ashvathama bhi peeche jata tha sastra lene ke liye.
Very late update