Sala itna sab kuchh ek contractual bassed job ke liye krna oad rha ...itna to govt. Me hota h yaar ... joining ho jane ke baad jitne bhi students h like 10000k wo sab ek sath protest krenge isko permanent krwane ke liye ...agar student ek jut hokar chahe to kuchh bhi possible ho sakta hai shayd kr de ...dosto aap sab agree ho or nhi meri baato se
Mr Abhiyanta g ye btaiye m U.P. se hoo ,,Mera medical certificate U.P govt. Ka Manya hoga? Ek question aur ki kya mobile aur Laptop ki Raseed bhi online check hogi?...plz reply
UP बाले का medical बिहार मे बनेगा जो district मे joining होगा उसी district मे बनाना पड़ेगा.. और फ़र्ज़ी बिल लगाओ तो जहाँ से आ रहे हो वही भेज दिए जाओगे Permanent छुट्टी देकर..
Laptop agar pahle se hai mera pass to kya fir se naya laptop buy karna padega ki purana wala se hi kaam chal jayega orr naya bill bana ke dene se problem hoga kya
Kab Tak banana hai, date jari nahi Kiya hai, kab joining letter aayega
Sir wetting list kb tk aayega
Affidavit me clerk ko bhi banana parega
Kya clerk ko v laptop Lena Hai...plzz reply anyone
Computer and mobil ka kiya mater hai kharid k le k jana hai ya kuch aur
Sala itna sab kuchh ek contractual bassed job ke liye krna oad rha ...itna to govt. Me hota h yaar ... joining ho jane ke baad jitne bhi students h like 10000k wo sab ek sath protest krenge isko permanent krwane ke liye ...agar student ek jut hokar chahe to kuchh bhi possible ho sakta hai shayd kr de ...dosto aap sab agree ho or nhi meri baato se
I totally agree with you brother ..
Sapath patra me application id kya dena hai
@abhiyantaclasses
medical certificate to joining letter aane k baad banega, iska confirmation dijiye plzz
Dobara lrc ke tarf se sms aya h abhi document download krne ke liye
Sapath patra page ke last me application id kya dena hai
Ye checklist dlrs ke site pe nahi mil rha hai...
Ek video notice dawnload karte hue bna sakte hai aap ...
Agar nahi to pdf yahi dijie
Medical jaha ke rehne vale h vaha se bnvna h ya bihar se hi??
Affidavit me application id me kya bharna hai..
Sir affidavit alag se bna h ya Jo pdf me Mila usi pe bnwana h
eske baad joining letter bhi aayega kya? joining ka date nhi diya hai abhi?
Sir clerk ko bhi laptop aur mobile chahiye kya please reply kijiye
Clerk ka bhi laptop lena hai.kya
Kya guarantee h ki joining jaldi hi hogi ya cancel hogi
Admi yaha resign de de koi date bhi jati nhi ki gai h
Joining ka tou date dena chahiye n
Medical abhi banwaye ya joining letter aane ke baad ?
Reply kr do bhai
बनवा लीजिए
Bana lijiye
Medical kb bnwana h
Av ya joining letter aane ke baad
Kb tak joining hoga
Ye pdf kaha se milega
Are abhiynta ek bat bta laptop 💻 agar 30000ka liya to 480000 hjar milega
Absolutely excellent 👌👌👌👌👌👌
Check list kaha se download kare
Medical certificate dusre district me ban sakta h kya
Ha
Ha
Bhai tumse अच्छा KKSINDIANS wala samjhta hai...😊
Clark wale ko bhi laptop or Mobile new lena parega?
Flipkart se laptop kharide the uska invoice bill hai usse ho jayega
Sapath patr kaha se download hoga
Ye sab document ko lekar patna jana hai kya? Ya district allotment hoga waha lekar jana hai?
Haa Bhai koi btao gr pata ho to
डिप्लोमा ओरिजनल नही है प्रोविजनल सर्टिफिकेट से हो जाएगा कोई बातवो भाई
Joining letter Patna me milega to kya sabhi documents Patna me lekar jana hai?
Checklist kaha se download hoga
Mr Abhiyanta g ye btaiye m U.P. se hoo ,,Mera medical certificate U.P govt. Ka Manya hoga? Ek question aur ki kya mobile aur Laptop ki Raseed bhi online check hogi?...plz reply
UP बाले का medical बिहार मे बनेगा जो district मे joining होगा उसी district मे बनाना पड़ेगा.. और फ़र्ज़ी बिल लगाओ तो जहाँ से आ रहे हो वही भेज दिए जाओगे Permanent छुट्टी देकर..
@@Short2900 apna gyan apne paas rakh
Site pe to kuchh nhi aaya h
जॉइनिंग के बाद मेडिकल सर्टिफिकेट लगेगा
Clark vala ko v laptop or mobile jaruri h
Sapath patr me jo last me application I'd h usme kya daalna h????
Sir ye hme kitne din phle notice denge patna aane ke liye ticket bgera book krni hai smjh nhi aa rha hai kb ki kru.
Kaha se checklist download kiye aap
क्या ये जॉब 11 माह तक ही रहेगा।
क्लर्क वाले को भी leptop या mobile चाहिए plese reply me Bhai
Extend होते रहेगा भाई ❤😅😅
सपथ पत्र अपने जिला से बनवाना हैं या दूसरे जिला के कोर्ट से चलेगा
Affidavit kitane rs ke stamp par likha jayega
वकील खुद बना देगा
Phone papa k nam se hai
Kya kre
Sir DQ -OH(pwd) walo ko bhi bnwana pdega medical fitness....????
Ye pdf kaise download hoga
Sir mere pas dlrs ka application print nahi h joining me koi problem hoga kya please ispe vedio banaye
Sir ye format kha se milega sir
Laptop joining se pehle kharidna jaruri h ky
Voter Id nhi hai adhar card se ho jayega na identity jo manga hai
Manana parega sir sabse pahle sabse tej news
Affidavit me kiya kiya likhe
फॉर्मेट दिया हुआ है उसी को fill karna hai
Purana mobile ka voucher chalega ki nhi
Bhaiya ji pH ya PWD wale bhi medical certificate banva ke le jaenge
Clerk ko laptop ka slip dena hoga
Wateting bala khuch btaeye sir jee
Sadar aspatal se hoga n
Sbse aage aapka news
Sir application id kaha se milega?
Pura laptop hai toh uska bhi voucher chahiye??
Av bn jyega court se affidavit.?
Laptop joining ke baad nhi le skte plz reply
Ni.... Joining time hi lega uska rasid
Salary account khola le ya joining letter aane ke bad?
Mera pan card nahi bana h kya kre
Banwa lo. Jaruri hai.
@@SumitKumar-yg9kc apply kr diye hai
Sir plzz reply..kya clerk ko laptop lena jruri h??
No
2nd list aayga ya nhi
Home district se bnwana hai ya khi se v bn skta hai
Iska reply kriye pls
Sir mobile or laptop kisko jarurat hai
Affidavit me kiska signature krana h or kitne ka ticket lagega
Jay maa durga Jay mata di
Ncl old wala ya new
Laptop agar pahle se hai mera pass to kya fir se naya laptop buy karna padega ki purana wala se hi kaam chal jayega orr naya bill bana ke dene se problem hoga kya
New bill bnva k de skte ho koi problem ni hogi
Sir bank account Bihar ka chahiye ya hm jha ke hai wha ka ?
Laptop lena av jaruri hai kya ya joining ke baad le
le lo phle tb to bill milega
Deepak bhai
❤❤❤❤❤
😊
First view
Please bhai reply do old laptop hai , nayaa laptop lena jaroori hai kya ?
New bill bnva lo usi se ho jayega
Laptop abhi jaruri hai ya bad me bhi liya ja sakta hai